Jump to content

Wahabi Deobandi Ebarat Or Un Ka Difa Mean Deobandi Wazahat

Haq3909

تجویز کردہ جواب

Mr Haqq are you going to assume we will let you get away with day light robbery? Not in here, in here we work slowly but we will definately dethrone you from throne of deception. Lets have one of the pages which you presented:

http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_rel_module=post&attach_id=66935

Here it is written that Thanvi said wrote in Bast Al Banan:

"I have not written this khabees topic which has been attributed to me in Hassam ul Haramayn and Tamheed ul Iman. I have not written in any book that the type knowledge of unseen possessed by Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) is like every child, every mad, every animals, every four legged animal. Far from writting this it did even as pass me as warning. Any person who believes as such or without belief explicitly or implicitly says such statement, I consider such a person out of fold of Islam because he belies the explicit evidences and insults pride of sons of Adam the Prophet (sallallahu alayhi was'sallam)."

Issue is did Mr Thanvi write what is attributed to him in Hassam Ul Haramayn and Tamheed Ul Iman or wat it falsely attributed to him. We already have what Mr Thanvi claims what was falsely attributed to him. Now I would like to present to you the very statement which Mr Thanvi himself wrote from Hifz Ul Iman. I will translate the quote in Urdu. Here is Hifz ul Iman:

http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_rel_module=post&attach_id=4236

Translation of Hifz Ul Iman:

"Then establishing ilm ghayb for Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) if according to Zaid is correct then issue to enquire is the the knowledge of ghayb absolute or limited if limited knowledge of ghuyub are intended then what is so unique about Prophet (sallallahu alayhi was'sallam). Such knowledge of ghayb is possessed by every Tom, Harry but in fact every child, mad in fact every animal and insects because every person knows about something which is hidden from the other ..."

I would like you to compare both and deduce from what he wrote wether if he compared the knowledge of Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) with the mentioned or not. For finale comparision you have the quotes:
 
"Then establishing ilm ghayb for Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) if according to Zaid is correct then issue to enquire is the the knowledge of ghayb absolute or limited if limited knowledge of ghuyub are intended then what is so unique about Prophet (sallallahu alayhi was'sallam). Such knowledge of ghayb is possessed by every Tom, Harry but in fact every child, mad in fact every animal and insects because every person knows about something which is hidden from the other ..." Hifz ul Iman

V.S.

"I have not written this khabees topic which has been attributed to me in Hassam ul Haramayn and Tamheed ul Iman. I have not written in any book that the type knowledge of unseen possessed by Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) is like every child, every mad, every animals, every four legged animal. Far from writting this it did even as pass me as warning. Any person who believes as such or without belief explicitly or implicitly says such statement, I consider such a person out of fold of Islam because he belies the explicit evidences and insults pride of sons of Adam the Prophet (sallallahu alayhi was'sallam)." Bast Al Banan

Conclusion:

Mr Thanvi lied in Bast Al Banan and he did indeed explicitly stated in Hifz ul Iman what was attributed to him in Hassam Ul Haramayn and Tamheed Ul Iman. In fact Mr Thanvi declared himself Kafir in Bast Al Banan therefore you cannot blame us. We say those who consider his statement to be in accordance with Islam such people are Kafir. Question is are you from amongst the Muslims or Kuffaar?

Link to comment
Share on other sites

جناب دیو بندی صاحب سے گذارش ہے کہ حسام الحرمین کے سو سال ،صفحہ ۴١ سے پڑھنا شروع کریں اور آنکھیں کھول کے پڑھیں۔کیا آپ جناب گنگوہی کی طرح بینائی سے تو نہیں محروم ہو چکے؟

Link to comment
Share on other sites

1.ASAL book ki scan aap khud dondh lo.Sunna hay har barelwi kay ghar hamaray Akabireen ki kitaabay hoti hay :-)

2.) Woh kisi bhi zumray may nahi atay.Molana Ashraf Ali Thanvi Sahab ki scan wali ibaraat parhay.Us may "Afzal" ka lafz aya hay.Is may kisi ko shak nahi kay Amaal may AAP Sallallaho Alayhi Wa Sallam sab say afzaal hay aur Qasim Nanotwi Sahab nay Fazeelat ki koi baat ki hi nahi.

Wasallam.

یہ تو ہمیں معلوم ہے کہ دیوبندی وہابی کوشش یہی  کرتے ہیں کہ اُن کا پول نہ کھل جائے اسی لیئے "مکمل اسکین" دینے سے گھبراتے ہیں اور ہمیشہ کی طرح بہانے بناتے ہیں۔

اسکین کو بغور پڑھیں، انڈر لائن والی عبارت میں لفظ "ہی" لکھا ہے تاکہ "عوام" کو پتہ چل جائے کہ انبیاء صرف علم میں ہی ممتاز ہوتے ہیں (نعوذ باللہ) اس کو تین بار پڑھ لیں تاکہ صحیح طور پر سمجھ آجائے۔ یاد رہے میں نے اَنڈر لائن عبارت پڑھنے کو کہا ہے ہائی لائٹ کی ہوئی عبارت کا نہیں۔

میں نے لائن نمبر چار لکھا تھا اور آپ نے انتہائی عقل مندی سے کام لیتے ہوئے لائن نمبر تین کا جواب دیا۔ آپ نے اپنی پوسٹ نمبر 13 میں میری پوسٹ نمبر 11 کے جواب میں  یہ لکھا تھا کہ

2.) Pehlay to aap mujhay yay batayay kay jo upar wali post may may nay 10 hawalay diya hay , woh kis zumray may atay hay?

