Jump to content

Malfuzat Mai Hai K Nabi Karim Shabbashi Farmatay Hai Aur Molvi Barkat Kay Janzay Wala Waqia Par Aaitaraz

Dr Zakir naik

تجویز کردہ جواب

(salam)

Ahmed raza khan Bralvi Gustakh RASOOL(SAW) ????????

Asslam Alikum

Main sab se pahle ye kahnaa chahtaa hoon agar aap waqiye Marad hain

aur aashiq rasool hone ka dawa karte hain to meri post ko delete ya edit

karne ki bjaye is ka jawab dain.

Neeche diye jane walay dalail main Ahmed raza khan ki aapni kitaboon se

ye sabat kia gaya hai ke woh Gustakh RASOOL SAW hai.

Kitab: malfozaat jild 2 page no 142

ahmed raza khan likhtaa hai ke

Nabi saw ki azwaj qabar main un ko pash ki jati hain aur nabi saw

un se sohbat krte hain. astagfirullah astagfirullah

Kitab: malfozaat

isi kitab main kahtaa hai mera 1 peer dost barkaat ahmed fout ho gaya

main us ka namaz janaza parhanee ke lia jane laga tha k mujy khwab aai

k nabi saw Ghore pe teez teezz ja rahe they main ne pochaa a hazoor saw

kahan ja rahe hain. Nabi saw ne jawab dia main barkaat ahmed ka namaz janaza

parhanee ja raha hoon.agay kahtaa hai ke Alhamdulilah woh namaz jinaza main

ne parhaai.agay kahtaa hai jab main barkaat ali ko qabar main utar raha tha

mujy Qabar main se woh khusbu aai jo Roza athar se aai thi. astagfirullah

Kitab mikyas-halviat

Abul-tawab acharvi ka baap umer acharvi

kahtaa hai main kahtaa hai jab mian apni biwi se sohbat karne jata tha nabi saw

mere pas hazar-o-nazar hotey thay. astagfirullah astagfirullah

Link to comment
Share on other sites

Koi is zakir naik se puche wahabion/deobandion ki jo gustakhian hai, uske bare me woh kiyon chup hai? THIS MEANS THIS ZAKIR NAIK IS ALSO IN THE SAME PLATFORM OF DEOBANDI/WAHABI. TELL HIM WHAT WERE THE END OF THESE GUSTAKHS.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Ahmed raza khan Bralvi Gustakh RASOOL(SAW) ????????

Asslam Alikum

Main sab se pahle ye kahnaa chahtaa hoon agar aap waqiye Marad hain

aur aashiq rasool hone ka dawa karte hain to meri post ko delete ya edit

karne ki bjaye is ka jawab dain.

Neeche diye jane walay dalail main Ahmed raza khan ki aapni kitaboon se

ye sabat kia gaya hai ke woh Gustakh RASOOL SAW hai.

Kitab: malfozaat jild 2 page no 142

ahmed raza khan likhtaa hai ke

Nabi saw ki azwaj qabar main un ko pash ki jati hain aur nabi saw

un se sohbat krte hain. astagfirullah astagfirullah

Kitab: malfozaat

isi kitab main kahtaa hai mera 1 peer dost barkaat ahmed fout ho gaya

main us ka namaz janaza parhanee ke lia jane laga tha k mujy khwab aai

k nabi saw Ghore pe teez teezz ja rahe they main ne pochaa a hazoor saw

kahan ja rahe hain. Nabi saw ne jawab dia main barkaat ahmed ka namaz janaza

parhanee ja raha hoon.agay kahtaa hai ke Alhamdulilah woh namaz jinaza main

ne parhaai.agay kahtaa hai jab main barkaat ali ko qabar main utar raha tha

mujy Qabar main se woh khusbu aai jo Roza athar se aai thi. astagfirullah

Kitab mikyas-halviat

Abul-tawab acharvi ka baap umer acharvi

kahtaa hai main kahtaa hai jab mian apni biwi se sohbat karne jata tha nabi saw

mere pas hazar-o-nazar hotey thay. astagfirullah astagfirullah

Zakir sahb aap ki post del nahi ki jaye gi kiun keh iss tarah ki post delete nahi ki jati. Khush tabai kay liye rehnay di jati hay ta keh visiters aa kar ap jaison ki posts parh kar enjoy kar sakain

