Jump to content

Faiz e Gaus Yazdani Ka Jawab


Saife Raza Sunni

تجویز کردہ جواب

Deobandi Faize Gaus Yazdani Ki Ibarat Ko Dikha Kar Kehte Dekho Humne Imkan Kizb Ka Aqeeda Sabit Kar Diya
???
.
Faize Gaus Yazdani Ki Ibarat Muhal Aqli Aur Muhal Sharai Ke Mutaliq Hai Lekin Deobandi Ise Imkan Kizb Ki Taaeed Me Le Aaye
.
Huzoor Gaus Pak Rahmatullah Alaihe Ne Jo Farmaya Hai Allah Ta'ala Chahe To Salehin Ko Dozak Me Dhaal De Isse Murad Ye Hai Ke -
.
Aisa Karna Aqla Muhal Nahi Hai Ke Allah Ta'ala Malik Hai Jo Chahe Kare Lekin Aisa Karna Sharai Muhal Hai Ke Allah Ta'ala Ne Momino Ke Liye Jannat Ka Wada Farmaya Hai
.
Fir Ye Yaad Rahe Ke Aulma Aslaf Ne Ye Sab Is Liye Kaha Hai Ke Motazala Ka Aqeeda Hai Ke Gunagaron Ko Dozakh Me Bejhna Aur Nek Logo Ko Jannat Me Bejhna Rab Ta'ala Par Wajib Hai
.
Motazala Ke Is Aqeeda Ki Aulma Kiram Tardeed Karte Aayen Hain Ke Allah Ta'ala Par Kuch Wajib Nahi Hai
.
Jannat Nek Logo Ka Huq Nahi Rab Ta'ala Ka Fazal Hai Agar Rab Ta'ala Nek Logo Ko Jannat Me Na Bhi Bejhe Aur Kufar Aur Mushrikin Ko Jannat Me Bejh De To Wo Zaleem Nahi Hai Is Liye Ke Wo Malik Hai Jo Chaha Hai Kare , Deobandi Is Behas Me Apne Akabeer Ki Kufriya Ibarat Gusa Kar Batil Istedalal Karte Hain
.
Deobandiyon Ashraf Ali Thanvi Sahi Kehta Tha Ki Deobandi Aqeeda Gadhe Ka Azu e Tanasul Ki Mishal Hai Badta Hai To Badta Hi Chala Jata Hai ????
.
By - Saife Raza Sunni
.
=====

FB_IMG_1590620808337.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...