اور میرا جواب تھا کہ میری پوسٹ نمبر 11 کی لائن نمبر چار پڑھ لیں مگر شائد آپ کی سمجھ نہیں آئی، خیر لائن نمبر چار یہ ہے

میں نے کہیس بھی ایسا کچھ بھی نہیں لکھا کہ جس سے پتہ چلتا ہو کہ میں آپ کے کسی سوال کا جواب دے رہا ہوں، بلکہ جو حقیقت

واضح ہورہی ہے آپ کی پوسٹ سےوہ لکھ دی۔

post-4514-0-04438500-1395758331_thumb.jpg

post-4514-0-00368100-1395758350_thumb.jpg

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

janab nahaq3909 sb perhaps  molvi murtaza hassan darbhingvi deobandi  aur molve ashraf ali thanvi sb nay likha tha k agar moulana ahmad raza khan nay hamari tehreeroon ko kufar smjha aur in ko ko kufria qaraar na daitay to khud kafir ho jaatay.

to all deoband in 9 or 13 ibaartoon ko kufria naheen samjhtay  aur in ke sachaee par israar kartay hain to un ko mubarak.  brailvee maslak waalay in ko kufria samjhtay hain to wo samjhtay rahain gay.

is ka behtreen hal hay in mutaanazia ibaartoon ko apni books main say nikaal dain. qiamat tak jhagra khatam ho ja ay ga.  kion zid kartay hain.  is kay baad bhee brailvee maslak waalay aap ko bura kahain ya kafir kahain to phir dakhain gay k kaun ziadti karta hay.

ya aap is foroumn par in ibaartoon say bar aat ka ilaan kar dain.  ya eeman ka muamla hay.  ham kehtay hain ya kufria hain.  No keh kar apna khatma kion kharab karain. baat saari ya hay.  hope you understand and read again and again these ibaarats with very sanjeedgee.

attachicon.giftahzeer un naas (deoband edition)page1.jpg

attachicon.giftahzeer un naas (deoband edition)page5.jpg

جناب دیو بندی صاحب سے گذارش ہے کہ حسام الحرمین کے سو سال ،صفحہ ۴١ سے پڑھنا شروع کریں اور آنکھیں کھول کے پڑھیں۔کیا آپ جناب گنگوہی کی طرح بینائی سے تو نہیں محروم ہو چکے؟

Mr Haqq are you going to assume we will let you get away with day light robbery? Not in here, in here we work slowly but we will definately dethrone you from throne of deception. Lets have one of the pages which you presented:

http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_rel_module=post&attach_id=66935

Here it is written that Thanvi said wrote in Bast Al Banan:

"I have not written this khabees topic which has been attributed to me in Hassam ul Haramayn and Tamheed ul Iman. I have not written in any book that the type knowledge of unseen possessed by Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) is like every child, every mad, every animals, every four legged animal. Far from writting this it did even as pass me as warning. Any person who believes as such or without belief explicitly or implicitly says such statement, I consider such a person out of fold of Islam because he belies the explicit evidences and insults pride of sons of Adam the Prophet (sallallahu alayhi was'sallam)."

Issue is did Mr Thanvi write what is attributed to him in Hassam Ul Haramayn and Tamheed Ul Iman or wat it falsely attributed to him. We already have what Mr Thanvi claims what was falsely attributed to him. Now I would like to present to you the very statement which Mr Thanvi himself wrote from Hifz Ul Iman. I will translate the quote in Urdu. Here is Hifz ul Iman:

http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_rel_module=post&attach_id=4236

Translation of Hifz Ul Iman:

"Then establishing ilm ghayb for Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) if according to Zaid is correct then issue to enquire is the the knowledge of ghayb absolute or limited if limited knowledge of ghuyub are intended then what is so unique about Prophet (sallallahu alayhi was'sallam). Such knowledge of ghayb is possessed by every Tom, Harry but in fact every child, mad in fact every animal and insects because every person knows about something which is hidden from the other ..."

I would like you to compare both and deduce from what he wrote wether if he compared the knowledge of Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) with the mentioned or not. For finale comparision you have the quotes:

"Then establishing ilm ghayb for Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) if according to Zaid is correct then issue to enquire is the the knowledge of ghayb absolute or limited if limited knowledge of ghuyub are intended then what is so unique about Prophet (sallallahu alayhi was'sallam). Such knowledge of ghayb is possessed by every Tom, Harry but in fact every child, mad in fact every animal and insects because every person knows about something which is hidden from the other ..." Hifz ul Iman

V.S.

