Jump to content

Hayat Un Nabi Sallalaho Alaihe Wasallam

Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

(bis)

Saeedi sahab afsos hay aap log doosron ki post lagta hay kay parhatay hi nahi..bas apne fazool swal key jao..saamne wala bhi kuch pesh kar raha hay..uspar koi tabsara nahi ..mein opar 2 post ki hay kafi tafseel say jis mein aap ke maslak ki bekhkani ki gai hay..us say kion aakhein chura rahay ho..pehlay meri ye dono post ka aik aik karke jawab do phir bolna..tum logon ka deen siyasi hay..sirf logon ko bewaqqof banana..bas nai nai swal karke logon ko uljhao aur asal cheez say tawajja hatao........ ;)

Link to comment
Share on other sites

@ tohidee

janab aap ko is ka jawab mai nay asaar e sihaba say day to diya hai? aur muhaddiseen say bhi diya?

ab aap na manien to hamara kya kasoor hai.?

siyasat na chalaien aur HAQ ko qabool karien.

@ saeedi

janab aap kay sawalaat kay jawabaat mai day chuka hun. jo aap nay sab say pehlay poochay the. un sawalaat mai hee aap kay aqeeday ko teses nehes kiya tha aap nay khud.

ab aap sirf time zaia kar kay sawalaat par sawalaat kar rahey hain. wwarna HAQ to wazeh kar diya gya hai.

ALLAH U AKBAR

YA ALLAH MADAD

Meray khyal se toheedi sahab school teacher hein sawal bohot karte hein..jawab bhi daydo phir bhi wohi sawal karte hein..inka kaam sirf aik hay logonko ko masle mein uljhana usko becheeda banana..seedhi saadhi baat ko tool dena.. :wacko:

Link to comment
Share on other sites

Toheedi baee, meh aap kay sawaal ka jawab deh deta hoon agir ghalti ho gaee toh mar lee jeeyeh ga: Rooh aur Jism donoon ka namaz perna heh, Jism rooh kay begher perh nahin sakta aur jism rooh kay beghair, donoon ek dosray kee mohtaaj hen, sabit ho gaya kay Musa alayhis salam nay Jism aur Rooh donoon kay saath namaz peri, aur woh ba'hayat thay:

* Sahih Al MuslimBook 030: Kitab Al Fazahil, Hadith Number 5859: "Anas reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: I happened to pass by Moses as he was busy in saying prayer in his grave, and in the hadith transmitted on the authority of 'Isa there is an addition of these words:, I happened to pass on the occasion of the Night journey." In the hadith pertaining to ..."

Toheedi baee aap kee Hadith Musnab e Abu Yala kee taheed meh, Sahih Muslim kee hadith pesh e khidmat heh. Chor kitni dafa machahay ga shor.

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

Wahabi kay mazhib meh har woh Quran kee ayaat aur Hadith ghalat heh joh us kay mazhib kay khilaaf jaati heh, sari daeef, aur fabricated maani jaati hen. Ghayb per dalahil pesh keren toh Quran say toh Wahabi pata nahin kistera bardasht ker leta heh, dil meh zeroor chekhta hoga, Ahmad Raza Khan Barelwi nay Quran ko badal dala heh, yeh Barelwiyoon kee conpiracy heh hamara Imam Ibnul Wahab Quran leh ker qabar meh chup gaya heh Shia imam kee tera.

Link to comment
Share on other sites

Toheedi baee, meh aap kay sawaal ka jawab deh deta hoon agir ghalti ho gaee toh mar lee jeeyeh ga: Rooh aur Jism donoon ka namaz perna heh, Jism rooh kay begher perh nahin sakta aur jism rooh kay beghair, donoon ek dosray kee mohtaaj hen, sabit ho gaya kay Musa alayhis salam nay Jism aur Rooh donoon kay saath namaz peri, aur woh ba'hayat thay:

* Sahih Al MuslimBook 030: Kitab Al Fazahil, Hadith Number 5859: "Anas reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: I happened to pass by Moses as he was busy in saying prayer in his grave, and in the hadith transmitted on the authority of 'Isa there is an addition of these words:, I happened to pass on the occasion of the Night journey." In the hadith pertaining to ..."

Toheedi baee aap kee Hadith Musnab e Abu Yala kee taheed meh, Sahih Muslim kee hadith pesh e khidmat heh. Chor kitni dafa machahay ga shor.

Radiatiing sahab aap ke toheedi bhai ke mutabiq muslim ki hadees mein hay hadees ke moosa  (as) ko Rasool Allah  (saw) ne qabar mein namaz parhate hoe dekha..aap logon ka to kaam ho gia mil gai bhie daleel qabar ki zindagi ki..bohot israar kar rahay hein toheedi bhai jisim hay ke rooh he batao na kon namaz parhata hay..toheedi sahab ka israar bohot barh raha hay...

to mere bhai agar aap is qabar wali hadees se qabar mein moosa (as) ki zindagi sabit kar rahay ho to usi Sahih Muslim ki aik aur riwayat hay....is mein to ye bhi likha hay ke jab mein bait ul maqdas pohoncha to wahan Ibrahim (as) Essa  (as) And Wohi Moosa  (as)

jinko abhi thori der pehlay qabar mein namaz parhata chor kar aaey thay ab wo bait ul maqdas mein namaz parh rahay hein..

