Jump to content

Deobandi Mazhab k aik Admi ka Ghaib ka Mushahida


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

  • 2 months later...
kashf or ilm e gaib may fark hota hay

kashf may wasta hota hay jabkey ilm e gaib may wasta nahi hota

 

prince sahib kon si luqat main ye tareef likhi hai zara hamain hi to batayeen ta kah iss defination ko hum bhi jan sakhain, luqat nahi to kissi na kissi nay to ye tareef ki ho gi haan deobandi , wahabi , shia , qadyani kay elawa app kisi ki bhi kitab ka hawala de dain, hamain qabool hai.

 

lakin tareef wo hi honi chahiye jo app nay bayan ki.

Link to comment
Share on other sites

ap ko chahiye k Hamdiya Ma'a Rashidiya parh lain kiun k arabic to apko ati nahi ho gi zaroor kuch afaqa ho ga

yahan daleel ap k zima thi koi hawala ap paish kartey or meri baat ko galat kehtey na k mere sey hawala mangna shuru kar dain

agar ap ko meri baat galat lagti hay to hawala piash karain pr isko galat sabit kar dain

may phir kabi agar aya to dekh lon ga

Link to comment
Share on other sites

main nay iss tareef ka rad to kia nahi main nay airf itna poocha hai kah app nay jo tareef likhi hai uss ka hawala de dain, lakin kahan say layeen gay deobandioon nay apni kitabain nahi parhi hoti hain to wo becharay aimma hazrat ki kitabain kahan say parhain gay.

 

phir app nay gaib ki baat kar di mujah arabi aati hai ya nahi. ebarat app nay code ki hai main nay nahi iss ka hawala app kay zimmah hai, halawa dain phir iss ka rad bhi karain gay. app say abhi sirf hawala manga to app tilmila uthay. abhi to hum nay rad bhi nahi kia.

 

may phir kabi agar aya to dekh lon ga

 

wesay baagnay ka accha bahana hai. keep it up sub deobandioon ka ye hi haal hai. hawala mango to shia ki tarhah purrrrrrrrrrrrr.

 

waiting for ur reply and reference.

Link to comment
Share on other sites

kashf or ilm e gaib may fark hota hay

kashf may wasta hota hay jabkey ilm e gaib may wasta nahi hota

 

aap ilm e ghyb ko kashf se tabeer kar rahy hain jabki aapky akabir is ilm e ghyb hi kehty hain...yaqeeen nahin aaye to apny chashmo se dekh parh lein...Jo shakhs ye kahy ki Huzur ilm e ghyb par muttaleh nahin thy wo Munkir hai, Mulhid hai Zindeeq hai...Deobandi Mohaqiq sarfaraz safdar ka fatwa..

 

Link to comment
Share on other sites

agar ye meri apni definiation ho phir kese radd karo gey ???

kia hawaley k bagair meri baat ka radd nahi ho sakta

 

kyon kya hoa sunny prince deobandiat main essa koi nahi jo tumhari baat ka reference de sakhay, maan lo beta ye tumharay apnay chootay say zehan ki chawal hai, pehlay tum mano kah ye tumhari khud ki chawal hai, phir hum batain gay kah hum kiss tarhah rad karain gay.

 

agar ye tumhari chawal nahi to lao refernce or sabit karo tum doosray deobandioon ki tarhah nahi kah sirf chawalain hi martay phirain, jub reference mango to shia ki tarhah purrrrrrrrrr.

 

ya to maan lo ya hawala de do phir hum batain gaay rad kiss tarhah hota hai.

