Jump to content

Munafiqat..... wo bhi itniii....... original books are still republishing

FaizaneAttar

تجویز کردہ جواب

(salam)

uff. bhense ke agy been bajana fazzol he aap logon ki samjh me kuch nahi aye ga. bus jazbat me aker pata nahikahan se kahan phunch jaty ho. as susual koy dahng ka jawab nahi dsedha deoabndi tak ja pahunchy aur iek to moon path nasir dady mummy tak ja pahunchta he kiya ap logn ke gher me yeh taleem de jati he ke kisi ke maam baap ko jo merzi keh do. wah miya achi taleem paye he.

khier bat aty hien akid per. jub hu Yallah maded kehty hien to ALLAh direct khud nahi ata lissi ke waselly se maded pahunchay jati he. jessy kissi ko nokro chyeh tokhud ALLAh zamin per uter ker aker kisis ko nahi kahy ga us ke dil me peda kary ga. kisi ke zeryeh kame kery ga. yeh he assel akedah.. jahad wali jo bat ke bary seen thonk ekr us time mery nabi pak heyat thy kissi sahabi ne kaha to un ki hityati me kaha. samjh me aye me aja ke abhi ke is time ki bat ker rah ahoon. aru phir aap logon ne wohi bina dalllel ke bat ke mujh ko kehty ho ke dallel se bat karo apa lgon per choot he kiya.

umeed he ke sirf mujh per hi bat ho mery maa ya baap per koye bat na ho to acha he werna me samjhoon ga ke app logo ke taleem essy he he.

Hazrat aik seedhi aur simple si guzarish hai. Iss topic per alehda thread bana huwa hai pehlay usay mukammal tour per parh lijiye. Phir agar tabyat chahay tu aik alehda thread bana lijiye, koi nahi rook raha aap ko. Filhaal iss topic mein jo issue hai ussi per baat ki jaye tu acha hai.

Asal mein masla ye hain ke koi bhi member agar topic se hatt kar baat karay tu saray hi reply dena shuru ho jatay hain aur phir topic kahee ka kahee nikal jata hai. Mein khud bhi kabhi kabhaar majbooran yehi karta hon. Khair umeed hai baat aap samait baki sab ki bhi samajh aa gai hogi.

Ab aap se guzarish hai ke Ghair'Allah se madad ke topic ko parh lijiye, phir ya tu waha baat kar lijiye ya phir new thread bana lijiye. Lekin ye zaroor yaad rakhiye ga ke agar aap humaray kisi aqeeday per sawal kartay hain ya aiteraaz kartay hain tu pehlay uss aiteraaz ko sabit kijiye ga phir uss per jarah kijiye ga. Maslan aap ghair'Allah se madad ke baray mein apna aqeeda bayan kartay hain ke asal aur sahi aqeeda ye hai tu humaray aqeeda bhi bayan kijiye ga dalail ke saath takay tafreeq ho sakay ke aap ke aur humaray aqeeday mein farq kiya hai.. phir uss farq per jarah ho jaye gi.

Further irrelevant posts delete kardi jain gi chahay kisi ki bhi hon tu sab se guzarish karta hon ke topic ko diversion se bachanay ke liye topic se related posts hi karein.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

