Jump to content

Imam Ahmad Raza Angreaz K Agent Aik Elzam


Recommended Posts

(wasalam) alahazrat ne koi jihad k haram ka fatwa nahi dya. balke asal bat yoon hay k alahazrat se jab pocha gaya k hindustan dar ul islam hay ya dar ul harb tu alahazrat ne dar ul islam qarar dya.. is bat par wahabi deobandi najdi kehte hain k alahazrat ne chonke hindustan ko dar ul islam kaha hay is lye angraiz k agent hain.

 

wahabion deobandion najdion kharjion k shurow se ye aadat hay k inko apne ghar ki khabar nahi hoti or dosron par etaraz karne ajate hain.

 

hindustan ko ghair muqaliden k ulema ne bhi angraiz k dor main dar ul islam kaha or khud deobandi ulema ne bhi dar ul islam kaha.

 

ap ye book pedhain allama abdul hakem sharf qadri sahib rehmatullah alih ki likhi hoyi hay.

 

 

page-n.gif

page-nid01.gif

page-nid02.gif

page-nid03.gif

page-nid04.gif

page-nid05.gif

page-nid06.gif

page-nid07.gif

Link to comment
Share on other sites

Asslaam-O-Alaekom

braey meharbani. meri aik confusion clear kar dein. mein nay aik jaga parha tha kay alahazrat nay angrezon kay khilaf jihad haram qarar dia tha. Kia yeh sahi hai.Agar Hai Tu Iska reason kia tha.

 

Bhai Ala Hazrat Alaihe Rahmah ki Angraiz say Nafrat per InsahAllah mein jald aik Article post karoon ga but Deobandion/Wahabion ki Peshwaon ke Fatway aur unn ki Angraiz nawazi ki kuch misalain par lain aur dekhain ke Angraiz ke khilaf jahad kiss ne haram likhi.

Deobandi_are_British_Agent1.gif

Deobandi_are_British_Agent2.gif

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

 

YOUSUF BHAI APP KO YE TO MALOOM HOGA KAH ANGREEZOON SAY JUNG KUB HOYE THI, OR KUBKHATAM HOGAYE THI. 1857 KO YE JUNG SHROO HOYE THI, UB APP ALAHAZRAT KI WILADAT KA SAAL MALOOM KARLAIN TO APP KO PATA CHALAY GA kah ALAHAZRAT USS WAQT SIRF AIK SAAL KAY THAY.

 

AGAR 1857 KI JUNG E AZADI KAY BARAY MAIN PARHAIN TO APP KO MALOOM CHLAY GA BRELI KI COMMAND ALAHAZRAT KAY DADA YA WALID SAHIB KAY HAATH MAIN THI.

 

AGAR DEOBANDI KAY PASS ALAHAZRAT KAY AIK SAAL KI UMER KA FATWA HAI TO HAMAIN ZAROOR DAIN.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...
  • 13 years later...

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...