Jump to content

Pent Ya Shlwar Fold Kerny K Bary Mai Hadeeth


Faysal

تجویز کردہ جواب

میں نے فورم پر اس حوالے سے کافی تھریڈ دیکھے ہیں لیکن

مجھے کوئی ایسی حدیث نہیں ملی جس سے یہ ثابت ہو کہ نماز شروع تکبیر تحریمہ کہنے سے پہلے پینٹ یا شلوار ٹخنوں سے اوپر رکھنے کے لیے فولڈ کرنا مکروہ ہے

 

اگر کوئی بھائی یہ حدیث پیش کر دے تو مہربانی ہو گی ۔۔۔

Link to comment
Share on other sites

Takhnon say libas neechay latkana aor neechay latkanay say bachnay k leay fold karna yeh 2 alag alag masail hain.

 

Takhnon Say Neechay Libas Latkanay K Mutaliq Tahqeeq Aor Deobandi Wahabion Ka Radd

 

http://www.islamimeh...habion-ka-radd/

 

Kapray fold karnay k baray main jannay k leay in 2 books main bhi Isbal k mutaliq mwad mil jaye ga.

 

http://library.faiza....php?search=kaf

 

 

Fatwa0002.gif

Link to comment
Share on other sites

On 1/4/2013 at 11:00 PM, Faysal said:

usman bhai ye ho Hadeeth Hazrat Usman (raa) sy Riwait wali hy is mai sajda k waqat kpada na smeetny ka kaha gia hy k sajda ko jaty waqat kapday agy ya pichy na smeeta jaiy

jub k pent to Namaz shoro kerny sy pehly yani takbeer e tehreema sy pehly fold ki jati hy

 

to fold k bad phir sajda naheen kia jata kia ??

 

wesay uoopar main nay 2 books ka link bhi diya tha please wo dekhain. Shukria

Link to comment
Share on other sites

to fold k bad phir sajda naheen kia jata kia ??

 

wesay uoopar main nay Sharah Saheeh Muslim shareef aor 2 books ka link bhi diya tha please wo dekhain. Shukria

 

usman bhai kapda fold sirf Namaz shoro kerny sy pehly hi kia jata hy jub k sajda kerny sy pehly koi bhe kapda fold nai ker skta kio k itna time bhe nai hota sirf agy ya pichy semta ja skta hy dono pancy fold kerny mai waqat lagta hy . lakin smetny mai itna time bhe nai lagta umeed hy aap meri baat samjh rahy hn

 

aap k pehly link mai to fiqaha hanfi k ulama krama ki hawaly hn jo mai ny mangy hi nai . sorry un ki zrorat nai abhi hadeeth ki zrorat hy

 

our dosry links mai 300 k qareb pages wali books hn jo k na mery net connection sy download ho skti hn ya online read .

 

 

apni taraf se sajde ki qaid lagana gumrahi hai......

 

 

nai bhai ye dekho mai kio qaid lgany laga

 

post-13733-0-11645500-1357396678.gif

Link to comment
Share on other sites

Jnab aik book 10 pages ki hay

 

http://library.faiza...ndex.php?id=341

 

http://library.faiza...load.php?id=341

 

doosri book 21 pages ki hay

 

http://library.faiza...ndex.php?id=377

 

http://library.faiza...load.php?id=377

 

 

doosri bat yeh hay Ahadees Shareef k hwala jat k leay libraries say rujoo krain , Ulama-e-Kiram say rujoo krain. I dont think keh is forum par koi Shaikh Ul Hadees tashreef latay hain.

 

Ham to ulama-e-ahl-e-sunnat k ftawa jat par etmad kartay hain keh hmaray Ulama-e-Kiram Quran-o-Hadess k mutabiq hi btatay hain aor yeh bat forum main aap har jgah dekh sktay hain lihaza Ahnaf k forum par munazra section k elawa kisi doosray section main yeh mutalba karna keh mujhay hanfi fuqaha k hwalajat naheen chaheay , kuch munasib maloom naheen hota, Aap Sunni Barelwi naheen hain to apni posts munazra section tak hi mehdood rakheay , kionkeh jin ko ham mutbar mantay hain wo aap k nazdeek koi value nahen rakhtay , to phir kia faida bat karnay ka? Meray aakhri paragraph ka reply karnay ki zroorat naheen. Shukria

 

 

P7.gif
P8.gif
P10.gif
Link to comment
Share on other sites

Usman sb mai ny galti sy book number k pages shumaar kia tha asal mai wo book ka number tha mai samjh k shid is k pages hi 300b k qareeb hn

 

us k bad ulama k Aqwaal mai pehly hi dekh chuka hn mai ny first post mai hi bta dia tha k mai forum per is hawaly sy threads dekh chka hn lakin Hadeeth ki zrorat hy is liy mai ny kaha .

