Jump to content

Azaan Masjid ke ander dena ya bahir

Gulzar

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

Madina, iss mein likha hai kay Masjid kay ander Azaan deyna khilaaf-e-Sunnat hai, yaani Sunnat nahe hai. Aur Sunnat tareeqa yeh hai kay Azaan jahaan juutay(shoes) outarray jatay hain wahaan dijaa'ey.

Jo Faizan-e-Madinah meray ghar kay pas hai, uss mey issi Sunnat tareeqay per amal kertay hain.

Jeysa app ney kaha kay zeyaadah ya phir sabhi Masajid mey Azaan Masjid kay ander dijaati hai toh yeh Sunnat key khilaaf hai aur kabhi kabhi yeh depend hota hai kay mic kahaan located hai. I'm sure there are exceptions though. Exceptions can occur with the era you're living in.

Allah knows the best.

Link to comment
Share on other sites

azaan bahir kyion deni chahiey jab ke mic ke zariey awaaz door doora tak pohanch jati hai aur mic andher lagaeyin ya jooton ke paas, baat to ek hi hai. aur jahan par mic ke zariey azaan nahi dijati wahan par kya bahir ana chahiey azaan keliey?

mein pakistan mein nahi rehta bal k beroon-e-mulak mein rehta hoon aur wahan par mic ke zariey aap azaan nahi de saktey, aur hamarey haan jo masala (masjid) hai wo basement mein hai aur us mein dakhal hone se pehle jootey bahir hi utarey jatey hain, to kya humein azaan bahir a kar di jaye ya ander, kyon ki wahan pe aas paas aur bhi log ate jatey hain jo ke muslim's nahi hain.

My dear Islamic brother

Islamic rules alter with place and time.

I do not know what you mean by 'beroon-e-mulak' but yes in western countries i know it's a complete different issue and that's the reason why i said rules alter with time and place.

Anyways, i'll ask my local Masjid's imam, Peer sahib's gone for umrah and he's gonna be back on saturday so hopefully on Monday i'm gonna get your issue solved!

Edited by Sayyida Fatima
Link to comment
Share on other sites

In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful and, Peace and Blessings of Almighty Allah be upon the Chosen Prophet.

Madinah, first of all I'm sorry for the late reply.

I asked Imam shabib about your question and he said that it is true about saying the Azaan at the exit of the Masjid. Before people used to pray at open places so the Muazzin said the azaan according to the sunnah way but in Non-Muslim countries we cannot do this, as it may be a disturbance to others and we cannot say it on Mic in either, like they do in Pakistan.

Hope that helps. Allah azzawajal knows the best.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...