"I have not written this khabees topic which has been attributed to me in Hassam ul Haramayn and Tamheed ul Iman. I have not written in any book that the type knowledge of unseen possessed by Prophet (sallallahu alayhi was'sallam) is like every child, every mad, every animals, every four legged animal. Far from writting this it did even as pass me as warning. Any person who believes as such or without belief explicitly or implicitly says such statement, I consider such a person out of fold of Islam because he belies the explicit evidences and insults pride of sons of Adam the Prophet (sallallahu alayhi was'sallam)." Bast Al Banan

Conclusion:

Mr Thanvi lied in Bast Al Banan and he did indeed explicitly stated in Hifz ul Iman what was attributed to him in Hassam Ul Haramayn and Tamheed Ul Iman. In fact Mr Thanvi declared himself Kafir in Bast Al Banan therefore you cannot blame us. We say those who consider his statement to be in accordance with Islam such people are Kafir. Question is are you from amongst the Muslims or Kuffaar?

bahut puraana topic hay jo aaj parah.bahut lambee behas hay. aik asaan  baat jo samajh aa ee wo ya hay k aala hazrat nay shah ismaeel par fatwa kufar kion naheen lagya.  jahan tak mujhey ilam hay  shah ismail nay tauba kar lee thee marnay say pehlay.

janab haq3909 Sahib aap say pahly aap ka aik bahi pahly bi Nanotvi ki Ebarat ka difa karny aya tha................

http://www.islamimehfil.com/topic/20500-discussion-akabir-ulama-e-deoband-ki-kufria-ibaraat/

http://www.islamimehfil.com/topic/2655-tehzeer-un-naas-ke-difa-ka-taaqub/

in 2 threads mean bahs mojod ha usy parhen phr baat krean Shukria..........sab sawalo k jawab hean ...................Warning fazul mean bahas na kren ya dono thread parhen phr reply karenv warna post delete ker di jay gi

Saeedi bahi or Toheedi bahi farig ho zaror reply karen gean idhar halna k wo pahly kai martba is qism k bahs deobandeo ko bahga Chuky hean

Or Thanvi per bahs wala thread mila ni per pahly zara is post ko tow dahken wo thread bi day du ga

attachicon.gifpost-2742-0-35536800-1310868653.jpg

attachicon.gifpost-2742-0-68155500-1310868672.jpg

attachicon.gifpost-2742-0-68261500-1310868939.jpg

attachicon.gifpost-2742-0-63216700-1310868971.jpg

attachicon.gifpost-2742-0-00924900-1310868991.jpg

attachicon.gifpost-2742-0-12137600-1310869014.jpg

attachicon.gifpost-3206-0-72564900-1353995875.jpg

attachicon.gifpost-3206-0-72564900-1353995875.jpg

attachicon.gifpost-3206-0-05751800-1353995878.jpg

PEHLA PAGE LAFZ ITNA.....

TO ISME CHAMAAR SE ZYADA ZALEEL THANVI KI KYA TAKHSIS HAI ITNA AUR IS QADAR ILM GAIB TO HAR SUWWAR KUTTR USKE PILLE KO HASIL HAI...

AB TO SEEDHI BARABARI HOGAYI MATLAB THANVI KO UTNA HI ILM THA JITNAA SUWARRO KO KYU :P

ISME THANVI KI GUSTAKHI HAI YA NAHI?

HAI TO US KH20 IBARAT KO TOHEEN MAANLO THANVI KO MURTAD KAFIR

HUSAIN MADANI LIKHTA HAI SHAHAB E SAQIB ME

MOLANA IBARAT ME LAFZ AISA FARMA RAHE HAI ITNA TO NAHI FARMA RAHE AGR LAFZ ITNA HOTA TO ALBATTA YE AHTIMAAL HOTA HUZOOR PECE BE UPON HIM K ILM KO AUR CHIZO K BARABAR KRDIYA

page 102

ab kon bataye is tandavi ko iske sathiyo ne itna k sath is qadar b likha hai....kya ye do guna maani barabar k ahtimal ko mutayyan nahi kr raha?

Janab,

AAP sab logo say guzarish kay bare safai say aap logo nay topic hi change kardiya aur asaal mazmoon say hath gay.Mujhay abhi tak kisi nay bhi meri saab say pehli post ka jawab nahi diya.Agar kisi may bhi himaat hay to meri asli post ko ghor say parhay aur apnay Ala Hazrat ko sacha sabit karay.

Wasallam.

Link to comment
Share on other sites

اتنا نا شُکرا پن بھی اچّھا نہیں، آپ کی پوسٹ نمبر 22 کا جواب میں نے پوسٹ نمبر 28 میں دیا ہے، جیسا کہا تھا ویسا ہی کیا ہے مگر شائد آپ کے پاس اِس کا جواب نہیں۔ " دلیل اس دعوے کی یہ ہے کہ انبیاء اپنی اُمّت سے مُمتاز ہوتے ہیں تو علوم ہی میں ممتاز ہوتے ہیں" ۔

مغل بھائی کی پوسٹ نمبر24 کو آپ نے شائد پڑھنے کی کوشش ہی نہیں کی۔

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

THANVI KI IBARAT SE RELATED KUCH SUWAAL HUYE KYA AAPNE EK KA B JAWAAB DIYA?????