 

abhi bhe aap ny jo ahadeeth share ki hn un sub mai sajda k waqat kapda na morna ya smeetny ki baat ho rahi hy

jub k pent fold kerny ko acha khasa time lagta hy jo k sajda k waqat to nai kia ja skta

 

yani ye sajda k waqat kapda na smeetna ka hukam ko hum namaz k shoro mai kapda fold kerna khud sy nai bna skty

 

yahan aik Riwait Abo dowd ki jis mai balon k jory ka hukam hy wo na kia jaiy to theek hy wo hukam namaz sy shoro kerny sy pehly lagta hy lakin balon ka hukam kapdy per lgana bhe theek nai ho ga kio k pent ka kapda na hi dhagy sy bandha jata hy our na hi gond sy chipkaia jata hy ..

Link to comment
Share on other sites

Ulama Nay Hadess shareef ki jo tashreehat bayan ki hain wo aap mantay naheen. Aor Main naheen maanta ka koi ilaj naheen.

 

Books aap parhtay naheen kionkeh Ulama ki mantay naheen Aor aap ki tashreehat chunkeh Ulama ki tashreehat k khilaf hain isleay ham unko naheen mantay. So next post bhi aap nay baghair kisi hwalay k ki to is ka jwab naheen diya jaye ga.

Link to comment
Share on other sites

usman bhai kapda fold sirf Namaz shoro kerny sy pehly hi kia jata hy jub k sajda kerny sy pehly koi bhe kapda fold nai ker skta kio k itna time bhe nai hota sirf agy ya pichy semta ja skta hy dono pancy fold kerny mai waqat lagta hy . lakin smetny mai itna time bhe nai lagta umeed hy aap meri baat samjh rahy hn

 

aap k pehly link mai to fiqaha hanfi k ulama krama ki hawaly hn jo mai ny mangy hi nai . sorry un ki zrorat nai abhi hadeeth ki zrorat hy

 

our dosry links mai 300 k qareb pages wali books hn jo k na mery net connection sy download ho skti hn ya online read .

 

nai bhai ye dekho mai kio qaid lgany laga

post-9933-0-29714000-1357455602.jpg

 

1) ab zahir hai, sajde ka hukm alag hai aur kapre sametna ka alag, jisse pata chala ke ye puri namaz me hoga???

 

2) agar aap namaz ke shuru me pent ko fold karlo ge to kya sajde me jane se pehle pent ki jo folding hai use sahi karke sajde me jao ge????

mere khyaal me apka jawab "nahi" hoga to shuru me hi aap fold nahi karsake, jesa ke hadees me agaya hai...

 

3) namaz me kapre fold karne ki koi hadees bata de, warna ye kaam namaz ke shuru me ho raha hai, aur namaz ke ander bhi ho jaye ga, jo ke namaz me zyaddti hai aur ye biddat hai???

 

plzzzz sawalo ke jawab zaroor dena....

post-9933-0-29714000-1357455602.jpg

Edited by Zulfi.Boy
  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

zulfi bhai jo aap ny blue colour mai likha hy is ny masla samjha dia hy thanks .

 

baaz dafa aisa hota hy balky mai khud bhe aisa kerta raha hn k sajda kern y sy pehly Qameez ka pichla ya agla gheera aik taraf ko sameet deta tha . to is liy mai ny khaas tor per ye samjha k ye isi sy related hy lakin aap ki di gai kashif our alam ki misaal sy masla clear ho gia hy shukeria thanks

Link to comment
Share on other sites

  • 6 months later...

zulfi bhai jo aap ny blue colour mai likha hy is ny masla samjha dia hy thanks .

