Jump to content

Kawwa Khana Kaisa???


Iqra

تجویز کردہ جواب

Janab, ap say request ki thi k post 48 ka urdu tarjama kar dain, magar sawal kia aur jawab kia.

 

1) kia app confirm kar saktain hain, wo Crow jo Halal aur Haram 2no (both) khata (eat) ho kia wo crow halal ha to eat. (IF A CROW EAT HALAL AND HARAM FOOD THEN THAT CROW IS HALAL TO EAT)

pls pls detail matt biyan karana, sirf jawab han yan na main dayna ( pls reply me only yes or not) in stead of this this crow is in india or pakistan or UK

2) Aur tota b HALAL HA kia jaisy book main lekha ha.

Edited by iamHanfi
Link to comment
Share on other sites

imHanfi Sahib.. Is Topic Ko Mukamal Perhein Aapko Aapkey Suwal Ka Jawab Mil Jaye Ga.. Is Topic Mein Kawey Per Kafi Tehqeeq Hai.. Aur Hum Bar Bar Aik Hi Suwalon ka Jawab Nhin Dey Saktey.. Aur Bala-e-Hairat Yeh Hai Key Aap Jis Post Ka Tarjima Mang Rahey Hain Woh Urdu Mein Hi Hai.. Ager Aapko Urdu Perhni Nhin Aati Tu Aapko Yahan Posting Nhin Kerni Chahye.. Ager Aati Hai Tu Aap Suwalat Poch ker Apna Aur Hamara Waqt Kiyon Zaya Ker Rahey Hain?

 

Aap Key Gangohi Sahib Ko Alahazrat (ra) Ney 40 Suwal Bhejey They Kawwey Key Halal Honey Per.. Jin Mein Kisi Aik Ka Jawab Bhi Gangohi Sahib Ney Na Diya.. Aur Likha Key Aap Ney Jawabi Ticket Nhin Bheji Thi..

 

Aap Key Ulema Sey Bhi Aaj Tak Humein Un Suwalat Key Jawabaat Ka Intezar Hai.. Is Liye Pehley Aap Hamarey Suwalaat Key Jawabat dein.. Phir Aap Key Suwalaat Key Jawabaat Diye Jayen Gey..

 

 

@Ya Allah Madad: Aap Ney Likha Key Dono Hi Kawwa Khatey Hain Aur Jawaban Jo Page Post Kiya Hai.. Us Sey Aapki Ilmiyat Ka Andaza Ho Raha Hai.. Ya Aap Ney Shayed Topic hi Nhin Perha... Aap Ko Chahye Key Pehley Hamara aur Deobandiyon dono ka Kawwey Per Mo'aqif perh Lein.. Phir Bat Kerein...

 

Nez Ghair Muqalideen Ki Tehqeeq Kiya Kehti Hai Key Aisa Kawwa Jo Sirf dana chugta hai aur Haram Nhin Khaata Woh Halal Hai Ya Haram?

Link to comment
Share on other sites

Attari sab, ap nay tou muj gharib ko pura masmoon suna dia ha, mainy to app say arz ki thi k mujy 2 sawaloon ko jawab yes or no main dain

 

1) kia app confirm kar saktain hain, wo Crow jo Halal aur Haram 2no (both) khata (eat) ho kia wo crow halal ha to eat. (IF A CROW EAT HALAL AND HARAM FOOD THEN THAT CROW IS HALAL TO EAT)

ANSER:?

 

2) Kia tota(parat) khana halal ha.

Answer:?

 

bas itni si baat ha, jawab main yes or not lekh dain mujy tasali ho jay gi

 

waiting your reply

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab ImHannfi Sb.aap yeh par lain is main aap k sab sawalat ka jawab dia gya hay.Is main parrot ka b zikar hay.

 

 

(salam) Qadri sab, ye attachment tou main study kar loon ga but app jawab daity howay kun gabratay ho. pls question ka jawab yes or no main lekh dain, i will be thankfull to you

 

IF A CROW EAT HALAL AND HARAM FOOD THEN THAT CROW IS HALAL TO EAT

ANSER:?

 

2) Kia tota(parat) khana halal ha.

Answer:?

Link to comment
Share on other sites

Janab ImHanfi Sb.yeh aap ka qasor nahi hay balkeh yeh sab DEO...BANDION ke aadat hay keh jawab parnay say pehlay he agla sawa kar daitay hain.