Main sab se pahle ye kahnaa chahtaa hoon agar aap waqiye Marad hain

tau phir aap nay jau apnay Buhtan kay saboot main 3 hawalay paish kiye hain. sab say pehlay aap say yehi request karoon ga keh aap pehlay yeh 3 waqeat complete hawalay kay sath post kar dain.

aur inn kay scanned images bhi post karain......................Waisay mujhay umeed tau nahi keh aap nay kabhi khwab main bhi yeh books haath main pakarr kar daikhi haun gi...parhna tau door ki baat hay.

laikin phir bhi agar aap apnay aap ko sahi saabit karna chahain tau aap phir inn 3 hawalon ko scan kar kay post kar dain.....agar kissi apne Hakeem ul ummat ki zarrorat parray tau uss kay pass bhi challay jaana.

khair abb aap kay aitrazat ki tarf aatay hain. main filhal aap kay aiterazat kay jawab nahi doon ga siraf aap say hawalon kay baaray main poochoon ga ta keh mujhay woh search karnay main mushkil paish na aaye.

Kitab: malfozaat jild 2 page no 142

ahmed raza khan likhtaa hai ke

Nabi saw ki azwaj qabar main un ko pash ki jati hain aur nabi saw

un se sohbat krte hain. astagfirullah astagfirullah

yeh jau aap nay lafaz SOHBAT likha hay yeh wahan mojood hay ya nahin???

aur jau lafaz use kiyya gaya hay uss ka matlab kaya hay???

aur teesra yeh keh kaya yeh alfaz AalaHazrat kay apnay hain???

Kitab: malfozaat

isi kitab main kahtaa hai mera 1 peer dost barkaat ahmed fout ho gaya

main us ka namaz janaza parhanee ke lia jane laga tha k mujy khwab aai

k nabi saw Ghore pe teez teezz ja rahe they main ne pochaa a hazoor saw

kahan ja rahe hain. Nabi saw ne jawab dia main barkaat ahmed ka namaz janaza

parhanee ja raha hoon.agay kahtaa hai ke Alhamdulilah woh namaz jinaza main

ne parhaai.agay kahtaa hai jab main barkaat ali ko qabar main utar raha tha

mujy Qabar main se woh khusbu aai jo Roza athar se aai thi. astagfirullah

Kaya yeh khwab AalaHazrat nay daikha tha jaisa ke aap nay zikr kiyya???

aur qabar say khushboo aanay ka jumla pehlay kaha tha ya khwab kay baad main???

waisay ajeeb baat hay keh janazay kay liye banda ja raha hau aur ussay khwab bhi sath aa raha hau...

Aur Janaza Maulana Barkaat Ahmed sahib ka tha tau phir Barkaat Ali ko Qabar main kiun utaar diyya gaya???

yeh tau barra zulm hay yaar....

Kitab mikyas-halviat

Abul-tawab acharvi ka baap umer acharvi

kahtaa hai main kahtaa hai jab mian apni biwi se sohbat karne jata tha nabi saw

mere pas hazar-o-nazar hotey thay. astagfirullah astagfirullah

waisay yeh bhi khoob hay keh daawa hay keh AalaHazrat ko gustakh e Rasool sabit karoon ga aur neechay hawala Maulana umer icharwi sahib ka

khair yeh batain keh

yeh kaun si kitaab hay mikyas-halviyat???

kaya jis tarah ka ilzam aap nay lagaaya hay same wohi alfaz uss book main bhi mojood hain???

agar hain ta phir uss ko scan kar kay hamain dikhain.

abhi filhaal itna hee. pehlay aap yeh tafseel provide kar dain.

banda jawab post karnay kay liye hazir hay.....

Link to comment
Share on other sites

sab say pehlay aap say yehi request karoon ga keh aap pehlay yeh 3 waqeat complete hawalay kay sath post kar dain.

aur inn kay scanned images bhi post karain......................

MASAHA ALLAH, KAFI UMDA JAWAB DIA HAI IS KO. WOH KAHAN SE HAWALA/SABOOT/SCANNED COPY LAIYEGA.

