Jump to content

Rishtedaro Se Bat Chit Or Mel Jol Mitana Jaej Hai?


Rais.Khan

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Agar kisine apne bete ya beti ka nikah kisi our kaom me ker dia, maslan kisi Pathan ne apne bete ya beti k nikah ker dia ho, to ase me dusre pathano ka asa karna ki us sakhs se bat chit or milna julna or kisi b shadi or am muamlat me use dawat dena, use bulana band krna, ye sab shariatan sahi hai ? kya asa krna jaez hai? Ahadis k sath mukammal malumat daryaft hai. or gar ye galt hai to is mauamle ke radd me koi kitab ho to uske bare me bhi batae.

 

 

jazakallah.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Agar kisine apne bete ya beti ka nikah kisi our kaom me ker dia, maslan kisi Pathan ne apne bete ya beti k nikah ker dia ho, to ase me dusre pathano ka asa karna ki us sakhs se bat chit or milna julna or kisi b shadi or am muamlat me use dawat dena, use bulana band krna, ye sab shariatan sahi hai ? kya asa krna jaez hai? Ahadis k sath mukammal malumat daryaft hai. or gar ye galt hai to is mauamle ke radd me koi kitab ho to uske bare me bhi batae.

 

 

jazakallah.

Salam alayqum

 

Baee yeh jaiz nahin. Essa kerna intihahi bewaqoofi aur jahalat kee intiha heh. Es'see qomiyat  insaan kay layk nahin musalman kay layk hona door kee baat heh. Beta, betiyoon kay rishtay deen kee munasbat say kernay chahyeh. Jis qom meh acha aur naik rishta millay shadi ker deni chahyeh. Sirf ek baat ka dehan rakhna chahyeh kay Sunni Musalman aurat ya mard ka nikkah kissi gumra ya Kafir say nahin kerna chahyeh. Essay azmaishi moqoon per sabr kerna chahyeh aur Allah ka shukr kerna chahyeh kay banda Musalman aur taleem Islam per perwa heh. Meray pass kohi kitab nahin in sha'allah Sunni bahiyoon kay pass huwi toh zeroor link pesh keren gay. Meh masroof hoon warna zeroor kuch na kuch dalahil pesh kerta. Agar kissi aur bahi nay contribute nah keeya toh kal taq Allah nay chaha toh zeroor dalahil pesh ker doon ga.

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

 

Mer valeda or galiban sabhi log isi galat soch ka shikar hai. islie tahriri sabut mil jae to bhot hi achchha hog.

 

Allah apko jaza-e-khair ata farmae. amin.

 

(ja)

(ah)

Salam alayqum,

 

Jee baee ek do din denh meh thora farigh ho ker aap ko tafseelan jawab likhoon ga dalahil kay saath.

Link to comment
Share on other sites

raees bhaee,is say pehlay bhee jawaab dia tha k baitee ke shadi k liee KAFW zaroori hota hay k apni baitee kee shadi kissi bhee family main karain to braabar ke izzat waalay log hoon  yaanee baitee ke shadi kar k log baatain na karain.  maslan aisay log jo ko neecha samjha jaata hay jasisay  barbar,mochi,aur is tarah k log.  jin logoon nay bolna chor dia hay wo gunahgaar ho rahay hain.

 

hadees sharif hay.  tarjama   QATA REHMI (azizo aqarab say qata taaluq karnay wala)karnay wala jannat main naheen ja ay ga.  narazgi ho bhee to ziada say ziada 3 din.

 

apnee walda ko samjha ain

 

reference  sunni bahishtee zaiwar by Muhammad khalil khan barkati issued by fareed book stall lahore

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

!اسلام علیکم


مجھے یہ پوچھنا ہے کی اج کل اس بات کا بہتے زور ہے کے اسلامک بینکاری ہے اسلامک بینک کی تو کیا یہ جاءز ہے اگر ہے تو اس کا حوالہ دیں اور اگر کوءی کتاب بھی ہے تو اس کا بھی بتاءیں۔


شکریہ


Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...