Jump to content

اہل سنت و الجماعت حنفی بریلوی کا کالعدم تنظیموں سے کچھ تعلق نہیں


Burhan25

تجویز کردہ جواب

Salam alayqum,

Khadam kee ra'i heh kay in'noon nay Ahle Sunnat ka naam is leyeh apnaya keun kay is naam per pabandi lagahi nahin ja sakti. Keun kay Ahle Sunnat kehlay walay 90 feesad hen. Abh agar ahle Sunnat kay title per pabandi lagahi jahay toh us ke zabd meh joh Sunni hen wo aa jatay hen. Hakoomat sipa khoon kharaba per pabandi lagati aahi heh aur maqsad khoon kharaba jammat per pabandi heh aur agar abh Ahle Sunnat wal jammat kay naam pr pabandi lagay toh phir joh khoon kharaba meh mulawvas nahin yehni ham Ahle Sunnat, per be pabandi hogi. Is leyeh yeh in kee chaal heh apni khoon kharaba jammat ko pabandiyoon say bachanay kee. Han in kee chaal ka nateeja heh woh yahi heh kay log aysta aysta in kee chaal ko bhool jahen gay, aur TV walay toh wesay hee musalmanoon kay roop engrez hen jin ka islam say talluq sirf musalman garanay meh peda hona taq hee heh, mujjay shock hoga agar in meh kohi nazriyat aur amali tor per musalman ho, is leyeh gradually joh nateeja niklay ga woh Ahle Sunnat Wal Jammat kay title Hijack ho jahay ga aur ho chooka heh dar asal ... TV waloon nay toh kohi kasr nahin chori. Aur awaam kee ilmi kabiliyat ka toh sab ko pata hee heh khaas ker kay Sunniyoon kee ilmi qabliyat ka ... joh kuch TV per Islam kay roop meh pesh ho Sunni bas ussee ko ayn Islam samajta heh chahay agla kufr hee bakkay. is leyeh hamaray hazrat in ko Ahle Sunnat zeroor man lenh gay agar yeh khud maneh ya nah maneh hamaray zeroor maan lenh gay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...