AAP K DIYE HUYE PAGES ME 1 YA 2 NO. PAGE PR THANVI NE AQEEDS BAYAAN KIYA HAI

YE TO APNE MU APNE KO KAFIR KEH RAHA HAI MUNAFIQ KAHI KA US AQEEDE ME HIFZUL IMAAN KI IBARAT BAYAAN KYU NAHI KI????... HIFZUL IMAAN KI IBARAT AAP KI BATAYI MAANI SE THANVI K LIYE KAISI BANTI HAI AAP DEKH CHUKE

AB MUJHE LAGTA AAP HAT DHARMI KR RAHE HO

KAL KO KOI HINDU AAKE KEHDEGA TERE NABI PEACE BE UPON HIM KA IL TO AISA/ITNA/IS QADAR JAISE JANWARO KO HUA KRTA HAI TB TUM KYA KROGE WO TUMHARI KITABE TUMHARE MU PR MAARDEGA...

THANVI KI MUHABBAT ME AAQA PEACE BE UPON HIM KI TAAZIM BHUL GAYE

NAJDI MARTA HAI KYU TAAZIM KI

YE TO HAMARA DEEN THA PHIR TUJHKO KYA

Edited by MunAAm Attari
Link to comment
Share on other sites

اتنا نا شُکرا پن بھی اچّھا نہیں، آپ کی پوسٹ نمبر 22 کا جواب میں نے پوسٹ نمبر 28 میں دیا ہے، جیسا کہا تھا ویسا ہی کیا ہے مگر شائد آپ کے پاس اِس کا جواب نہیں۔ " دلیل اس دعوے کی یہ ہے کہ انبیاء اپنی اُمّت سے مُمتاز ہوتے ہیں تو علوم ہی میں ممتاز ہوتے ہیں" ۔

مغل بھائی کی پوسٹ نمبر24 کو آپ نے شائد پڑھنے کی کوشش ہی نہیں کی۔

Mr.Haq3909 ???

Link to comment
Share on other sites

haq3909,main nay ashraf ali thanvi sb,qasim naanotvi,siddiq hassan bhopali, aur sahab karam ka ghair  Allah say madad manga likha tah.  aap ke taraf say jawaab naheen milla.  kia ya sub mushrik ho gay.  ya apno slogan mita dain.YA ALLAH MADAD  BAQI SUB SHIRKO BIDAAT.

umeed hay jawab dain gay

Link to comment
Share on other sites

3909 sahib,6 ghantay say aap k jawaab ka intizaar hay.  molvi ashraf ali thaanvi/qasim nanotvi/siddiq hassan bhopaali ko mushrik qarar dain.  wo ghair Allah say madad mangtay hain.  agar aap nay kal tak jawaab na dia to samajh loon ga aap jhootay hain.    is slogan ko ab is foroumn say hata dain.

Link to comment
Share on other sites

mr haq 3909 k mutabiq molvi ashraf ali thanvi aur qasim nanotvi   mushrik aur bidatee hain kion k ya ghair ullah say madad mangtay hain.

ab mujhey samajh aa gaee hay. deobandi  aur ghair muqalid  mutaliya naheen kartay.  pehlay apnay ghar ko daikhain phir aagay chalain.

Link to comment
Share on other sites

...

