syed arsalan ali 0 Posted June 11, 2016 Report Share Posted June 11, 2016 Salaam tamam sahi ul aqeedah musalmanon ko, Mjhey scan copy chaiyeh is hadees ki barah karam thori help kijiye, Mere Baad Koi Aisa Amal Jaari Kare Jo Deen Ki Asal Se Mutazad Na Ho Qayamat Tak Us Pe Amal Karne Walon Ka Bi Sawab Paye Ga (Muslim) Yeh bidah hasana sey mutalliq urgent chaiyeh, Jaza ka ALLAH Quote Link to post Share on other sites
Sybarite 144 Posted June 11, 2016 Report Share Posted June 11, 2016 Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 11, 2016 Author Report Share Posted June 11, 2016 Jaza ka ALLAH itne prompt reply k liye,!! mjhe kuch puchna bhi tha Qur'an ki ayat k hawale sey Surah Kahf ki akhri ayat, kya pucha jaskta hai yahan, ?? Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 11, 2016 Author Report Share Posted June 11, 2016 SURAH KAHF ki akhri ayat main is tarah hai jo k bad mazhab ehle hadees ko jawab dena ab aur kisi aalim sey mri mulaqaat ho nahi rahi. "Kul innama ana basharum mislukum" Is ayat k tarjume men kanzul eman men tarjuma hai jiska mafhoom hai k "main zahri surat main tum jesa bashar hun" is ayat main ZAHRI surat ki arabi kaha hai.?? Jaza ka ALLAH Quote Link to post Share on other sites
Hanfi-Barelvi 21 Posted June 11, 2016 Report Share Posted June 11, 2016 http://www.islamimehfil.com/topic/17495-%D8%B4%DA%BE%DA%A9%D8%A7%D8%B1-%D8%AA%D8%B1%D8%A7%D8%AC%D9%85-%DB%94-%DA%A9%D9%86%D8%B2%D8%A7%D9%84%D8%A7%DB%8C%D9%85%D8%A7%D9%86-%D9%BE%D8%B1-%D8%A7%D8%B9%D8%AA%D8%B1%D8%A7%D8%B6-%DA%A9%D8%A7-%D8%AC%D9%88%D8%A7%D8%A8-1/ Is link pr Post no 10 read kr lein achi terah ... Toheedi Bhai ny bohat achi terah explain kiya hy . Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 12, 2016 Author Report Share Posted June 12, 2016 Jaza ka ALLAH khair itni achi post k liye.!!Agr hoskey to hadees ka reference send kerden ya URDU bataden kiu k jin hazrat sey batain horahin woh ab URDU pe agaye hain k mjhey URDU send kerden iski badi meherbani hogi ap sab ki .Jaza ka ALLAH ek baar phr ALLAH apk deen ki smjh main aur barkat aur Sahi ul aqeeda rehni ki toufeeq ata farmey. Quote Link to post Share on other sites
Sybarite 144 Posted June 12, 2016 Report Share Posted June 12, 2016 Jaza ka ALLAH khair itni achi post k liye.!! Agr hoskey to hadees ka reference send kerden ya URDU bataden kiu k jin hazrat sey batain horahin woh ab URDU pe agaye hain k mjhey URDU send kerden iski badi meherbani hogi ap sab ki . Jaza ka ALLAH ek baar phr ALLAH apk deen ki smjh main aur barkat aur Sahi ul aqeeda rehni ki toufeeq ata farmey. کون سی حدیث کا اردو ترجمہ چاہ رہے ہیں؟ بدعتِ حسنہ والی یا پھر ظاہری بشر والے مسئلہ کی؟ Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 12, 2016 Author Report Share Posted June 12, 2016 Bidah Hasana wali bhai Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 12, 2016 Author Report Share Posted June 12, 2016 Agr koi bhai online hai to is hadees ki bhi scan dede jo pura waqia haik jab Hazrat Bibi AMna Tahira (R.A) ayaam e hamal k dinon main farmati hain """" k ek badal ka tukra mere sath chaltamain jahan jati saya kerta, pani kuwen sey nikalne jati to pani khud uper ajata""".Jaza ka ALLAH khair. Quote Link to post Share on other sites