To mere radiating bhai aur toheedi bhai aap log aakhir kion bazid hein ke Moosa  (as) qabar mein zinda hein..is riwayat ko pakar kar..to bhaionye Anbiya  (as) to bait ul maqdas mein bhi namaz parh rahay thay wahan unki zindagi kion sabit nahi karte..Essa  (as) to aasman par zinda hein ..magar is riwayat se aap logonke ke dimaagh ke mutabiq unko bait ul maqdas mein zinda mano..kionke inko bhi dekha tha aur Ibrahim (as) ko bhi dekha tha..balkay is zabardast mantaq se to saray Anbiya (as) ko bait ul maqdas mein zinda manna parega..magar qabar parasto ka kaam to aik hi hadees se chal giya becharon ko doosri riwayat nazar hi na i...hai bralvi tum logon ki aqal par matam ke siwa kia kia ja sakta hay..

wo riwayat mulahiza karein

(4) It is narrated on the authority of Abu Huraira that the Messenger of Allah (may peace be upon him) said: I found myself in Hijr and the Quraish were asking me about my might journey. I was asked about things pertaining to Bait-ul-Maqdis which I could not preserve (in my mind). I was very much vexed, so vexed as I had never been before. Then Allah raised it (Bait-ul-Maqdis) before my eyes. I looked towards it, and I gave them the information about whatever they questioned me I also saw myself among the group of apostles. I saw moses saying prayer and found him to be a well-built man as if he was a man of the tribe of Shanu'a. I saw Jesus son of Mary (peace be upon him) offering prayer, of all of men he had the closest resemblance with 'Urwa b. Masu'd al-Thaqafi. I saw Ibrahim (peace be upon him) offering prayer; he had the closest resemblance with your companion (the Prophet himself) amongst people. When the time of prayer came I led them. When I completed the prayer, someone said: Here is Malik, the keeper of the Hell; pay him salutations. I turned to him, but he preceded me in salutation. (Book #001, Hadith #0328)

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

to mere bhai agar aap is qabar wali hadees se qabar mein moosa ki zindagi sabit kar rahay ho to usi Sahih Muslim ki aik aur riwayat hay....is mein to ye bhi likha hay ke jab mein bait ul maqdas pohoncha to wahan Ibrahim Essa And Wohi Moosa

jinko abhi thori der pehlay qabar mein namaz parhata chor kar aaey thay ab wo bait ul maqdas mein namaz parh rahay hein..

Hadith e Qudsi heh Allah farmata heh: "Meh pahoon ban jata hoon jis say woh chalta heh." Yahan per literaly Allah pahoon nahin banta sirf wahabiyoon ka khuda shahid banta ho, Musalmanoon ka pahoon nahin banta is hadith meh mafoom majaazi heh, yehni Allah tallah apnay muqarrib ko buland darja ata kerta heh kay us kay leyeh door qareeb jana kohi mushkil nahin rehta ... jitera ek malik ul maut heh, Allah nay ussay qudrat deeh dunya meh hazaroon kee jaan leta heh ek hee second meh ... Allah qudrat deta heh apnay Nabiyoon ko aur Waliyoon ko ...

Aap ka yeh ihtiraaz jahalat heh, is say rad nahin balkay Musa alayhis salam kee shaan sabit hoti heh kay woh namaz perh rahay thay aur phir Bayt Ul Maqdis meh thay ... yeh shaan sabit huwi Musa alayhis salam kee Hayaat e Ambiyah per nuqs kistera huwa.

Hayaat e Ambiyah sabit ho chuki heh abh aap kay pass nah kohi daleel sirf taqreeren reh gahi hen.

Link to comment
Share on other sites

(4) It is narrated on the authority of Abu Huraira that the Messenger of Allah (may peace be upon him) said: I found myself in Hijr and the Quraish were asking me about my might journey. I was asked about things pertaining to Bait-ul-Maqdis which I could not preserve (in my mind). I was very much vexed, so vexed as I had never been before. Then Allah raised it (Bait-ul-Maqdis) before my eyes. I looked towards it, and I gave them the information about whatever they questioned me I also saw myself among the group of apostles. I saw moses saying prayer and found him to be a well-built man as if he was a man of the tribe of Shanu'a. I saw Jesus son of Mary (peace be upon him) offering prayer, of all of men he had the closest resemblance with 'Urwa b. Masu'd al-Thaqafi. I saw Ibrahim (peace be upon him) offering prayer; he had the closest resemblance with your companion (the Prophet himself) amongst people. When the time of prayer came I led them. When I completed the prayer, someone said: Here is Malik, the keeper of the Hell; pay him salutations. I turned to him, but he preceded me in salutation. (Book #001, Hadith #0328)

Jee yeh hadith us waqt heh jab RasoolAllah Miraaj say wapis aa gahay thay toh, jab sawalaat huway toh Allah tallah nay sara incident replay ker deeya ... jistera aap Video meh replay ker letay hen nah Allah tallah nay RasoolAllah kay leyeh Ambiyah kee Imamat ka sara waqia replay ker deeya.

Aap batahen is say Musa aur Ambiyah alayhis Salam kee hayaat ka rad kistera hota heh? KIs mantaq kis philosophy kee bunyaad per Ambiyah kee Hayat e Ambiyah kee nafi sabit hoti heh, zera us chuppay huway ilmi khazanay ko muj say share ker denh.

