Jump to content

Dars-e-Nizami course mey kiya perhatay hain?

Faizan-e-Mustafa

تجویز کردہ جواب

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

(saw)

Sayyida Fatima ss..........

plzzzzzzz allow my PM's aap ny setting esi ki hui hy k apko PM's nhe ja rahy..........plzzzzzzzz ss change ur settings.........!!!!!!

Sis, I understand what the problem is. I will contact the admin. I also cannot send you any PM.

Edited by Sayyida Fatima
Link to comment
Share on other sites

(salam)

yeh hamrii lea bhut khusqismetii ki batt hay key MUFTI AKMAL jesii shekseeit ka student hamreey derman hay sab ko muftii sb key baerry mein janneyy ka aur speciilly acedmyy key baryy mein janna ka moqa milyy ga

tu yeh batiyee key ap ne ksi age mein start lia ? atleast insan ko ktna matrure hona chiyeee ? duniwi taleem ktnii honii chiyee ? in key replys on sab key lea fruitfull hoga jo kerna chatyy hain

aur MASHLLAH muftii sahib kesyy teacher hain? kia subject letyy hain?

Edited by search4haq
Link to comment
Share on other sites

Well gr8 aap ki niyyat achi hai.... per Im sure aap ne Mufti sahib se zarur suna hoga k girlz ko buhat soch samajh ker Hifz kerna chahiye. Coz Hifz kerna aasaan hai per yaad rakhna mushqil. And married life mai time mushqil se hi milta hai revision kerne ka.... so just take care of tht!

no brother u got it wrong i want to do DARSE E NAZAMI taq key hamrii familyy mein bhi ILM E DEEN ki roshnii ho seky ji ALHMDOLIHA i ve lisned from mufti sb a bout hifze e quran HUMEIN TUU WO WO BATIN MALOOM HOII HAIN MUFTII SAB sey jo humin kabhii nahi pata thee aur ub jab hum ksi ko kuch batein tu samneyy wala manneyy ko tiyar nahii hota ap ne mufti sb sey suna hoga key BARYY LOG OMER KI WAJHA SEY BARA HONEYY KI WAJHA SEY APNE FASLA DOSRO PER MUSELTT KEERTTY HAIN AUR SMJHETYY HAIN HUM THEK KER REHYY HAIN ......... ANYWAY GIRLS KO APKI ACEDMYY MEIN KIA KAI FACIILITES HAIN ?????

lagta hay un keyy students bhi AHKAM E SHAREIT bhut twajuu sey dekhttyy hain .................

G BILKUL ilm ksi bhi omer mein hasill ker sektyy lakin jo bat young age mein seeknyy ki hain na wo baad mein nahi becoz youth , youth ko he zada twajuu sey sunetyy hain aor zada active ho ker ilm e deen phela sektyy hain

hamriii tu yehii dua HY KEY MUFTI SAB karachii sey kuch bahir nikil ker aur cities mein bhii yeh kamm kerinn amennnnn alhuma amenn

and brother jazakalalh for sahring may ALLAHA bless u amenn

hmmmmmmm..........ss i agree with u..........akser barhy ana ka mas'ala bna lety hain........

hmm...........me 2 w8ing 4 Mufti Sahib's Acedmey in my city.......... (azw)(ia) jald wo din b dekhen gy..........

MUfti Sahib ny frmaya tha k is acedmey ki branches aur cities me b kholen gy.............

lets c............. n w8.......!!!!!!

Link to comment
Share on other sites

(salam)

yeh hamrii lea bhut khusqismetii ki batt hay key MUFTI AKMAL jesii shekseeit ka student hamreey derman hay sab ko muftii sb key baerry mein janneyy ka aur speciilly acedmyy key baryy mein janna ka moqa milyy ga

tu yeh batiyee key ap ne ksi age mein start lia ? atleast insan ko ktna matrure hona chiyeee ? duniwi taleem ktnii honii chiyee ? in key replys on sab key lea fruitfull hoga jo kerna chatyy hain

aur MASHLLAH muftii sahib kesyy teacher hain? kia subject letyy hain?

Walikumasalam!

I was 18 yrs old when I joined the course. Atleast matriculation(10th grade) to hona hi chahiye, warna immaturity baaqi rehti hai aur confidence itna nahi aapata.Jis ne Inter. kya hua ho to aur hi behtar hai,like maine Inter. complete ker lia tha n fauran course join ker lia tha.

