ata_ho_ghame_madina Posted February 16, 2008 Report Share Posted February 16, 2008 (edited) NAYE KAPERY PEHNNEY KI NIYYETEIN .1 BISMILLAH PERH KER penhuoo ga/ge 2. pecnty waqt labas pechny ki dua perhun ga/ge 3.ALLHA KI hamdo sana ke os ne iss NAMAT SE NAWAZA 4.naya labas pehen ker GAROR O TEKBUR se bechun ga/ge 5.naya labas iss niyyaet se pehnu ga/ge key iss se ALLAH KI de hoi namat ka izaher ho ga ( yani ALLHA ne nawaza hey tu os ki iss namat ka izahar) key AIK SHAKAS AQA ALHESALTOWASALM key pass aya os key baal ure huey they ,kapery gandey thy app alhesaltowasalm ne fermya key tery passkuch nahi hay tu oss ne kha ALLHA NE her namat ata ki hay tu APP NE FERMYA key ager namat hay tu os ka izhar keroo 6.hatel ul imkan ye koshish krun ga/ge key labas SADA ho 7.MERAD hazarat ye koshish keren key white labas pehney " SARKAR E MADINA NE IRSHAD FERMYA safead labas pecnha kroo kiuoon key ye pakezza aur saaf hoty hay aur apne MURDOON ( Mery huey log) ko safead kaprun mein kafan dia karoo" (NASAII) 8.suunet key mutabiq labas ko right side se PECHNANA shurroo krun ga/ge 9.esa labas nahi pehnu ga/ge jis mein kisi ki muhshbat ho 10.hoska tu naya labas JUMEY KEY DIN pehnu ga/ge key ye sunnet hay 11.acha labas zeer e tann kerny se log MERY SE DUUR nahi hun ge balkey KAREEB HUN GE jis se deeni kam kerny mein asani ho ge( waey bhi her aik ko saaf kapery yani apni zaherii halat (personality) ko her lahaz se acha dikhna chiye " KEY SAFAII NIFS EMAAN HAY" 12. esa labas nahi pehnu ga/ge jo be hayaii ka bais beny 13.BAREEK KAPERY NAHI pehnuu ga/ge Edited February 16, 2008 by Umm-e-Anwaar Raza Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah Posted February 16, 2008 Report Share Posted February 16, 2008 gham e madinah ss.........4 sharing nice matter.......!! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
KARAM YA RASOOL ALLAH Posted February 16, 2008 Report Share Posted February 16, 2008 sis bohat achi niyyatain share ki app ne.. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted February 16, 2008 Report Share Posted February 16, 2008 ata ho gham e madinah sis! zaber10st bohat achi niyyaten share kin Allah ta'ala ap ko ajr e azeem ata farmaye aaameeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah Posted February 16, 2008 Report Share Posted February 16, 2008 , Buhat Pyari Niyyatain Share ki hai Aap ny.......... Allah Meethay Mustafa k sadqay in per amal karnay ki Sa'adat naseeb farmaye.Aameeeeeeeen Bijahin nabi yel ameen Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
khak e naleein Posted February 16, 2008 Report Share Posted February 16, 2008 ASALAMOALIKUM WR WB WM ,MASHALLAH AZAWAJAL V NICE SHARING ALLAH AZAWAJAL HUM SB KY ILM O AML MEIN TARAQI ATA FARMAIE AMEEN AUR PLZ MERY LIYA BHE DUA KARIN KEH ALLAH AZAWAJAL MUGY BHE NAIK KAM KARNY KI AUR NAKIYOON KO PHELANY KI TOUFEEQ ATA FARMAIE AMEEN BIJA IL NABI IL KARIM SAL LAL LA HO ALIH WASALAM Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted February 17, 2008 Report Share Posted February 17, 2008 "رضا" k 3 huroooof ki nisbat sy 3 Niyyaten: madinah madinah sis bohat acha izafa farmaya jazakillah in niyyaton per amal ki koshish rahay gi Allah pyaray aaqa k sadqay men ham sab ko amal kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaaaameeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madina.merijan Posted February 17, 2008 Report Share Posted February 17, 2008 NAYE KAPERY PEHNNEY KI NIYYETEIN