 

waiting for ur reference ya galti

Link to comment
Share on other sites

uncletom may to ye pehley hi keh raha tha k ye mere dimagh ki chawal hay

ab ap aney dimagh ki chawal bhi mar dain is key jawab k ap k gandey dimagh may kese gandi chawlain bhari hoi hain

 

ub sunny prince sahib app nay issay apnay dimaag ki chawal man hi lia hai to ub main iss ka kya jawab doon. chawaloon ka jawab dena hamari adat nahi. gudoon kay bolnay per gudoon ki tarhah awaaz nahi nikali jati Ta'uz parh kar lahool parha jata hai. :lol:

 

jub app khud apni baat ko galat keh chukah hain to main ub iss per kya tabsara karoon. B)

 

app waqiye chawal hain. :lol:

Link to comment
Share on other sites

wese brelviyon ki souhbat may reh kar koi chawal sey zayada kuch nahi ho sakta

lakin meri baat ka jawab kahan hay ???

meri baat ka jawab chawal nahi tha kam sey kam

kia ye hi tareeka hay apka **** k chaawal keh kar baat khatam kar do

Edited by Saif ul Islam
Jis say baat ho rahee hai us tak rahain plz
Link to comment
Share on other sites

sunny sahib jub app khud iss defination ko apni aqal ka chawal maan chukay hain to iss main main kya kar sakhta hoon. main nay app ko donkey ki misal di thi. app ub bhi nahi samjah to app ko ilmi jawab denay ka kya faida.

 

lakin app bazid hain kah app ko app ki baat ka jawab dia jaye. to main app ko app nay grand molvi kay alfaaz yahan code kar deta hoon.

 

islmail delvi sahib apni mashoor o maroof shirkia kitab main likhta hai:

 

"" Khayalaat, Eradah, Niyatain, Emaan o Nifaaq ka haal. jub koi ye nahi janta kah kal kia karoon ga to wo doosroon ka haal kasay jaan sakhta hai. Bahar'haal Allah kay siwah koi aa'indah ki batain apnay iktiyar say nahi jaanta. maloom hoa kah gaib dani kay dawah karnay walay sub jhootay hain : kashf, kahanat, istikhara, ramal, najoom, jafar, falain, sub jhoot or makar hain or shaitani jaal hain. ""

 

aik page kay baad likhta hai:

 

"" in sub batoon say chootay baray ajiz hain or ijz main sub barabar hain. issi tarhah ye koi baraye nahi kah Allah ta'ala gaib ki kunjian inhain de dey kah jub chaheen kisi kay dil ki baat maloom kar lain ya jiss gaib ki baat ko chaheen maloom kar lain kah falaan kay haan aulaad hogi ya nahi tijarat main faida hoga ya nahi, laraye main fatah hogi ya shikast, in batoon say sub chootay baray yaksaan bekhabar hain. ""

 

(taqviatul emaan , page 31 _ 33)

 

dekh lain app kay hi imam sahib ismail delvi ilm gain main kashf ko shamil kar rahay hain, kal ki baat batana ye sub ilm e gaib hai jo kah banda kay lia manna shirk hai. ub app nay jo kaha tah kah ilm e gaib or kashf main main farq hai, app kay imam iss aik kehtay hain ilm e gaib ki hi qisim kehtay hain, ilm gaib main shumar kartay hain.

 

baqool app kay imam islamil delvi kay khan sahib or nanotvi or iss waqia ko likhnay wala mushrik. app in ko maantay hain app mushrik, sari deobandiat mushrik.

Link to comment
Share on other sites

aap ilm e ghyb ko kashf se tabeer kar rahy hain jabki aapky akabir is ilm e ghyb hi kehty hain...yaqeeen nahin aaye to apny chashmo se dekh parh lein...Jo shakhs ye kahy ki Huzur ilm e ghyb par muttaleh nahin thy wo Munkir hai, Mulhid hai Zindeeq hai...Deobandi Mohaqiq sarfaraz safdar ka fatwa..

 

scan page paish karo Azala Tur Raib ka

 

sunny sahib jub app khud iss defination ko apni aqal ka chawal maan chukay hain to iss main main kya kar sakhta hoon. main nay app ko donkey ki misal di thi. app ub bhi nahi samjah to app ko ilmi jawab denay ka kya faida.

