Jump to content

who is shaikh amin in multan


Anwar200

تجویز کردہ جواب

allah hi janta hai keh ahmad bin adees ka muamelah kiya hai, main ne jo padha tha woh likh diya hai

(wasalam) ji meray muhtaram bahi ap ne jo pera tha wo ap ne likh diya aur mein nayri jo malomat the wo ap ki nazar kar di likin Allah (jallah) hi asal janta ha.

yeh Allah ka ahsan azim ha ke os ne mugh ghunagar ko sunni brailvi banaya aur mayri yeh duwa ha ke Allah hum sab ko ta margh sunni hi rekhay.

Link to comment
Share on other sites

(wasalam) ji meray muhtaram bahi ap ne jo pera tha wo ap ne likh diya aur mein nayri jo malomat the wo ap ki nazar kar di likin Allah (jallah) hi asal janta ha.

yeh Allah ka ahsan azim ha ke os ne mugh ghunagar ko sunni brailvi banaya aur mayri yeh duwa ha ke Allah hum sab ko ta margh sunni hi rekhay.

 

ALLAH KI MEHERBANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

RASOOL KI GHULAMI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

ISLAM KI TERJAMNI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

HUSSAIN KI QURBANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

UMAR KI HUKMARANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

GHUAS O DATA KI DEWANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

 

 

AHMED RAZA KI NISHANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

ILYAS QADRI KI BEYANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

NOORANI HI NOORANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

 

ROHANI HI ROHANI DAWATE ISLAMI DAWATE ISLAMI

Link to comment
Share on other sites

(ja) .. Sheikh Amin Key Fitney Key Muta'aliq Kafi Mawad Aap Members Ney Share Kiya Hai.. Allah (azw) Humein Her Fitney Sey Mahfoz Rakhey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Anwar Bhayi.. Aap Ney Sheikh Ahmad Bin Idrees Sahib Key Muta'aliq Likha...

 

Wahabi Kehtey Hain Key Imam Jalal-ud-Deen Sayoti Al-Shafa'ee (Aleh Rahma) Yazeed-e-Paleed Key Hami Hain... Yani Imam Jalal-ud-Deen Sayoti (Aleh Rahma) Ney Yazeed Ko Sahi Kaha Hai... Jabkey Merey Pas Tareekh-ul-Khulafa Mojod Hai.. Us Mein Yazeed-e-Paleed Ka Zabardast Rad Imam Jalal-ud-Deen Sayoti Al-Shafa'ee (Aleh Rahma) Ney Likha Hai...

 

Aapki Post Read Ki Hai.. Jis Mein Aap Ney Site Key Link Ka Muktasar Mafhoom Yahan Zikr Kiya Hai.. Jaldi Mein Site Bhi Check Ki Hai.. Wahan Mazmoon Buhut Taveel Hai.. Kiya Aap Yeh Bata Saktey Hain Key Wahan Site Per Kis Hawaley Sey Sheikh Ahmad Bin Idrees Key Yeh Halat Likhey Hain? Takey Motabar Hawala Dekha Ja Sakey...

 

Aap Ki Yeh Baat Bilkul Sahi Hai, Jo BadMazhab Ka Dost Hai Woh Wali Ullah Nhin Ho Sakta.. Mager Baghair Hawala Kisi Baat Per Yaqeen Kerna Bhi Sahi Nhin.. Aur Jama-e-Karamat-e-Auliya Mein Unko Wali Ullah Kaha Gaya Hai..

 

& Welcome to IslamiMehfil.Info

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

(ja) .. Sheikh Amin Key Fitney Key Muta'aliq Kafi Mawad Aap Members Ney Share Kiya Hai.. Allah (azw) Humein Her Fitney Sey Mahfoz Rakhey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Anwar Bhayi.. Aap Ney Sheikh Ahmad Bin Idrees Sahib Key Muta'aliq Likha...

 

Wahabi Kehtey Hain Key Imam Jalal-ud-Deen Sayoti Al-Shafa'ee (Aleh Rahma) Yazeed-e-Paleed Key Hami Hain... Yani Imam Jalal-ud-Deen Sayoti (Aleh Rahma) Ney Yazeed Ko Sahi Kaha Hai... Jabkey Merey Pas Tareekh-ul-Khulafa Mojod Hai.. Us Mein Yazeed-e-Paleed Ka Zabardast Rad Imam Jalal-ud-Deen Sayoti Al-Shafa'ee (Aleh Rahma) Ney Likha Hai...