Mufti sahib buhat Genius,Intelligent, Har student k mizaaj ko, zehan mai paida hone waale questions ko samajhne waaley Teacher hain. Buhat achey se parhaatey hain. Yuun samajh leejye ke humein koi aur Teacher parhaye to satisfaction nahi hoti. Mufti sahib EXPERT hain, har subject parha sakte hain woh bhi excellent tareeqe se. Humein Arabic Grammar, Fiqh,Usuul-e-Fiqh,Aqaid,Mantiq parha chukey hain Alhamdulillah.

Course se related koi bhi baat jaan ni ho, im here.

Link to comment
Share on other sites

no brother u got it wrong i want to do DARSE E NAZAMI taq key hamrii familyy mein bhi ILM E DEEN ki roshnii ho seky ji ALHMDOLIHA i ve lisned from mufti sb a bout hifze e quran HUMEIN TUU WO WO BATIN MALOOM HOII HAIN MUFTII SAB sey jo humin kabhii nahi pata thee aur ub jab hum ksi ko kuch batein tu samneyy wala manneyy ko tiyar nahii hota ap ne mufti sb sey suna hoga key BARYY LOG OMER KI WAJHA SEY BARA HONEYY KI WAJHA SEY APNE FASLA DOSRO PER MUSELTT KEERTTY HAIN AUR SMJHETYY HAIN HUM THEK KER REHYY HAIN ......... ANYWAY GIRLS KO APKI ACEDMYY MEIN KIA KAI FACIILITES HAIN ?????

lagta hay un keyy students bhi AHKAM E SHAREIT bhut twajuu sey dekhttyy hain .................

G BILKUL ilm ksi bhi omer mein hasill ker sektyy lakin jo bat young age mein seeknyy ki hain na wo baad mein nahi becoz youth , youth ko he zada twajuu sey sunetyy hain aor zada active ho ker ilm e deen phela sektyy hain

hamriii tu yehii dua HY KEY MUFTI SAB karachii sey kuch bahir nikil ker aur cities mein bhii yeh kamm kerinn amennnnn alhuma amenn

and brother jazakalalh for sahring may ALLAHA bless u amenn

Aap ka jazba buhat acha hai, Allah Taala aap ko InshaAllah zarur mauqa dega.Well, yeh to hota hai, logon ko koi Mas`ala batau to unhein lagta hai k new hai coz unhein ne kabhi suna hi nahi hota. Daira-e-Adab mai rehte huey samjha hi sakte hain baron ko, what elz can we all do.

I totally agree wid you, a Young educated person can spread the Knowledge of Shariah very effectively. Kaash humari har family mai aik aik scholar hota, per humari Youth jo Deen k qareeb bhi aati hai woh Ilm-e-Deen seekhne k bijaye kisi aur kaam mai hi lag jaati hai aur ussey hi sub kuch samajhti hai.

Allah Taala apne Habeeb Sallalaho Aliyhe Wassalam k sadqey mai aap ki dua qubul farmaye. Aameen!

Link to comment
Share on other sites

(salam) ap ki acdemy kaha se affliated hay?

darse e namzi course(4 years) key elwa kuns ey courses hain?

girls kis terha perhtii hain un k key lea kia facilties hain ?

same case is here humein bhi MUFTI SAHIB KI zada achi samjh atii hay QALIBII ITMANEN HASILL HOTA HY

Currently to AIOU(Allama Iqbal Open University) se affiliated hai, jo examz dena chahey woh de sakta hai. Dars-e-Nizami course 5 years hai,not 4 yrs. Mufti sahib boys n girlz ko aik saath hi parhate hain. Front room mai boys+Mufti sahib hote hain... back room mai girls.. beech mai aisa sheesha hai jis se Girlz ko to nazar aata hai sub,boys peechey nahi dekh sakte. Speakerz n micz hain, to koi problem nahi hoti Alhamdulillah.

Link to comment
Share on other sites

Jazakillah for sharing the broshures... sub ko acha idea ho jaiga k kis tarah k courses hote hain aur dars-e-nizami kya hai. But yeh broshures 2 yrs old hain... in mai se kuch courses filhaal nahi ho rahe.

Link to comment
Share on other sites

Walikumasalam!

