MunAAm 34 Posted June 30, 2015 Report Share Posted June 30, 2015 Asslamualaikum Mazar ka tawaaf krne ki kin ulma ne ijazat di hai? Quote Link to post Share on other sites
Faysal 7 Posted June 30, 2015 Report Share Posted June 30, 2015 Asslamualaikum Mazar ka tawaaf krne ki kin ulma ne ijazat di hai? kisi ny be nai di.Bus jahil log khud sy krty hn . Our samjhty sawab ka kam kr rahy hn. Quote Link to post Share on other sites
Saad Qadri 62 Posted June 30, 2015 Report Share Posted June 30, 2015 علماء اہلسنّت میں سے تو کسی نے جائز نہیں لکھا البتہ تھانوی صاحب نے حصول برکت کے لیے جائزکہا Quote Link to post Share on other sites
MunAAm 34 Posted January 30, 2016 Author Report Share Posted January 30, 2016 Mujhe ek gharpe ek book mili hai Tehjeez o Takfeen jo Deoband se chapi hai jisme Walidain, Auliya k mazarat ko chumna aur uska tawaf krna jaiz likha hai aur hawale me shayad Shaikh Abdul Haq Muhaddis Dehlavi Alairehma se daleel li hai usi trah Islah E Behashti zewar ya Islah Taqvitul Iman me Shah Waliullah Alairehma se kisi makhsoos halat me tawaf ka bayan hai Quote Link to post Share on other sites
MUSHTAQ 21 Posted February 27, 2016 Report Share Posted February 27, 2016 Munnam Attari Sahab Ager aap Qabar Ko Chumne ki ijazat jo Deo Band Ki Kitab Se Sabit Hai Us Ka Scan De De To Badi Maherbani Hongi Quote Link to post Share on other sites
MunAAm 34 Posted May 16, 2016 Author Report Share Posted May 16, 2016 (edited) Munnam Attari Sahab Ager aap Qabar Ko Chumne ki ijazat jo Deo Band Ki Kitab Se Sabit Hai Us Ka Scan De De To Badi Maherbani Hongi bhai maine saari kitabo ko pack krk rakhdiya hu kyu k gharme koi padhne wala nahi hai khair ab aapke liye de duga magr talash krne me waqt lagega Edited May 16, 2016 by MunAAm Attari Quote Link to post Share on other sites
MunAAm 34 Posted May 17, 2016 Author Report Share Posted May 17, 2016 (edited) front page fat gaya tha maine books ko plastic bags me pack kiya hu taake o kagaz khane waale kido se mehfooz rahe kyu k bohat saari naayab kitabe kitabe kido ne khali aur bohat si meri gair hazri me dafna di gayi kahir ab jo bachi hai uneh mehfoof krk rakhna hai mujhe iska front page mila tha jo kisi aur packet me hoga milne par deduga... ye kitab shayad Abusshkoor kakori ki hai shayad khair Edited May 17, 2016 by MunAAm Attari Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.