 

Zara aankhain khol kar is post ko daikh tu lo keh tumharay in sawalat ka jawab in main hay ya nahi????????

 

Had ho gay tasuab ke bina par

Link to comment
Share on other sites

Qadri Sab, app barelvion main aik bohat bari broblim ha, apny Mujadad wali zuban start kar dyty ho. pls manner main rah kar baat karain.

 

mainy app say sawal kia tha, aur kaha tha k post main study kar loon ga, mager app main himat nahe k jawab dysakain. koe baat nahe.

 

App ki post kay mutabak jo KAWA halal aur Haram khata ha wo Halal ha to eat, Hamray city main b Kawa ha, haram b khata ha aur halal b mager color black ha, shakari be nahe karta tou kia wo halal ha to eat because fika main aisi koe sharat nahe k color sirf white he ho, agar ha then pls post it. pls pls mairay sawal ka jawab dyna kisi k page scan kar k post maat karna.

post-3542-1249979951.jpg

Edited by iamHanfi
Link to comment
Share on other sites

Dekhoo tu Najdiyoon ko Kawwe pe Piyar Aye

 

 

Becharey Doebandi molvi ko bachane k leye kitne jhooot bol rahe hein :D:D:D

 

Zagh = Kawwa

Ma'roofa = Famous

 

mera sawal ye hai k Pak/India mein Famous kawwa Konsa hai ? Jo dana dunka chugta hai aor baday size ka hota hai murghi ki tarha ... YA ... woh ho aam toor per hum dekhte hain kalay rung ka .. is mein se konsa wala Famous Kawwa hai ???

Link to comment
Share on other sites

pehlay puri tehqeeq pero kia likha heh, chaar scan page deeyeh hen, pehlay us ko pero phir socho. Rashid Ahmed Gangohi ko itni tehqeeq kahan jitni hamaray Ulamah ko heh ... us ko yeh pata nahin thah kay Zaagh e Maroofan kia heh aur jin ko chaar kav'way sabit keyeh hen haqiqat meh woh kavwa nahin balkay keyun kay thori say mushabat heh un ko kavway say aur keyun kay naam nah honay kee waja say charoon ko Zaagh kehtay hen aur farq kay leyeh tareeki lafz aad ker detay hen, zaagh e maroofan woh kavwa heh joh asli kav'wa heh ... baqi teen kav'way nahin hen.

Link to comment
Share on other sites

Barelvio, mainy jo post ki ha mujy serf eska jawab 2

 

Salar Raza and ALI tumko shayad samaj nahe ati, mainy sawal kia tha k, in our city there is a crow how eat Hallal and Haram food aur shakar b nahe karta.

 

mairay sawal ka jawab dyna k this crow will be halla to eat reply me yes or not. Do not tell me the defination of Zarghay maroofa so and so on.

Edited by iamHanfi
Link to comment
Share on other sites

Salam

 

typical Deo gandi baten ...

 

i M Manfi saaaab yehi sirf tum nahi , her deogandi hi aisa kerta hai .. jab us se pocha jaye k rasheed ahmed Gand Gohee ne KALAY Kawway ko Halal kiyon kaha ... tu is ki tarha bhongiyan her deo gandi hi marta hai apne molvi ko bachane k leye .....

 

Manfi saab ayen bhayen shayen nahi ..... sirf ye batao Gand Gohi ne KALAY KAWAY ko halal kiyon kaha?

 

aor ager tum halal mante ho tu kia khate b ho ? kia sab deobandi mullah kaway ki biryani aor qorma aor BBQ khate hain ? kawway ki yakhni b peetay hoge aap log ... isi leye kawway ki tarha her wakt kayen kayen nikalti rehti hai

Link to comment
Share on other sites

Iam*****@

 

Hamaray muhallay meh ek esa kutta heh joh sirf sabzi khata heh, aap khahen ussay aap kay mazhib meh halal heh.