LEKIN HAMARA FARZ BANTA HAI USE SAFAI DENE KA; FIR BHI MERA EK SUGGESTION HAI USE KUCH FIXED MUDDAT DENI CHAHIYE USKE BAD USKI BHI POL KHOL DENI CHAIYE.

Link to comment
Share on other sites

MERA TO BAS YAHI KAHNA:

"YE NAIK NAHIN; KHALNAYAK HAI

SAB SE BARA NALAIK HAI"

waah...! Janab PQRST..! Kya Khoob kahi aapne bhi...

I think... Malang ab Khalnaayak ke roop me access hona chahta hai...

ab bhi iska pehle jesa hi hashar hona chahiye..

and Great Reply by Mujtaba Bhai..! Jazakallaah Bro...

and regards, was Salaam

Edited by Qaseem
Link to comment
Share on other sites

ji Naam nihaad dr sahib yeh pehla joh masla hai azwaaaj wala, yeh talib shaytan ke saat joh munazira huwa ta alama shaukat sialvi ka usme iska jawab hai jis me unhoun ne aik aur buzurg ka bhi yehi hawala pesh kiya ta jisper talib shah zaidi ka moun band hogya aur naam nahin liya is baat ka phir, usme se yeh me aapko sunwaadoungan, jahan tak janaze ki baat hai to malfooozat shareef online hai wahan se nikaal ke hi de do kitab tumhare paas joh nahin, thanvi ki aik baheshti zewar deobandi aaj tak online nahin lagasake, agar lagate to kamazkam cooking ke liye woh book mashoor hojatai !!!

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

Main sab se pahle ye kahnaa chahtaa hoon agar aap waqiye Marad hain

DR. NAIK APP YAHAN HUM SAY DEBATE KARNAY AAYE HAIN YA HAMARI MARDANGI CHECK KARNAY AAYE HAIN.

Kitab: malfozaat jild 2 page no 142

ahmed raza khan likhtaa hai ke

Nabi saw ki azwaj qabar main un ko pash ki jati hain aur nabi saw

un se sohbat krte hain. astagfirullah astagfirullah

Kitab: malfozaat

isi kitab main kahtaa hai mera 1 peer dost barkaat ahmed fout ho gaya

main us ka namaz janaza parhanee ke lia jane laga tha k mujy khwab aai

k nabi saw Ghore pe teez teezz ja rahe they main ne pochaa a hazoor saw

kahan ja rahe hain. Nabi saw ne jawab dia main barkaat ahmed ka namaz janaza

parhanee ja raha hoon.agay kahtaa hai ke Alhamdulilah woh namaz jinaza main

ne parhaai.agay kahtaa hai jab main barkaat ali ko qabar main utar raha tha

mujy Qabar main se woh khusbu aai jo Roza athar se aai thi. astagfirullah

Kitab mikyas-halviat

Abul-tawab acharvi ka baap umer acharvi

kahtaa hai main kahtaa hai jab mian apni biwi se sohbat karne jata tha nabi saw

mere pas hazar-o-nazar hotey thay. astagfirullah astagfirullah

DR. NAIK PEHLAY APP YE SABIT KARAIN KAH JO APP NAY LIKHA HAI WO HI ALAHAZRAT NAY LIKHA HAI. BAAT RAHI SABOOT PASIH KARNAY KI TO APP KO YE BOOKS ONLINE MILJAYE GI. WESAY YE APP KAY PASS TO HOGI NAHI NA HI APP NAY YE PEHLAY KABHI PARHI HOGI.

DOOSRA YE KAH APP KAY NICK SAY YE PATA CHALTA HAI KAH APP GHAIR MUQALLID HAIN AGAR HAIN TO APP YE EBARAT QURAN O HADEES KI ROSHNI MAIN SABIT KARNI THI. SIRF EBARAT PAISH KARNA GM WALOON KA SHAWA NAHI.

