Jump to content

Give Your Suggestions Here


Umm-e-Anwaar Raza

تجویز کردہ جواب

(salam)

Members Ka Buhut Shukriya.. Aap Ney Apni Qeemti Suggestions Post Ki Hain... Yahan Per Her Member Ko Suggestion Deney Ki Ijazat Hai.. Aap Apni Suggestion Naqis Samajh Ker Dein.. Key Naqis Cheez Ager Qabool Na Hoo Tu Dukh Nhin Hota Aur Qabool Ho Tu Khushi Hoti Hai..

 

SUGGESTIONS KI BAAT HO RAHI HAI TO MERI NAQIS AQAL MAIN BHI AIK SUGGESTIONS HAI ISS SAY NEW USER KO SEARCHING MAIN ASANI HO GI. MUNAZIRA & RAD E BADMAZHAB MAIN SUB CATAGORY BANA DAIN, DEOBANDIOON SAY RELATED TAMAN TOPIC DEOBANDI SESSION MAIN, WAHABIYOON SAY RELATED TAMAN TOPIC WAHABI SESSION MAIN, SHI'AT SAY RELATED TAMAM TOPIC SHIA SESSION MAIN, QADYANIYOON SAY.......................

 

(azw)(ja) Imran Bhayi... Achi Suggestion Di Aap Ney.. Iskey Liye Filhal 2 Sub Sections Ki Tarkeeb Ho Gayi Hai.. Baqi Sects Key Topic Main Section Mein Rahain... Phir Jald Hi Mazeed Sects Ki Bhi Bana Dein Gey...

 

Aur Baqi Members Ki Suggestions Main Ney Dekh Li Hain.. Jis Per Amal Dar'aamad Howa Tu Koi Team Member (ia) Yahan Reply Ker Key Aagah Ker Dey Ga.. Aur Jin Per Nhin Howa... Ho Sakta Hai Uski Kayi Wajohat Hoon Aur Main Forum Per Batayi Bhi Na Ja Sakti Hoon... Umeed Hai Tamam Members Apni Qeemati Aara Sey Aagah Kertey Rahain Gey..

 

Wasalam Ma'Al Ikram

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 87
  • Created
  • Last Reply
i request u k aaap plzzzzzzz edit session ko itna short to na kren plzzzzz......!!!

 

(salam)

Edit Time Restriction 313 Minutes Sey 526 Minutes Ker Diye Gaye Hain... Jo Key Taqreban Poney 9 Ghantey Bantey Hain...

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

wooooooooooooowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww..........!!!!!

 

(ja)(azw)(ja)(azw)(ja)(azw)

 

thnx a lottttttttttttt 4 ur favour sag e Attar bhai......!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Link to comment
Share on other sites

aik naqis raye

 

key yhan ager aik chota sa bar bna diya jay

 

aur os mein yeh ho key yesterday active topic phir day before yesterday

 

isi terha 4 ya 5 days key ho jain

 

is ka faida ye hoga key ager ajj kisi member ne vist nai kia IM ko tu ager os ne kal kisi topic mein koi qustion kia hoga tu to wo yesreday wale active topic per furann click ker key dehk sekey ga

 

jo easy hoga

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

aik naqis raye

 

key yhan ager aik chota sa bar bna diya jay

 

aur os mein yeh ho key yesterday active topic phir day before yesterday

 

isi terha 4 ya 5 days key ho jain

 

is ka faida ye hoga key ager ajj kisi member ne vist nai kia IM ko tu ager os ne kal kisi topic mein koi qustion kia hoga tu to wo yesreday wale active topic per furann click ker key dehk sekey ga

 

jo easy hoga

madina....

sister ap jab login hoti hain to jo ap ka board panel ap per show hota hay us men new posts ka option bhi hay yani jo posts kisi member ki absence men hoi hoti hain wo sari ap us option se click ker k parh sakti hain.

jazakillah (azw)

isi tarah apni suggestions se agah kerti rahain

wassalam ma'al ikram

 

Link to comment
Share on other sites

G whan sirf 3 opintin hain new posts MY LAST POST TODAYS AVTIVE TOPIC

 

MERY KHENY KA MATLANB YE HAY KEY yuon hona chiyee yani kal ki date aur kal key active topic

persunon ki date n day persunn ki active topic aik bar bana ker oss key nechey seriees mein 4 ya 5 din ki

 

mein ne wesy he suggest kia hay nahi hota tu na sahi

Link to comment
Share on other sites

<span style='font-family:Urdu Naskh Asiatype'><span style='font-size:15pt;line-height:100%'><span style='color:Green'><span style="line-height: 180%">

 

اسلام علیکم!