 

Jab woh Kav'wa heh, chahay halal khahay ya sirf haram ya donoon mila ker aur salt peper mirch masala daal ker khahay tab be haram heh, kav'wa fitrat kee bina per haram heh, jistera saamp kee fitrat dasna heh aur Wahabi kee RasoolAllah kee shaan meh gustakhi is'see tera kav'way kee fitrat, nature, hee haram per heh, agar kohi kav'wa sirf sabziyan khata heh aur woh bee taazi taazi toh tab bee halal nahin tab bee haram heh, har janwar parinday ko aur insaan ko Allah nay ek fitrat per peda keeya heh, jistera har bachay kee fitrat yeh heh kay woh peda hotay huway musalmaan hota heh aur us kay maan baap us ko apna mazhib detay hen, is'see tera har jaanwar parindeh kee bee Allah nay ek fitrat banahi heh, kabi kabar woh parinda apni fitrat kay khilaaf be kaam kerta heh magar tab be haram nahin, jistera murghi halal heh magar dana dunka kee kami per keeray maqoray kha leti hen ... is say woh haram nahin ho jaateen balkay halal hee rehti heh keyun kay fitrat meh woh halal heh, istera es'see be gahay, cows, hen jin ko meh nay bhook meh murda cows ko chaba chaba ker khatay dekha heh, magar is say woh cow haram nahin huwi halal heh, keyun kay Allah nay us kee fitrat ko halal banaya heh.

 

Aur aap kee biryaaniyoon kee zeenat, aap kay kav'wa-roast, aap kay tables per baray shoq say pesh keeya jata heh aur har Deobandi kav'wa khata be hoga jab halal heh toh sharmana kia, wesay nah hee khatay magar abh toh Ahle Sunnat kee mukhalfat meh nashta aur kav'way ka shorba bee peetay hoon gay, yeh joh kav'wa heh is kee fitrat banahi hee Allah nay es'se heh kay haram heh, jistera kutta abh agar sabzi khahay toh Deobandi us ka roast aur biryaniyan bana ker nahin khahay ga, balkay is ko khilaaf e fitrat tehra ker haram hee manay ga. Is'see tera aap ka lazeez aap kay tables kee zeenat aap kay taste buds ko fullswing motion meh lanay walay kav'wa be haram heh keyun kay us kee fitrat Allah nay haram banahi heh. Is leyeh agar kav';wa agar khata heh toh tab bee haram hee heh ...

 

Meray muhallay meh ek kutta heh joh sabziyan khata heh aur shikaar be nahin krta ... aap us kuttay ko nosh farmahen gay.

 

Janwar ka shikar nah kernay say muraad yeh nahin kay woh shikaar khud nahin kerta toh halal heh, balkay baat fitrat kee heh kay kia us kee fitrat meh shikaar kerna heh ya nahin, agar us kee fitrat heh meh shikaar kee sift heh toh haram heh, abh cha'hay meray muhallay wala kutta shikaar nahin kerta keyun kay malik ussay boiled sabziyan khelata heh toh tab bee haram heh keyun kay fitrat meh shikaar kerna heh chahay woh shikar keray ya nah is say us ka halal sabit nahin hota.

 

Tum kia jano fiqh kia hota heh ... meray shonay monay chunnay monnay bachay jao rasta napo yeh ilmi bateh aap kee samaj aur aqal meh nahin gusnay wali is leyeh aap kohi alif bay tay kee patti kee kitab doond lenh aur ussay yaad keren, Fiqh aap jesay chawani kay jesoon kay leyeh nahin.

Link to comment
Share on other sites

Iam*****@

 

Hamaray muhallay meh ek esa kutta heh joh sirf sabzi khata heh, aap khahen ussay aap kay mazhib meh halal heh. mujy itna lamba jawab matt lekho sir yas or not karo

 

Wo kia baat ha app ki bikul apny Mujadad wali baat ki ha appnay. wo b kahta ha Malfuzat main k Kutta ka sirf Laib najis ha, hamaray Mazib k mutabik Kutta Haram ha magar ap kay mazib k mutabik sir Laib najis ha. App tou Maeten ki jaga use karsakty ho.

 

HO Jahallo baat crow ki ha kissi kutta ki nahe jo Islam main haram ha magar barelviat main sirf Laib najis ha. Crow 3 kisam ka ha

 

1) jo halla khata ha (Jaiz ha to eat)

2) jo haram khata ha (Haram ha to eat)

3) jo Hallal aur haram khata ha (Jaiz ha to eat)

 

Below ibarat if wrong ha then confirm karo.