 

Aapki Post Read Ki Hai.. Jis Mein Aap Ney Site Key Link Ka Muktasar Mafhoom Yahan Zikr Kiya Hai.. Jaldi Mein Site Bhi Check Ki Hai.. Wahan Mazmoon Buhut Taveel Hai.. Kiya Aap Yeh Bata Saktey Hain Key Wahan Site Per Kis Hawaley Sey Sheikh Ahmad Bin Idrees Key Yeh Halat Likhey Hain? Takey Motabar Hawala Dekha Ja Sakey...

 

Aap Ki Yeh Baat Bilkul Sahi Hai, Jo BadMazhab Ka Dost Hai Woh Wali Ullah Nhin Ho Sakta.. Mager Baghair Hawala Kisi Baat Per Yaqeen Kerna Bhi Sahi Nhin.. Aur Jama-e-Karamat-e-Auliya Mein Unko Wali Ullah Kaha Gaya Hai..

 

& Welcome to IslamiMehfil.Info

Wasalam Ma'Al Ikram

(salam) muhtaram jasa ke mein zikar kar choka hon ke jo molomaat mugh ko ahmed idris ke motaliq mili hain wo mein ne likh di hain.ab asal ka to Allah hi janta ha.jo site send ki thee os mein hawaljat ka bi likha ha baherhal ahmad ibn idris ki zindgee per aik kitab(The Exoteric Ahmad ibn Idris.)

se yeh tamam iqtabasat hasil kiye gaye hain.ager os kitab mein musanaf ne dorogh kohee se kam liya ha to phir sawal yeh ha ke aya os kitab ki raad mein kohi hawala ya kitab asi ha jis mein ahmed ibn idris sahib ko ghair mokalid,wahabiyon ka dosat qarar na diya giya ho to phir to on ka defa humara farz banta ha?

musanaf ne bi ahmad ibn idris ko sufi sheikh hi likha ha likin os ne jo likha ha on ke halaate zindgee ke mutaliq to on ko jan kar ahmad ibn idris ke haqeeqi sufi honay per shaq hota ha.

is liye ager kisi bahi ke pass kitab ki zid mein kohi dalil ha ke ahmad ibn idris sahib ka wahabiyon se dosti nahi thee?

ahmad ibn idris sahib ghair mokalid nahi thay?

ahmad idris najdi ko islam per saaf niyat nahi mantay thay?

ahmad idris sahib wahabiyon ke mecca sharif per qabza ke bad wahan wahabiyon ke saath nahi rahay thay aur mahammad pasha ke mecca per qabza ke bad wahan se wahabiyon ke humra farar nahi howay thay?

aur is tarah ki tamam batin jin se on ke real sufi honay per shaq hota ha ager kisi ke pass malomat hon to mugh gharib ko bi ata kar dain.

jame-e-karamat-e-auliya mein ager on sab baton ka rad ha to bi baat mein wazan ha?

ho skata ha ke jin hazrat ne

jame-e-karamat-e-auliya likhi ha on ko ahmad ibn idris ke zindgee ke os hisa ka ilm no ho ya phir

 

the exoteric ahmad ibn idris mein sab ghalat tafsilat hain?

to is baat ka hal yeh hi ha ke tamam baton ki tehqeeq ki jay. fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

We now come to a great Sufi by the name of Ahmad ibn Idris, to study his relations with the Wahhabis. Ahmad ibn Idris studied under the most famous scholars of the Qarawiyyin mosque in Fez; these scholars who taught him were the same generation of scholars who had been influenced by the reforms of the rulers Mawlay Muhammad and Mawlay Sulayman, and thus he became an expert on the Hadith and the Qur'an. One of his teachers was Ibn Kiran, one of the two most prominent scholars of the Qarawiyyin who had sent a favorable reply to the Wahhabi letter (see above). Ahmad ibn Idris began teaching against excessive veneration of the saints, and against building anything over their tombs. He wanted to remove any authority over Muslims other than God and His Messenger, so he denounced the authority of the schools of law (the madhahib), completely rejected taqlid, and even changed the role of the Sufi shaykh. While still maintaining the importance of the Sufi shaykh and the impossibility of travelling the Sufi path without one, he had his students refer to him as a "teacher" (ustadh), rather than shaykh. For him, the role of the shaykh, or rather, the teacher, was to become obsolete. The teacher helps the student establish a direct relationship with the Prophet, so that the teacher himself is not needed anymore. He also taught his students not to place an important emphasis on karaamaat, or the "miraculous gifts" bestowed upon the Sufi by God