mera deobundi aur tableeghi jamat walo se chund sawal hain agar ap jawab de sakte ho to zaroor dena wese to ap k pass is ka related jawab nahi hoga mujhe yaqeen hai ap par aur ap k ulma par bhule wo tariq aleek hi q na ho q k jub wo jawab nahi de sake to ap kese de sakte ho Q1 deo bundi k meaning kai hain jo ap apne ap ko deo bundi kehte ho kia ap deo bund main peda hue they agar ap ka jawab nisbat hai to ap to nisbat ko mante hi nahi ho ab nisbat to nisbat hoti hai chahe wo ksi se bhi ho hum agar apni nisbat nabi se ya sahabi se ya wali ullah se lagaye to ap kehte hain k ye to shirk o biddat hai to phir ap kia kar rahe hain Q2 ap log hum par blame karte hain k hum taqleed karte hain agar ap mere sawaloon ka jawab Quran aur sahi Hadis se deden to main ap ka bada shukar guzar hounga warna ap bhi taqleed karne walo main shamil ho jayenge lekin jawab Quran aur sahi hadis se hi dejiye ga q k ap bhi hum se ye hi demand karte hain 1 kia bhens (jamoos) ka gosht khana halal hai plz mention jamoos in ur hadis koi bahana nahi ki giyega ka gaye ki jins hoti hai is liye jayez hai plz mention name of jamoos ya bhens in urdu ok. 2 agar kisi cheez main makhi gir jaye to us ko poora doobo do to cheez sahi hai agar machar ya cheunti ya koi aur moozi keera gir jaye to kai karna chahiye plz mention it from Quran n sahi hadis wese ap sahi to jante hain na konsi konsi hoti hain ya ye bhi main ap ko batado. ap k jawabo ka bechaini se talib ur welfisher Rashid khan

Mohtrem rashi saab lagta he ke aap deobandi ko ahlehadith samjh bethe ho. aru aap ko ab khud hansi aye gi ke aap ne sawal kiya kiay he. deo bandi ko deoband kiuoon kehte hien. cahly aap batey baralvi ke meaning kiya he. sawal woh karo jis ka jawab sahi mille. bacho waly sawal lagta he ke aap ko ahlihadithon me aur deobandi me farek nahi maloom. hum fiqha hanfi ke perokare hein. aru zahir he ke bralvi maslak bhi fiqah hanfi ko mante hien. ab laga bat he ke bralvi hazrat aru deobandi harat me chalti rahi gi. kuch ikhtalafi muamilat e.

rahi baat bahnse wali bhense halal he us ka ghosht jaiez he. aur kuch.quran aru hadith keme nachiez kiya refrence doon jitan maloom he utna bol deta hoon me koye alim mufti nahi hoon ke itne baton ko barikuoon se perkhoon. baherhal baki ka jawab doonga . tehkeek se.

aur han hum mukalideen me se hien na ke ghier mukaledeen :lol:

Link to comment
Share on other sites

assalamoalikum bhai faizanattar ap ki khidmat deen k liye bohot achi hai q k ap ne to apni taraf se poori koshish ki k ye man jayen k in k bade kia kehte the aur un k chele kia kar rahe hain lekin ye kubhi bhi nahi manege mera 1 dost tha wo tableeghi hai wo mere se har bat main saboot dalaeel mangta tha main poori kosish ki k wo man jaye par wo na mana ek din mujhe ghussa aaya aur main kaha k apni maa se poocho k us ka bap kon hai aur saboot de pehle to wo ap ko ek pyara sa gal pe thappar degi aur agar wo saboot debhi de to kehna k main nahi manta q k ap to har cheez par tehqeeq karte ho wo mujhe se naraz hogaya aur phir kehne laga k hum to koshish karte hain k ap logo ko sawalo main uljaye rakhen par ap kisis se kum nahi ho main hamesha na chahte hue bhi is main uljha rahunga. aur bhai 1 haids ap ko paish karta chaloo k ap s.a.w ne farmya hai k jahil k samne ilim ki bat karna goya k khinzeer k gale main sone ka har dalna. umeeed hai k ap ye misal samajh gaye honge aur ap bhi mere saitani gro deo bundi k means hain ye deo mean shaitan aur bundi means gro ya group so u r a devil and evil group q kesa laga laga na tha kar k

aap ki sri batien perhne ke baad me is natije me pahuncha hon ke bus aap ne sunni sunaye batton ko suna aur samjh bhi gaye. tehqeek ko apa ghalet rang de rahe ho. apa ne eiks athi ka biyan likha me ne to ankh kholi he bralvi jaghoon per mera bahui taluk he in se. aabme kehne beth jaoon to psots delete ya edit. is liya aap please koye ilme baat karien to kuch jawab mille essy fake question per aap sirf wah wah sunyeh aur kuch nahi

