M. Saad Attari 0 Posted May 24, 2013 Report Share Posted May 24, 2013 Salam ! If any brother can help me about Islamic beard, about it's measurement and from where does it start. Meri bilkul pheli darhi hai jiski waja se baal kafi curly aur unbalanced hai. Shayad chehre pe thori theek bhi nahi lagti unbalanced hone ki waja se. Kie logon ne mujhse aisa kaha hai. Mere aik relative hain unki bhi darhi hai, wo mjhse keh rahe the k me apni darhi ko set karao ye kafi bikhri hui aur achi nahi lag rahi. Mene kaha aik muthi se kam baal nahi katwa sakta to unho ne kaha balance to karao jab khud pori lambi hojaegi to sahi rahegi. Logon ka kehna hai ALLAH khubsorat hai aur khubsurati ko pasand krta hai, tm to aise dosron ko bhi darhi rakhne se rok doge. Aisi rakho jo achi lage. Darhi kahan se shuru hoti hai? Means ear ke barabar k baat katwasakte hain? Unka aisa khayal tha k Dawat-e-Islami kuch cheezon me bohot sakht hai, jo sahrai taqazon se bhi oper chali jati hai. Maulana Kokab Norani ki darhi to aik muthi se kam lagti hai. Kindly help kis tarah aur kitni darhi set karasakte hain. Dawat-e-Islami k ilawa bi agar deegar ulma ki rae faraham karsake koi, JazakALLAH. Quote Link to post Share on other sites
خاکسار 125 Posted May 24, 2013 Report Share Posted May 24, 2013 Salam ! If any brother can help me about Islamic beard, about it's measurement and from where does it start. Meri bilkul pheli darhi hai jiski waja se baal kafi curly aur unbalanced hai. Shayad chehre pe thori theek bhi nahi lagti unbalanced hone ki waja se. Kie logon ne mujhse aisa kaha hai. Mere aik relative hain unki bhi darhi hai, wo mjhse keh rahe the k me apni darhi ko set karao ye kafi bikhri hui aur achi nahi lag rahi. Mene kaha aik muthi se kam baal nahi katwa sakta to unho ne kaha balance to karao jab khud pori lambi hojaegi to sahi rahegi. Logon ka kehna hai ALLAH khubsorat hai aur khubsurati ko pasand krta hai, tm to aise dosron ko bhi darhi rakhne se rok doge. Aisi rakho jo achi lage. Darhi kahan se shuru hoti hai? Means ear ke barabar k baat katwasakte hain? Unka aisa khayal tha k Dawat-e-Islami kuch cheezon me bohot sakht hai, jo sahrai taqazon se bhi oper chali jati hai. Maulana Kokab Norani ki darhi to aik muthi se kam lagti hai. Kindly help kis tarah aur kitni darhi set karasakte hain. Dawat-e-Islami k ilawa bi agar deegar ulma ki rae faraham karsake koi, JazakALLAH. یہ مفتی ڈاکٹر اشرف آصف جلالی صاحب کا ایک بیان ہے آپ اسے سن لیں، امید ہے آپ کو تفصیلی جواب مل جاۓ گا اپنے سوال کا۔ یوٹیوب کا لنک ہے، چلانے میں اگر آپ کو دشواری ہو تو میں آپ کی مدد کی کوشش کروں گا، مجھے بتا دیجۓ گا۔ Quote Link to post Share on other sites
Mustafaye 123 Posted June 15, 2013 Report Share Posted June 15, 2013 السلام علیکم علامہ منظور احمد فیضی صاحب کی کتاب داڑھی اور اسلام کا مطالعہ کریں http://www.rehmani.net/library/islam-aur-darhi/Index.php?page=1 1 Quote Link to post Share on other sites
Hazrat 5 Posted June 22, 2013 Report Share Posted June 22, 2013 (edited) Bohat information hai really me ... magar beard k bare me hai k ye wajib hai ... Sunnat isliye kaha jata hai bcz ye humare piyare NABI PAAK ﷺ ne rakhi ... or beard ki leanth k bare me b confirm nahin hai k wakei bari honi chaiye ... haan ye zarur hai k ek SAHABI R.A ne itni rakhi jo aaj b hai ... ek musht .... itni hi rakhni SAHABA se sabit hai ... magar i think beard ki leanth pe koi clear Hadees na ho .. agar ho to plz share karein ilm me ezaja hoga ... Jazak ALLAH ... is forum pe kaafi malumaat hain Ma Sha ALLAH ... ALLAH sab ko salamat rakhe or ehlesunnat ko qayem rakhe ... Aameen Edited June 23, 2013 by Usman Razawi Salat-o-Salam Mukammal Likha Karain. Shukria 1 Quote Link to post Share on other sites
Mustafaye 123 Posted July 1, 2013 Report Share Posted July 1, 2013 السلام علیکم Quote Link to post Share on other sites
Umar Taj Attari 4 Posted August 21, 2013 Report Share Posted August 21, 2013 meri kuch dosto ke sath darhi ke wujub pe behas chal rai heek dost ka kehna he agar charom imam darhi ke wujub pe muttafiq hue to me darhi rakh lun ga,me ne bhi parh rakha he ke tmam aima ka is masla me ittefaq heUlama ki bargaah me darkhwast he ke aima arba ke aqwal bahawala anayat farmaye Quote Link to post Share on other sites
Toheedi Bhai 738 Posted August 25, 2013 Report Share Posted August 25, 2013 (edited) ان حوالوں میں بخاری شریف کی حدیث بھی ہے کہ حضرت ابن عمر رضی اللہ عنہ حج کے موقع پر ایک قبضہ سے زیادہ داڑھی کاٹ لیتے تھے۔حدیث نمبر 5892 Edited August 28, 2013 by Toheedi Bhai 2 Quote Link to post Share on other sites
Umar Taj Attari 4 Posted August 25, 2013 Report Share Posted August 25, 2013 (edited) توحیدی بھائی جزاک اللہ لیکن افسوس! کہ میں عربی دان نہیں ہوں Edited August 25, 2013 by Umar Taj Attari Quote Link to post Share on other sites
Toheedi Bhai 738 Posted August 28, 2013 Report Share Posted August 28, 2013 مصنف ابن ابی شیبہ کی حدیث کا ترجمہ یہ ہے کہ حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ ایک قبضہ داڑھی رکھتے تھے۔ ابوداءود شریف کی حدیث کا ترجمہ یہ ہے کہ مروان بن سالم مقفع کہتے ہیں کہ کہ میں نے حضرت ابن عمر رضی اللہ عنہ کو دیکھا کہ وہ داڑھی کو اپنی مٹھی میں لیتے اور اس سے جو بڑھی ہوئی ہوتی اسے کاٹ دیتے۔ بخاری شریف کی حدیث کا ترجمہ یہ ہے کہ حضرت ابن عمر رضی اللہ عنہ جب عمرہ کرتے تو اپنی داڑھی مٹھی سے زیادہ کاٹ دیتے۔ 1 Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.