-
Recently Browsing 0 members
No registered users viewing this page.
-
Similar Content
-
By Aquib Rizvi
السلام على من اتبع الهدى
Is Mazmon par InshaAllah Tafseeli guftago hogi Abhi filhall Imam jalalludin syuti ki kitab IMAN E Waldain par parish karaha hon kyun Kay Wahabi or Deobandi Hazrat Jo Kay MazAllah Nabi صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم Kay Waldain ko Kafir kehtay hen dekhya👉
Sochne Ka Maqam Hai Yeh Wahi Deobandi Wahbi Hai Jo Kafir Ko Kafir Kehne Se Hume Rokte Hai Lekin Jab Baat Nabi Alayhissalam Per I Toh Inke Walidein Ko Kafir Bolna Kya Apni Kitabo Me Likh B Diya. Ibn Taymiyah Jo 661 Hijri Me Paida Hua Mulk E Sham Me ,Isne Ek Kitab Likhi , Iktsa Us Siraate Mustaqeem, Is Kitab Me Ibn Taymiyah Ne Bada Zor Lagay K Nabi Alayhisssalam K Walidein Dono Kafir Thay Aur Unka Inteqal Kufr Per Hua . Ibn Taymiyah Ki Taqleed Karte Hue Tamam Wahbi Nabi Alayhissalam K Walidein Ko Kafir Kehte Hai , Maz ALLAH Isi Tarah Deoband K Bahut Bade Alim Guzre Hai Jinka Naam Rasheed Ahmed Gangohi Hai , Inhone B Apne Fatwe Me , Yaani Fatawa Rasheediya Me Safa 104 Per Ek Sawal K Jawab Me Kaha K Hazrat Swallallahualaihiwasallam K Walidein K Imaan Me Ikhtelaf Hai ,Hazrat Imam Sahab Ka Mazhab Yeh Hai K Inka Inteqal Halat E Kufr Me Hua Hai Faqat. Maz ALLAH. Yeh Haal Hai Deobandi Wahbi Ka Filhall Aik kitab paish karraha hon Aur InShaAllah jald Az Jald is mamlay may QURAN AUR HADEES Kay Saath wapas Aon ga AUR Sabit Karon ga Kay Wahabi AUR Deobandi jhootay hen Waldain Mustafa Momin bhe thay AUR jannati bhe لبیک لبیک لبیک یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
27187818-WALDAIN-MUSTAFA-KA-ZINDA-HO-KAR-IMAN-LANA.pdf
-
By aaftab
As salam alaikum Quran e kareim mai jaha Nabi pak alaihisSalam ko noor farmaya gaya aur muttaiq alaih mufassireen nay jin aayat say noor likha tafaseer mai is kay scans ki darkhwast hai . mai nay forum pay search kia tu aksar jaga ahadees kay hawala jat buhat milay magar tafaseer kay scan nahe mil sakay jaisay tafseer Abdullah ibn e abbas raziAllah mai wo wali ayat jis ka mafhom hai kay tumharay pas Allah ki taraf say noor aur roshan kitab aai .
was salam
Recommended Posts