Jump to content

Bareilvi Kehlawaey Baghair Imam Ahmd Riza K Mutallaqeen Kia Mr Jaein Gy?


Real Salafi

تجویز کردہ جواب

آپ کا پہلا جملہ طاہر منہاجی کے بارے میں غلط ہے کہ " پوری دنیا کے علماءِ اہلِ سنّت کا اعتماد حاصل کرسکتا ہے" ۔


 


اس بارے میں خلیل رانا بھائی / توحیدی بھائی / قبلہ سعیدی صاحب یا اور کوئی جو اچھا علم رکھتا ہو بہتر جواب دے سکتا ہے۔


جہاں تک میری معلومات کا تعلق ہے تو شائد "بریلوی " لفظ اس لیئے بھی شروع کیا گیا کہ دیوبندیوں وھابیوں نے ناقابلِ تردید فتاویٰ کے بعد اپنے کو " اہلِ سُنّت " کہلوانا شروع کردیا جس سے لوگوں کو ( ایک بار پھر ) دھوکہ ہونے لگا کہ شائد یہ لوگ بھی اصل اہلِ سُنّت ہیں جبکہ ایسا نہیں تھا۔


آگے اللہ بہتر جاننے والا ہے۔ اور وہ لوگ جن کو اُس نے بتایا (کسی بھی ذریعہ سے )۔


جزاک اللہ


 


کیا آپ اپنے بارے میں بتائیں گے کہ یہ لفظ " سلفی " کیوں استعمال کررہے ہیں؟


۔

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

Dear Real Salafi sahib. Is men koi shak nhi ke Dr. tahir ul qadri ne pori dunya men sulah kuliat ka purchar kya hay or wahabi deobandi, shia, yahod o nisara wa kufr sab ko gale lagane ki koshish men woh aaj tak masrof hain.. or kafi had tak unko kamyabi bhi hoyi. jese UK men hone wala aik shaitani ijtima jis men isayi jesus jesus kerta hay tu budhmat budha budha kerta hay tu hindu ram ram kerta hay tu sath main naara e takbeer bhi lagta hay. nez minhaj ul ke office men hr saal hone wali Christmas ki mehfil. Jis men dhool bajon ka baqaida intzam hota hay. Allah humain aisi sohbat, sulah e kulliat or mahafil se mahfoz rakhe. Ameen

Link to comment
Share on other sites

salfi sahib, maira aap say sawaal hay k jo log apnay aap ko ghaior muqalad,wahabi,ah le hadees kehlwaatay hain, in sub ke tarreekh say agah karain k kis saal, say in logoon nay kehlwana shuru kia.

 

Muhammad Ali kot kabeeri,chator garhee,roopri, ya sub kia hay.

 

poray al ma e islaa main sub continent k ilaawa kaheen bhee ghair muqalid batoor jamat registered nahee, ya beemari sirf india, pakista,aur bangladesh main hay.  aap k zaehan main fauran saudi arabia kaa naam aa gia hay, wo hanblee hain, ghair muqalid naheen.

 

hazoor (saw) kay wisaal k 80 saal tak kisi nay apnay aap ko kuch naheen kehlwaya sirf muslim.  jab moutazila ka wajood zahir hu aa jo azaba qabar ko naheen maantay thay un say alag show karnay k liee kuch sahaba/tabba/taabyeen nay apnay aap ko ah le sunnat kehlwana shuru kar dia.

isi tarah hanfi/hanblee/shaffi/malki pehchaan start hu e. kuch arsa baad shia zahir hu ay to urfay aam main 2 big group wajood main aa gay. shia  and sunni.  

 

badmazhaboon, wahabi aur deobandi  say difference kee waja say ham nay apnay aap ko brailvee kehlwana start kia.  imam ahmad raza khay ya un ke family nay apnay aap ko kabhee brailvee naheen kehlwaya.  is waqat sachaay sunni ke pehchaan word  BRAILVEE ban chuka hay.

