Jump to content

Answers Required

Mutlaashi

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

Piyar-e-Islami Bhaiyoon mere kuch sawalat hain jin k jawabat mujhay nahi mil rahay hain

1. Kia Quran Shareef main Naqsh-e-Nalain Pak (saw) rakh saktay hain ?

2. Tahir-ul-Qadri k khilaaf Fatwa kin Mufti nay dia kia wo Fatwa mil sakta hay ?

3. Sab say phelay Eid-Meelad-un-Nabi (saw) kiss nay manaya ?

4. Agar farz namaz ki teesri ya chothi rakat main sora-Fatiha k baad ager koi sorah parh li jai to kia

namaz ho jai gi ?

fi-aman:

Sajid Ali (Mutlaashi)

Link to comment
Share on other sites

4. Agar farz namaz ki teesri ya chothi rakat main sora-Fatiha k baad ager koi sorah parh li jai to kia namaz ho jai gi ?

fi-aman:

Sajid Ali (Mutlaashi)

Bhai bura nah manai but app Topics ko right section mein post kiya karain iss say app ko zyada help milay gi aghar ainda koi aisa Question ho to Fatwa Section ya Requests mein post kar liya karain.

1. Kia Quran Shareef main Naqsh-e-Nalain Pak (saw) rakh saktay hain ?

Mera khayal hai yeh jaiz nahi hoo ga per iss ka jawab koi aur hee dai tu thekh hai.

2. Tahir-ul-Qadri k khilaaf Fatwa kin Mufti nay dia kia wo Fatwa mil sakta hay ?

Click here to read about Tahir-ul-Qadri

3. Sab say phelay Eid-Meelad-un-Nabi (saw) kiss nay manaya ?

Allah Azawajal ne tamam Ambiya Alaihe Salam ki Roohon ko bulla kar :)

4. Agar farz namaz ki teesri ya chothi rakat main sora-Fatiha k baad ager koi sorah parh li jai to kia namaz ho jai gi ?

Sajda-e-Sahaw karne say namaz hoo jai gi

Link to comment
Share on other sites

1. Kia Quran Shareef main Naqsh-e-Nalain Pak rakh saktay hain ?

Dar-ul-Ifta AhleSunnat Sey Yeh Suwal Malom Kerein...

4. Agar farz namaz ki teesri ya chothi rakat main sora-Fatiha k baad ager koi sorah parh li jai to kia namaz ho jai gi ?

Sajda-e-Sahaw karne say namaz hoo jai gi

Sajda-e-Sahw Kerney Ki Hajat Nhin... Main Ney Ulema-e-Karam Sey Yeh Mas'ala Bazat-e-Khud Malom Kiya Hai...

kia yeh sahi sunni forum hay

Yeh Deobandi Forum Hai...

P.S: Topic Moved to Gerneral Discussion

Topic Key Liye Munasib Title Use Kiya Kerein.. Jis Sey Topic Ki No'iyat Malom Hoo..

Link to comment
Share on other sites

www.**************.com

what is differnce between Barelive sunni & only sunni ?????

(bis)

Aslamoalikum dear Sister,

Barelive Sunnis or Sunnis mein koi difference nahi hai.Barely

India mein jagah hai wahan k Muslims Barelive Sunni kahlaen gae.Aqeeda Barelivon ka Bilkul right hai ham Pakistan mein rahte hein to ham bhe Sunni hein per Pakistan k rahne wale.Imam Ahmed raza Khan(RahmatullahAaleh) Barelive

Ka Ta'aluk India say hai.Or Aap ko Pata hi hai k wo Itne bare Allah (azw) k Wali Gushre hein.Ye alag baat hai k baadAqeeda log bhe apne aap ko agar sunni kahte hein just like wahabis,deobandies etc

If ive said something wrong than plz correct me.

AllahHafiz.

Edited by Hanafi Muslima
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Dear sisrer ap ki baat durust ha k Barelive sunni aur sunni may koi difference nahi lakin Barali say tauluq rakhnay walay log Barelive sunni nahi khahlayae gay asal baat yeh ha k Sahaba Karam k dor say deobandi wahabi firqay banay say pehlay tak sab sunni hi kahlatay thay kiyon k sab hi sahaba Karam k tareeqay par chaltay thay aur Sahaba Karam to Aqa (saw) k tareeqay par chaltay thay deobandi wahabi ham par itiraz kartay ha k inhon nay konsa new firqa nikal liya ha to Sunni ulma-e-Karam is ko yu bayan farmatay ha k ham ab b wahi ha jo pehlay thay new firqay banay ki wajah say hamara naam tabdeel hua ulma-e-karam farmatay ha jasay pehlay gee milta tha to shopkeeper say yeh nahi kaha jata tha k desi gee do yeh already confirm hota tha k desi hi milta ha phir jab is may milawat shuru hoi to phir shopkeeper say kaha jata tha k gee day do aur poshna parta tha k desi ha phir is may aur milawat hoi to ab log shopkeeper say kahtay ha k gee ha aur phir poshtay ha k khalis desi ha

isi tarah pehlay sab sunni thay aur kisi ko bi sunni ka naam nahi diya jata tha phir jab is may milawat honay lagi yani new firqay banay lagay to logon nay hamain sunni kahna shuru kar diya phir jab aur firqay banay to unhon nay khod ko sunni kahna shuru kar diya jasay deobandi kahtay ha to phir logon nay hamay ALAHAZRAT(Rehmatullah Alaihe) ki nisbat say sunni barelive kahna shuru kar diya yani jasay jasay is may milawat hoti gai wasay hi us ki munasbat say naam tabdeel hota giya ha ham wahi jo pehlay thay yani sahaba karm k tareeqay par chalnay walay ham koi new firqa nahi ha yeh khod new firqa ha

INSHA ALLAH (azw) mujay umeed ha k meri dono sisters ko ab samag a gai ho gi fi-aman:

WaalikumSalamm dear siter Marhaba,

aap ne sahi likha hai laikein mjhe aap ki baat bilkul samaj nahi Aai.Agar aap dobara se easy kar k samajaen.

JazakAllah & AllahHafiz

Link to comment
Share on other sites

4. Agar farz namaz ki teesri ya chothi rakat main sora-Fatiha k baad ager koi sorah parh li jai to kia

namaz ho jai gi ?

fi-aman:

(wasalam)

ji namaz ho jayegi, sajda sahu karny ki hajat nahin.... Shah Turabul Haq Qadri Sahab ka fatwa.....

3rd___4th__rakat_of_sunnat_farz_namaz___adding_surat___sajda_sahu.mp3

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

4. Agar farz namaz ki teesri ya chothi rakat main sora-Fatiha k baad ager koi sorah parh li jai to kia

namaz ho jai gi ?

ager sunnet e moaqda mein tesri rakat mein sora fatiha key baad surat na milaii aur akhir mein sajda e sahw ker lia tu namz ho gai?

iska jawab upar di gayi clip me mojood tha phir bhi...

sunnat e moqida/gher moqida ki 3rd & 4th Rakat me sure Fatiha parhna bhi wajib hai or Surat Milana Bhi Wajib hai agar koi sure fatiha ke baad surat milana bhool gaya to wajib siry se tark hony ki bina par sajad sahu karna lazmi hoga...bina sajda sahu namaz nahin hogi.

par agar sunnat e moqida/gher moqida ki 3rd & 4th Rakat me mutalaq sure fatiha hi parhna bhool gaya to phir sajda sahu se bhi namaz nahin hogi ki siry se quran e majeed ka parhna tark kiya...namaz duhrana hogi.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...