 

 

<!--sizeo:5--><span style="font-size:18pt;line-height:100%"><!--/sizeo--><!--fonto:Tahoma--><span style="font-family:Tahoma"><!--/fonto-->وَالْغُرَابُ ثَلَاثَةُ أَنْوَاعٍ : نَوْعٌ يَأْكُلُ الْجِيَفَ فَحَسْبُ فإنه لَا يُؤْكَلُ وَنَوْعٌ يَأْكُلُ الْحَبَّ فَقَطْ فإنه يُؤْكَلُ وَنَوْعٌ يَخْلِطُ بَيْنَهُمَا وهو أَيْضًا يُؤْكَلُ عِنْدَ أبي حَنِيفَةَ وهو الْعَقْعَقُ لِأَنَّهُ كَالدَّجَاجِ وَعَنْ أبي يُوسُفَ رَحِمَهُ اللَّهُ أَنَّهُ يُكْرَهُ لِأَنَّ غَالِبَ مَأْكُولِهِ الْجِيَفُ وَالْأَوَّلُ أَصَحُّ

(تبيين الحقائق، باب الخلع، جزء5 صفحه295)يه هے حواله طباعت: دار الکتب الاسلامي<!--fontc--></span><!--/fontc--><!--sizec--></span><!--/sizec-->

 

مفهوم اس عبارت کا يه هے که کوے کي تين اقسام هيں

1۔ وه جو صرف حلال اشياء کھاتا هے اسکو کھانا بالاتفاق حلال هے۔

2۔ وه جو صرف حرام کھاتا هے اسکو کھانا بالاتفاق حرام هے۔

3۔ وه کوا جو حلال اور حرام دونوں قسم کي اشياء کھاتا هے۔

يه امام صاحب کے نزديک جائز هے۔ اور امام ابو يوسف کے نزديک اسے کھانا مکروه هے ۔ اور صاحب کتاب نے فرمايا هے که امام ابو حنيفه رحمه الله کا قول زياده بهتر هے۔

 

اب خود هي ديکھ لو که کس کي بات کو ماننا هے۔

 

هم تو حنفي هيں امام صاحب کي بات کو مانتے هيں۔

اور مولانا رشيد احمد گنگوهي بھي حنفي تھے اسلئے انهوں نے اس مسئله کو امام صاحب سے نقل کيا هے۔

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Deobandiooo Kitna Jhooot Bolo Gey .. kuch tu Sharam karo .

 

 

ye jo ap ne Fiqa e hanafi ki Ibarat pesh us Mien Jo 3rd Type k Gharaab ka Naam hai Uq-Uq ... Jis ki Picture main ne Nechey di hai ..... isko Fiqa Mein Jaiz kaha gaya hai .. ye Panjoon se shikar pakar ker nahi khata ... .

 

aor aap k Rasheed Ahmed GanGohee Saab ne India/Pak mein Mojood Zagh e Ma'roofa Yanee Famous Kawway ko Halal Kaha hai .. uski b pic nechey aap de sakte hein .

 

Jhooton k serdar ho tum deobandi ..... Ind-Pak mein Sab Jante hein k Famous Kawwa Kala hai . na k uq - uq .

manfi saab aap ko kalay kawway aor uquq mein koi farq nazar nahi aa raha ?? logon ko fariab dete hoo .. apne ankhoon se gangohi saab ki mohabbet ka ainak utaroo gey tu HAQ nazr aye ga na .... Itna Jhoot ,, Itna Fraud ... Kahan ki Baat kahan mila di .....

 

Dhokay ki Inteha hai Manfi saab .. arabic ki jo ibaret tum ne paste us mein se jahan UQUQ likha hai ,, us part ko trasnlate kiyon nahi kia?? usko deoband ka kawwa samjh ker kha gaye , kyion k woh ibaret hi tumahre gangohi saab k munh per tamamcha thee ... Us ko bilkul Saaaf Saaf tum kha gaye ... ALLAH o AKBER ... ankhen kholo aor dekhoo UQUQ ki picture ko jo main ne post ki hai ..

post-1049-1250534275.jpg

post-1049-1250534286.jpg

Link to comment
Share on other sites

JazakAllah baee, mashallah, aap nay woh kaam ker deeya jis kay kernay kee meh aaj tiyaari ker raha thah chaar kismoon kay Zaagh kee tasweeren aur un kay urdu aur english names pesh kernay laga thah, Persian aur ARabic dictionary meh check keeya thah aur ek IRANI say poocha thah us nay bataya kay bot say parindoon ko Zogh {Zagh} bola jata heh us ko kaha thah kay dictionary la ker deh takay is jhootay Deobandi ka moonh band keeya jahay aur Gangohi joh jahil aur haram ko halal kernay wala thah us ko zaleel keeya jahay, Allah tallah qabool farmahay.