 

lakin app bazid hain kah app ko app ki baat ka jawab dia jaye. to main app ko app nay grand molvi kay alfaaz yahan code kar deta hoon.

 

islmail delvi sahib apni mashoor o maroof shirkia kitab main likhta hai:

 

"" Khayalaat, Eradah, Niyatain, Emaan o Nifaaq ka haal. jub koi ye nahi janta kah kal kia karoon ga to wo doosroon ka haal kasay jaan sakhta hai. Bahar'haal Allah kay siwah koi aa'indah ki batain apnay iktiyar say nahi jaanta. maloom hoa kah gaib dani kay dawah karnay walay sub jhootay hain : kashf, kahanat, istikhara, ramal, najoom, jafar, falain, sub jhoot or makar hain or shaitani jaal hain. ""

 

aik page kay baad likhta hai:

 

"" in sub batoon say chootay baray ajiz hain or ijz main sub barabar hain. issi tarhah ye koi baraye nahi kah Allah ta'ala gaib ki kunjian inhain de dey kah jub chaheen kisi kay dil ki baat maloom kar lain ya jiss gaib ki baat ko chaheen maloom kar lain kah falaan kay haan aulaad hogi ya nahi tijarat main faida hoga ya nahi, laraye main fatah hogi ya shikast, in batoon say sub chootay baray yaksaan bekhabar hain. ""

 

(taqviatul emaan , page 31 _ 33)

 

dekh lain app kay hi imam sahib ismail delvi ilm gain main kashf ko shamil kar rahay hain, kal ki baat batana ye sub ilm e gaib hai jo kah banda kay lia manna shirk hai. ub app nay jo kaha tah kah ilm e gaib or kashf main main farq hai, app kay imam iss aik kehtay hain ilm e gaib ki hi qisim kehtay hain, ilm gaib main shumar kartay hain.

 

baqool app kay imam islamil delvi kay khan sahib or nanotvi or iss waqia ko likhnay wala mushrik. app in ko maantay hain app mushrik, sari deobandiat mushrik.

 

shayad ap nay meri baat nahi samjhi doubara samajh lain

Kashf May wasta hota hay or Ilm e Gaib Bila wasta hota hay

Mujey is baat ka jawab chahiye hay kashf k ilm e gaib honey ya na honey ka nahi chahiye

Link to comment
Share on other sites

scan page paish karo Azala Tur Raib ka

 

koi faida nahin jitny hawalo ke scan pages diye unhy to tum kawwy ka gosht samajh kar hazam kar gaye mazeed scan pages ka kya karna hai bhook miti nahi kya .. :lol: ? thanwi sahab ka fatwa tumhy itna kamzaraf lagta hai ki sarfaraz safdar ki kitab ka hawala mangta hai ? :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

koi faida nahin jitny hawalo ke scan pages diye unhy to tum kawwy ka gosht samajh kar hazam kar gaye mazeed scan pages ka kya karna hai bhook miti nahi kya .. :lol: ? thanwi sahab ka fatwa tumhy itna kamzaraf lagta hai ki sarfaraz safdar ki kitab ka hawala mangta hai ? :rolleyes:

yaar tum scan page to do ho sakta hay may maan jaon ya ho sakta hay koi or parh kar maan jaye

Link to comment
Share on other sites

yaar tum scan page to do ho sakta hay may maan jaon ya ho sakta hay koi or parh kar maan jaye

 

kaha na koi faida nahin manny waly ke liye ek saboot hi kaafi hai....manny waly hoty to hakeemul kitchen sahab thanwi (biscuit nan khatai paw gosht sabun waly mujadid) ka man gaye hoty,

 

kuch to akabir ka khayal karo wo to atai uloom e ghybiya ko qubool kar rahy hain...dekho wo kya farma rahy hai or tum deobandi uhi ke mooh par thook rahy ho....

thanwi__accpeted_2.jpg

thanwi__accpeted_3.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...