salam alayqum,

Shahzad baee aap nay joh baat likhi mujjay bot pasand aahi. Allah ta'ala aap ko is ka ajr deh. Baee aaj kay dawr meh hammeh apni tawanahi ko constructive tor per istimal kerna chahyeh. Yehni joh deen ka ilm nahin rakhtay un ko bunyadi taleem namaz roza Tawheed, biddat, Shrk isaal e sawab kay dalahil, ilm ghayb, waghera kay masail ka ilm dena chahyeh. Hamaray sunniyoon meh Hazaar bandoon meh say ek esa hoga joh thora Sunni aqahid of nazriat per ilm rakhta heh. 999 esay hen jin ko sirf Geeyarweenh, Milad, Urs, Khatam, Namaz aur Roza taq ka pata heh aur woh be khanay peenay kee hadd taq kay Milad hogi chawal milen gay, bas. Hammeh apnay Sunniyoon ko tiyar kerna chahyeh ta-kay woh apna difa ker saken. Hazaar meh ek banda hota heh aur baqi sirf tamashahi hasb e zeroorat poocha tassali huwi toh dosray qaan say bahir ker deeh. Sari zindgi mojtaaj aur imaan khatray meh rehta heh. Aur essi jahalat ka faida Wahhabi utha rahay hen woh jahiloon ko suna suna kr Wahhabi ker letay hen. Hamaray Sunniyoon meh hazar meh ek deeni taleem rakhnay wala hota heh aur dass hazar meh ek banda meh joh itna mukhlis kay deen kee tableegh ka irada keray. Is kay muqabileh meh Wahhabi hazaar meh say kam say kam 500 toh esay hoon gay joh apnay nazriyat jantay aur apni Wahhabiat kee tableegh meh hotel, dokan, bazaar, gali, muhallay, kaam, gar, kheltay huway, chaltay huway, har jaga aur har hallat meh apnay mazhab kee tableegh meh mashool hen. Allah ta'ala ka karam kay Dawat e Islami ka wajood aya warna meh sochta thah 50 saal bad Sunni kohi be nahin hoga. Hamari halat itni kharab ho chooki heh kay meh aksar parshan rehta hoon kay Sunniat ka kia hoga. Hamari ghaltiyan aur nalaykiyan hammari anay wali nasloon ko Sunniat say mehroom ker denh gee. Itni halat kharab ho janay kay baad be ham logh nahin badlay abhi bee choti choti batoon per maulviyoon kee tangen pakr ker gaseetay hen. Ek aalim ho char kitabenh pera ho yeh kesay ho sakta heh kay us ka kohi esa nazria nah ho joh khilaf e Jammat nah ho. Hammeh ghaltiyoon ko dar guzr kerna nahin ata ham Sunni choti choti batoon per loot gaseet per tiyar ho jatay hen. Meh khud esa thah, kohi Peer, kohi Maulvi meray zehn meh esa nhin thah joh meh nay Sunni mana ho. Zindgi ka beshtr hissa logoon ko dantay dapat-tay gumrahi kay fatway sunniat say kharij honay kay fatway laganay meh guzr gaya. Aur joh hamaray dushman Wahhabi/Deobandi hen unoon nay lakh ikhtilaf keeya apas meh magar kissi kay kaan taq baat nahin punchti. Aur ham choti choti batoon kay leh ker forumoon per mimbaroon per bth jatay hen aur us waqt taq dam nahin letay jab taq mozoo acha khasa fitna nah banay. Hammeh is kaam say baaz rehna chahyeh ... apna nazriya hasb e zeroorat zeroor biyan kerna chahyeh magar baghair tanqees kay. Meh Tasweer/Video, modern Qawali, qatan haram janta hoon aur joh issay jaiz samjay aur halal samjay ussay gumrah magar meh nay tangen pakr ker bandoon ko gaseetna chor deeya heh aur fatway dena chor deeya heh. Tazili group, Minhaji group agar log in ko ignore ker denh yeh doh teen saloon meh apni maut mar jahen aur in kay ikhtilafi nazirat khud be khud in kee zindgiyoon meh maut pa jahen magar ham bar bar in kay joh nazirat murda huway jata hen un ko phir rooh phoonk detay hen. Mera advice sunniyoon ko yahi heh kay hasb e zeroorat agar kohi poochay toh jawab denh bila waja masail ko nah uchalen aur phir murdoon ko zinda nah keren. Is waja say kay hamaray dushman hamaray garoon taq paunch chookay hen. Taqriban har Sunni kay gar meh ek Wahhabi hoga agar family meh nahin toh extended family meh zeroor hoga aur yahi ek jaraseem pehal ker sab ko kharab kerta heh. Hammeh apnoon ko ilmi tor per tiyar kerna chahyeh taqay woh khud apna difa ker saken hazaar meh 500 nahin 100 toh hoon joh mukhlas aur ilm walay hoon taqay ham apna difa keren aur Sunniat kay mujahay huway baagh ko phir sabz o shadab keren.

Link to comment
Share on other sites

...

Deobandiyoon aur Wahhabiyoon nay ilm ko talaq deh ker apnay ooper haram ker leeya heh abh jab taq in ka Nikkah ba-hasiyat e Sunni na ho yeh ilm hasil be nahin ker saktay aur nah peda ker saktay hen. Meh jab in meh hota thah toh in kay maulvi Haq Nawaz, Ihsar Qasmi, Azam Tariq, Zia Ur Rehman Farooqi, Mohsan Raza Farooqi, waghera waghera ko sun ker socha kerta thah yeh Barelwiyoon ko ek jumlay munazray meh hara denh. Lol! Baad meh jab Haq Nawaz kee durgat Maulana Ashraf Ali Sehalvi say banti sunneeh toh pata chala yeh ek jumlay meh haranay wala nahin harnay wala heh. Phir samaj lagi kay yeh ullu kay pathay sirf jazbat ko machalnay wali taqreeren kertay hen aur banda jazbat meh aa jata heh aur in josh aur jazbeh meh in ka peekha bakwan shandar lagta heh.

Link to comment
Share on other sites

mr haq 3909 k mutabiq molvi ashraf ali thanvi aur qasim nanotvi   mushrik aur bidatee hain kion k ya ghair ullah say madad mangtay hain.

ab mujhey samajh aa gaee hay. deobandi  aur ghair muqalid  mutaliya naheen kartay.  pehlay apnay ghar ko daikhain phir aagay chalain.