Link to comment
Share on other sites

There are many types of crow, if you look at this site:

 

http://en.wikipedia.org/wiki/Crow

 

And there are many species of Magpie:

 

http://en.wikipedia.org/wiki/Magpie

 

magar donoon ek nasal nahin hen, Magpie aur Crow are two different species, which have no connection with each other. Gangohi didnt know what غراب العَقْعَق was and he made the crow halal. Its not his fault the stupid man didnt know Arabic good enough, his lack of knowledge of Arabic lead him to commit this blunder, he should have repented and made tawbah for his mistake rahter the idiot chose to be stubborn and make a haram into halal. Allah says in the Quran that Jews took their priests as lords against Allah, Prophet explained it means the jews accepted it when their priests made something haram into halal and they obeyed them and accepted the haram has halal. The Deobandiya are guilty of Shirk Al Akhbar they have accepted a haram as Halal thus making mr Gangohi an equale a rival to Allah. This is Shirk al Akhbar and apostacy from Islam.

Link to comment
Share on other sites

Salar Raza,

 

Pciture laga kar tum nay ye sabit karnay ki koshish ki ha k, Imam Abu Hanifa nay jab Fatawa diya tha tab all type of Crow ko dykah phir fatwa di. Imam Sab nay to fatwa main sirf 3type of crow ka zikar kia tha. Mairi app say request ha k app Fika ki book ko scan kar 2 jahan lekha ho k jo Color walay crow tum nay mentioned kia ha wo halal ha aur 2sara crow jo HALAL aur HARAM bi khata ho magar haram ha aur color black be mentioned ho. mary alfaz ghoor say study karna aur book scan kardaina. Warna ab reply karkay maira aur apny waqat mat zaya karo.

Link to comment
Share on other sites

Begherati kee be kohi had hoti heh, Gangohi nay Zagh e Maroofanh per fatwah deeya ... jis ka tarjumah banta heh 'popular crow' ya 'common crow' us kay dosray fatway meh desi kav'way kay baray meh poocha gaya thah us nay ussay halal bataya ... ham ko bataho Zaagh e Maroof kon sa kav'wa heh zera us kee foto dekhaho ... Deobandi mazhib meh kutta be halal heh han sirf sefead rang ka kalay ka haram heh, safaid is leyeh halal heh kay woh bakri jesa lagta heh ... [:)] joke

 

Besharam bedaharham,

Deobandi Darham! Deobandi Darham!

Link to comment
Share on other sites

السلامُ علیکم اہلِ ایمان کو۔۔۔

 

لو جی دیوبندی صاحب کی تو ہوا نکل گئی۔ ویسے یہ پوسٹ لکھتے ہوئے شرم تو نہیں آئی ہو گی؟ دجل فریب اور دھوکے بازی میں دیو بندی کوئی نہیں جیت سکتا۔ کیا ہی اچھا ہوتا اگر تم گنگوہی کو چھوڑ دیتے اور حقیقی حنفی بن جاتے ، اور حق کو قبول فرما لیتے ۔

 

منفی صاحب آپ نے سب سے پہلے دجل یہ کیا کہ فقہ کی عبارت نقل کی لیکن ترجمے میں خیا ںت کی ۔ اور وھوالعقعق کا ترجمہ نہیں کیا۔ کیوں کے اگر تم عقعق کا ترجمہ کر دیتے تو تمہارا پول کھُل جاتا۔

 

اب اس عبارت میں صاف صاف لکھا ہے کہ جس غراب کی بات ہو رہی اُسکو عقعق کہتے ہیں ۔ جس کی تصویر ہم نے دکھا دی ۔ کہ اما م صاحب نے اِس پر ندے کو حلال کہا ہے نہ کے کا لے کوے کو۔ لیکن کیوںکہ تم لوگ حنفی نہیں بلکہ منفی ہو اِس لئیے تم کبھی بھی امام صاحب کی بات نہیں ما نو گے ۔