 

 

 

Zulfi Bhai mai ye ilfaaz Wapis leta hn kio k 7 hadion pey sajda our kapron our baalon ko smetna namaz k ander ka hi hukam hy Jaisy k  Admin bhai ny aik dosry thread mai ye hadeeth post ki 

 

post-250-0-93982000-1376313812.jpg

 

http://www.islamimehfil.com/topic/21357-references-darkaar-hein-paainchay-modna-naifa-udasna/

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Faysal sahab,

 

aap kapry morhny ke masly ki jarh me jayein...ki  awwalan to aisa aapko karna hi kyu par raha hai ki namaz se ain pehly aap apni shalwar/pajaama palat lete hain ya upar se khuras lete hain...to aap kahengy ki Huzur (saw) ki hadees me takhno se neechy shalwaar latkane waly par Allah ki nazrazgi ki waeed aayi hai hum isliye aisa karty hain to janab aap pehly ye dekhiye ki wo waeed kis wajah se ahadees me bayan hui hain...wo wajah un ahadees me saaf saaf lafzom me bayan hui hai ki  "takbbur" jis ki wajah se aizaar ko zameen tak latkany waly us waeed me dakhil hain (jaisa ki Hazrat Abu bakr Siddique (raa) ka aizaar takhon ke neechy latakny ke bawajood unhy is hukm se mustasna rakha gaya ki aapka ye fail bawajah takbbur na tha) jo ahle arab kiya karty thy...to mqasad tha insaan se takbbur door karky usky qalb ko paak or saaf kiya jaye....na ki insaan ke takhno mein mutlaqan aisa koi kamaal hai ki jisy dikhane par hi namaz ki qubuliyat ki sanad aapko hasil ho... to jab wajah samajh me aa gayi apko ki takabbur ki wajah se aisa na kiya jaye to phir ab aap ka ye mutalba ki hadees ke aisy lafz dikhao jis me namaz se qabl kapry khurasna/palatna najayz kaha gaya ho bemaana hoga ki nahin? beshak BEMAANA hoga. to janab aap aap hadees ki mansha nahin samjhy....ki agar takabbur ki wajah se pajama lamba hai to haram hai warna usy apni halat par chor dein kiyu fizul mein wo kaam kar rahy hain jis se us fail ka maqsad hi hasil nahin ki (takbbur ki wajah se takhne na dhako balki khule rakho)....kya mazAllah aap aisa karky koi trick khelty hain ki namaz ki halat me to takkbbur waly paenchy upar chara lo mukhlis bandy ban jao Allah ke, or namaz khatam hoty hi takabbur karny waly ban jao or payenchy wapas takhno par latka lo...kya aql hai mukahlifeen ki bhi HAIRAT HAI....?? :rolleyes:

  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

فیصل صاحب۔ آپ کی دینی تعلیم کیا ہے؟ اور علم حدیث آپ نے کس سے سیکھا ہے؟ اگر آپ حنفی ہیں تو اپنے استادسے ایک سوال تو پوچھئے گا کہ فقہی مسائل میں مقلد کو دلیل مانگنی چاہیے؟  اگر آپ حنفی نہیں ہیں تو ْآپ کو اس سیکشن میں پوسٹنگ کی اجازت نہیں ہے۔ ٹاپک مناظرہ سیکشن میں موو کر دیتے ہیں۔خیرپھر بھی دلائل کا تو ڈھیر لگا ہوا ہے لیکن آپ کو اپنی من مانی کا ترجمہ چاہئے یا بالکل ویسے ہی الفاظ جیسا آپ چاہتے ہیں، تب بات مانی جائے گی۔بالکل اسی طرح ایک اور تعویذ کے ٹاپک میں آپ بلا وجہ کی بحث کر رہے تھے۔اب حالت یہ ہے کہ لوگ دنیوی علوم کو تو بڑا مشکل سمجھ کر جس کا کام اُسی کو سانجھے کی پالیسی کہ تحت سب کام کرتے ہیں اور جب بات دین کی آئے تو ہر بندہ عالم و شیخ الحدیث بن جاتا ہے اور اپنی مرضی سے قرآن و حدیث سے مسائل نکالنے لگ جاتا ہے۔


 


اوپر آصف بھائی نے کافی کوشش کی اسبال سمجھانے کی۔ اور کف ثوب کے بارے میں جو حدیث آپ کو پیش کی گئی ہے ، وہ شروع اور دوران دونوں کے لئے ہے۔


 


kafsob.png


 


ہم تو جمہور علماء کی مانتے ہیں۔ آپ نہیں مانتے تو ہم کیا کر سکتے ہیں۔مزید بحث فضول ہے۔  

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...