Mudasir Yaseen Posted August 16, 2007 Report Share Posted August 16, 2007 (edited) Aafitab-e-Razaiyat, Mehtaab-e-Nooriyat Syed Shah Turab-ul-Haq Qadiri Sahab ki zabani sunen ke : Kiya KFC aur McDonalds men khana khaya ja sakta hay? 0847.mp3 Edited August 16, 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah Posted September 27, 2007 Report Share Posted September 27, 2007 As salam o alaikum nice sharing jazak Allah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah Posted September 27, 2007 Report Share Posted September 27, 2007 jazak Allah khair nice sharing Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted September 27, 2007 Author Report Share Posted September 27, 2007 lolz sunna to abhi tak kisssi ne nahin hay, lakin aisy hee likh dya k nice sharing hay. Ary bhai sun to len kam iz kam, phir kahye ga nice sharing. Ye mein issi liye kah raha hoon k abhi tak is file ko kissi ne bhee download nahin kya. W'ssalam. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaseem Posted September 28, 2007 Report Share Posted September 28, 2007 wah ji wah.. bohot khoob... ye cheez show karti hai ke hamare users.. kitne zaheen he... kyun mudassir bhai..? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna Posted September 28, 2007 Report Share Posted September 28, 2007 JazakAllah Bhai Bohat Shukriya Share Karney Ka Some Time Bhai Users Download Kartay Hain Par Show Nahin Hoti aor SOme Time Aasa Hota Hai k topic 10 Times View Hoa Hota Hai Aor File 60 Y 70 Times Download Hoti Hai yeah Bug Hai jesay Sajjad Bhai aa Kar Hi Fix karain Gay jazakAllah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted September 28, 2007 Author Report Share Posted September 28, 2007 wah ji wah.. bohot khoob...ye cheez show karti hai ke hamare users.. kitne zaheen he... kyun mudassir bhai..? hmmmmmmmmmmmmmm Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza Posted September 30, 2007 Report Share Posted September 30, 2007 Mudasir Bhai... iss ko written main le kar aain plz.. kiyoon keh net kee speed baz o qaat achi na honey kee waja se download kar ke sunna mushkil hota hai. atleat mukhtasran ilkh dain keh Shah sahab ne kiya farmaya hai.. Thanks in advance.. Imtiaz Attari Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار Posted November 6, 2007 Report Share Posted November 6, 2007 JazakAllah Bhai Bohat Shukriya Share Karney KaSome Time Bhai Users Download Kartay Hain Par Show Nahin Hoti aor SOme Time Aasa Hota Hai k topic 10 Times View Hoa Hota Hai Aor File 60 Y 70 Times Download Hoti Hai yeah Bug Hai jesay Sajjad Bhai aa Kar Hi Fix karain Gay jazakAllah Mujhey Nhin Lagta Yeh Bug Hai.. Jab Tak File Download Na Hoo.. Counting Nhin Hoti.. Aur Zyada Is Liye Hoti Hai Key Kisi Download Manager Sey Jo Connections Banata Hai.. Woh Her Connection Ko Alag Count Kerta Hai.. Yeh Bug Nhin Software Ka Kamal Hai.. Wasakan Ma'Al Ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted November 7, 2007 Author Report Share Posted November 7, 2007 Mujhey Nhin Lagta Yeh Bug Hai.. Jab Tak File Download Na Hoo.. Counting Nhin Hoti.. Aur Zyada Is Liye Hoti Hai Key Kisi Download Manager Sey Jo Connections Banata Hai.. Woh Her Connection Ko Alag Count Kerta Hai.. Yeh Bug Nhin Software Ka Kamal Hai.. Wasakan Ma'Al Ikram Salamz mein b aap ki baat se mutafiq hoon k ye koee "Bug" ya "Error" nahin hai. Actually downloading ki counting tabhi baeh jaati hai, jab hum "Download link" par click kartay hain. Client ka ye action server ki database men jatta hai, aur us file ki countigg ++ ho jaati hai. Ab agar kissi user k pass kam speed hai to download start honay men time lagta hai, aur wo user click par click kiye jaatta hai, aur is ki ye request database server men jaati rahti hain, lihaza file ki counting barhti jaati hai. Is ki aik aur example ye b hai k "Kabhi kabhi kissi user ki aik hee post 2, 3 ya 4 martabba ho jatta hai, aur ye jabhi hotta hai k wo user submit button par 2, 3 ya 4 martabba click kardetta hai. Al-Gharaz jitni martabba wo click kiya jaayega, utni martabba hee ........................ I think yahee problem hai. W'ssalam Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat Posted November 8, 2007 Report Share Posted November 8, 2007 jazakumullahu khiara ameen Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ibrahim Asharafi Posted November 24, 2010 Report Share Posted November 24, 2010 Jazakallah mudasir bhai Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.