Link to comment
Share on other sites

For Ibn Idris, the most important thing for a Muslim was to learn how to pray properly and to keep God in mind, and it is to these two things that he dedicated his life.

 

Other than the rejection of the excessive veneration of the saints and the building over and visiting of tombs, Ibn Idris shared many other views with the Wahhabis. Like them, he also rejected kalaam. As mentioned above, he was anti-madhhab, but even more than the reformist scholars of Morocco at the time. Ibn Idris went further to reject taqlid completely. "However, his rejection of taqlid meant great emphasis not only on the individual Muslim's own initiative but also its concomitant, a deeper education in the understanding of his religion; hence, Ibn Idris' profound commitment to teaching and preaching." [21]

Link to comment
Share on other sites

Ibn Idris left to the Hijaz, where he stayed in Mecca, and was opposed by the "establishment scholars" of Mecca for his view on the madhahib and usul al-fiqh. And while he seems to have passed by Cairo and given lessons at al-Azhar, he seems to have avoided it because it was the center of "madhhabism". When the Wahhabis were coming to conquer Mecca, most scholars wanted to flee, but Ibn Idris insisted on staying and reassured them that no harm will come to them. When Sa'ud b. Abd al-Aziz and the Wahhabi forces entered Mecca, two of the scholars of Mecca went to Sa'ud and were told that all the men of Mecca will be allowed a peace settlement, or aman, except three renegade Wahhabis, who will be killed. One of these men attached himself to Ibn Idris, and Ibn Idris went to Sa'ud and demanded pardon for that man. Ibn Sa'ud sat Ibn Idris next to him, granted pardon to the renegade Wahhabi, and according to one source, personally covered Ibn Idris with a costly robe.[22] Ibn Idris' student al-Mirghani notes that the Wahhabis were amazed at Ibn Idris' fearlessness, "Despite the fact that they denied the karaamat of the saints."[23]

 

Because Ibn Idris was "uncompromisingly strict in his adherence to the Sharia", the Wahhabis were content to let him live in Mecca for 10 years under their rule.[24] As was stated earlier, he refused to leave Mecca when they came, and he only left it 10 years later when the Wahhabis were defeated and kicked out of Mecca by the Egyptian forces of Muhammad Ali Pasha.[25] He seems to have been "on friendly terms with the Wahhabis," and "made the personal acquaintance of Saud b. Abd al-Aziz and the sons of Muhammad b. Abd al-Wahhab, and had respect for them."[26] In fact, they were "united by a radical anti-madhhabism....What seperated them was the Sufi element."[27]

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

post-250-1200338590.jpg

(salam) MUHTARAM BARADAR MEIN HERGIZ KISI PER ILZAM NAHI LAGA RAHA MEIN OPAR LIKH CHOKA HON KE JO MALOMAT MUGH TAK AAIN ON KA AHKWAL LIKHA HA.

AUR AP KO BI MALOM HA KE ALA HAZRAT PER BEBUNYAD ILZAMAT BAD MAZHABON NE LAGAY HAIN TO (sa) ON SAB GHALAT ILZAMAT KA JAWAB BI ULLMA-E-HAQ NE DIYA HOWA HA.

TO PHIR ASI KON SI MUJBOORI HA KE OS KITAB(

The Exoteric Ahmad ibn Idris.) KA TA HAL KISI TARAF SE JAWAB NAHI MILA?

MUHTARAM MERA SAWAL SIRAF YEH HI HA KE AGER AHMAD IBN IDRIS PER BI ILZAMAT HI HAIN AUR HAQEEQAT KON PESH KARE GA?

KITAB KE MUSANAF NE TAMAM TAFSILAT KE HAWALA BI DIYA HOWA HA.