APP KAY SCAN PROVES OR JAWAB KAY SUB MUNTAZIR HAIN

Link to comment
Share on other sites

Asslam Alikum bhaai jan ab tak 9 logon ne jawab dia hai laken har koi counter attack kar raha hai mere sawal ka jawab koi nahi de raha. aur mere pas scaneer nahi hai laken main ye gaurantee detaa hoon ke yeh hwalay naa milaain to meri saza goli hai main ne Ahmed raza khan abhi sirf 1 book se aap ko chahraa dikhaa dia aur agar ye galat hai to phir koi lay jawab aur 1 sahib ki akal par afsos hai ke inho ne frmaya ke Ahmed raza khan ki amamat Hazroor saw kr rahe thay ao akal ke dushman kya ye barkat ahmed mere pyare Abubakar Umar usman ali se afzal hai ke unka janazaa parhane walon ne bhi ye nahi kaha ke meri amamat Hazoor karwa rahe hain astagfirullah. inshallah abhi to 1 kitab se hawalay dia hain main ahmed raza khan ki baqi kitabon se usee Nabi saw ka Gustak bhi sabat karon ga.

Dr. Naik

You will never be able to disgrace the shan of A'ala Hazrat. Numerous Deobandi/Wahabi/Gair Muqallid has tried but all miserably failed in their attempt.

It was me who has quoted that Huzoor Sal lal laho Alaihe Wassalam was the Imam of A'ala Hazrat during the Namaze Janaza. I heard this from some one and I am in search of the correct version. If I am wrong I ask forgiveness from Allah Tala for this quote and pray to Allah Tala for adhearing me to the right path of Ahle Sunnat wal Jamait.

Now come to the point. In the book Malfozaat jild-2, it is the word SHAB BASHI and not the SOHBAT as you claim. Search the dictionary for the meaning of SHAB BASHI. Further it is not the qoute of A'ala Hazrat, but of some other buzurg, which he has mentioned in the book.

Regarding khushbu coming from the qabar. What is the wrong with this. Our Aqa' Sal lal laho Alaihe Wassalam always visit in the Qabra of his ummati. In this case A'ala Hazrat had rightly got the same khusbu as of Roza e Athar. A'ala Hazrat once recognised the khushbu coming from one of the Ale Rasool in Bareli Shareef. You have heard the matter of Doli and Sayied. If A'ala Hazrat can recognise the khushbu of unknown Sayeid Zada then what is strange in identifing the similar khushbu of Roza Athar. However the non believer like Wahabi/Deobandi/Gair Muqallid will never get that khushbu. After all this Khushbu is for the imanwala and not for the be-iman.

Regarding the book MIKYAS-HALVIAT. I dont know who has written the book. Give proof about the writer of this book. Remember always be sure before trying to malign some one or else Allah Tala will surely punish the GUSTAKH OF RASUL/SAHABA/AULIA.

Insha Allah you will never be able to malign A'ala Hazrat.

You have mentioned that GOLI is the punishment. Then be ready for facing your punisment incase you do not give the evidence/proof in your allegation.

I pray to Allah Tala to show you the right path, and give due respect to RASOOL/SAHABA/AULIA.

Link to comment
Share on other sites

Aslamualikum

waisey to me zakir sahib se kafi kuch kehna chahta tha lekin KHALIL RANA sahab ke mufasil dandan shikan jawab ke bad ab me zakir ki bad hawasiyoon ka sirf tamasha dekhon ga aur meri sarey sunni bhaiyoon se madni iltija hai k is shaks ko jawab na diya jaye agar ye phir se apna wohi andaz barqarar rakhe jis me is badbakht ne IMAM E AHLESUNNAT jaisey aashiqoon ke imam ke hazoor ghustakhi ki hai to aisi post ko del kar diya jaye.

And Dr Naik,

Doosron ko adab e mubahisa sikhaney ki bajaye khud apna andaz theek kar le. na to khud qabile yaqeen baat kar sakta hai aur na kisi aur ki bat ka jawab dena ata hai, bada aya aitraaz karney wala, lakeer ka faqeer na bano.

Link to comment
Share on other sites

(salam) Khalil Sahib

(azw)(ja) buhat acha reply kiyya hay aap nay.

Asslam Alikum bhaai jan ab tak 9 logon ne jawab dia hai laken har koi counter attack kar raha hai mere sawal ka jawab koi nahi de raha.

aur mere pas scaneer nahi hai laken main ye gaurantee detaa hoon ke yeh hwalay naa milaain to meri saza goli hai

main ne Ahmed raza khan abhi sirf 1 book se aap ko chahraa dikhaa dia aur agar ye galat hai to phir koi lay jawab aur 1 sahib ki akal par afsos hai ke inho ne frmaya ke Ahmed raza khan ki amamat Hazroor saw kr rahe thay ao akal ke dushman kya ye barkat ahmed mere pyare Abubakar Umar usman ali se afzal hai ke unka janazaa parhane walon ne bhi ye nahi kaha ke meri amamat Hazoor karwa rahe hain astagfirullah. inshallah abhi to 1 kitab se hawalay dia hain main ahmed raza khan ki baqi kitabon se usee Nabi saw ka Gustak bhi sabat karon ga.

