Jump to content

Nikah Mein Larki Ki Marzi


Recommended Posts

(salam)

(azw)(ja) 4 Sharing.

Ye b hamary Mazhab Islam ki khoubi hay, ke ye dunya ka waahid mazhab hay ke jis ne "Aurat" ko itna akhtiyaar diya hay. Lakin ye b na ho ke "Larki" is baat ka fa'ida utha kar khud jaa kar apna nikaah kary (Jaisaa ke aaj kal Court-Marraige hoti hay). Ye Nikaah ho to jaata hay, lakin amouman aisee shaadiyan kaamiyaab nahin hoteen (Kiyoun ke ye waaliden ko naraaz kar ke ki jaati hain).

 

W'ssalam

Link to comment
Share on other sites

  • 9 years later...

Asslamo Alaikum... mera aik hai jaisa kay Hadees mein aya hai k Hazrat Ayesha (R.A) ki umar nikkah k waqt 6 saal thi tu kia unn se nikkah ki ijazat sabit hai.. dosri baat yeh k aik aur hadees bhi hai uss ka hawala bhi de dein jiss ka mafhoom kch iss trha hai k jiss mein aik aurat HUzoor (S.A.W.W) se arz kartein hain k mere baap ne mere se poochey baghair mera nikkah kar dia hai tu abb mein kia karoon... yeh hadees full reference k sath plz quote kar dein ... jazak ALLAH.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

Assalm alikum ma but pereshan by mere shadi ko do saal hogya ha per Mera husbend mujhe ghar nai lekr jaraha ha mere ek beti hajo 6 month ki ha or w/o  qatar  se yaha Pakistan okara rehta ha apni ami  abu  ke  sath har bar koi bahana  Ma bht pereshan hun  plzz mujhe kuch bataye wo  bhair jana chahata ha abhe per  Ma nai gen skti uske bagair uski  ami  Mere sas  mujhe or hamari bachi  ko  koi qabool nai krta plzzz bataye ma.Kia kroun am  aqsa Hassan From Lahore am waiting your reply

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...