sis buhat achi sharing hay jazakillah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted April 11, 2008 Report Share Posted April 11, 2008 madina non muslim countries men rehnay walon k liye ghar se bahar nikalnay ki niyyaton men mazeed izafa: wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah Posted April 11, 2008 Report Share Posted April 11, 2008 , Sis Aap ny Buhaaaaaaaat acha izafa kia hai............. was'salam ma'alikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah Posted April 12, 2008 Report Share Posted April 12, 2008 nice sharing....... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat Posted April 16, 2008 Report Share Posted April 16, 2008 subhan Allah Azzawajal jazakumullahu khiara ameen wasalam Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat Posted April 16, 2008 Report Share Posted April 16, 2008 baray Madina yeh bayan zarur sunyee lakin shayad shaitaan apko na sunney dey balkey hu sakta hey ap iss link per click kiyee beghair hi ager chaley jain YEH TU APNA APNA NASEEB HEY Umeed hey shaitaan zarur nakaam hu ga ilm e niyeet hasil kerney ka zabardast zareya NIYATOON KA BAYAN ..............from Ammeer e Ahle sunnet http://www.dawateislami.net/XP/Services/Sp...mp;speechType=0 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza Posted April 17, 2008 Report Share Posted April 17, 2008 bohot hi achi niyyatain share ki gayi hain. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat Posted April 17, 2008 Report Share Posted April 17, 2008 Methey Methey Murshid Ammeer e Ahle sunnet ki 26 veen shareef ki Nisbat sey soney (SLEEPING) ki 26 Niyyatein. yeh niyyeten Kuch Ammeer e Ahle sunnet k madani Muzakrey sey hasil ki gayeen hein aor chand aik Murshidi Attar k mureedun ney bi pesh ki hen. ( Madani Muzakra # 145 , Madani Guldasta # 3 CD men insha Allah Azzawajal soney ki niyyatoon k saath saath NET use kerney ki niyyaten bi mill jayen gi.) SONA WI EBADET BAN JANDA AYE JEY SONEY DA KOEE CHAJ HUWEY...........Sona (Sleep)will become sona (gold) infact, insha Allah Azzawajal. jahan jahan under line kiya gaya hey wo Madani Inaamat bi hen , insha Allah Azzawajal inn niyyatoon per amal ki barket sey madani Inaamat taraqqi paien gey. Islami bhai aor islami behnee hasb e Haal niyyeten fermai. Madina 1- Esha ki namaz Ba-jama'et per ker suyoo ga Madina 2- Fajar ki namaz Jamat sey paroon ga.........aor yoon sari raat Ebadet ka swab hasil keoon ga. Madina 3- Soney ki dua aor deegar dua'en per ker Madina 4- Ayatul Kursi per ker Madina 5- Tasbeeh e Fatima Radhi ALlah Anhu Madina 6- Sooratul Ikhlaas per ker Madina 7- Hisaar per ker suyoon ga ........ ...( Hisar ka tareeqa Ammeer e AHle sunnet yeh irshaad fermatey hen k Letey letey duno haath Asman ki taraf phela dey ---------aor pa'oon samait ley----ab Suratul Falaq aor Suratun Naas parey --------aor duno haathoon per dam ker k sarey jisam per phair ley---------iss tarah 3 baar karey --------awal aor Akhir men Durood shreef bi parey ...............insha Allah Azzawajal Zabardast Hifazet hu jayee gi..........