Salam,

Janab Shehzad sahab

Kya unnho nay "Ya Rasoolallah Madad" kaha?Kya yay unka aqeeda tha?Kya aap mujhay dikha saktay hay?

Wasallam.

Link to comment
Share on other sites

mujhey paste krna naheen aata.  main aap ko un ke books kay reference with page day chuka hoon.  baray thanday dil  say in tehreer ko study karain.  siddik hassan bhopali nay RASOOL PAK (saw) say naheen apnay died alamoon say madad mangi gay.

SUN LAIN   QAZI E SHOOKAAN MADAD DAY   IBNE QAYAM MADAD DAY>

Un ka kia aqeeda tha wo un ke nida say zahir hay.  main aik do din main bahut saaray  reference doon ga.  aap sub say pehlay  maira topic  NIDA YA RASOOL LALLAH  mairay content say nikaal kar parh lain.  us main kak az kam 20 efrenes hain.  aap in ref ko noate karain,bzar say books khareedain, phir thanday dil say  check karain k kia mainj nay sahee likha.

ho skta hay  un ke nida parhnay say aap ka dil khul ja ay aur aap ko emaan ke doulat mil ja ay.  INSHA ALLAH

Link to comment
Share on other sites

Muhammad Ali bhaee, baaz dafa itna paraishan hota oon k bloop pressure high ho jaata hay.  mai apni zaati baat kar raha hoon. dukh biaan kar raha hoon.  ko e shak naheen tahir qadri aur peer karam shah educated  aur ilam par aboor rakhnay waalay hain.

pakistan ke kissi universities main peer karam shah ke zia ul quraan naheen 

quote ke jaati study kar nay k liee ay.  tafheem ul quraan (jamat islami )aur muaraf ul quraan (molvi shafi deobandi) seerat pak  by safiur rehman WAHABI INDIA) ke ijaazat hay.  kia ham nay kabhi is taraf dheeyaan dia.

jab main nay ya foroumn join kia to pehla fatwa he ya tha k peer karam shah kafir hay.  ab main apnay bachoon say kia kahoon k aik kafir ke tafseer parho.

mairay ghr main tafheemul quraan aur muaaraf ul quraan pari hain.  universty kee majboori ke waja say.

kia ham sub nay kabhi ghour kia.  kia kosish kee kay university school level par sunni ulma ke books maujood hoon.  sunni banaras conference 1946 ka kaheen zikar nahee,fazal e haq  khairabadi kahan hain.

Link to comment
Share on other sites

Moulana Abdul Sattar khan niazi nay AALA hazrat ka mazmoon enter karwaya tha magar ab wo bhee naheen.  raishmee roomal,mehmood ul hassan aseer malta, syed ahmad brailvi, shah ismail ka naam 6th cliass say start ho jaata hay.  JAB k ya log srahad main yar Muhammad khan amir say larnay gay thay.

is baaray main majlis e raza lahore nay ail book print kar k in ka pool khola tha.  Mujhe umeed hay touheedi bhaee ka pass ho gee.  Main request karta hoon k wo GUNAH E BAY GUNAAHE aur wo book jo shah ismai aur syed ahmad brailvee kay baaray main hay is foroumn par poaste kar dain.

ab bhaee 3909 phans chukay hain. wo hairaan hain molvi shraf ali thanvee aur qasim naanotvi to RASOOL PAK (saw) say madad mangtay rahay hain aur main likh raha hoon YA ALLAH MADAD  AUR BAAQI SUB SHIRKO BIDDAT.

BARAY BIDATEE AUR MUSHRIK TO DEOBANDIOON K MOLVI HU AY.

Mujhay Nida Ya Rasoolallah say masla nahi , balkay mujhay Nida " Ya Rasoolallah madad" pay iteraz hay woh bhi hazir o nazir samjh kay kehnay pay.