Ham toh alhamdulillah saray Ambiyah kee Hayat kay qahil hen. Aap nafi kee daleel pesh keren, tasdeeq kee nahin. AAp per abh ek Towheedi baee kee Hadith, ek meri, aur ek aap kee apni teen hadithoon ka udaar char chuka heh jis ka jawab aap hee ko dena heh, nah aya thah aur nah ahay ga.

Link to comment
Share on other sites

Hadith e Qudsi heh Allah farmata heh: "Meh pahoon ban jata hoon jis say woh chalta heh." Yahan per literaly Allah pahoon nahin banta sirf wahabiyoon ka khuda shahid banta ho, Musalmanoon ka pahoon nahin banta is hadith meh mafoom majaazi heh, yehni Allah tallah apnay muqarrib ko buland darja ata kerta heh kay us kay leyeh door qareeb jana kohi mushkil nahin rehta ... jitera ek malik ul maut heh, Allah nay ussay qudrat deeh dunya meh hazaroon kee jaan leta heh ek hee second meh ... Allah qudrat deta heh apnay Nabiyoon ko aur Waliyoon ko ...

Aap ka yeh ihtiraaz jahalat heh, is say rad nahin balkay Musa alayhis salam kee shaan sabit hoti heh kay woh namaz perh rahay thay aur phir Bayt Ul Maqdis meh thay ... yeh shaan sabit huwi Musa alayhis salam kee Hayaat e Ambiyah per nuqs kistera huwa.

Hayaat e Ambiyah sabit ho chuki heh abh aap kay pass nah kohi daleel sirf taqreeren reh gahi hen.

zabardasti ka to koi ilaaj nahi hay..baat ye hay ke pehlay aap ke toheedi bhai bohot israar kar rahay thay is daleel par ke Moosa  (as) qabar mein namaz parh rahay thay..isi tarah wo aur doosre bohot se anbiya bait ul maqdas mein namaz parh rahay thay us raat..to jab aap qabar mein moosa  (as) ko is daleel ki bunyad par zinda maan rahay ho to saray anbiya ko bait ul maqdas mein bhi zinda mano..un sabko wahan par dekha tha..

baat ye hay ke mairaaj ka waqiya pura ka pura mujza hay..aur mujza aqal se mawara hota hay..is liye mujze ki kisi baat ko aam zindagi ke liye daleel nahi banaya ja sakta..

Asal qabristan barsakh mein hay..ye nahi jo aap samjh rahay hein chahay wo anbiya hoon ya aam aadmi..marne ke baad khatam is duya ka connection.. meri ye post parh lijye ga

http://www.islamimehfil.info/index.php?s=&...ost&p=52104

Ilmi yateemi ka ilaaj agir hota toh aap ka sab say pehlay keeya jata. Ambiyah apni qabroon meh mojood hotay hen, aur RasoolAllah jab Mirag per tashreef leh gahay toh phir sab Ambiyah ko wahan per jamah keeya gaya. Musnad Abu Yala kee Hadith ... Ambiyah apni qabroon meh zinda hotay hen, aur Baytul Maqdas meh jamma keeya jana sirf ek khaas waja say thah, yehni Imamat e RasoolAllah meh namaz perna ... etc ... Lagta heh bhool jatay ho joh kuch pertay ho. Jab RasoolAllah nay farma deeya kay Ambiyah apni qabroon meh zinda hotay hen aur bil khasoos Kabroon ka farmaya toh phir mafoom be yahee heh aur agar woh kissi aur jaga hayaat hoon qabar kay bahir toh phir kissi khaas waja say hoga.

Jee aap kee kia perna aap ko kuch ata ho toh peren. Pehlay pernay kay kuch qabil likhen, chavlen mar mar kay tum thaktay be nahin.

Mojza Nabi kerta heh aur us kay iraday say hota heh ... Musa alayhis salam nay Mujzay keeyeh, Isa alayhis salam nay keeyeh ... RasoolAllah nay mojzay keeyeh un mojzooh meh mojza kernay ka irada shamil thah Isa alayhis salam nay murdoon ko zinda keeya kerna chaha toh huwa aur un ka mojza tehraya ... aap sabit keren kay RasoolAllah nay Miraaj ka sara waqia kernay ka Irada keeya ... Mujza woh heh jis ko Nabi nay kerna chaha, aur Allah nay taqat deeh, Miraaj Allah nay bulaya RasoolAllah nay dawat e illahi qabool farmahi ... yeh mojza e RasoolAllah kesay huwa?

Baqi agir dunya say ratba khatam ho jata heh toh RasoolAllah nay farmaya kay qabar meh namaz pertay dekha ... kia RasoolAllah ko qabar aur barzakh meh farq nahin maloom thah ... wahabi Jahil ... RasoolAllah kay farmaan kee takzeeb ker raha heh.