 

چلو اگر تم کو گنگوہی کی طرح کوے سے محبت ہو گئی ہے تو ہم کیا کر سکتے ہیں ۔ دیو بندیو کھاؤ کھاؤ کوا بھی کھآؤ ، بلکہ کوا بریانی ، کوا قورمہ، کوا کڑائی ، کوے کے پائے ۔۔۔۔ سب کچھ کھاؤ۔ اور پھر کوا کھا کر کوے کی طرح کائیں کائیں کرو ۔

Link to comment
Share on other sites

Salar Raza baee aap nay abh itna keeya heh toh meh aap kay keeyeh per thori say decoration ker doon.

 

 

'Magpie' ko meh nay online Arabic dictionary meh keyin keeya toh yeh ARabic ilfaaz niklay, pesh e khidmat hen:

 

* http://www.babylon.com/define/98/English-Arabic-Dictionary.html

 

magpie

Found in thesaurus: corvine bird, hoarder, verbalizer, speaker, talker, verbaliser, utterer

A Concise English-Arabic Dictionary Download this dictionary

magpie

 

اسْم : غراب طويلُ الذَّيْل يُسَمَّى العَقْعَق

 

 

English 2 Arabic Download this dictionary

MAGPIE

 

ألاسم

 

عَقْعَق ; قُعْقُع

 

[email protected]

 

English 2 Arabic Glossary Download this dictionary

magpie

 

N

العقعق: غراب ابقع طويل الذيل شخص كثير الثرثرة بصوت عال

 

HanemYara Glossary of Birds Download this dictionary

magpie

عقعق، كُندُش، طائر أبقع

green magpie

 

Babylon English-English Download this dictionary

magpie

n. long-tailed black-and-white bird with a chattering call and mischievous habits; person who talks all the time, chatterbox

 

Abh bee yeh apnay jahil Gandgohi kee tera Magpie ko Crow likhay aur Crow tehrahay toh jahan per millay, Allah ka naam leh ker is ko goli maar denh, inshallah aap ka jannat ka ticket book hoga.

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH ALL SUNNI

 

DEOBANDI SAHIB NAY FIQAH KI EBARAT MANGI HAI, JANAB DEOBANDI SAHIB ZARA UPPER NAZAR KARAIN APP KO 2 FIQAH KI KITABOON KI EBARAT MIL JAYE GI, ZARA UN KA LAFZI MEANING TO KAR DAIN, APP KAY AIK DOOSRAY DEOBANDI PRINCE SAY KAHA THA WO TO BAAG GAYA, UB PATA NAHI BAGHA HAI YA NICK CHANGE KAR KE AARAHA , CHALAIN APP HAIN APP HI UN EBARAAT KI TARNSLATION KAR KE POST KAR DAIN.

 

HAAN ISS BAR ZARA HAR LAFZ KI TRANSLATION KARYE GA,"" HOWA AQAQ LI'ANNAHO KAL'DAJAJAH "" KI TRANSLATION KO HAZAM NA KAR JAYE GA.

 

OR ZARA GANGOHI KAY ZAAG E MAROOFA KI SHARAH BHI BAYAN KAR DAIN. YE ZAAG E MAROOFA KON SI ZABAN KA LAFZ HAI ??, URDU MAIN ISSAY KIA KAHEEN GE ??, ARABI MAIN ISSAY KIA KAHEEN GE ?? , DUNYA MAIN KAHAN KAHAN PAYA JATA HAI ?? , KIA KAHATA HAI ?? ,

 

YAQEENAN GANGOHI SAHIB NAY TEHQEEQ KAY BAAD HI USSAY HALAL KAHA HAI OR KAHANAY WALAY KO SAWAB KA HAQ'DAR TEHRAYA HAI. CHALAIN GANGOHI SAHIB KI TEHQEEQ NA HO TO APP KI KISI MOLVI KI TEHQEEQ HI SAHI WOHI PEESH KAR DAIN, WO BHI NAHI TO APP KI KUCH NA KUCH TEHQEEQ HOGI WOHI YAHAN POST KAR DAIN.

 

UMEED HAI APP NA'UMEED NAHI KARAIN GE.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...