Sab say pehlay tau aap ki aqal-o-feham par mujhay hairat hay keh aap say agar koi hawala maang lay tau aap ussay counter attack samjhtay hain

aur jahan tak aap nay kaha keh mujhay kissi nay jawab nahi diyya. tau bhai abhi tau baat start hui thi aur aap kay aiteraz kay jawab main hum nay bhi kuch aiterazat aur mutalbat kiye thay. jin ko poora karnay aur jawab daini ki aap main himmat nahi hay.....shaid koi kamzori hay jis kay tanay aap doosron ko daitay hain

baherhaal aap nay har hawalay main Ghalatian ki hain.

aap nay pehlay hawlay ka likha hay

Kitab: malfozaat jild 2 page no 142

ahmed raza khan likhtaa hai ke

Nabi saw ki azwaj qabar main un ko pash ki jati hain aur nabi saw

un se sohbat krte hain. astagfirullah astagfirullah

1...halankeh yeh Malfoozat kay hissa# 3 main hay. aur page # 30 hay na keh 142

2...aur aap nay lafaz bhi ghalat use kiyya hay. aur apni zehni o baatni khrafat ka muzahira kartay huway Shab Bashi kay lafaz kau Sohbat say badal diyya

3....Shab Bashi ka matlab Fairauz ul Lughaat main Raat rehnay ko likha gaya hay.zaroori nahi keh shab baashi ka wohi matlab hau jau tum nay liyya hay

aur agar iss ka wohi matlab hay jau tum nay likha hay tau phir yeh neechay jau AntiHadeeson kay maslak ka tarjuman haftroza Al-Islam kay 30Dec 1983, 16 rabbi ul awwal 1404 hijri kay risalay main Arab Shaikhon ki Pakistan aamad ka zikr hay.

Ussi main hay keh uss Arabi shaeikhon kay wafd ki SHAB BASHI ka intezam 111 Multan road par kiya gyaa tha.

abb mera tum say sawal yeh hay keh

kaya unn Sheikhon ki apni beewian unn kay sath thi jin kay sath unhon nay SHAB BASHI ki thi................tau aap ka jawab hau ga keh nahi kiun keh uss wafd main kissi khatoon ka zikr nahi hay.

ya phir AhleHadees molvion nay jaisay Sadiq Kohati ex ahlehadees kay liye LARRKIYAN HAASIL KAR RAHAY THAY,ussi tarah inn Sheikhon kay liye apnay Ullma say rabrtay kar kay Sheikhon ki SHAB BASHI ka intezam kiyya tha???

aakhir kau Riyal milnay thay intezam tau karna parrna tha. Sadiq kohati kau tau haath say paisay bhi day rahay thay aur larrkiyan bhi day rahay thay.yahan tau phir Rayal milnay thay ALLAH jaanay kaya huwa hau ga.

post-367-1200686921.jpg

post-367-1200686977.jpg

doosray hawalay main poora waqea hee aagay peechay hay aur kai baatain ghalat hain.

isi kitab main kahtaa hai mera 1 peer dost barkaat ahmed fout ho gaya

main us ka namaz janaza parhanee ke lia jane laga tha k mujy khwab aai

k nabi saw Ghore pe teez teezz ja rahe they main ne pochaa a hazoor saw

kahan ja rahe hain. Nabi saw ne jawab dia main barkaat ahmed ka namaz janaza

parhanee ja raha hoon.agay kahtaa hai ke Alhamdulilah woh namaz jinaza main

ne parhaai.agay kahtaa hai jab main barkaat ali ko qabar main utar raha tha

mujy Qabar main se woh khusbu aai jo Roza athar se aai thi. astagfirullah

1....Sab say pehlay Qabar say khushboo aanay ka zikr hay.