Meh tummeh bata hoon kay Qabr aur barzakh meh kia connection heh ... Jistera aap so jatay hen, Allah tallah aap kee rooh nikal leta heh aur jab jagna hota heh toh Allah rooh lota deta heh, aap kee rooh aap say ilada Allah nay safe ker kay rakhi huwi hoti heh, aap kee rooh ka talluq aap kay jism say hota heh magir woh jism kay bahir hoti heh, agir kohi jism ko aag lagahay toh rooh ko bee feel hogi. Mot'h bee is'see tera neend heh, farq yeh heh kay Allah tallah Rooh ko wapis nahin lotata aur jism be jaan ho jata heh, mot aur neend meh farq yeh heh kay Allah tallah mot meh rooh nikal leta heh aur wapis nahin dalta aur neend meh wapis dalta heh ... Mot meh nekh kee rooh mafooz hoti heh ... us ka jism aur rooh ka rabta bahaal hota heh jistera Shaheed ka hota heh, woh murda be hota heh magir phir be zinda heh keyun kay us kee rooh aur jism kay darmiyaan rabta qahim rehta heh ... Abh jab Musa alayhis salam nay qabar meh namaz peri toh jism aur rooh donoon nay peri, jism nay qabar meh peri aur rooh nay barzakh meh peri ... rabta donoon ka bahal hota thah ...

Tum ko bilqul kuch nahin pata kay deen Islam cheese kia heh tum nay kabi Hadith bee nahin peri hogi aur agir peri heh toh apni mangarat kichri pakkahi hogi, kuch Hadithoon ko mana aur kuch ka inqaar ker deeya .... barzakh wali Hadithoon ko mana aur kabr meh azaab wali hadithoon ka munkir ho gaya, rooh kee sazza ko mana aur jism kee saza ka munkir ho gaya ... meray chunnay munnay bachay yeh tareeka Biddatiyoon ka heh kay un hadithoon ko manay joh pasand hoon, ham Ahle Sunnat Wal Jammat hen, Yehni Ahle Sunnat, RasoolAllah kee Sunnat aur un kay Sahabah kee Sunnat aur Jammat walay woh jammat jis say ek inch bee door huway toh gumrahi meh giray ... ham Sunnat walay Hadith walay, ham har us hadith ko mantay hen joh sahih ho, aur ham tarjeeh nahin detay ek hadith ko dosri per, balkay hamara maslak heh kay esa mafoom biyaan kerna kay donoon meh contradiction door ho jahay. Nateeja yeh nikla kay Barzakh meh namaz peri toh jism nay be namaz kabr meh peri, qabr meh jism ko sazza huwi toh rooh ko barzakh meh be huwi ... donoon ka rabta bahaal hota heh. Jistera ek shakhs England meh ho aur dosra Pakistan meh magir fone per donoon baat cheet ker saktay henkuch is tera ka system Allah nay peda keeya heh kay Barzakh meh joh Rooh heh us ko Qabr kay jism kay saath qahim rakha heh ... Allah behtr janta heh apni qudrat ko.

Agir meray bachay tummeh joh kuch meh nay likha heh us per shak ho aur Mot'h kay aur Neend kay mutaliq likha heh us meh shak ho toh phir khadim say Qurani dalahil talab kerna inshallah apnay uqabir Ulamah kee rawayat ko barkar rakhtay huway wahabiat ko Qurani dalahil say zor daar tamacha maroon ga.

Pehlay kuch seekh leh phir aa ker muj say behas kerna teri ilmi oqaat itni nahin kay tooh muj say behas keray tujjay bot kuch seekhna heh abhi ... Aur meh nay beghair peray teri link wali post ka jawab aur rad ker deeya heh. Tumari jahan taq soch punchti heh mujjay maloom heh beghair peray hee pata heh kay tum kitnay paani meh ho. Ilmi Yateemi tumara warsa heh ...

Link to comment
Share on other sites

Ilmi yateemi ka ilaaj agir ...

jab aadmi ke pass jawab nahi hota to yumhi keh deta hay ke mein ne radd kar diya..tum kia tumharay baray bhi us post ka jawab nahi day sakte..us mein pakki pakki sahih ahadees say daleel pesh ki gai hay..tumharay sufia ke aqwal wali daleel nahi hay..pehlay puri tarah perh tawajja say ..magar bralviat ka chasma utaar ka parhana phir samjh aega warna yumhi aai baiin karte raho ge apni fazool qabliat ke jhande lehratay raho gay..isko boltay hein apne muh mian mitthho

Edited by Ya Mohammadah
Wahabi puri post quote na karein...
Link to comment
Share on other sites

jab aadmi ke pass jawab nahi hota to yumhi keh deta hay ke mein ne radd kar diya..tum kia tumharay baray bhi us post ka jawab nahi day sakte..us mein pakki pakki sahih ahadees say daleel pesh ki gai hay..tumharay sufia ke aqwal wali daleel nahi hay..pehlay puri tarah perh tawajja say ..magar bralviat ka chasma utaar ka parhana phir samjh aega warna yumhi aai baiin karte raho ge apni fazool qabliat ke jhande lehratay raho gay..isko boltay hein apne muh mian mitthho

Nahin nahin, meh nay toh bilqul kuch jawab deeya, bilqul kuch rad likha hee nahin, meray bachay filmi dialoge ziyada seekh leeyeh hen, chand ilfaaz Quran aur Hadith kayb ee seekhlo takay kuch likh sako.

Abh keyun kay tum ilmi yateem ho, aur Yateem ko sadqa khairaat deh saktay hen, is leyeh Muhammed Ali Razvi kee taraf say aap kay leyeh Khairaat kay tor per chand Alimana points.

