Jump to content

Biwi ka Maali maamlaat mein dakhal


MohdBilal

تجویز کردہ جواب

Salam everyone! 
Mera sawal kuch aisa hai jiska jawab kaafi research krne k baad bhi mujhay exact nahi mila.

Mere kuch sawal ye hai k kya biwi khawand k tamam maali maamlat mein dakhal de sakti hai ? 
kya shohar apne walidein py jo paisay khrchay biwi uspr sawal kr sakti hai ? 
kya har maamlay mein (maali) wo sawaal kr sakti hai ? 
kya biwi shohar ki kamayi aur kharchon py sawal utha skti hai ? 
e.g : apne itne paisay ghr walon ko kyun diye ? 
apne ye paisay khrch krne say pehlay mujhsay baat kyun nahi ki ? 
apne koi fala’n cheez kharidnay say pehlay mujhsay poocha kyun nahi ? 

kya shohar jitna biwi pr kharch krey usmein biwi ko raazi nahi rehna chahie yaa poori tankhua ya income pr nazar rkhe kitne paison ka kya ho rha hai ? 

Note : Ye sab sawal ka jawab dene say qabal is baat ka khyaal rkhein k shohr apni tamam zimedariyon ka khyal rkhta hai khud se. Aur biwi ki zruriyat ka khyal rkhta hai tamam. 

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...