2....phir khwaab Molvi Syid Ameer Ahmed sahib nay daikha tha jab keh aap kay hawalay main woh khwaab AalaHazrat nay daikha hay jau keh bilkul ghalat hay.

3....Phir Maulana Barkaat Ahmed ka janaza tha aur aap nay Barkaat Ali ko Dafan karwa diyya

aur jahan tak baat hay tumharay teesray hawlay ki

Kitab mikyas-halviat

Abul-tawab acharvi ka baap umer acharvi

kahtaa hai main kahtaa hai jab mian apni biwi se sohbat karne jata tha nabi saw

mere pas hazar-o-nazar hotey thay. astagfirullah astagfirullah

1...tau sab say pehlay book ka naam hee ghalat hay...book ka naam MIKYAAS-E-HANFIYYAT hay

2...doosra jau aap nay likha woh wahan mojood nahi keh main jab jaata tha......................

wahan kuch aur likha huwa hay jau keh tumharay naqal karda hawalay kay mutabiq nahi.

abb aap ka yeh kehna

aur mere pas scaneer nahi hai laken main ye gaurantee detaa hoon ke yeh hwalay naa milaain to meri saza goli hai

tau bahi kaun tumharay jaisay banday par Pistol ki golli waste karray ga .Haan agar aap ki muraad CHOOHAY MAAR GOLLION(RAT KILLING) say hay tau phir socha ja sakta hay.

Link to comment
Share on other sites

Subhan Allah azawajal.. bohat mufasil jawab diya hai ... Rana sahib ne..

Asslam Alikum

1 o akal se padal tumhara Ahmed raza khan kah raha hai ke Nabi saw ki azwaj Sohbat k lia pesh ki jati hain yani us ka kahne ka matlab hai k ye us ko ye nazar a raha hai varna wo asa na kahta nahi to us ko ye kase maloom hai Astagfirullah[Text deleted]

2 Aur jab pyare Nabi saw is duniya se tashref lay gai to wazya tor par ahadees par majood hai k sahaba ke Gum ki had na thi janb umar ki tangon se jase jan hi nikal gai aur janb bilal ke anso na rukte they. aur 1 tera Ahmed raza kahn kahta hai ke Nabi saw mere samne a ke janaze parhate hain oy is ka matlab hai ahmed raza khan Janab umar se bhi bara mutqi ho gaya jis ko har waqt Hazoor saw nazar atey hain aur janab umar ko nahi [Karor martaba lanat hai Yazeed kay hamion par]

3 aur tesre acrvi walay hawaly ka bhi jawab nahi de saka tu.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Mujtaba bhai aur Khalil Rana Bhai.

JAZAK ALLAH

Apka ne beshak Dr.Naik ko lajawab kar dia. Ab to unke pas ek hi rasta hai woh ye ki jo unhon ne khud bataya hai; yani GOLI khane ki.

Ab hame ye dekhna hai ke wo konsi GOLI khana pasand karte hain? Unhen to maloom hi hoga kon si GOLI kis marz ki dawa hai; aakhir wo to doctor bhi hain.

Meri to Allah Tala se dua hai ki Dr.Naik koi aisi GOLI kha lein jis se unhen TAUBA nasib ho aur A'ALA HAZRAT ke aashiq bhi ho jain.

Edited by pqrst313
Link to comment
Share on other sites

(salam) (tamam hee sunni bhaiuyn ko)

bhaiuyn yeh naik jasa logon say behas karna fazul hee hota mujh ko Moulana Kokab Noorani ka sunya hoa 1 waqaia yaad ata hay in jaison ko dekh ker: He said:

"1 chota bacha apni am'ma k pass aya or poocha k kaw'wa (crow) kis rung(colour) ka hota hay am'ma nay jawab dia kalay rung(black colour) ka or betay say poocha kia baat hay? betay na kaha am'ma may na shurt lagayee hay k kaw'wa sufaid rung ka hota hay. am'ma nay kaha phir to tum shart haar gai, kaw'wa to kalay rung ka hota hay. beta nay kaha am'ma may nahee haronga. am'ma nay kaha q nahee haray ga, kaw'wa to kalay rung ka hota hay. to betay nay kaha am'ma may mano gee hee nahee apnee zid par ara rahonga ka kaw'wa sufaid hee hota hay."

to yahee haal is nalik dr or is ka barun ka hay her sabut dekh ker bhee andhay hee banay rehtay hain k jawab do jawab do, sahee kaha kisi nay k

Khuda jub deen leta hay, to aqlein cheen leta hay.

dr naik ager tum ko jawab chaye to sawal ko scan kar ka post kardo na tumhara pass scanner nahee to kisi bhee shop say scan karwalo, saudia kee buhut kamayee hogee tumhara pass.