AGER KUCH NAHI TO KAM AZ KAM YEH TO MALOM KIYA HI JA SKATA HA KE AHMAD IBN IDRIS KE WAHABIYON KE SAATH DOSTANA TALOQAT THAY YA NAHI?

PHIR KISI KO KIA PARI HA KE AIK BANDA(IDRIS) JO 150 SAAL QABAL FOAT HO CHOKA HO OS KE BARAY MEIN GHALAT ILZAMAT LAGAY?ALA HAZRAT PER AJ TAK GHALAT ILZAM IS LIYE LAGAY JATAY HAIN KE

AP NE BADMAZHABON KO BENAQAB KIYA AUR FITNA KI PECHAN KARWA DI,YEH HI WO WAJA HA KE BADMAZHABON AUR KUFAR NE MIL KAR BEBUNYAD ILZAMAT LAGAY.

JAB KE IDRIS SAHIB KA MAMLA ALA HAZRAT SE BARAKS HA TO PHIR KIYA WAJA HA KE ON KI ZAAT PER

BEBUNYAD ILZAMAT LAGAY JAIN? AUR AGER AIK KAFAR WAHABIYON SE MIL KAR AIK SUFI KO BADNAM KARNAY KE WASTAY KITAB LIKH SAKTA HA TO PHIR HUM MUSLAMANO KO KIYA MUSHKIL HA KE IS KA JAWAN NA DIYA JA SKAKAY?

MUHTARAM AP KHUD HI IS BABAT MALOMAT KARIN AUR AGER AP YA KOHI AUR BAHI ASAL HAQEEQAT

SE AGAHI HASIL KAR LAY TO MEIN KHUD (The Exoteric Ahmad ibn Idris.) KE RAAD MEIN AIK KITAB SHAIYA KARWO DON GA.

HUM KO APAS MEIN DEBATE KI BEJAY ASAL DUSHMAN ISLAM KO BENAQB KARNA HA KHAWA WO SHEIKH AMIN KI SORAT MEIN HO YA NAJDI KI SORAT MEIN.

MASLAK-E- ALA HAZRAT ZINDABAD.

 

 

BAHERHAL

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Question?12/8/2007 salam o alikom mein kuch mah se germany aya ho.yahan per set hony ke liye humarae camp mein qadyani log atay hain ke on ka mazhab qabool karnay ke liye likin mein ne inkar kiya ha in ke bad kuch aur log bi jo ke pakistani hain aye hain wo kehtay hain ke humaray shakh sahib ke morid ban jowo to on ki dawa se jermany ka visa mil jay ga. on ke pir ka naam shakh amin ha on ka taloq seelsala idreesia se ha.wo log ketay hain ke on ke peer sahib duniya ke sab se azim walli hain aur sab walli ke leader hain.wo log sab ko suny,shia,wahabi ko acha manta ha aur wo log kiya hain?mein nahe janta wo kon hain wo kehtay hain ke morid ban jowo to visa lazmi mil jay ga.ap se darkhwata ha ke wo log theek hain ya nahe aur seelsala idreesia kiya ha.jawab jalad dain aik pakistani ne os ko qabool kar liya ha likin main ne abhi nahi kiys jawab ka intazar kar kay on ko jawab don ga. jazak allah Imam's Reply: 35980.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

 

sheikh amin ne shahbir ahmad usmani ki likhi kitab (akabar ka mokam ibadat) ko aik somandar qarar diya jis ka ihata

na to kohi wali kar sakta ha aur na kohi Nabi is ka ihata kar sakta ha ka farmaya ha apni cd mein.

to is ka matlab yeh howa ke shabir usmani ka ilam intna ziyada ha ke wali aur Nabi bi is ka ihata nahi kar saktay?

sab islami bahi sheikh amin ki yeh cd sun lain aur is ki yeh cd ulma ahlesunaat ko bi zoroor dain.

jizak Allah.

Link to comment
Share on other sites

Atlast we got a 100% proof to oppose Shaykh Amin Multan wala. This is an ultimate Kufr he is saying in this audio clip. Our Ulama were in a need for the proof to pronounce something against him and now InshaAllah soon there will be an action from Ulama Ahle Sunnat.

Long live Sunniyat!

 

And thanks Anwar bhai for sharing this useful material.