Meh nay likha thah kay need aur mot meh farq yeh heh kay mot kay waqt Allah Rooh ko wapis nahin lota'ta aur neend kay waqt lota'ta heh:

* Surah 39 Verse 42: "It is Allah that takes THE SOULs (of men) at death; and those that die not (He takes) during their sleep: those on whom He has passed the decree of death, He keeps back (from returning to life), but the rest He sends (to their bodies) for a term appointed verily in this are Signs for those who reflect."

Tafsir Al Jalalayn:

"God takes the souls at the time of their death, and, He takes, those that have not died in their sleep, in other words, He takes them during sleep. Then He retains those for whom He has ordained death and releases the others until an appointed term, that is, until the time of their death. The one that is released is the soul [that possesses the faculty] of discernment, without which the soul [containing the force] of life is able to remain [temporarily] — but this cannot be the other way round. Truly in that, mentioned, there are signs, indications, for a people who reflect, and then realise that the One with the power to do this also has the power to resurrect — Quraysh, however, never reflected on this [fact]."

Tafsir Ibn Abbas:

"(Allah receiveth (men's) souls) Allah takes to Himself the souls of people (at the time of their death) their sleep, (and that (soul) which dieth not (yet) in its sleep. He keepeth that (soul) for which He hath ordained death and dismisseth the rest till an appointed term. Lo herein) in keeping and releasing souls (verily are portents) signs and admonitions (for people who take thought) for people who reflect on this."

Tafsir Ibn Kathir:

"Then Allah tells us that He is in control of all things and does as He wills. He causes men to die (the "greater death'') when He sends the angels to take men's souls from their bodies, and He causes them to "die a lesser death'' when they sleep. Allah says:

"It is He, Who takes your souls by night (when you are asleep), and has knowledge of all that you have done by day, then He raises (wakes) you up again that a term appointed be fulfilled, then (in the end) unto Him will be your return. Then He will inform you of that which you used to do. He is the Irresistible, over His servants, and He sends guardians (angels guarding and writing all of one's good and bad deeds) over you, until when death approaches one of you, Our messengers (angels) take his soul, and they never neglect their duty." 6:60-61).

Here Allah mentions the two deaths, the lesser death then the greater death after it; in the Ayah above (39: 42), He mentions the greater then the lesser. Allah says:

"It is Allah Who takes away the souls at the time of their death, and those that die not during their sleep. He keeps those (souls) for which He has ordained death and sends the rest for a term appointed."

This indicates that they [the souls] meet in the higher realm, as was stated in the Hadith attributed to the Prophet which was narrated by Ibn Mandah and others. In the Two Sahihs of Al-Bukhari and Muslim, it is reported that Abu Hurayrah, may Allah be pleased with him, said that the Messenger of Allah said:

"When anyone of you goes to bed, let him brush down the bed with his garment, for he does not know what has come on his bed since he left it. Then let him say, "In Your Name, O Lord, I lay down my side and in Your Name I raise it up; if You take my soul, have mercy on it, and if You send it back, protect it with that which You protect Your righteous servants.''

..."

Quran meh Allah tallah nay farmaya heh kay farishtay Rooh ko martay peet'tay hen:

Surah 8 Verse 50: "If thou couldst see, when the angels take THE SOULs of the Unbelievers (at death), (How) they smite their faces and their backs, (saying): "Taste the penalty of the blazing Fire- "

* Sahih Muslim, Book 040, Number 6860: Anas reported Allah's Apostle (may peace be upon him) as saying: If you were not (to abandon) the burying of the dead (in the grave), I would have certainly supplicated Allah that He should make you listen the torment of the grave."

Aur Hadith meh azaab e kabr ka zikr heh Barzakh meh rooh aur Qabr meh jism, donoon ko sazza hoti heh. Joh sazza kabr meh jism ko hoti heh us kee feeling Rooh ko barzakh meh hoti heh aur joh sazza rooh ko hoti heh us kee feeling jism ko qabar meh hoti heh ... Warna agir Rooh ko sirf sazza hoti toh phir RasoolAllah Kabr kay azaab ka keyun batatay sirf Barzakh kay azaab ka batatay.

Is leyeh Jism aur Rooh donoon meh connection hota heh, Jism ilada hota heh aur rooh ilada magir connection qahim rehta heh. Aur Ambiyah ka apni kabroon meh hayaat hona sabit heh. Hadith e Musnad Abu Yala ka jawab aap nay abhi taq nahin deeya.

Deen meh teen chashmeh hen, Sunniyoon wala, Shiyoon wala, aur Kharijiyoon wala ... joh jis ka pehanta heh wohi kay through dekhta heh, ham Sunniyoon nay Quran o Hadith donoon ka pehna heh ham har Sahih Hadiht ko mantay hen aur har ayaat ko mantay hen, aur Wahabi sirf us;see sahih hadith ko mantay hen joh us kay mazhib kay mutabiq ho aurjoh nah ho us kay munkir ho jatay ho ... Ahle Hadith nahin yeh Ahle Khabees ka tareeka heh, Ahle Sunnat yehni Hadith, ham Sunni hen keyun kay ham har ek Sahih Hadiht ko mantay hen aur us per aqeedah rakhtay hen Wahabiyoon Khabees hen Hadith nahin, joh Qadiyaniyoon kee tera wohi Hadith mantay hen joh un kay mazhib kay mutabiq hoon aur joh khilaaf hoon sab ko reject ker detay hen. Qadiyaniyoon nay apnay mazhib ko banaya toh Khatam Un Nabiyeen ka mafoom La Nabiya Badi kee hadith ka totally inqaar ker deeya ... yahee tareeka aap ka heh apnay mazhib Wahabiyat ko banaya toh joh hadith us ko ghalat aur batal sabit kerti heh us ka inqaar ker deeya reject ker deeya jata heh. Qadiyani Wahabi baee, baee, donoon meh phir yeh larahi keyun aahi, abhi taq mujjay is kee samaj nahin aahi.

