Jump to content

What Is AhleSunnat Aqeeda About 12 Imaam???


Abdul Mustafa

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

 

12 Imam bar haq hain hum Ahlesunnat wal jamat bhi unhy tasleem karty hain par is tarah nahin ki 12 imam nabiyon se afzal hain ya nabi ki misl masoom hoty hain etc etc jo shiyon ka aqeeda hain inky mutabiq or Imam Mehdi Ki amad ka saboot sahih hadeeso me mojood hai is Mozu par Shah Turabul Haq Qadri Sahab ne farmaya......

 

fi-aman:

12_imam_barhaq_hain___imam_jafar.rm

Imam_mehndi.rm

Imam_Mehndi_or_Ahle_Sunnat_ka_Aqeeda.rm

imam_mehndi_or_unki_amad_ki_alamat.rm

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Sindh k buhat hee bare Aalim, aur 8th Hijri Century k Mujaddid "Makhdoom Muhammed Hashim Thattawi" (ra) ka aik Risala mere pass hai, jis men aap ne kaha hai k "12 Imaam aur Panj Tan Paak kahina Ja'iz hai. Lakin wo m'asoomeen naheen hain. Hazrat Imam Mehdi (ra) b guzar chuke hain, aur Qareeb e Qayyamat jo aaen ge, wo Doosire honge."

 

Note: Ye Risala mere pass mojood hai, Persian men hai, aur is ka sindhi men translation b hai. Agar kissi ko aitiraaz ho to, mein scanned images upload karoonga.

 

Makhdoom Muhammed Hashim Thattawi (ra) un 4 khushnaseebon men se aik hain, jin ko Piyare AAQA (saw) ki mazzar pr Salat O Salam parhine pr jawaab b milla, jo k na sirf unihon ne khud sunna, balike wahaan pr mojood sabhi logon ne sunna hai. 3 aur buzrig ye hain: Imam Jalal ud din Suyuti Shafa'ee, Imam Muhammed Gazali, aur Imam Rifa'ee RadiAllahu Anhum.

 

(azw)(ia) poora waqia phir kabhi yahaan post karoonga.

Edited by Mudasir Yaseen
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...