Kaamran 11 Posted June 13, 2016 Report Share Posted June 13, 2016 Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 14, 2016 Author Report Share Posted June 14, 2016 Assalam o alikum tamam sahi ul aqeeda sunni musalmanon ko, Jaza ka ALLAH khair K ap sab ne itni achi tarah madad ki mri taraf sey ap sab k liye dheron duain aur naik tamannayen, ALLAH pak ap sab k ilm men barkat ata farmaye. Main pehli bar yeh forum use kerraha as a member aur ap sab ki waja sey aaj fakhar hai mjhey k alhumduLILLAH hum sahi ul aqeeda hanfi brelvi hain. Dil sey shukar guzar hun ap sab ka Jaza ka ALLAH ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA RASOOL ALLAH ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA HABEEB ALLAH ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA REHMAT TAL TIL AALMEEN. Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 14, 2016 Author Report Share Posted June 14, 2016 Doston, Ab baat yahan pe atki hai k woh janab kehrahey k is hadees main "mere baad" k alfaaz kahan hain. Kiun k jo hadees quote ki us main "mere baad" k alfaaz mojud hone chiayeh. Kindly urgent help kren is baare men https://www.facebook.com/sumra.sohail.5/posts/145476525858106?comment_id=147378765667882&ref=notif¬if_t=feed_comment_reply¬if_id=1465862967687936 Quote Link to post Share on other sites
Kilk-e-Raza 129 Posted June 14, 2016 Report Share Posted June 14, 2016 Doston, Ab baat yahan pe atki hai k woh janab kehrahey k is hadees main "mere baad" k alfaaz kahan hain. Kiun k jo hadees quote ki us main "mere baad" k alfaaz mojud hone chiayeh. Kindly urgent help kren is baare men Quote Link to post Share on other sites
Sybarite 144 Posted June 16, 2016 Report Share Posted June 16, 2016 Doston, Ab baat yahan pe atki hai k woh janab kehrahey k is hadees main "mere baad" k alfaaz kahan hain. Kiun k jo hadees quote ki us main "mere baad" k alfaaz mojud hone chiayeh. Kindly urgent help kren is baare men https://www.facebook.com/sumra.sohail.5/posts/145476525858106?comment_id=147378765667882&ref=notif¬if_t=feed_comment_reply¬if_id=1465862967687936 معترض سے کہیں کہ "میرے بعد" کی قید جب حضورِ پرنورﷺ نے نہیں لگائی تو پھر ان کی کیا اوقات کہ یہ قید لگائیں؟ 1 Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 24, 2016 Author Report Share Posted June 24, 2016 Salaam bhaiyon, Asal main mamla to khatam hochuka ab lkn main ney jis web se hadees quote ki thi wahan "mere baad " ki qaid lagi thi is waja sey woh shakhs wahin atka hua k yehi hadees lak dikhayen aap muslim ki. Khair, mamla khatam hochuka ab waseele pe baat horahi Qur'an k hawale sey. Agar is main bhi madad kersken ap sab to jaza ka ALLAH. Behad achi tarah info di aap sab ne isk liye ALLAH pak apk deen aur dunya dono main barkaten ata farmaye, ameen S.Arsalan.Ali Quote Link to post Share on other sites
syed arsalan ali 0 Posted June 24, 2016 Author Report Share Posted June 24, 2016 Yeh link Hai jahan baat horahi, https://m.facebook.com/story.php?story_fbid=10154494462549396&id=514029395&ref=m_notif¬if_t=like Quote Link to post Share on other sites
Sybarite 144 Posted June 25, 2016 Report Share Posted June 25, 2016 Yeh link Hai jahan baat horahi, https://m.facebook.com/story.php?story_fbid=10154494462549396&id=514029395&ref=m_notif¬if_t=like اس لنک پر تو امجد صابری کو شہید کہنے یا نہ کہنے پر بات ہو رہی ہے۔ خیر یہ فیسبک کی ڈسکشن ویسے ہی میری سمجھ نہیں آتی۔ آپ کو جو بھی حوالہ جات درکار ہیں یہاں ٹاپک بنا کر پوسٹ کردیں انشاء اللہ جلد از جلد جواب دینے کی کوشش کریں گے۔ 1 Quote Link to post Share on other sites
Sybarite 144 Posted June 27, 2016 Report Share Posted June 27, 2016 ایک ہی ٹاپک میں متفرق مسائل پر اسکین مانگنے کی بجائے علیحدہ علیحدہ ٹاپک بنائیے تاکہ بعد میں اگر کسی کو اسی اسکین کی ضرورت ہو تو آسانی سے تلاش کرسکے۔ Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.