Jump to content

Please Help N Guide Me


Sobia Afsheen

تجویز کردہ جواب

agr husbnd bivi k naan o nafqa ka bi zimadar na ho or aurat khud job kr k apny ghar ko chala rhi ho or husbnd apni bivi k azjdwaji haqooq bi pury na krta ho or hr waqt allah ki ibadat or wazaif m lga rhy jb k shadi ko abi just 3 saal huay hn or shadi k sirf pehly 2 maheny un m azdwaji taaluq rha or unka aik baita bi ha to aisi surat m islam sohar k liey kia hukam daita ha or bivi k liey kia rasta ha?pls guide m is masly ka sharai or islami hal kia ha? 

Link to comment
Share on other sites

husband sakhat gunahaar hay.  haqooq ada naheen kar raha zojiat kay. naan nafqa naheen day raha.  ibadat karta hay magar b v kee taraf say laa parwah hay.  allah taala ko jawab day hay.

 

is kaa hal aap kay aur susraal kay baray buzargoon kay paas hay. apni mother say baat karain. wo aap kee saas ya susar say baat karain.  try karain.  wagana doosri soorat main  khula ka haq aap ko hay.  magar khula us soorat main qabal e amal ho ga jab aap ka husband court main aa kar  divorce paper par sign karay ga. khula ka matlab ya naheen kay aap ko talaq ho jaati hay.  khula ka matlab hay aap husband say talaq lay sakti hain.  agar court khula ka aap kay haq main faisla karta hay magar husband nay divorce paper ya court k saamnay talaq nahen daita, to aap ke us say alaihdgee to ha gaee,khula k baad aap apnay parents k ghar aa gaeen, husband aap ko apnay ghar zabardasti naheen lay ja sakta, magar

 

aap us ke b v he rahain gee. aap kisi aur jagah shadi naheen kar sakteen. ya khial hay aap ka husband nay kisi aur say ta aluqaat qaim kar rakay hain/ya kisi aur say khufia shadi kee hu e hay.  un ke harkaato saknaat say aap check kar sakti hain 

 

 

agar bil faraz wo impotant ho chukay hain.azdwaaji rabta naheen rakh saktay aap k saath,to bhee aap ka haq hay aap khula lay saktee hain.  yahan rah kar bhee aap nay apna kharcha khud uthaana hay/service karni hay to parents k paas reh kar bhee is tarah guzara kar sakti hain.

 

kia ya mumkin hay aap ka husband aap ke kisi harkat kee waja say aap say nafrat karnay laga ho. ussay ko e shak parh gia ho.  is baat par bhee ghour karain. shaid aisi ko e baat ho,to jaiza lay kar un ka dil saaf karain.

 

apnay parents ko beech main laa kar problem solve karain. doosra ko e kuch naheen kar sakay ga. gharailu muaamla hay.  khush asloobi say hal karain.

tamam aspect aap ko bata dee ay hain. 

Link to comment
Share on other sites

thnks ap ne boht detail se jwab dia ha.m ne apni puri try ki ha apny husbnd ko smjany or ehsas dilany ki k thek ha ap ibadat bi krain or bivi k haqooq bi pury krain.unse yh bi pocha ha k mujh se nafrat ha bt wo khty hn k mujy ap se muhabat ha or m apse boht khush hn bs mery aisy behave ki wja yh ha k mera interest nhi ha or mind aisa ha k bs ibadat m sukoon milta ha.mujy bi yh cnfirm ha k wo ksi or aurat m involve nhi hn sara din raat ghar bs ibadat m bizi rhty hn.mapki guidance ki roshni m is problem ko hal krny ki phir try krti hn.ap bi mery liey dua kijey ga.

Link to comment
Share on other sites

jis tarah b v ko hukam hay k husband k poochay baghair nafli rozay na rakhay ya saari raat ibadat na karay is tarah wo bhee paband hay k har waqat ibaadat main na laga rahay . b v kay bhee haqooq pooray karay.  hazrat umar farooq kay zamaanay main wo aik gali main raat ko routine k mutabiq  visit kar rahayu thay k aik gali say kissi aurat kee awaaz aa ee jo mehboob/husband kay gham main shaie parh rahi thee.

 

subah pata kia k ya aurat koun hay aur is ka husband kahan hay.  maaloom hu aa kay wo fauji hay aur jihaad par gia huaa hay aur itna arsa ho gia hay.

 

hazrat umer (raa) nay is baaray main apni b v say mashwra kia (ziaada detail main naheen jaata)aur order kar dia k jis faouji (aap jehaad par janay waloon ko fouji he samajh lain)ko 3 months ho gay hain border par gay hu ay wo wapas aa jain aur time apnay b v/bachoon k saath guzaaray. us waqat say ya qanoon ban chuka hay k tamam islami countries (perhaps europe main bhee)har faouji 3 months kay baad chutti karta hay aur ghar wapas aata hay.

 

to aap ka husband aap kay haqooq ke haq talfi kar raha hay aur gunahgaar.

 

wo keh raha hay mujhey raghbat nahee. ibaadat main ziada maza milta hay.  i think he has become impotant due  to one and the other  reasons. aur ko e waja naheen.  agar ya soorat hay to phir bhee aap say ziadti ho rahi hay. apni mother ko pooray haalaat bata ain. wo aap kee saas say baat karain.  pehlay gharilu tour par solve karain.  akhari chaara hay khulaa ka jis main aap haq bajanab hain.

Link to comment
Share on other sites

bhai apka boht shukriya ap ne boht detail se guide kia.mery husbnd silsila idreesia or sheikh ameen sb k mureed hn.mujy bi khty hn k ap bi ahad krain sheikh sb ka.pls mujy is hwaly se bi guide krain k kia wo waqi koi boht azeem walli ullah hn?m sochti hn k jin k mureed ko apni bivi k haqooq ka khyal nhi ha un k sheikh sb ki taleemat se kia impress hona?is liey m to un k behave ki waja se silsila idreesia se impress nhi hui.

Link to comment
Share on other sites

sh ameen deobandi khialaat ka hay.  us kay eman k mutaliq shak hay. khud kehtay hain bay aulaad hay. peh lay saudia raha.phir karachi magar aik siaasi jamat nay wahan say bhaga dia.  aaj kal multa hay.  apnay ghar k charoon tarraf 15 15 ghar khareed kar ukamil qabza kia huaa hay.  4 street par.  ah lisunnat brailvee kay nadeek us kay aqaid khialaat debandi maslak kay hain.  bachna zaroori hay.  aisi mureed honay ka kia faida k b v kay haqooq pooray na kar kay gunahgaar ho raha hay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...