-
Recently Browsing 0 members
No registered users viewing this page.
-
Similar Content
-
By aaftab
wahabi jaga jaga yei ilzam lagatay phir rahay hain sunnio ki kitabo mai gustakhiya likhi hain syedi Bayazeed bastami kay leay bhee wo yehi bakwasat kartay phir rahay hain kay is par gustakhi ka fatwa lagaya jaiay jis mai yei aqwal un ki taraf mansoob kar rahay hain ..
1. Nabi alahisSalam ki gustkahi
Maira jhanda Nabi alahisSalam kay jhanday say bara hai
2. Rab ko daikhnay ka jhota dawa hazrat ki taraf mansoob kia gaya / Moosa alaihisSalam ki gustakhi
Rabb ko 2 martaba daikha (jab kay Moosa alaihisSalam ko mana hogaya tu yei kaha say daikh lia gaya)
3. Khuda ki aur Kaaba ki gustakhi
Pahli bar jab kaba ko daikha tu laga kay haj maqbool nahe howa kyu kay aisay pathar tu aur bhe daikhay hain phir dosri martaba khana kaba ko bhe daikha aur sahib e khana ko bhee
baki 2 ka scan mujhay dastyab nahe ho raha
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.