محترم جناب ایڈمن صاحبان! عرض ہے کہ اسلامی محفل فورم پہ اردو یونیکوڈ ٹیکسٹ لکھنے کی سہولت کو آسان کریں۔بھائی ہردفعہ اتنا لمبا کوڈ لکھنے کا وقت کس کے پاس ہے۔

نیو ٹاپک اور فاسٹ رپلائی میں اگر کوئی یونیکوڈ اردو میں لکھے تو وہ بائی ڈیفالٹ تاہوما فونٹ یا ایشیا نسخ میں ہی لکھے۔

محفل کا ڈیفالٹ فونٹ سائز تھوڑا چھوٹا ہے۔اس کو بڑا کردیں۔تاکہ ممبر کو ہر دفعہ اپنے خط کو بولڈ یا بڑا نہ کرنا پڑے۔

اور یہ کوئی مشکل کام نہیں بہت سارے فورم میں ایسا ہورہا ہے۔

میں نے تو آپ کو عرض کیا تھا کہ سارا فورم ہی یونیکوڈ میں کردیں۔

بھائی مجھے تو رومن اردو پڑھنے میں سخت کوفت ہوتی ہے۔جب ہم اردو میں لکھ سکتے ہیں تو کیوں نہ لکھیں۔

فتاوی رضویہ میں اعلی حضرت فرماتے ہیں ،فرمان فاروق اعظم رضی اللہ عنہ :عجمیوں کی زبان استعمال کرنے سے بچو کہ یہ دل میں نفاق پیدا کرتی ہے۔

پھر اعلی حضرت فرماتے ہیں کہ ہاں اردو اور فارسی کو عربی نے اپنا خادم کر لیا ہے۔(اس مفہوم سے تحریر پڑھی ہے حوالہ ابھی بھول گيا ہوں۔

یونیکوڈ ٹیکسٹ پوسٹ لکھتے وقت رکن کو ایسے ہی دکھائی دے۔جیسے ٹیکسٹ ایڈیٹر (جو آپ نے دیا ہوا ہے میں دکھائی دتی ہے۔

برائے کرم! اس بارے میں جلد پیش رفت فرمائیں۔اور دل مسلم کو خوشی داخل کر کے ثواب کمائیں۔

میرے فریاد نامے کو بغور پڑھ کر عملی جامہ پہنایا جائے۔۔اگر مجھے فون پہ حاضری دینی پڑی۔تو شاید آپ کو اچھی خاصی سننی پڑیں۔:

:lol:

</span></span></span></span>

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

Tamam Users Ki Raye Ka Buhut Shukriya...

 

MERY KHENY KA MATLANB YE HAY KEY yuon hona chiyee yani kal ki date aur kal key active topic

persunon ki date n day persunn ki active topic aik bar bana ker oss key nechey seriees mein 4 ya 5 din ki

 

Filhal Aisi Setting Mojod Nhin Hai.. Koshish Hogi Key Iski Tarkeeb Ban Jaye..

 

اسلام علیکم!

محترم جناب ایڈمن صاحبان! عرض ہے کہ اسلامی محفل فورم پہ اردو یونیکوڈ ٹیکسٹ لکھنے کی سہولت کو آسان کریں۔بھائی ہردفعہ اتنا لمبا کوڈ لکھنے کا وقت کس کے پاس ہے۔

Aik Idea Tu Hai Merey Zehn Mein Dua Kerien Ager Mumkin Ho Gaya Tu Aapka Mas'ala Hal Ho Jaye Ga..

Mager Complete Forum Unicode Mein Convert Nhin Ho Sakta... Aur By Default Urdu Naskh Nhin Ho Sakta Kiyon Key Porey Forum Ka English Font Kharab Ho Jaye Ga... Mazeed Font Size Aapki Resolution Ka Masla Hai.. Aapko 800x600 Ker Lein Yeh Masla Solve Ho Jaye Ga..

 

home page par 3-3 jagah log in ke option aapny kyu rakhy hain....kya koi wajah hai...? else 1 jagah hi option dena kafi hai...or Register ki jagah New User Register Here kar dein meri rai hai ye.. :rolleyes:

 

2 Jaga Forum Ki Default Tarkeeb Hai.. Aik Ka Izafa Main Ney Ker Diya.. :) Koshish Hogi Isko 2 Hi Rehna Diya Jaye...

 

(azw)(ja)

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

WA ALIKUM SALAM WARAHMATULLAH

 

Islami Mehfil ko mazeed behter se behter bananay k liye ap sab ki qeemti a'ara o mashweron ki zaroorat hay.

