rabiashoaibali Posted July 27, 2015 Report Share Posted July 27, 2015 Mrd ka wife Ke Maa sai zanna Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted July 27, 2015 Report Share Posted July 27, 2015 Mrd ka wife Ke Maa sai zanna Ap apna question wazih kr k likheay. Andazan yi jawab likha ja raha hy. (font error ki waja sy ghalat alfaz {jesy لا wghera} ko nazr-andaz kr dein). Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 Posted July 29, 2015 Report Share Posted July 29, 2015 agar ya ho chuka hay to us ke b v ab us par haram ho chuki and nikah toot gia, ya ab mian b v naheen reh saktay. isi tarha agar kisi waqat sadi say pehlay aik aurat say zanna kia. kuch arsay baad us aurat ke baiti k liee ay us aadmi ka paighaam gia, aadmi ko pata chal gia k ya larki ussi ayrat ke baiti hay to nikah naheen ho sakta. mother say zinna ke waja say us ke baiti us zaani par haram hay. nikah to kia, wo us ke baitiee say zinna bhee naheen kar sakta. wo sakhat qisam ke haram ho gaee aasaan lafzoon main. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted August 3, 2015 Report Share Posted August 3, 2015 agar ya ho chuka hay to us ke b v ab us par haram ho chuki and nikah toot gia, ya ab mian b v naheen reh saktay. isi tarha agar kisi waqat sadi say pehlay aik aurat say zanna kia. kuch arsay baad us aurat ke baiti k liee ay us aadmi ka paighaam gia, aadmi ko pata chal gia k ya larki ussi ayrat ke baiti hay to nikah naheen ho sakta. mother say zinna ke waja say us ke baiti us zaani par haram hay. nikah to kia, wo us ke baitiee say zinna bhee naheen kar sakta. wo sakhat qisam ke haram ho gaee aasaan lafzoon main. Janab shahzad6058811 Sahib. Aap ny yi kiya likha: nikah to kia,wo us ke baitiee say zinna bhee naheen kar sakta Zina kisi sy bhi ho, chahy kisi cheez sy pehlay ho ya baad mein ho, na-jaiz aor haraam hy. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted August 3, 2015 Report Share Posted August 3, 2015 Mrd ka wife Ke Maa sai zanna Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 Posted August 3, 2015 Report Share Posted August 3, 2015 bhaee aap samajh naheen sakay. aik aurat say zina kia, us kee baitee say nikah to baad kee baat wo sakash us aurat kee baitee say dosti tak naheen kar sakta. samjhanay kay liee ay likha tha. mujhey pata hay zina har halat main haraam hay. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted August 3, 2015 Report Share Posted August 3, 2015 bhaee aap samajh naheen sakay. aik aurat say zina kia, us kee baitee say nikah to baad kee baat wo sakash us aurat kee baitee say dosti tak naheen kar sakta. samjhanay kay liee ay likha tha. mujhey pata hay zina har halat main haraam hay. Bhai Sahib. Ab bhi Ap ki baat sy yi lagta hy k "agar hurmat sabit na hoti tu phir us aorat ki beti sy dosti jaiz qaraar pati.lekin ab choon-k hurmat sabit ho gai, lihaza us aorat ki beti sy dosti nahi ki ja skti". tu arz yi hy k kisi na-mahram sy dosti jaiz nahi hy.. (It is my last psot in this topic). Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.