Muhammed Ali

Link to comment
Share on other sites

@ radiating ali

janab nay hadees paish ki

Sahih Al MuslimBook 030: Kitab Al Fazahil, Hadith Number 5859:

‏حدثنا ‏ ‏هداب بن خالد ‏ ‏وشيبان بن فروخ ‏ ‏قالا حدثنا ‏ ‏حماد بن سلمة ‏ ‏عن ‏ ‏ثابت البناني ‏ ‏وسليمان التيمي ‏ ‏عن ‏ ‏أنس بن مالك ‏

‏أن رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏قال أتيت وفي رواية ‏ ‏هداب ‏ ‏مررت على ‏ ‏موسى ‏ ‏ليلة أسري بي عند ‏ ‏الكثيب ‏ ‏الأحمر وهو قائم ‏ ‏يصلي في قبره ‏

(translation aap kar chukay)

janab yahaan meraj ka zikar hai aur meraj mojza tha. aur mojzaat say daleel nahi pakri jati. agar nahi manta to batao kabhi pathar (stone) bolta hai??? nahi aur yaqeenun nahi lekin hadees hai

‏و حدثنا ‏ ‏أبو بكر بن أبي شيبة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏يحيى بن أبي بكير ‏ ‏عن ‏ ‏إبراهيم بن طهمان ‏ ‏حدثني ‏ ‏سماك بن حرب ‏ ‏عن ‏ ‏جابر بن سمرة ‏ ‏قال ‏

‏قال رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏إني لأعرف حجرا ‏ ‏بمكة ‏ ‏كان يسلم علي قبل أن أبعث إني لأعرفه الآن

Jabir b. Samura reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: I recognise the stone in Mecca which used to pay me salutations before my advent as a Prophet and I recognise that even now.

janab kya khyaal hai stone boltey hain?? nahi na to janab yeh mojza hai ALLAH kay nabi ka aur mojzaat say kabhi zahir par daleel nahi li jati.

is ka answer wesey me nay asaar e sihaba say day diya hai aap dekh saktey hain.

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

aur janab un ki zindagee barzakhi hai, me bohet dalaail paish kar chuka fatwa lagana hai to, sihaba aur muhaddiseen par lagao na.

Aur Hadith meh azaab e kabr ka zikr heh Barzakh meh rooh aur Qabr meh jism, donoon ko sazza hoti heh. Joh sazza kabr meh jism ko hoti heh us kee feeling Rooh ko barzakh meh hoti heh aur joh sazza rooh ko hoti heh us kee feeling jism ko qabar meh hoti heh ... Warna agir Rooh ko sirf sazza hoti toh phir RasoolAllah Kabr kay azaab ka keyun batatay sirf Barzakh kay azaab ka batatay.

Alhumdulillah maan liya keh zindaghi barzakhi .

ALLAH U AKBAR

HAQ HAMESHA HAQ HEE REHTA HAI.

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

@ tohidee aap ki is baat ka jawab me pehley day chuka hun janab.

zra meri posts gorr say parh letey to acha tha dobarah bol deta hun.

phir kaha mai nay jhoot bola qazi ayaz nay is hadees ki tashreeh nahi ki ab tum mujgh par ilzam na lagao. ALLAH say darr jao. kya qazi ayaz nay yeh na kaha shayed tuim nay parha nahi

فلا يبعد أن يحجوا ويصلوا كما ورد في الحديث

.to kya baeed hai keh wo hujj karien ya namaz parhien jesey doosree hadees mai warid hai

kya khyaal hai ab tumhara yeh doosree hadees konsi hai? jhoot boltey sharam karo

Qazi ayaz ki baqi tojihaat khaan gaien kion nazar na aaien? agar hum kaheen un ki 4th tojeeh sahih hai jo keh hadees kay muwafiq bhi hai. to?

aur agar pehli wali ko bhi maan liya jaye to unhu nay farmaya.

: فإن قيل كيف يحجون ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة وليست دار عمل فاعلم أن للمشايخ وفيما ظهر لنا عن هذا أجوبة : أحدها أنهم كالشهداء

(translation)

ab agar koi kahey keh paighambar to marr gaye aur aakhirat mai gaye(ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة )? ab labbaik kesey kehtey hain aur hajj kesey kartey hain woh to amal karney ka muqam nahi? to hamarey mashaikh aur hum nay is kay kai jawab nikalay hain. aik to yeh keh paighambar shaheedoon ki misal hain

بل هم أفضل منهم والشهداء أحياء عند ربهم

balkeh in say bhi afzal hain. aur shaheed zinda hain apnay (والشهداء أحياء عند ربهم rabb kay pass.

