Jump to content

plz jald batye


Aarzoo e Madina

تجویز کردہ جواب

Aslam o alikum

plz aap log ye batye k ye jo log Naat e Rasool (saw)dedicate kartay hain aap k khayle main aisa karna chahye q k idhar uk main log bohat aisa kartay hain ore ye jo Nasheed hoti hain in main tou kitna music hota hai tou is baray main aap logon ki kia raye hai plz zaroor batye ga... JazakAllah

duaoon main yaad rakhye ga

JazakAllah

Allah hafiz

waslam o alikum

Link to comment
Share on other sites

walikum salaam WAREHMATULLAH HE WABARKATUHU WAMEGHFERATOHU WA URMO TULOHU

 

wo tou kehtay hain k ye Naat sister ko ya brother ko ya kesi ko bhe dedicate kar dain ..

'x want to dedicate Naat sharif to Y'

hope k ab aap ko samjh a gai ho gi

JazakAllah

waslam o alikum

Link to comment
Share on other sites

its okay aap log na help karain koi mashwara tou plzz day detay aap log n e ways JAZAKALLAH

Oopes sister lagta hay aap kuchh gussa ho gaee hain. Actually baat ye hay k "Hum men se shayad kissi ko b patta nahin k aisaa karna kaisaa hay. agar kissi b member ko aata, to wo yaqeenan bata detta."

Chalen mein ab is question ka jawaab deny ki koshish kartta hoon, Agar galat ho to Allah (azw) mu'af farmaaye,.

I think is men koee haraj nahin hay, kiyoun k Ye kahna k "Ye Na'at mery fulan friend ko dedicate karden." to is baat ko agar theek tarah se samjha jaaye to ye baaten patta chalti hain

1. Aap ki friend yaqeenan na'aten sunti hay, aur na'aton ko ko passand karti hay.

2. Aur donon ki friendship kaafi achhi hay, aur aap un ko buhat yaad karti hain.

3. Aur agar aap ki friend ne wo na'at sun li, to na'at sun'na to achhi baat. Lakin aik aur achhi baat ye k us ko b is baat ka yaqeen ho jaaye ga, k aap un se buhat yaad karti hain. Is tarah aap donon ki muhabbat men aur izaffa hogga, aur aap ki friendship aur ziyadah strong.

4. Aap ne na'at ki requst karky na'at play karwaee, ya kissi ko naat shareef sunany k liye kaha, To ab jitny log b na'at sunen gy us ka b sawaab aap ko hogga.

 

Mery khayaal men aap ko ab baat samajh men aa gayee hogi, Aur baaqi rahi baat ye k "Zikr wali na'at khuwani, ya na'at muzik k saath parhna; ro ye sakht sakht sakht harram hay"

 

Meri samajh shareef men yahee baat aaye hay. Agar men galat hoon to Bara-e-Madeenah koee member islaah kardy

(azw)(ja)

W'ssalam

Edited by Mudasir Yaseen
Link to comment
Share on other sites

ASLAM O ALIKUM (ma)

(sa)

(ja)

nahi ghussa nahi hoi thi wo bas aisay he ...

jee bohaqt shukria aap nay itni help kar di main bas aap logon say mashwara he laina chah rahi thi kesi ref. ki bat nahi kar rahi thi ... ore aap ka bohat shukira k aap nay rehnmai farmye JazakAllah ....

ore musik wali Naat shareef ka tou mujhay maloom tha lekan zikar wali ka main bohat confuse hoon q k Naat khawan (Owais Raza Qadri and others) still zikar k sath parh rahay hain jis ki wajha say bohat main confuse hoon ore aaj kal tou itna ziakr hota hai k pata bhe nahi chatla Allah (azw) muaf karay .... plz is main bhe rehnmai farma dejye ga Baraye Madina

JazakAllah

duaoon main yaad rakhye ga

Allah hafiz

waslam o alikum

Link to comment
Share on other sites

zikar wali ke baare me main bohat confuse hoon q k Naat khawan (Owais Raza Qadri and others) still zikar k sath parh rahay hain jis ki wajha say bohat main confuse hoon

wa Alaikumus Salaam Aarzoo...!

plz follow the link below, and remove your confusion reading this book...

 

Zikr Wali Naat Khwaani

 

regards, was Salaam

Taalib -e- Dua -e- Baqee -o- Maghfirat

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...