Currently to AIOU(Allama Iqbal Open University) se affiliated hai, jo examz dena chahey woh de sakta hai. Dars-e-Nizami course 5 years hai,not 4 yrs. Mufti sahib boys n girlz ko aik saath hi parhate hain. Front room mai boys+Mufti sahib hote hain... back room mai girls.. beech mai aisa sheesha hai jis se Girlz ko to nazar aata hai sub,boys peechey nahi dekh sakte. Speakerz n micz hain, to koi problem nahi hoti Alhamdulillah.

(salam)

to kia ye course Tanzeem ul Madaris se affiliated nahi?or ager girls ko koi suwal waghaira poochna ho to is ki kia soorat hoti hogi?

Yeh Tanzeem Ul Madaris se bhi affiliated hai. Jo Tanzeem Ul Madaris k exams dena chahey de sakta hai aur jo AIOU(Allama Iqbal Open University) se kerna chahey wahan k papers de sakta hai.Tanzeem Ul Madaris k 4 examz hote hain. Har do saal baad aik. On this degree 1 can apply for ph.D.

Girls ke pass mic hota hai. Jo student question kerna chahti hain woh mic per kerleti hain.Mufti sahib k pass headphone hota hai. To awaaz srif Mufti sahib ko aati hai, Male students ko nahi. Then Mufti sahib question repeat ker dete hain taake sub sun lein n then he answers it.

Edited by Rauf
Link to comment
Share on other sites

Walikumasalam!

Currently to AIOU(Allama Iqbal Open University) se affiliated hai, jo examz dena chahey woh de sakta hai. Dars-e-Nizami course 5 years hai,not 4 yrs. Mufti sahib boys n girlz ko aik saath hi parhate hain. Front room mai boys+Mufti sahib hote hain... back room mai girls.. beech mai aisa sheesha hai jis se Girlz ko to nazar aata hai sub,boys peechey nahi dekh sakte. Speakerz n micz hain, to koi problem nahi hoti Alhamdulillah.

KIA SIRF ALFURQAN SCHOLARS ACEdmey he AIOU sey affilate hay? ager koi exmz dena chyee tu lectures ka kia method hoga ? kia mufti shib key lectures available hain?

mein ne tu jis jis sey suna sb khety hain 4 years ka hay .............

wesay bhut he acha method hay girls key lea very nice able to apprecaite esaa sunneyy mein kam he ata balkey mien ne first time suna ahy kisi bhi deeeni taleem key lea esa.....

Mufti Sahib ke lectures filhaal to available nahi hain. Kisi ko examz dene hon to ofcourse admission le ker parhna hoga. Dekhye asal cheez to ILM hai na k degree. Degree to bus srif rasam puri kerne k liye hai. Aur ILM kitna hai.. jab tak koi regularly teacher k saamne nahi aiga to pata nahi chalega.

Shayad aur bhi Madaaris hon affiliated.. per suna nahi kabhi.

Link to comment
Share on other sites

MUFTI SAHIB KO ktna arasa ho gya hay ACEDMY banayy hueyy?

Al-Furqan ko shru kiye to 2 yrs hogaye Alhamdulillah. Is se pehle aik aur academy bhi thee. Teaching to kai saalon se ker rahe hain MashaAllah.

Link to comment
Share on other sites

Girls ke pass mic hota hai. Jo student question kerna chahti hain woh mic per kerleti hain.Mufti sahib k pass headphone hota hai. To awaaz srif Mufti sahib ko aati hai, Male students ko nahi. Then Mufti sahib question repeat ker dete hain taake sub sun lein n then he answers it.

(bis)

(saw)

(azw)(ma)

buht piyari tarkeeb hy.......!!

Link to comment
Share on other sites

Mufti Sahib ke lectures filhaal to available nahi hain. Kisi ko examz dene hon to ofcourse admission le ker parhna hoga. Dekhye asal cheez to ILM hai na k degree. Degree to bus srif rasam puri kerne k liye hai. Aur ILM kitna hai.. jab tak koi regularly teacher k saamne nahi aiga to pata nahi chalega.

Shayad aur bhi Madaaris hon affiliated.. per suna nahi kabhi.

bilkul mien isi baat ki qail hun key knowldge chiyee ap deen ka lein ya dunia ka tu regularityy os cheez mein zada nikharr peada kertii hay aur jab taq lectures na leinn tu baat nahii bantii wo mein ne is lea poacha tha key AIOU SE agerr affilate hy tu is ka method .. thanx for sharing

mufti sb ne books bhii likhii hain un keyy name ?? aur jo books wo refer kerty hain wo bhi /

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...