saad234 0 Posted November 11 Report Share Posted November 11 Maine aik dafa jald bazi mai online bait ki Sahih ul aqidah peer se Qadiri tariqay mai, likin mene us bait ko serious ni liya aur zindagi jaise chl rhi thi waise chalnay di kcuh arsay baad maine aik aur jaga bait k liye apply kiya kiyun k muje lagta tha k woh peer ki bait ziyada fazilat wali hai, maine bait k liye apply toh kiya, likin mene phir bait application ko reject krnay k liye aik aur email likh diya, ab bil farz agar meri bait accept hojati hai toh mai kiya krun, dono jaga se baitt tor kar phir se kahin bait krlun ya kiya? Kiyun k muje apnay liye sahi tariqah malum hogaya hai mere upar kiya hukam hai, mai 15 saal ka hun yeh sab kuch jald bazi mai huwa hai? Ab bil farz jahan dusri jaga bait k liye apply kiya aur rejection wali application ni pounchi toh mai kiya krun ga, mai abhi bait ni hona chata, aur muje lagta hai muje pata chal gaya hai konsa tariqah mere liye sahi hai, Baraiye karam jald reply kren. Quote Link to post Share on other sites
saad234 0 Posted November 11 Author Report Share Posted November 11 mai un dono peer ki bohot izat krta hun dil se likin muje lagta hai jo sahih tariqah hai woh muje pata chal gaya hai, toh koi faida ni in say bait ka agar mai galat houn toh meri rahnumai farmaiye, kiya mai bait tor kr jis tariqay mai bait krna chata houn kr loun? Quote Link to post Share on other sites
سگِ عطار 187 Posted November 16 Report Share Posted November 16 یہ دو فتویٰ پڑھیں۔ https://daruliftaahlesunnat.net/ur/kya-aik-peer-se-bait-hone-ke-baad-dosre-peer-sahib-se-bait-ho-sakte-hain https://daruliftaahlesunnat.net/ur/2-peeron-ka-mureed-hona-5139 ان سے آپ کو جواب مل جائے گا۔ جامع شرائط پیر سے بیعت توڑ کر دوسرے پیر سے بیعت کرنا ناجائز ہے۔ جبکہ دو پیروں سے مرید ہونے پر فیض نہیں پائے گا۔ یعنی اگر دوسرے پیر صاحب نے آپ کو مرید کر لیا تو یہ ایک وقت میں دو جگہ بیعت ہو جائے گی۔ البتہ دوسرے پیر سے طالب ہو سکتے ہیں۔ Quote Link to post Share on other sites
saad234 0 Posted November 19 Author Report Share Posted November 19 On 11/16/2023 at 10:20 PM, سگِ عطار said: یہ دو فتویٰ پڑھیں۔ https://daruliftaahlesunnat.net/ur/kya-aik-peer-se-bait-hone-ke-baad-dosre-peer-sahib-se-bait-ho-sakte-hain https://daruliftaahlesunnat.net/ur/2-peeron-ka-mureed-hona-5139 ان سے آپ کو جواب مل جائے گا۔ جامع شرائط پیر سے بیعت توڑ کر دوسرے پیر سے بیعت کرنا ناجائز ہے۔ جبکہ دو پیروں سے مرید ہونے پر فیض نہیں پائے گا۔ یعنی اگر دوسرے پیر صاحب نے آپ کو مرید کر لیا تو یہ ایک وقت میں دو جگہ بیعت ہو جائے گی۔ البتہ دوسرے پیر سے طالب ہو سکتے ہیں۔ Ab mai kiya krun? Maine bait application toh bhej di thi agar accept hogyi toh phir? Likin maine rejection application bhi bheji thi? Ab mai dubara un hi peer se bait hojaoun? Kiya krun mai? Quote Link to post Share on other sites
saad234 0 Posted Monday at 04:44 PM Author Report Share Posted Monday at 04:44 PM Pls reply, mai kiya krun agar dono peer se bait hogyi meri? kisko apna peer tasleem krun? kiyun k maine apni bait door e jahiliat mai ki thi. kiya krun mai? Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.