Jump to content

Gheebat

Gulzar

تجویز کردہ جواب

maine bohat koshish ki is poorey fatway ko samjane ki lekin meri kam ilmi ki wajah se main issey theek se samjh nahi paya, shuru mein likha hai ke kafron ki gheebat karna gunaha nahi,

kaissey pata chaley ke meri baat se us ko takleef pohnchey gi ya nahi jis ki main gheebat kar raha hoon, use to pata hi nahi ke us ki peeth peeche koi us ki gheebat kar raha hai

Link to comment
Share on other sites

Fatwa meyney abhe perha hai, Kafir ki gheebat nahe hoti.

Aur app ka dusra sawal kay kaisey pata challey, what do you mean? Do you mean to say that when you backbite a Muslim?

Muslim ki gheebat app nahe ker sakhtay, in any case - chahey app ki baat sey uss ko takleef puhnchey ya nahe. However, there are some exceptional cases in which you are allowed to backbite but provided that you say only relevant things to the topic in concern and nothing else.

Hope that helps.

And Allah azzawajal knows the best.

Edited by Sayyida Fatima
Link to comment
Share on other sites

chalein ek baat teh ho gai ke kafir ki gheebat beshak karein, uska koi gunnah nahi,

agar hum kissi muslim ki gheebat karte hain to gheebat karne wale ko kaissey pata chaley ga ke jis ki us ne gheebat ki hai usey is baat ka Eza pohnchey ga ya nahi, kya pata usey sunaney ke baad koi takleef hi na ho i mean maybe he dont mind if we talk behind him, imean he even dont know what we r saying behind him.

Link to comment
Share on other sites

How would you know that he won't feel offended after hearing such a speech by someone? If you just think that he might not feel offended then why don't you think that he actually can get offended. I'm sure there's nobody that would not feel offended.

I think it's either that you do not understand the definition of backbiting or you're confused.

The matter is not that whether a person will know about it or not. The matter is that you should not be telling such things around which would actually offend a person.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

kissi ki baat par parda dala jaye to allah tallah qayamat ke din hamarey gunahoon par parda daley ga, aissa maine kahin pada ya sunna tha,

lekin parda dalney ke liey to jhoot bolna padta hai, to jhoot bol kar kissi ko bachana jaissey ke, kissi ko dant na pardey aur hum ne jhoot bol diya ke yeh kaam maine kiya hai aur wo bach gya, aissa karna jaiz hai?

meri taraf se aap sab ko Ramzaan ka maheena mubark ho!

Link to comment
Share on other sites

chalein ek baat teh ho gai ke kafir ki gheebat beshak karein, uska koi gunnah nahi,

agar hum kissi muslim ki gheebat karte hain to gheebat karne wale ko kaissey pata chaley ga ke jis ki us ne gheebat ki hai usey is baat ka Eza pohnchey ga ya nahi, kya pata usey sunaney ke baad koi takleef hi na ho i mean maybe he dont mind if we talk behind him, imean he even dont know what we r saying behind him.

Gheebat Jab tak us banday ko pata nahe lagti Jab tak Allah azzawjal say Mafi mangnay pay Maaf ho jati hai

Jab us banday ko pata lag gaya tu ab yei Haqooul Abad yani bando kay haqooq say ho jati hai aur Ab is ki Maafi Allah azzawajal jab tak ata nahe karta jab tak us banday say maafi nahee lee jati.

ziada tar yehi hota hai kisi ki burai karay yani aam taur pay jo batain burai samghee jati hai us pay us banday ko takleef tu ho gee ho sakta hai us ka izhar na karay magar dil ko tu bura lagta he hai ..

Gheebat.MP3

kissi ki baat par parda dala jaye to allah tallah qayamat ke din hamarey gunahoon par parda daley ga, aissa maine kahin pada ya sunna tha, lekin parda dalney ke liey to jhoot bolna padta hai, to jhoot bol kar kissi ko bachana jaissey ke, kissi ko dant na pardey aur hum ne jhoot bol diya ke yeh kaam maine kiya hai aur wo bach gya, aissa karna jaiz hai?

meri taraf se aap sab ko Ramzaan ka maheena mubark ho!

Jhoot bolnay ki baaz sortain jayaz hai maslan

Do musalmano mai ittifaq karwana yani narazgi khatam karwanay , sulah karwanay kay leay jhot bol saktay hai.

Sakht Fitnay say bachnay kay leay , kisi ko zalim say bachanay kay leay , jis ki 2 biwiya ho tu 2no biwiyo ko razi rakhnay kay leay...

Jhootbolnaykijayazmawaqay.MP3

Link to comment
Share on other sites

  • 8 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...