Jump to content

Sunni larki ka ismaili larke se nikkah jaiz hai?


Amna Kanwal

تجویز کردہ جواب

On 4/4/2019 at 6:54 PM, Amna Kanwal said:

Asalam alaikom

me ek sunni gharane se hn but me ek ismaili larke ko pasand krti hn .. me ye janna chahti hn k kya mera nikkah us se ho skta h kya wo jaiz hoga ya nhi please mujhe ahl e sunnat ka nukta nazar btaen is hawale se..

JAZAKALLAH HU KHAERA

Wa alayqum salam,

Moterma aap joh sawal pooch rahi hen is k talluq nah aap kay Islam say, nah ap kay iman say, aur nah hamaray jawab say heh, yeh aap ki pasand heh ... pasand mein nah ap nay Allah aur Rasool kay deen ka lehaz keren gi aur nah hamaray jawab ka ... mukhtasar ... Ismail Musalman nahin hen ... Namaz, Hajj, Roza, Zakat ... aur baqi kay munkir hen ... is inqar ki waja say yeh logh 100 say ziyada ayaat kay munkir hotay hen aur hukm kufr lagta heh ... aur GHAYR MUSLIM SAY AAP KA NIKKAH NAHIN HOGA ... aik maulvi kia hazaaar aa kar Nikkah kar denh Shar'ri tor par aap ka Nikkah nahin hoga ... aur Zina ki murtaqib aur haram ki ulaad peda keren gi.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...