MuhammedAli Posted March 26 Report Share Posted March 26 Deobandiyun nay upar walay print mein tahreef ki heh. Asal print mein thah: jo nah kabi maray na kabi kam howay Is upar wali ibarat par puranay print darkar hen aik ta kay qatti tor par sabat keeya ja sakay kay yeh kameenay khud nahin badaltay kitaben badal detay hen. Mar kar mitti mein milnay ka connection kam howay say heh ... Allah nah maray aur nah mitti mein milay yehni nah gal sarr kar kam howay ... ibarat kay sayaq o sabaq say sabat hota heh kay mitti mein milna mana dafnana mein nahin balkay galnay sarrnay say heh aur aisi soorat bad kam honay say heh. Lehaza Deobandiyun nay rawayati bey-hayahi aur apnay beyghayrat uqabir ki sunnat par amal keeya aur kitab mein tarmeem kar di. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza Posted March 27 Report Share Posted March 27 On 3/26/2024 at 4:32 PM, MuhammedAli said: jo nah kabi maray na kabi kam howay Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli Posted March 27 Author Report Share Posted March 27 (edited) Jazakallah. Aaj say 50/75/100/125/150/200 saal purani print kitab. Yeh print ya in jaisay. Edited March 27 by MuhammedAli Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza Posted March 27 Report Share Posted March 27 (edited) 2 hours ago, MuhammedAli said: Jazakallah. Aaj say 50/75/100/125/150/200 saal purani print kitab. Yeh print ya in jaisay. یہ والی تقویت الایمان 1825 میں شائع ہوئی ہے ، لیکن اس میں " نہ کبھی کم ہوۓ" کے الفاظ موجود نہیں ہیں۔ https://archive.org/details/TAKWIYATULIMANMini/page/n3/mode/1up Edited March 27 by wasim raza Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza Posted March 27 Report Share Posted March 27 2 hours ago, MuhammedAli said: Yeh print ya in jaisay. Ye Wale prints rekhta.org par maujood hain, lakin wahan par padhne ya download karne ka option maujood nahi hai... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli Posted March 28 Author Report Share Posted March 28 6 hours ago, wasim raza said: یہ والی تقویت الایمان 1825 میں شائع ہوئی ہے ، لیکن اس میں " نہ کبھی کم ہوۓ" کے الفاظ موجود نہیں ہیں۔ https://archive.org/details/TAKWIYATULIMANMini/page/n3/mode/1up Meray pass heh. Aap ko ghalat fehmi heh kay yeh print 1825 mein huwi heh. Asal kitab pehli baar 1825 mein print huwi thi. Hand wriiten note ko log ghalat mana letay hen. Yeh print 1970's ka heh. 6 hours ago, wasim raza said: Ye Wale prints rekhta.org par maujood hain, lakin wahan par padhne ya download karne ka option maujood nahi hai... Ji wahan say hi yeh photo leeyeh thay. Meray pass ye donoon print thay magr arsa daraaz ho gaya harddrive kharab ho gaya thah. Meray pass taqwiyat ul imaan kay taqriban 25 mukhtalif print thay. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza Posted March 28 Report Share Posted March 28 16 hours ago, MuhammedAli said: Aap ko ghalat fehmi heh kay yeh print 1825 1825 wali baat isi kitab mein likhi hui hai ، isiliye mujh se galti Hui ۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli Posted March 28 Author Report Share Posted March 28 1 hour ago, wasim raza said: 1825 wali baat isi kitab mein likhi hui hai ، isiliye mujh se galti Hui ۔ Ji. Samaj gaya thah. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.