(end)

janab wo apnay rubb kay pass hain duniya me nahi.

meetha meetha hup hup korra korra thu thu

baqi jawabaat bhi parho molvi gee.

is kay baad ibne hajar,zahbi,behqi sab yeh matlab letey hain. aur sab say bari baat sihaba kay asaar paish kiye mei ney. janab ko samajh nahi aaye gee ab

aur me ney kaha tha

Sahih Al MuslimBook 030: Kitab Al Fazahil, Hadith Number 5859:

‏حدثنا ‏ ‏هداب بن خالد ‏ ‏وشيبان بن فروخ ‏ ‏قالا حدثنا ‏ ‏حماد بن سلمة ‏ ‏عن ‏ ‏ثابت البناني ‏ ‏وسليمان التيمي ‏ ‏عن ‏ ‏أنس بن مالك ‏

‏أن رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏قال أتيت وفي رواية ‏ ‏هداب ‏ ‏مررت على ‏ ‏موسى ‏ ‏ليلة أسري بي عند ‏ ‏الكثيب ‏ ‏الأحمر وهو قائم ‏ ‏يصلي في قبره ‏

(translation aap kar chukay)

janab yahaan meraj ka zikar hai aur meraj mojza tha. aur mojzaat say daleel nahi pakri jati. agar nahi manta to batao kabhi pathar (stone) bolta hai??? nahi aur yaqeenun nahi lekin hadees hai

‏و حدثنا ‏ ‏أبو بكر بن أبي شيبة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏يحيى بن أبي بكير ‏ ‏عن ‏ ‏إبراهيم بن طهمان ‏ ‏حدثني ‏ ‏سماك بن حرب ‏ ‏عن ‏ ‏جابر بن سمرة ‏ ‏قال ‏

‏قال رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏إني لأعرف حجرا ‏ ‏بمكة ‏ ‏كان يسلم علي قبل أن أبعث إني لأعرفه الآن

Jabir b. Samura reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: I recognise the stone in Mecca which used to pay me salutations before my advent as a Prophet and I recognise that even now.

janab kya khyaal hai stone boltey hain?? nahi na to janab yeh mojza hai ALLAH kay nabi ka aur mojzaat say kabhi zahir par daleel nahi li jati.

is ka answer wesey me nay asaar e sihaba say day diya hai aap dekh saktey hain.

aap kay ali bhai nay to maan liya keh zindagee barzakhi hai

jesa me ney un ki baat pehley quote ki.

Alhumdulillah maan liya keh zindaghi barzakhi .

ALLAH U AKBAR

HAQ HAMESHA HAQ HEE REHTA HAI.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
(bis)

Toheedi sahab lagta hay aap aur aap ke akabir quran se bilkul jahil thay..Is ayat mein bilkul wazeh tor se Allah  (azw) ibaadaat ko banday ki zindagi ke sath mansoob kar rahay hein..ke jab tak zindagi hay us waqt tak ibadat karni hay..aap apni mantaq bazi shroo na karna..pehlay in tamaam mufassiron ki tafseer dekho ye kia keh rahay hein..Tamaam mufassir ne (YAQEEN) se murad maut liya hay aur khud Ahmed raza ne bhi iska turjuma maut kia hay..namaz kia hay ibadat...jab maut aagai to khatam ibadat..

{ وَٱعْبُدْ رَبَّكَ حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } قال ابن عباس رضي الله عنهما: يريد الموت وسمي الموت باليقين لأنه أمر متيقن.

فإن قيل: فأي فائدة لهذا التوقيت مع أن كل أحد يعلم أنه إذا مات سقطت عنه العبادات؟

قلنا: المراد منه: { وَٱعْبُدْ رَبَّكَ } في زمان حياتك ولا تخل لحظة من لحظات الحياة عن هذه العبادة، والله أعلم.

* تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق

 وَٱعْبُدْ رَبَّكَ حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ }

يقول تعالـى ذكره لنبـيه صلى الله عليه وسلم: واعبد ربك حتـى يأتـيك الـموت، الذي هو مُوقَن به. وقـيـل: يقـين، وهو موقَن به، كما قـيـل: خمر عتـيق، وهي معتَّقَة.

وبنـحو الذي قلنا فـي ذلك قال أهل التأويـل. ذكر من قال ذلك:

حدثنا مـحمد بن بشار، قال: ثنا يحيى بن سعيد، عن سفـيان، قال: ثنـي طارق بن عبد الرحمن، عن سالـم بن عبد الله: { واعْبُدْ رَبَّكَ حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت.

حدثنـي مـحمد بن عمرو، قال: ثنا أبو عاصم، قال: ثنا عيسى وحدثنـي الـحارث، قال: ثنا الـحسن، قال: ثنا ورقاء، جميعاً عن ابن أبـي نـجيح، عن مـجاهد، مثله.

حدثنـي الـمثنى، قال: ثنا أبو حذيفة، قال: ثنا شبل، وحدثنـي الـمثنى، قال: ثنا إسحاق، قال: ثنا عبد الله، عن ورقاء، جميعاً عن ابن أبـي نـجيح، عن مـجاهد، مثله.

حدثنـي عبـاس بن مـحمد، قال: ثنا حجاج، قال: ابن جريج: أخبرنـي ابن كثـير أنه سمع مـجاهداً يقول: { حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت.

