Jump to content

Farze Azam Ka Kya Mana Liya Jaega?


Rais.Khan

Recommended Posts

(salam)

 

Sayadi ala hazrat rahimatulahi alayhi ne fatawa razwiya sharif me likha hai ki badmazhabon ka radd farze azam hai. isse kya murad hai? kya namaz, roza, jakat wagira farz ibadat se bhi pahle radde badmazhab krna jaruri hai. yane logon ko namaz roze ki targhib dilane se jyada radde badmashab kiya jana chahie??? Tafseel se isper ulemae ahle sunnat ke nazriat ke sath jawab dijie. kyun ki kuchh dawate islami ke mukhalifin is fatwe ki ad me logon ko badzahan kar rahe hai. aur Dawate islami ko sulah kulli sabit karne ki koshisho me lage hai.

 

(ja)

 

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Is sy murad yi hy k rdd-e-bd mzhab hoga tu logon k aqaaid pukhta hon gy aor wo Dushmanaan-e-Islam ko apna dushman maanein gy.is k baad phir frooi amaal ki tableegh honi chaheay.ku k amaal ki sihhat ka madaar aqaaid ki drustgi pr hy.wahabiya aor degar bd-mazhabo ka aesa rdd hona chaheay k awaam bhi unki freb-kaariyo sy aashkaar ho jaen aor unki ksi qism ki koi imdad na krein.isko aik saada si misaal sy bhi smjha ja skta hy k rdd-e-bd mazhab sy awaam un bd-mazhabo ki gustakhiyon sy waqif hon gy tu phir is k baad hi wo apni nmazo wghera ko zaaey hony sy mahfooz kr skty hein (yeni jb wo bd-mazhabo ki asliyyat jaanty hon gy tu hi un k peechy nmaz nahi parhein gy.aor yi sb rdd-e-bd mazhab k bgher na-mumkin).lihaza bd mazhabo sy doori aor unka rdd waqai farz-e-azam hy (ku k baqi faraiz is k muqably mein saanvi ki haesiyyat rakhty hein)

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...