Link to comment
Share on other sites

Mr zakr naik sab say pehlay tau main aap ko warn kar doon keh aap abusive alfaz use mat karain. jab Munh torr jawab mil gaya aur kuch kehnay kay qabil nahi hau tau phir gaaliyan daina start kar di hain.

behtar hay keh tum khud hee Choohay Maar Gollian kha lau. jais akeh tum nay apnay liye saza tajweez ki hay

Asslam Alikum

1 o akal se padal tumhara Ahmed raza khan kah raha hai ke Nabi saw ki azwaj Sohbat k lia pesh ki jati hain yani us ka kahne ka matlab hai k ye us ko ye nazar a raha hai varna wo asa na kahta nahi to us ko ye kase maloom hai Astagfirullah[Text deleted]

Tum Wahabi honay ki wajah say aqal say paidal aur aqal kay andhay hau. Malfoozat ki ibarat main wazeh likha huwa hay SAYYIDI MUHAMMAD BIN ABDULBAQI ZURQANI rehmatullah alaih farmatay hain keh Anbiya karam ki qaboor mutahera main Azwaj mutaheraat paish ki jaati hain aur woh unn kay sath shab bashi farmatay hain.

jumla siraf itna sa tha aur tum apnay andar ki ghalazat aur bayhooda soch ko AalaHazrat kay zimmay laga rahay hau.

Yeh Imam Muhammad bin AbduBaqi Zurqani Maliki musannif Sharh Muwahib Laduniya ka qaul hay jau unhon nay apni kitab SHARH ZURQANI JILD#6 PAGE #169 par likha hay jis ko AalaHazrat nay naqal kiyya hay.

jau kuch tum mughalezat keh rahay hau woh sab tum Imam Zurqani ko bhi keh rahay hau. Tau AalaHazrat ki tau tumhain koi sharm o lehaz nahi kam az kam Imam Zurqani Maliki ka hee lehaz kar lau.

kaya tumhain apnay Ismail Dehlvi ki ibarat yaad nahi jau keh uss nay Sirat e Mustaqeem main likhi hay keh

NAMAZ MAIN ZINNA KAY WASWASAY SAY APNI BEEWI SAY MUJAME'AT(SUHBAT) KA KHYAL BEHTAR HAY...............

tau phir tau tum laug apni namaz main yehi kuch sochtay rehtay hau gay kiun keh tumharay shah ismail qateel tau issay behtar ammal qarar day rahay hain.

tau Kaya Namaz main Zinna ya apni beewi say Mujame'at ka khyaal namaz kay taqaddus kay khilaf nahi. aur Namaz jaisi Pakeeza aur rohani ibadat kay sath Bay Adabi nahi???

mazeed yeh keh jau tumharay Ehsan ilahi zaheer & comapny nay ARAB SHEIKHON ki shab bashi ka intezam kiyya tha uss main unn sheikhon ki apni beewian thi ya keh AhleHAdees molvion nay riyalon ki khaatir Sadiq Kohati walay muamlay ki tarah larrkion ka intezam kar kay diyya tha????

iss ka jwab zaroor daina agar tumhara ilaaj mukammal ho gaya hay.

2 Aur jab pyare Nabi saw is duniya se tashref lay gai to wazya tor par ahadees par majood hai k sahaba ke Gum ki had na thi janb umar ki tangon se jase jan hi nikal gai aur janb bilal ke anso na rukte they. aur 1 tera Ahmed raza kahn kahta hai ke Nabi saw mere samne a ke janaze parhate hain oy is ka matlab hai ahmed raza khan Janab umar se bhi bara mutqi ho gaya jis ko har waqt Hazoor saw nazar atey hain aur janab umar ko nahi

Zakir nalaiq shaib aap ko urdu parhna nahi aati. complete waqea aik dafa phir parh lau shaid tumhari aqal main kuch aa jaye. awwal tau khwab AalaHazrat nay nahi balkeh Maulana Sayid Ameer Ahmed sahib nay daikha tha aur tum kuch aur hee likh rahay hau

aur baqi yeh jau tum nay Rasool ALLAH(saw) kay wisaal par Sahaba kay ghamgeen honay ki guftugu ki hay iss abass guftugu ka iss behas say koi ta'luq nahi hay. behtar hay jau baat ahu rahi hay ussi baaray main baat karo agar MARDAANGI KA ILAAJ HO GAYA HAY.