 

naqis madani masheara hey

 

jab tak IM k Team members islami bhai madnai Qafloon k musafir bantey rahein gey

 

aor islami behne madani inaamat per amal ki sa'adet pati rahein gi

 

tu wo din door nahi k IM k visit sey kafir muslimaan huney lagein

 

INSHA ALLAH AZZAWAJAL

 

kion Ammer e AHlesnnt damat baraka tuhumul Aaliya ka Faizan inn du kaamu men hey

 

pir tu IM insha Allah Faizan e Murshid sey khoob mala maal huti jayee gi

 

aik madani ilteja hey k

 

islami bha'oon k 12 aor islami behnoo k 8 madani kaamu ko khasusi tawaju k saath nafiz kerney ki tarkeeb banay jay

 

wasalam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

[jab tak IM k Team members islami bhai madnai Qafloon k musafir bantey rahein gey

 

aor islami behne madani inaamat per amal ki sa'adet pati rahein gi

 

tu wo din door nahi k IM k visit sey kafir muslimaan huney lagein

 

INSHA ALLAH AZZAWAJAL

(azw)(sa)

madina madina

faizan e attar sister bohat achay madani mashweray se nawaza.

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men ameer e ahl e sunnat (m-a) ki nigah e faiz aser se tamam islami bhaiyon or behnon ko madani inaamat or madani kaamon per ikhlas k sath amal paira honay ki madani sa'adat ata farmaye or is per ta dam e marg istiqamat ata farmaye. aaaaameeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

jazakillah (azw) sister! isi tarah apnay mufeed mashweron se nawazti rahye.

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

aslmolikum

 

aik prob hota ahy im ko opn kerney key baad

 

menu disabled baar baar hojata hay

 

aur phir login hona perta hay

 

aur emin ne ghalibaunn phley bhi requst ki thi key plz FAST REPLY waly option mein COLOUR KA OPTION REKHEIN PLZZZZZZZZZZZ

 

SMILYESS wala beyshak delete ker dein tu colouer wala rekh dein

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
aslmolikum

aik prob hota ahy im ko opn kerney key baad menu disabled baar baar hojata hay aur phir login hona perta hay

 

(salam)

Shayed Aap Key Browser Ki Cookies Option Disabled Hai.. Aur IM Opening Mein bhi Problem Hoti Hai.. Aap Browser Change Ker Key Try Ker Lein..

 

Ya Internet Explorer >> Tools >> Internet Options >> Privacy >> Cookies Option Check Ker Lein Disable Tu Nhin Hai..

 

 

aur emin ne ghalibaunn phley bhi requst ki thi key plz FAST REPLY waly option mein COLOUR KA OPTION REKHEIN PLZZZZZZZZZZZ

 

Isko Add Kerney Ka Option Nhin Hai... Fast Reply Box Mein BBCode Add Ker Key Color Diya Ja Sakta Hai...

 

[color=green]Text Here[/color]

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

(bis)

 

(saw)

 

(wasalam)

 

Meri Naqis Raye ye hai k Ye aik Islamic community hai to is main flash games ya is type ka koi aur stuff munasib nahi lagta,buhat si sites aisi mil jain gee jin per ye games etc or buhat kuch ho ga,laikin aisi sites shazo nadar he nazar aain gee jin main Madani Kids ki Behtareen parwarish k liye mawad mojud ho.un ki Islah k liye mawad mojud ho.

 

Hamari Islami Mehfil (azw)(al) Madani Kids ki islah ka mawad faraham kar rahi hai aur karti rahi gee (azw)(ia)

 

kids bazat e khud forum visit na b kar sktay hun,posts na read kar sktay hun laikin un k parents etc yahan say kids k liye buhat kuch seekh kar un ko sikha sktay hain aur yehi cheez hamain Dunia o aakhirat main b faida day gee (azw)(ia)

 

Agar aap Islamic ya Islahi lehaz say koi mashwara share karna chahain to zarur share kar sktay hain.

 

was'salam ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

(bis)

(saw)

(salam)

 

madina

Islami Mehfil aik complete islamic forum hay or yahan kids sec start kernay ka bunyadi maqsad hi yehi hay k hamain kids ko bhi madani rang men rangna hay or madani rang men rangnay k liye behad zaroori hay k unhain mukammal madani mahole faraham kiya jaye main qufl e madinah ss se agree hoon k yahan se jo mawad hasil hota hay wo kids k liye be intiha mufeed hay go k kids bazat e khud is se istifada nahi ker patay asal maqsad to bachon ki achi islami tarbiyyat hay jis k liye hamara madani kids section acha mawad faraham ker raha hay (al)

members ki raye ka behad shukriya ,jazakumullah

wassalam ma al ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

 

(bis)

 

(saw)

 

(salam)

 

 

admin bhai meri aik naqis raye hay k ap IM per is tarah ka system karein.....

 

main ne kai sites per aisa dekha hay k member ka name jo post k sath show hota hay wahan member ki join date location waghaira k sath peer o murshid name or school of thought bhi hona chahiye.....

 

is tarah hamain andaza hoga k hamaray forum per kon kon se schools of thought se related members hain or kis kis k mureed hain...

 

wesay ye meri naqis raye hay.....zaroori nahi k is per amal kiya jaye laikin ager aisa hojaye to madina madina..... fi-aman:

 

(ah)

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...