 

hafiz sana ULLAH amartsari, ya kia hay.

 

agar ziada paraishanee hay to  1857 ke janga azadi say pahlay yahan jo maslak tha us ko apna lain.  yaad rahay imam ahmad raza khan 1856 main paida hu ay thay.  har brailvee sunni hay, har sunni brailvee naheen. ko e brailvee na kehlwa ay to faraq naheen parta, haan sunni na kehlwa ay to faraq parta hay.  is waqat mulimaan  1.6 billion hain, in main say 1.4 billion sunni hain.

 

hamaish sawad e azam ke pairvee karni chaheeay.  apnay maslak ko study karain. aur mujhey apni tarreekh bata ain ya salfi lafaz kahan say aa ay aa.

Link to comment
Share on other sites

dear salfi sb kia neend aa gaee. suadi arabia main poori dunya say muslimaan aatay hain, apas main miltay hain to poochtay hain, from which country,  they which muslim,      answer    sunni    or  kehtay hain,  shia. is k elaawa teesra lafaz naheen hota.  ghair muqalad ka to tasawwar he naheen.

 

haan yaad rahay   sunni siraf wo hay jo  hanfi ho, malki ho,  shaafi ya hanblee ho.  agar ghair muqalad ya ahli hadees  SHIA  kay muqabla main apnay aap ko sunni kahay to wo sunni naheen.

 

saudi walay 20 taraweeh parhtay hain  aur pakistani wahabi  8,  ya kia hay.

 

kuch boloon ga to bolo gay k bolta hay.

 

kuch log bhais badal kar different naam rakh kar is foroumn k member bantay hain aur ultay seedhay swaal karna shuru kar daity hain.

 

kia aap mir to naheen ja ain gay gar apnay aap ko salfi naheen kehlwa ain gay

Link to comment
Share on other sites

dear salfi sb kia neend aa gaee. suadi arabia main poori dunya say muslimaan aatay hain, apas main miltay hain to poochtay hain, from which country,  they which muslim,      answer    sunni    or  kehtay hain,  shia. is k elaawa teesra lafaz naheen hota.  ghair muqalad ka to tasawwar he naheen.

 

haan yaad rahay   sunni siraf wo hay jo  hanfi ho, malki ho,  shaafi ya hanblee ho.  agar ghair muqalad ya ahli hadees  SHIA  kay muqabla main apnay aap ko sunni kahay to wo sunni naheen.

 

saudi walay 20 taraweeh parhtay hain  aur pakistani wahabi  8,  ya kia hay.

 

kuch boloon ga to bolo gay k bolta hay.

 

kuch log bhais badal kar different naam rakh kar is foroumn k member bantay hain aur ultay seedhay swaal karna shuru kar daity hain.

 

kia aap mir to naheen ja ain gay gar apnay aap ko salfi naheen kehlwa ain gay

janab baat kahan sy kahan pohonch gai.MEDIA mein sunni aor bareilvi dou alaq firqy smjhy jaty hein.....mera mouqaf bs ye hy k hmein bareilvi nai kehlwana chahiay....Mufti Akhtr Rza frma chuky k hm Sunni hein bareilvi koi mslk nai....Sunni lfz ka difa kia jaey bs.........

Link to comment
Share on other sites

sunni aur brailvee media main 2 alag alag firqay samjhay jaatay hain.  please advise k sunni say kia muraad hay. aur kaun hain jo sunni hain.  brailvee firqa hay ????????  log ghalat meaning laytay hain.  all brailvees are sunnies.  hamara maslak wo hay jo alla hazrat imam ahmad raza khan qadri, ka hay.

 

deobandi  wahabee bhee  apnay aap ko sunnion main shumaar katay hain.  pehcaan k liee ham brailvee kehlwaatay hain k ham ya hain,wo naheen.

 

bus itni c baat hay.   aap kee tajweez buri naheen.  ham AH LE SUNNAT WA JAMMAT HAIN. ALHAMDO LILLAH

 

thank you for your suggestion

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...