3 aur tesre acrvi walay hawaly ka bhi jawab nahi de saka tu.

aur tumhara tau kawwa sufaid hay tum nay kaya kissi ka jawab tasleem karna hay. apni saza par amal karo.

Link to comment
Share on other sites

Dr. Naik, jo kuch tum ne kaha hai kiya yeh firqa wariyat nahi? Kiya is se "MUSALMANON" k ittehad main farq nahi aega? ham kuch wahabion k khilaf kuch kahain to tumhain aag lag jati hai, aur jab tum kuch kaho to woh firqa wariyat nahi?

Nice answers Mujtaba bhai...!

Link to comment
Share on other sites

ڈاکٹر نائک جواب دو

حضور علیہ الصلوۃ و السلام کی حکیم برکات احمد علیہ الرحمۃ کی نماز جنازہ میں شرکت باطنی طور پر ہے ـ آپ بتائیں اگر کوئی مر جائے اور خواب میں کسی نے دیکہا کہ حضور سید عالم صلی اللہ تعالی علیہ وسلم اس کی نماز جنازہ پڑھنے کیلئے جارہے ہیں تو مسلمانوں پر اس کی نماز جنازہ پڑھنی فرض ہے یا نہیں ؟

اگر اس کی نماز جنازہ مسلمان نہ پڑھیں اور یونہی دفن کر دیں تو فرض کفایہ کے تارک ہو کر گنہگار ہوں گے یا نہیں ؟

اور اگر اس کی نماز جنازہ پڑھی جائے تو بغیر جماعت اور امام کے یا امام کے ساتھ ؟

اگر کوئی امام بنایا جائے تو یہ امام حضور علیہ الصلوۃ و السلام کا مقتدی ہوگا یا امام ؟

کسی امتی کا حضور علیہ الصلوۃ و السلام کی امامت کرنا کفر ہے یا فسق یا مکروہ یا ان میں سے کچھ نہیں ۔؟

کیا محض امامت سے امام کا مقتدی سے افضل ہونا لازم ہے ؟

کیا افضل کی موجودگی میں مفضول کا امام ہونا کفر ہے یا فسق یا مکروہ ہے ؟

صاحب تفسیر روح البیان فرماتے ہیں : ـ

قال الامام الغزالی و الرسول علیہ السلام لہ الخیار فی طواف العالم مع ارواح الصحابۃ لقد راہ کثیر من الاولیاء ـ

( تفسیر روح البیان ، صفحہ 99 ، جلد 10 )

امام غزالی علیہ الرحمۃ نے فرمایا کہ حضور علیہ الصلوۃ و السلام کو دنیا میں سیر فرمانے کا اپنے صحابہ کرام کی روحوں کے ساتھ اختیار ہے ـ آپ کو بہت سے اولیاء نے دیکھا ہے ـ

حافظ ابن قیم لکھتے ہیں : ـ

بہت دفعہ لوگوں نے رحمت عالم صلی اللہ تعالی علیہ و سلم کو معہ حضرت ابوبکر رضی اللہ عنہ و حضرت عمر رضی اللہ عنہ خواب میں دیکھا کہ ان کی روحوں نے کافروں اور ظالموں کے لشکروں کو شکست دے دی ـ پھر اس کا ظہور بھی ہوا ـ ٹڈی دل لشکر نہتے کمزور اور تھوڑے سے مسلمانوں سے شکست کھا گیا ـ

( کتاب الروح ، صحفہ 126 )

نائک اب بولو ابن قیم بھی حضرت عمر رضی اللہ تعالی عنہ سے افضل ہے ؟ وہاں اعلحضرت خواب کی بات کر رہے ہیں اور ابن قیم جاگتے میں دیکھنے کی بات کر رہا ہے ـ

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...