Wasallam.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

 تمام اہلسنت والجماعت کا یہ متفقہ عقیدہ ہے کہ مافوق الاسباب امور غیر عادیہ میں کسی کو مشکل کشا حاجت روا مدد گار و معین یا کسی ذات کو مختار کل سمجھنا شرک ہے ۔اور امور عادیہ میں کسی سے مدد طلب کرنے میں کوئی مضائقہ نہیں جیسے کسی سے پانی یا قرض یا کھانا وغیرہ کوئی اور چیز طلب کرلی۔
حاجت روا ،مشکل کشا،دستگیر کے الفاظ اپنے مدلول حقیقی کے اعتبار سے نہ تو بذات خود شرکیہ ہیں نہ ان میں شرک والا معنی پایا جاتا ہے مثلا حاجت روا کا معنی ہے مطلقا کسی کی کوئی حاجت ضرورت پورا کردینا مشکل کشا کسی کی کوئی مشکل حل کردینا دستگیر مدد کرنا وغیرہ وغیرہ مگر چونکہ ہمارے ہاں برصغیر میں شیعہ اور بریلوی حضرات ان الفاظ کو ایسے مفہوم و مدلول پر استعمال کرنا شروع کردیا جو صراحة شرک ہیں اس لئے ہم اللہ کے سوا کسی اور ہستی پر ان الفاظ کے اطلاق کو درست نہیں سمجھتے چنانچہ جب کوئی بریلوی کسی پیر یا ولی یا غوث کو مشکل کشا کہتا ہے تو اس کا یہ عقیدہ ہوتا ہے کہ وہ ہستی عالم الغیب،حاضر و ناظر ،اور مختار کل سمجھتا ہے ۔اور یہ شرک بلکہ کفر ہے ۔غرض شرک ان الفاظ میں نہیں بلکہ ان الفاظ کو جو عوارض لاحق ہوگئے ہیں اس کی وجہ سے ہے۔
اس بات کو مختلف مثالوں سے اس طرح سمجھیں جیسے بکری کہ فی نفسہ حلال ہے مگر جب اس پر ذبح کرتے ہوئے اللہ کے سوا کسی اور کا نام لیا جائے یا ذبح ک بجائے دم گھونٹ کر مارا جائے تو مردار۔ اسی طرح لفظ ”راعنا“ میں فی نفسہ کوئی قباحت نہ تھی مگر چونکہ یہودی اس کو حضور صلی اللہ علیہ وسلم کی توہین کیلئے استعمال کرتے تھے اس لئے اس لفظ سے منع فرمادیا ۔اسی طرح لفظ حاجت روا ،مشکل کشا وغیرہ اپنے معنی لغوی کی وجہ سے نہ شرک نہ کفر مگر آپ حضرات چونکہ اس سے وہ معنی مراد لیتے ہیں جو صراحة شرک ہے اس لئے ممنوع۔اور ہمارے اکابر جب کسی کو حاجت روا یا مشکل کشا کہہ دیں تو چونکہ وہ اس ذات کو نہ حاضر ناظر مانتے ہیں نہ عالم الغیب نہ مختار کل بلکہ اس کے معنی لغوی جو امور عادیہ میں مستعمل ہیں مراد لیتے ہیں اس لئے ان کے استعمال پر کوئی قباحت نہیں۔
دیکھیں نعیم الدین مراد آبادی کہتا ہے کہ ”بشر“ کے لفظ میں توہین کا پہلو ہے اس لئے انبیاءکیلئے یہ لفظ ممنوع ہے ۔مگر پیر مہر علی شاہ کہتے ہیں کہ ”بشر“ کا لفظ تو ہے ہی متضمن بصفت کمال ۔آپ کے سعیدی صاحب کہتے ہیں کہ پیر صاحب نے درست فرمایا کہ یہ بشر متضمن بصفت کمال ان کیلئے ہے جن کی نظر بصیرت ان صفات تک پہنچ سکے لہٰذا یہ اطلاق کاملین کیلئے تو جائز ہوگا مگر عوام یا عام آدمی کی نظر چونکہ ان کمالات تک نہیں پہنچ سکتی لہٰذا اس کیلئے ممنوع بلکہ باعث توہین ہوگا۔اب لفظ ایک ہے مگر لوگوں کے عقیدہ بدل جانے کی وجہ سے حکم تبدیل ہوگیا۔
اسی طرح سمجھیں کہ جب آپ کسی کو مختار کل مان کر مشکل کشا کہیں گے تو ممنو ع اور اگر ایسا نہیں تو جائزہے. بھائی نے اسی معنی کو کفر کہا جو آپ سمجھتے ہیں یعنی جس معنی میں آپ اولیاءاللہ سے مد د طلب کرتے ہیں وہ شرک ہے اس معنی میں مدد صرف اللہ کرتا ہے 

Wasallam.

Edited by Haq3909
Link to comment
Share on other sites

...