( khaas tour per wo islami bhai ya islami behnee zarur yeh hisaar kiya karen ju raat ko neend men DAR jatey hen.............chotey bachoon per bi yeh Hisaar perna chahyee ---------bachoon ko shayateen ziada TANG kertey hein.) Madina 8 - Fiker e Madina 12 mint ker k ( yani Madani Inaamat ka risala pur ker k ) suyoon ga. Madina 9- Ba-wozo suyoon ga Madina 10 - KHajori chitayee per ya Zameen per suyoon ga. Madina 11- Sunnet Box sarhaaney rakh ker suyoon ga. Madina 12 - Salatu TOBA per ker Tajdeed e IMAN ker k suyoon ga. Madina 13 - Jaldi suyoon ga ta k Tahajjud Nasib hu. Madina 14 - SArkar e 2 Alam k deedar ki niyyet sey suyoon ga ULTI HI CHAL CHLTEY HEN DEWAAN GAAN E ISHQ ANKHOON KO BAND KERTEY HEN DEEDAR K LIYEE ( Ferman e Ammeer e Ahle sunnet ) Madina 15 - Methey MAdiney ki Ziaret hu iss liyee .......... PA'EY TAQLEED E SUNNET TOO JAHAN RAKHEY MAGER AYE KASH ME KHWABOON MEN PUNCHTA HI RAHOO AKSER MADINEY MEN ( Kalam e Ammeer e Ahle sunnet) Madina 16 - Huzor GHous e Azam ka deedar hu iss liyee .......... MERY METHEY METHEY MURSHID AYEE NA KHUWAB MEN WASTA SARKAR KA YA GHOUS E AZAM DAST GEER (Ammeer e Ahle snnet k iss kalam ko perney k liyee Risala JINAAT KA BADSHAH zarur read fermai) MERI QISMET KA CHAMKA DU SITARA YA SHAH E BAGHDAD DIKHA DU APNA CHEHRA PIARA PIARA YA SHAH E BAGHDAD GUNAHOO K MARAZ NEY KER DIYA HEY NEEM JAAN MUJ KO TUMHI AA KER KARU AB TU CHARA YA SHAH E BAGHDAD ager chey laakh papi hey mager baadkaar kis ka hey ? tumhara hey TUMHARA HEY tum-hara ya SHah e Baghdad ( Arzoo e Ruken Shoora , yeh uss hasti ki arzoo hey k jinhe Ammeer e Ahle sunnet ney iss waqet ka ghous banaya aor fermaya hey .............lakin bht kam log iss haqeeqt ko jantey hein.) Madina 17 - Apney Peer o Murshid Attar ki Ziaret hu iss liyee so raha hoon MAdina 18 - FUzool Khiyalat o Afkaar sey dil o dimaagh ko paak kertey huwey Qabar men letney ko yaad karun ga. Madina 19 - Neend k zaryee Ebadet per qwat Hasil karun ga. Madina 20 - Gunahoo sey bachney k liyee so raha hoon ..........( Ammeer e Ahle sunnet fermatey hein k soney wala kam az ankhoon aor zaban wagera k gunahoo sey bacha rehta hey) Madina 21 - Zikerulla Azzawajal kertey kertey suyoon ga . MEN SO JA'OON YA MUSTAFA KEHTEY KEHTEY KHULEY ANKH SALLEY ALA KEHTEY KEHTEY ......Risala Ammeer e Ahle sunnet k operation ki jhlakiyaan.....sey ( Ferman e Ammeer e Ahle sunnet ) Madina 22 - Sunnet k mutaabiq Surma laga ker suyoon ga. Madina 23 - Kangi ki sunnet ada ker k suyoon ga. Madina 24 - Pardey men Parda ker k suyoon ga. Madina 25 - jahan tak hu saka Husheyaar neend suyoon ga. Madina 26 - Jaagney per Jaagney ki dua paroon ga aor bister teh ker k rakhoon ga.........Saday e Madina lagayoon ga ...........wagera wagera. ilm e Niyyet rakhney wala iss sey bi ziada niyeetein ker sakta hey ...........ager Attar Rahnuma hey tu .............insha Allah Azzawajal.........warna bht mushkil hey ................kion aj kal Faizan e Niyyet sirf aor sirf ................Dar e Attar sey taqseem hu raha hey.................Alhamdulillah Azzawajal. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat Posted April 17, 2008 Report Share Posted April 17, 2008 dear sis--------- apki targheeb per hasb e tofeeq niyyaten pesh ker di hen Allah Azzawajal amal ki tofeeq ikhlaas k saath ata fermay ameen barar Madina ilm ko likh ker Qaid ker lijyee wasalam Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted April 18, 2008 Report Share Posted April 18, 2008 Methey Methey Murshid Ammeer e Ahle sunnet ki 26 veen shareef ki Nisbat sey soney (SLEEPING) ki 26 Niyyatein. jazakillah sister bohot pyara madani kaam kiya. in tamam niyyaton men aik ka mazeed izafa kiya jasakta hay k ye niyyaten is niyyat se ba awaz e buland karoonga/gi ta k sunnay walon ko bhi in niyyaton ko kernay ki targheeb milay Allah pyaray aaqa k sadqay men in niyyaton ko yad rakh ker amal kerwanay or doosron ko is ki targheeb denay ki sa'adat ata farmaye aaameeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram dua e maghfirat o samati e iman ki talabgar. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted April 18, 2008 Report Share Posted April 18, 2008 ilm e Niyyet rakhney wala iss sey bi ziada niyeetein ker sakta hey ...........ager Attar Rahnuma hey tu .............insha Allah Azzawajal.........warna bht mushkil hey ................kion aj kal Faizan e Niyyet sirf aor sirf ................Dar e Attar sey taqseem hu raha hey.................Alhamdulillah Azzawajal. بارک اللہ فی علمکِ وعملکِ وفیض ِ مرشدکِ aameen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah Posted April 18, 2008 Report Share Posted April 18, 2008 Methey Methey Murshid Ammeer e Ahle sunnet ki 26 veen shareef ki Nisbat sey soney (SLEEPING) ki 26 Niyyatein , , Buhaaaaaaaaaaat pyari Niyyatain Share ki hain........... Allah Pyaray Aaqa k Sadqay hamain sonay say pehle in Niyyaton per amal karnay ki sa'adat naseeeeeeeeb farmaye.Aameeeeeeeen Bijahin nabi yel ameen was'salam ma'alikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talib e Madina Posted April 19, 2008 Report Share Posted April 19, 2008 Aslam o Alaikom SubhaanAllah Azzawaja bohat acha topic start kiya hai...Allah Azzawajal sab ko jaza e khair ata farmaay. Insha Allah Azzawajal Shaikh e Tareeqat Ameer e Ahlesunnat ki aik new book Ba unwan "FAIZAN E NIYAT" bohat jald aa rahi hai. Bapa jaan abhi yeh kitab likh rahay hain. yeh book likhnay ka Mufti Farooq Rahmatullah ale ne kaha tha. Allah Humain jald yeh kitab parhna naseeb karay Aameeeeeen Jazakumullah Aameeeeeen Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah Posted April 19, 2008 Report Share Posted April 19, 2008 Methey Methey Murshid Ammeer e Ahle sunnet ki 26 veen shareef ki Nisbat sey soney (SLEEPING) ki 26 Niyyatein. ALLAH aap k ilm e niyyat me Mazeed barakaten ata farmaay...........aaameeeeeeeeen Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah Posted September 1, 2008 Report Share Posted September 1, 2008 (edited) Ramadan Ki Niyyaten. *. ALLAH ki Riza hasil krny k liye, bila ijazat e sharee koi roza nhe qaza krun gi/ga. *. Rozy me aany wali takaleef pr sabr krun gi/ga. *. Rozy ki takaleef pr Fikr e Madinah krty huay Museebat zadoon ko yaad krun gi/ga. *. "Faizan e Ramadan" Mutale'ey me rakhun gi/ga. *. Ameer e Ahlesunnat ka jashn e wiladat manaty huay Apny Peer o Murshid Ko esaal e swab krun gi/ga. *. Langar e Rasail krun gi/ga. *. Ziada sy Ziyada Neki ki dawat dun gi/ga. *. Dawateislami k ijtema'aat me shirkat krun gi/ga. *. zah e naseeb 10 din ka Sunnat Aitekaf krun gi/ga. *. Shab e Qadr ki ibadat krun gi/ga. bara e madinah koi rozy ki niyyaten b share kry.... aur koshish kr k in niyyaton me b izafa kren....... Edited September 1, 2008 by madinah_madinah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba Posted September 2, 2008 Report Share Posted September 2, 2008 Jazakillah buhat piyari niyyatain share ki ap ny Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa Posted September 2, 2008 Report Share Posted September 2, 2008 SubhanAllah, very beneficial topic! JazakAllah! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari26 Posted November 15, 2008 Report Share Posted November 15, 2008 اللہ ہمیں عامل نیت بنادے امیرا ہلسنت کے فمرمان پر جان بھی قربان ہے Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.