Edited by Shamsheer-e-Ala Hazrat
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

sheikh amin silsala e idreesia ka namhehad pir bana howa ha

yeh banda sufiyat ke naam per wahabiyat aur kufar phela

raha ha jis ka saboot os ki awaz mein yeh clip hain

sab islami behan bahi in ko soun kar dosray logon ko

is fitnay ke mutalq aga karin.aur degar ulama ahlesunat

ko bi aga karin.

jizak Allah.

 

 

http://www.mediafire.com/?5wxzonmnjzm

file_ico.gif MashAllah.mp3 (10568 KB)

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

(salam)

 

Sheikh amin aik fitna aur sazish hai aur aaj is kay baray mai tafseel parh kay mai sirf itna he kah sakta ho kay baraiay Madina jis qadar ho sakay is kay baray mai loago ko aagah karay takay syedina Rasoolullah (saw) ki ummat kay bholay bhalay musalmano ko is fatnay say aagahi ho takay wo is say mahfooz rahay aamin.

 

Allah azzawajal say dua karta ho kay Allah azzawajal har musalman ko is fitnay say mahfooz rakkhay aur jo loag is kay jal mai phansay hain Allah azzawajal un pay raham farmaiay aur apnay Habib e pak (saw) ki sachi mohabat ata farmaiay aur is say rehai naseeb farmaiay jaldi amin.

 

Syedina Ghouse Pak raziAllah anho ki ghulami kay baghair wilayat ka dawa karnay wala jhoto ka sardar he ho sakta hai aur shaitan ka wali.. Allah azzawajal kay pak auliya say is ko duur ka wasita bhe nahee ho sakta .

 

Wasslam jazakAllah

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

sheikh amin ke bad mazhab honay ka saboot khud os ki c d mein majood ha kehta ha ke(aqa gee ne apnay mutaliq bi kaha tha ke marfaat ka ilm meray aboor mein bi itna nahi ata) maz Allah.

sheikh amin ke muridon se sawal kiya giya ke sheikh amin se malom kar ke batawo ke kis hadis mein assa

hawala ha likin 2 mah se kohi hawala nahi diya kehtay hain ke humray sheikh ne jo keh diya ha wo hi sahi ha.

sheikh amin paka kafar ha Allah hum sab ko is fitna se mehfoz kare.

Link to comment
Share on other sites

  • 5 weeks later...
  • 1 month later...

Shaikh Amin Sab ko 8 No ka card deta hay parhne k liye ? woh parhna sahi hay ya nahin ? Card mein kuch galat to nahi hay but ab as k bary mein pata hone k bad kia hukum hay ?Card parhte rahin ya nahin ? 12 Rabi ul awal pe Shaikh sahab k moridon ka jaloos nikal tha jis mein yeh sab teez teez awaz mein bol rahe the k hum nabi pak k kutty hain aur kutty ki awazy nikal rahe the .........as k bary mein kia khayal hay yeh awazy nikalna sahi hay kutty ki ??? fast reply plz ALLAH HUM KO AN FITNO SAY BACHAE Ameen

Link to comment
Share on other sites

Shaikh Amin Sab ko 8 No ka card deta hay parhne k liye ? woh parhna sahi hay ya nahin ? Card mein kuch galat to nahi hay but ab as k bary mein pata hone k bad kia hukum hay ?Card parhte rahin ya nahin ? 12 Rabi ul awal pe Shaikh sahab k moridon ka jaloos nikal tha jis mein yeh sab teez teez awaz mein bol rahe the k hum nabi pak k kutty hain aur kutty ki awazy nikal rahe the .........as k bary mein kia khayal hay yeh awazy nikalna sahi hay kutty ki ??? fast reply plz ALLAH HUM KO AN FITNO SAY BACHAE Ameen

Assalamualaikum to all brothers and sisters.

G yeh baat mujhe bhi pata chali hai keh Idreesi apni mehfilon main kutte k tarha bhonk te hain... bahar haal, is baare main InshaAllah kisi Aalim se poochna hoga, taakeh 1 mustanad jawab mil jaae...

 

Jahan tak raha Wazaaif ka mamla, to agar us main koi buri, bad-aqeedgi ya koi ghair-islami baat na ho to phir Wazaaif parhne main koi harj nahi hai. Wazaaif parhne se pehle kisi buzurg se ijazat le lain to bohot acha hoga.

Edited by Mustafa Ali
Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...