waslama

Link to comment
Share on other sites

Mohtrem rashi saab lagta he ke aap deobandi ko ahlehadith samjh bethe ho. aru aap ko ab khud hansi aye gi ke aap ne sawal kiya kiay he. deo bandi ko deoband kiuoon kehte hien. cahly aap batey baralvi ke meaning kiya he. sawal woh karo jis ka jawab sahi mille. bacho waly sawal lagta he ke aap ko ahlihadithon me aur deobandi me farek nahi maloom. hum fiqha hanfi ke perokare hein. aru zahir he ke bralvi maslak bhi fiqah hanfi ko mante hien. ab laga bat he ke bralvi hazrat aru deobandi harat me chalti rahi gi. kuch ikhtalafi muamilat e.

rahi baat bahnse wali bhense halal he us ka ghosht jaiez he. aur kuch.quran aru hadith keme nachiez kiya refrence doon jitan maloom he utna bol deta hoon me koye alim mufti nahi hoon ke itne baton ko barikuoon se perkhoon. baherhal baki ka jawab doonga . tehkeek se.

aur han hum mukalideen me se hien na ke ghier mukaledeen :lol:

bhai pehle to apna nam bataden ta k next time main ap nam se mkhtib karsakoon doosri bat ye hain k ap ne mera sawal to samjha hi nahi Q1 wt is the meaning of deo bundi Q2 jub hum log kisi buzurg se ya kisi se nisbat lagate hain to ap ki jamat k chund log ye kehte hue sune gaye hain k dekho apne ap ko qadri ya ghosia ya naqshbundi etc kehte rehte hain aur ye to shirk hai mera sawal ye tha k jub hum nisbat lagate hain to ap ki taraf se shirk ki bat hoti hai aur jub log nisbat lagate hain to ye kuch nahi mujhe umeed hai k ab ap mera sawal sumujh gaye honge aur ab jawab bhi related hi denge na k bat ghumane ki koshish karenge. doosri bat ye thi k ap log har cheez main Quarn Aur sahi Hadis ki demand rakhte hain to bhai Mujhe Quran ya sahi Haids se sabit karen k bhens ka gosht khana hall hai ya haram ye to main bhi manta hooon k bhens ka gosht halal hai magar mera ap se Q hai k plz Mujhe Quarn aaur sahi Hadis se sabit karen Badi mehebani hogi agar ap ko nahi maloom to plz apne ustad se maloom kar k bataen. indirect answer wont be accepted only relate and prooved answer with Quran and Sahi Hadis will admirable and acceptable.

mery nameko chorien . kiya kerna he mery name ka . pehle yeh batein ke ap ko pata hona cheyh ke ahlihadith me aur deobandi me farek he aap ki wal ko dkeh ker lagta he ke apa me mazhieb ki pehchanne me fark nahi maloom. yeh kon keht ahe ke qadari ghose nakshbandi kehna shirk he. is ke liya aap ko saboot peish kerna ho ga phir baat age berhe ghi. aru bhense ka gosht halal he aur kuch me ne kub inkare kiya ke haram he. bhense ka ghosht halala he aab aap kiya kehte hien is bare me

Link to comment
Share on other sites

eik maded hoti he dunyavi eik maded hoti he ghiebani. duniyavi maded ke liya jessy ayr meri gari pahns gaye he is ko dhaka deny me maded karo . etc. iek maded hoti jessy jahad me jany ke liya YAllah to huamri maded ferma interview keliya jarahien hien to ALLAh maded etc. is ko aap kiya sabit kerna chathy hien . me ne kaha he. duniyavi maded ke liya hum ne makhlook ka sahara lya koye buri bat nahi kiuon makhlooq zinda he woh maded humari onthe spot khelaye jaye gi. aru woh maded jis ki sirf ALLAh pak hi ker sakta he woh ho ghi geibana maded. me ne pehly bhi kaha ke yeh he akedha ahle haq ka. ab yat to aap log eik se maded mango aap yalaah ya rasolellah ya ghose azaazm ya ali. kitnio ko khuda bana dala a

