MUSHTAQ 21 Posted January 25, 2016 Report Share Posted January 25, 2016 Qubur ko barabar karny par ek wahabi ne sahih muslim ki hadees pesh kiya . Aap ko send kr rha hun Sahabi e rasool hazrat Fudla رضي الله عنه ka amal tha ki qabro ko barabar karna . Aur yaha koi yahudi ki qabar nahi thi balke ek sahabi ne sahabi ki qabar ko barabar kiya hai . Quote Link to post Share on other sites
MUSHTAQ 21 Posted January 25, 2016 Author Report Share Posted January 25, 2016 Suma bin shifi Bayan Karte Hai K Hum Fuzla Bin Abi Ubaid K Sath Rom K Shaher Rudus Me The Humare Ek Sathi Ka Inteqal Ho Gaya To Fazla ( رضي الله تعالى عنه ) Ne Hukum Diya K Un Ki Qabar ( Zameen K Barabar ) Kar Di jay Aur Bayan Kiya K Rasool Ullah ( صلى الله عليه وسلم ) ne fatmaya Tha k Qabre Zameen K Barabar Kar Di Jay Nisaai ....2029..... Abu Daood Shareef Quote Link to post Share on other sites
MUSHTAQ 21 Posted January 26, 2016 Author Report Share Posted January 26, 2016 Quote Link to post Share on other sites
Usman.Hussaini 94 Posted January 26, 2016 Report Share Posted January 26, 2016 In two topics ko perh lain yahan detail discussion mojood hay. http://www.islamimehfil.com/topic/19848-pakki-qabar-banana/ http://www.islamimehfil.com/topic/3482-kia-in-mazaron-aur-qabron-ko-dha-daina-jaiz-nahe/ Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.