Baee yeh sab hamari sufiat kee waja say huwa heh. Ham keun kay Sufi hen halwa chawal zarda pillau walay. In kay oopar Jihad kertay hen aur woh be essay kay kuch na poochen. Khanay per Jihad kernay waloon kee kon sunnay. Dunya meh apni manwanay kay leyeh aur haq ko parwan charwanay kay leyeh. Talwar ka zor, pistol kee goli, grenade ka explosion chahyeh. Joh is ko istimal kerta heh woh apnay maqsad ko pata heh. Deobandi Wahhabi is meh mahir hen. Dosri baat, hamaray maulviyoon ko kinara kashi kee peri heh. Jab do namazen par leta heh doh Sufiat ka lebada orh ker dunya say kinara kashi ker leta heh aur siwahay taqriroon kay kuch nahin kerta aur har kism kay politician say milna GUNNA E AZEEM aur Sufi kee shaan kay khilaf samajta heh. Deobandi Wahhabi apni awaam kay saath hasb e zeroorat politicans per pressure daltay hen khud miltay hen apna mowaqif biyan kertay hen convince kertay hen. Abh in kay mukhalif Sunni jin ko Sunniat say itna piyar heh kay woh Khatam Geeyarweenh waghera meh hissa letay hen aur kha pee kay so jatay hen. Agar kohi maulvi Sunniat kay hakooq biyan keray toh ya toh ussay Deobandi ura detay hen agar nah ho toh woh Sunniyoon ko samja samja ker bata bata ker thak jata heh. Magar sunni kee ek hee rat hoti heh; wahhabi deobandi musalman hen yaar jamshed javed ko dekhen kitni mehnat ker raha heh. Lakh bar bataho kay yeh logh waqt kay intizar meh hen jab woh waqt aya toh yeh ham Sunniyoon ko bakriyoon kee tara zabiya keren gay hamari behnoon betiyoon kay saath jabri ziyadti be hogi keun kay yeh mushrikoon kay behneh aur betiyan hoon gee. Magar hamara Sunni samajna wala nahin. England meh ham Sunniyoon kee masjidoon meh committees baneeh hen agar kuch bol utho toh masjid meh larahi shoroon ho jati heh. Jin kuttoon nay tawahifoon kay saath sari jawani guzari aur sharab pee ker tank banay woh jab marnay kay qareeb huway toh woh paleed kuttay masjid kee committee kay member ban jatay hen aur joh mukhlis aur deen kee khidmat kernay walay hijray ban jatay hen.

Baee ham sirf problems biyan ker saktay hen ilaaj impliment nahin ker saktay yeh sirf pir aur Maulvi ker saktay hen joh sirf taqreer ,woh be pesoon kay leyeh, kertay hen. Maulvi tabkay ko kohi pata nahin awaam kee tarbiyat kistera kerni heh yehni un kee tarbiyat essee ho kay woh awaam bunyaden pehlay samjen misaal kay tor per Biddat kee tareef, is par dalahil, kesay fesla keeya jata heh kay yeh biddat heh. Ek banday ko jab yeh khud samaj aa gahi toh woh sari zindgi kay leyeh Deobandi Wahhabi kay jitnay ihtirazat hoon gay khud samaj jahay ga kay bey-bunyad hen aur in kee kohi haqiqat nahn. Mera ek dost thah woh bar bar ata isaal e sawab kay mozoo per sawal kerta. Meh is ko samjata magar phir us ko aur zeroorat perti wazahat kee. Meh nay ussay gar par bulaya aur kaha yeh pen pakro aur yeh loh paper, aur joh likhahoon likho: Us ko yeh asaan biddat kee tareef likhahi,

- Har woh amal aur aqeedah jis ki Quran aur Ahadith meh asal nahin biddat heh.

aur saath wazahat kee kay asal two type hen explicit aur implicit yehni direct aur indirect. Lehaza ibart ka mafoom yeh huwa:

- Har woh amal aur aqeedah jis ki Quran aur Ahadith meh explicit/implicit yehni direct/indirect saboot nahin biddat heh.

Saath meh yeh be bata deeya kay implicit/indirect daleel kay oper qiyas ker kay Ijtihad keeya jata heh. Chand misalenh deenh doh gantoon kee mehnat meh banda biddat kay mozoo ko khud profesional tareekay say samaj gaya. Agar dalahil nay hotay toh bees mint kee baat thee. Allah gawa heh aaj taq us banday nay muj say biddat kay mozoo per kohi sawal nahin keeya kay yeh biddat heh ya nahin is ihtiraz ka jawab kesay doon. Us kee zubani suna kay us kay dost ka baap Wahhabi maulvi heh woh jab jata heh dost kay gar toh behas hoti heh us ka kehna heh kay meh us kay har point ka jawab deta hoon Quran aur hadith say sirf is waja say kay khud biddat ko samajta heh. Warna woh choti choti batoon per pans jata thah. Hamaray Maulvi hazrat sirf taqreer ko Sunniat ka difa kertay hen. Yeh Sunniat ka difa nahin balkay muhallay muhallay gali gali meh classes dena kay yeh biddat kee tareef heh aur logoon ko sikhana asal meh yeh deen ka difa heh. Istera kay bunyadi masail ko awaam ko agar samjaya jahay toh phir awaam ka level of ilm baray aur zoq baray shoq baray. Bunyadi ilm nahin samjaya jata joh zeroori heh iman bachanay kee khatir jis say awaam khud apna difa aap ker saken.

Link to comment
Share on other sites

Salam,

...

Tum kissi ba tameez ka kay pet'h say jammay ho ba bad-tameez maan kay pet'h say? Agar kohi ba-tameez thee toh idhar meh tummeh kia zeroorat pri yeh likhnay kee kohi ilada thread banaho. Na agay dekha na peechay dekha aur joh bat joh marzi thread meh likh deeh. Tareeka apnaho joh insaanoon wala heh.

AAP yahi baat Shehzad bhai say kyon nahi kehtay?Aur mujhay to lagta hay kay aap ko mujh say koi zaati bughz aur keena hay.Please aisa na karay.

Wasallam.

Wasallam.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...