حدثنا بشر، قال: ثنا يزيدُ، قال: ثنا سعيد، عن قتادة، قوله: { واعْبُدْ رَبَّكَ حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: يعنـي الـموت.

حدثنا مـحمد بن عبد الأعلـى، قال: ثنا مـحمد بن ثور، عن معمر، عن قتادة: { حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـيقـين: الـموت.

حدثنا الـحسن بن يحيى، قال: أخبرنا عبد الرزاق، قال: أخبرنا معمر، عن قتادة، مثله.

حدثنـي الـمثنى، قال: ثنا سويد بن نصر، قال: أخبرنا ابن الـمبـارك، عن مبـارك بن فضالة، عن الـحسن، فـي قوله: { حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت.

حدثنا ابن وكيع، قال: ثنا أبـي، عن سفـيان، عن طارق، عن سالـم، مثله.

حدثنـي يونس، قال: أخبرنا ابن وهب، قال: قال ابن زيد، فـي قوله: { واعْبُدْ رَبَّكَ حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت إذا جاءه الـموت جاءه تصديق ما قال الله له وحدّثه من أمر الآخرة.

حدثنـي يونس، قال: أخبرنا ابن وهب، قال: أخبرنـي يونس بن يزيد، عن ابن شهاب: أن خارجة بن زيد بن ثابت أخبره عن أمّ العلاء امرأة من الأنصار قد بـايعت رسول الله صلى الله عليه وسلم أخبرته أنهم اقتسموا الـمهاجرين قُرْعة، قالت: وطار لنا عثمان بن مظعون، فأنزلناه فـي أبـياتنا، فوَجع وجعه الذي مات فـيه. فلـما تُوفِّـي وغَسِّل وكُفِّن فـي أثوابه، دخـل رسول الله صلى الله عليه وسلم، فقلت: يا عثمان بن مظعون رحمة الله علـيك أبـا السائب، فشهادتـي علـيك لقد أكرمك الله فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " ومَا يُدْرِيكَ أنَّ اللَّهَ أكْرَمَهُ؟ " قالت يا رسول الله فَمن؟ فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " أمَّا هُوَ فَقَدْ جاءَه الـيَقِـينُ، وَوَاللَّهِ إنّـي لأَرْجُو لَهُ الـخَيْرَ ".

* تفسير جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ) مصنف و مدقق

{ بِمَا يَقُولُونَ } من أقاويل الطاعنين فيك وفي القرآن { فَسَبّحْ } فافزع فيما نابك إلى الله، والفزع إلى الله: هو الذكر الدائم وكثرة السجود، يكفك ويكشف عنك الغم. ودم على عبادة ربك { حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } أي الموت، أي ما دمت حياً فلا تخل بالعبادة. وعن النبي صلى الله عليه وسلم:

* تفسير الكشاف/ الزمخشري (ت 538 هـ) مصنف و مدق

{ وَٱعْبُدْ رَبَّكَ } يعني على التوحيد { حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } أي: واستقم على التوحيد حتى يأتيك اليقين أي: الموت. قال الفقيه: حدثنا محمد بن الفضل قال: حدثنا محمد بن جعفر قال: حدثنا إبراهيم بن يوسف قال: حدثنا المحارمي عن إسماعيل بن عياش عن شرحبيل بن مسلم عن جبير بن نصير عن أبي مسلم الخولاني أن النبي - صلى الله عليه وسلم - قال " ما أوحى الله تعالى إليّ أن أجمع المال وأكون من التاجرين ولكن أوحي إليّ أن سبح بحمد ربك وكن من الساجدين واعبد ربك حتى يأتيك اليقين ".

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

<DIV align="right"><FONT size="3">[/size]

Aur aap logonki har dil aziz tafseer kia keh rahi hay zara usko bhi mulahiza karlein..

{ وَٱعْبُدْ رَبَّكَ حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ }

{ واعبد ربك } دم على ما انت عليه من عبادته تعالى { حتى يأتيك اليقين } اى الموت فانه متيقن اللحوق بكل حى مخلوق ويزول بنزوله كل شك واسناد الاتيان اليه للايذان بانه متوجه الى الحى طالب للوصول اليه. والمعنى دم على العبادة ما دمت حيا من غير اخلال بها لحظة كقوله

{ واوصانى بالصلاة والزكاة ما دمت حيا }

ووقت العبادة بالموت لئلا يتوهم ان لها نهاية دون الموت فاذا مات انقطع عنه عمله وبقى ثوابه وهذا بالنسبة الى مرتبة الشريعة. واما الحقيقة فباقية فى كل موطن اذهى حال القلب والقلب من الملكوت ولا يعرض الفناء والانقطاع لاحوال الملكوت نسأل الله الوصول اليه والاعتماد فى كل شيء عليه وفى الحديث " ما اوحى لى ان اجمع المال واكن من التاجرين ولكن اوحى الىّ ان سبح بحمد ربك وكن من الساجدين واعبد ربك حتى يأتيك اليقين "

Ab aap koi achi si mantaq jharo takay kuch humko bhi faida ho aap ki mantaq se..quran ki ayaat aur mufassirein ke aqwaal ke khilaaf koi taqreer karo..tum logonko ka batil maslak kisi bhi salf saleheen se nahi milata ...

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...