عامر 0 Posted February 23, 2020 Report Share Posted February 23, 2020 اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Agar aik larki kisi k nikkah main he aur os ki apne shohar se baat bhi huti he magar kuch na guzeer wajoohat ki bina pe os larki ka shuhar mulk se bahar he. tu kiya ye larki nikkah main rehte hue kisi dusre mard ko nikkah k liye dekhe. saath main larki k ghar wale jin main larki ki maa aur os ki behen shaamil hu.. on ka kehna ye hu k kal ko hum koi faisla lete hen tu hamare pass pehle se aik rishta mojood huna chahye.. jab k jis k nikkah main wo larki he os se os k shuhar ki baat hafta pandra din main huti rehti he.. Tu aisi soorat main sharyet ka kiya hukum he k nikkah ne rehte hue dusre mard ko dhoondha ja raha hu.. Aise tallukaat ko kaayem rakhne per kon gunnah gaar huga.. Bara e karam islaah farmayen Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.