Jump to content

What Is The Difference?


rida.rwp

تجویز کردہ جواب

Ahlesunnat wal jamat jo india pakistan mai Imam Ahmed Raza Khan barelvi ki nisbat say barelvi kahay jatay hain (sunni hanafi barelvi) in kay aur wahabio (maslan  jamatio , ahlehdist , deobandio tableeghio, jamatul muslimeen , farhat hashmi , ghamdi waghaira ) kay darmiyan asal ikhtilaf in wahabio kay kufria gumrah kun aur ghaleez aqeeday hain ..

 

awam ko gumrah karnay k leay yei meelad , isal e sawab , salat o salam jaisay maslo mai uljha kay rakhtay hain aam awam ko ....  aur apnay ganday aqeeday loago say chupatay hain khusosan deobandi wahabi jo hanafi honay ka naatak kartay hain 

 

Maslan 

 

deobandio wahabio ka aqida hai kay ma'aaz Allah Allah azzwajal har buri cheaz pay qadir hai,, jaisay jhot bol sakta hai ... yani jo jo ganday ghaleez gunah kay kaam banda kar sakta hai wo in ka khuda bhe kar sakta hai magar karay ga nahee .. jab kay Islam ka aqida yei hai kay Allah azzwajal har mumkin par qadir hai koi bhee bura kaam Allah azzwajal ki zaat say mahal yani na mumkin hai is mai nuqs is kaam ka hai kay wo is qabil he nahe kay zair e qudrat mumkin ho ... Allah azzwajal ki Qudrat ka nahee.

 

is tarah kay darjano aqaid jo in deobandi wahabio nay nikalay aur is ki waja say in par gumrahi aur baaaz par kufr ka fatwa hai 

 

apni kitabo taqreero mai jaga jaga Allah azzwajal ki Anbia kiram ki Sahaba kiram auliya e uzaam ki gustakhia'n kartay hain 

 

Quran kareem ki ayato ka sirf apni aqal say tarjuma aur tafseer kartay hain 1400 saal kay saray ulama ki aksaryat kay ijma ko radd kartay hain jo aayatain buto aur mushriko kay leay nazil howi us ko musalmano par laga kar

Nabi pak alaihsalam ki ummat ko mushrik aur kaafir biddati tharatay hain .. 

 


Edited by aaftab
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...