Malikjohn 0 Posted June 17, 2018 Report Share Posted June 17, 2018 Assalam o aalaikum Janab e mohtaram Kia aik admi aik orat k sath sirf haq e zojiat k lia nikkah kar sakta h ya nai??? Sirf haq e zojiat k lia dono razi hain orat b or mard b ta k wo gunnah sa bach sakain or bewa h or gunah sa bachny k lia nikah sirf haq e zojiat k lia karna chahty hain App islam ki rooh sa rahnumai farmain JazakAllah Quote Link to post Share on other sites
aaftab 12 Posted June 19, 2018 Report Share Posted June 19, 2018 walaikum as salam bhai yaha fatwa service nahe hai aap kisi darul ifta say rabta karain aur apna masla mukammal likh kay fatwa hasil karain https://www.dawateislami.net/bookslibrary/822/page/1157 Al furqan : +92 321 2734345 baki tafseel malom karni hai tu yaha say rabta karain http://mufti.faizaneattar.net/ is posts mai mazeed number hain for contact : was salam Quote Link to post Share on other sites
kashmeerkhan 54 Posted June 20, 2018 Report Share Posted June 20, 2018 On 6/17/2018 at 3:14 PM, Malikjohn said: Assalam o aalaikum Janab e mohtaram Kia aik admi aik orat k sath sirf haq e zojiat k lia nikkah kar sakta h ya nai??? Sirf haq e zojiat k lia dono razi hain orat b or mard b ta k wo gunnah sa bach sakain or bewa h or gunah sa bachny k lia nikah sirf haq e zojiat k lia karna chahty hain App islam ki rooh sa rahnumai farmain JazakAllah Salam Hazrat Nikaah ki baqi shraaait pori honi chiaey. Aorat apne pori marzi sy apne saray hqooq maaf kar de, tu gunjaesh he jaiz hone ke. BUT keep it in mind that Nikah ka maqsad pori zindgi ka baham mazboot rishta hota he, if non-serious then nikah kro he na. Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.