Bismillah 3 Posted September 16, 2008 Report Share Posted September 16, 2008 jee han mein sajda karne ka tareeqa janana chahta hoon. Quote Link to post Share on other sites
Raza ka ghulam 4 Posted September 22, 2008 Report Share Posted September 22, 2008 Maafi chahta houn aap ke sawaal ka jawaab bahut deerse deraha houn. Sajda karne ka tareeqa ye hai ke Allahuakbar ke ke sajde main chale jayein aur 1 , 3 , 5, ya 7 martaba subaanarabbiyalaala kahe aur Allahuakbar kahe ke sajde se uth jayein. Aap ka sajda hojayega. Jab sajda karne ki aayat aati hai tu sajda kiya jata hai aur agar aap us waqt sajda nahi karein tu pura para ya quraan sharif complete hone ke baad sajde kitne karna hai count kar ke sajda kar na hoga. Quraan sharif main total 14 sajde honge. main ne jo ye jawaab diya tha ke pura para ya pura quraan padne ke baad ek saat pure sajde kar sakte hain is ka matal ye hai ke ek hi jalse main yani ek saat agar pura para pade ya phir puri quraan padein tu kar sakte hain. Magar sajda jald se jald ada kar dena hoga. Warna ghunah gaar honge. Agar abhi bhi kuch sawaal aaye tu kijiyega. Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.