Jump to content

jahaad


Qadri

تجویز کردہ جواب

(salam) janab mujy yeh pochna hay k humari koi jahadi tamzeem hay kia ...? ager hay to jahad kahaan pe kar rahe hay ? afganistan iraq iran sab muslim mountrys hain ..hum ko an ki help karna chahe jahad karna chahe amrica k khalaf ....hadees say bhi sabit hay k jahad her muslim pe farz hay ager kisi bhi muslim pe zulom ho raha hoo as ki help karo to humari jahadi tamzem kahaan pe jahad kar rahe hay ? plz tafsili jawab dein ?
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

qadri sahab jihad par jane ka irada hai?

 

hadees say bhi sabit hay k jahad her muslim pe farz hay

 

yani sub musalman gunahgar ho rahe hain phir tu?

 

jihad aj kal kayi qisam ke hain. lal masjid wale pak army ke khilaf kar rahe the. army ne un ke khilaf kar dya.. wazirsitan ke taliban pak army or govt ke khilaf kar rahe hain. army ne bhi wahan jihad shurow kar dya. koi jalsa jalos ho tu wahan bhi khud kush jihad karne pohnch jata hai.

 

aik jihad kashmir main ho raha hai. jo ke lashkar taiba waghera kar rahi hain. jo ya Rasool Allah kehne walon ko mushrik kehti hai.. par kashmirion ko musalman.. chandah lena hai. werna kashmiri taqreban sunni barelavi aqede wale hain. mazarat par bhi hazri dete hain. olya karam ko bhi mante hain.

 

aik jihad iraq main ho raha hai. jahan khud kush dhamka hota hai tu 125 iraqi marte hain. 1/2 amreci bhi kabhi kabhi sun,ne ko mil jate hain ke halak ho gaye. yani jihadi chun kar jaga talash karte hain musalman kahan zyada hain..

 

tu in main se apko kis jihad ki taraf jana hai?

 

aik mashwara hai.

hades e pak main nafs ke khilaf jihad ko jihad e akbar kaha gaya hai.

 

ap abhi or isi waqt hathon hath 30 din ke qafile ko rawana ho jayen. is se bara koi jihad hai? aj deen ko waqt ki zarorat hai. jab jan ki hogi tu hamare sunni ulema e karam aelan karain ge ke jihad farz ho gaya hai. niklo maidan main.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...