Jump to content

Raat Ko Asman Ki Taraf Chehra Kaykay Kyon Nahi Sona Chahiey?


Bismillah

تجویز کردہ جواب

Asalamou Alekum !
 
Baaz auqat main raat ko jab sota hoon, to mera chehra asman ki taraf hojata hai ya jan bhooj kay bhi agar main asman ki taraf chehra kar kay sau jaaon to mujhay bohat darawanay khawab atay hain. Aur jab ankh khulti hai to main kuch deer kay liey apna jism paralysed mehsoos karta hoon. Halki si Ankh to khuli hoti hai lekin haath ki ungli tak hilana bhi mumkin nahi hota. Yahan tak kay main apna chehra bhi hila nahi sakta. Aissa lagta hai jaissay kay ander say mukamal meray jism pe kaboo pa liya ho. Aur main itna gabra jata hoon keh aissa lagta hai keh maut ho jaey gi. Yani keh bohat zayada khauff hota hai. .
Yeh kabi kabar hi hota hai jaissay keh mahenay do maheenay main 1 bar.
 
Aissa kyon hota hai? Asman ki taraf chehra kar kay kyon nahi sona chahiey?
 
Main to aksar apna chehra right side par karkay hi sota hoon lekin raat ko need main chehra asman ki taraf to hi jata hain na. neend main to pata nahi chalta na keh chehra kiss taraf hai.
 
Jawab kay liey shukrya!
 

 

Link to comment
Share on other sites

shukah hai kissi nay to reply kya!

 

main yeh nahi kehta keh asman ki taraf munh kar kay sona guna hai, lekin aissa mujhay kuch yaad parta hai keh kahin mainey suna tha keh asman ki taraf munh kar kay nahi sona chahiey, pata nahi kahan aur kiss say, 

 

 agar ap kisi mufti saab  ko jantay hai to kya aap mera sawal print karkay unko dekha saktay hai? kyon keh faizan-e-attar pe askimam departement temporarly close hai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...