-
Recently Browsing 0 members
No registered users viewing this page.
-
Similar Content
-
By Aquib Rizvi
السلام على من اتبع الهدى
Is Mazmon par InshaAllah Tafseeli guftago hogi Abhi filhall Imam jalalludin syuti ki kitab IMAN E Waldain par parish karaha hon kyun Kay Wahabi or Deobandi Hazrat Jo Kay MazAllah Nabi صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم Kay Waldain ko Kafir kehtay hen dekhya👉
Sochne Ka Maqam Hai Yeh Wahi Deobandi Wahbi Hai Jo Kafir Ko Kafir Kehne Se Hume Rokte Hai Lekin Jab Baat Nabi Alayhissalam Per I Toh Inke Walidein Ko Kafir Bolna Kya Apni Kitabo Me Likh B Diya. Ibn Taymiyah Jo 661 Hijri Me Paida Hua Mulk E Sham Me ,Isne Ek Kitab Likhi , Iktsa Us Siraate Mustaqeem, Is Kitab Me Ibn Taymiyah Ne Bada Zor Lagay K Nabi Alayhisssalam K Walidein Dono Kafir Thay Aur Unka Inteqal Kufr Per Hua . Ibn Taymiyah Ki Taqleed Karte Hue Tamam Wahbi Nabi Alayhissalam K Walidein Ko Kafir Kehte Hai , Maz ALLAH Isi Tarah Deoband K Bahut Bade Alim Guzre Hai Jinka Naam Rasheed Ahmed Gangohi Hai , Inhone B Apne Fatwe Me , Yaani Fatawa Rasheediya Me Safa 104 Per Ek Sawal K Jawab Me Kaha K Hazrat Swallallahualaihiwasallam K Walidein K Imaan Me Ikhtelaf Hai ,Hazrat Imam Sahab Ka Mazhab Yeh Hai K Inka Inteqal Halat E Kufr Me Hua Hai Faqat. Maz ALLAH. Yeh Haal Hai Deobandi Wahbi Ka Filhall Aik kitab paish karraha hon Aur InShaAllah jald Az Jald is mamlay may QURAN AUR HADEES Kay Saath wapas Aon ga AUR Sabit Karon ga Kay Wahabi AUR Deobandi jhootay hen Waldain Mustafa Momin bhe thay AUR jannati bhe لبیک لبیک لبیک یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
27187818-WALDAIN-MUSTAFA-KA-ZINDA-HO-KAR-IMAN-LANA.pdf
-
By aaftab
as salam alaikum
aik wahabi / deobandi kitab mai parha tha kay gustakhana kalmat mai qail ki niyyat ka koi aaitabar nahe yei wahabio nay he likha ab wo reference naeh mil raha
kisi ko yad hai tu reference aur scan bata dain
jazak Allah
-
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.