MR PEER 2009 AP KA JAWAB INTEHAEE BUCHAKANA , AHMAKANA AUR JAHALAT SE BHARA HUA HAI AGAR MAIN AP SE KAHOON K 1 DOST 2ND SE KUCH RAQAM UDHAR MANG RAHA HAI YA MADAD K LIYE KEH RAHA HAI JIS MAIN RAQAM KI WAPSI NA HO TUB AP KIA KAHENGE K YE DUNYAWAI MADAD HAI INSAN KI MADAD HAI YA IS MAI ALLAH KI MADAD SHAMIL HAI. AUR INSAN SE MADAD MANGNA TO AP KI NAZAR MAIN SHIRK HAI Q K YAAHN MADAD TO INSAN KAR RAHA HAI MAGAR INSAN K DIL MAIN MADAD KA IRADA DALNA ALLAH KA KAM HAI AB AP HI KI MISAL LELETE HAIN K BUNDA INTERVIEW K JATA HAI TO WO ALLAH KI MADAD Q PUKAR RAHA HAI YAHAN PAR KIA USSE APNE TALENT PAR BHAROSA NAHI HAI YA JIS JOB K LIYE WO JARAHA HAI US K LIYE WO FIT NAHI HAI PHIR BHI JARAHA HAI IS JAWAB YE HAI K BHAI MERE THODA SA INSAN WALI SOCH RAKHO SHAITAN WALI NAHI INSAN JUB BHI KO KAM KARTA HAI TO YAQEENAN US KI MADAD ALLAH HI ZAT KARTI HAI MAGAR JESE DUNIYA MAIN HAR KAM MAIN HAR JOB MAIN EK REFRENCE HOTA HAI EK WASEELA HOTA HAI EK ZAREEA HOTA HAI EK CHAIN HOTI HAI ISI TARHAN HUM BHI ALLAH KO MANANE K LIYE US KO RAZI KARNE K LIYE YA USKI NAZRE REHMAT K LIYE ALLAH K RASOOL JO REHMATUL LIL AALAMEEN HAIN UN KA WASEELA PESH KARTE HAIN YA ALLAH K NEK BUNDO KA WASEELA PESH KARTE HAIN Q K WO ALLAH K BARGHAH MAIN QAREEB HAIN UN KI SUNWAEEE HAMARE SE ZADA HAI IS LIYE HUM YA RASOOL ALLAH MADAD YA GHOSE MADAD YA ALI MADAD YA DATA MADAD AUE BHI BOHOT SE BUZURGH HAIN MAIN SUB K NAM NAHI LIKH SAKTA MUJHE YAQEEN HAI K AP SAMAJH GAYE HONGE AUR AP NAHI SAMJHE TO PLZ PLZ PLZ MUJHE QURAN YA HADIS SE YE SABIT KAREN K ALLAH K ALAWA KISI KI MADAD CHAHE WO DUNIA KI HO YA GHAIBANI MANGNA GHALAT HAI YA SHIRK HAI PLZ NEXT TIME REFRENCE ZAROOR DEJIYEGA WARNA

post-3022-1236374985.jpg

me ne apa ke reply ko igore kiya he . kiuon ke sawal kuch aur jawab kuch phely practice karo take pata chale baat kiya ho rahi he kabhi tum khete ho ke bhesnse halal he ya haram me ne kaha ke halala. ab tum maded per agaye. lagta he yaha koye itni ilme tehkeeq nahi rakhta yeh chotte motte log aker time barbad kerte hien. ager aap ne mery psots perhay hoon shroogh e to aap ko pata chale me ne kiya likha tha .

ke eik dunyawi maded dosri ghiebi maded. duniya me insan insan ke kame ata he, ghiebi maded woh ke banda jarahe he interview ke liya . to namaz perh ker ALLAh se dua mang ker jaye ga ke me kamiyab ho jaoonn. yeh hwi bat ghiebi maded ki. jo me biyan ker chuka tha. per akket itni moti ke samjh nahi lagi .

aur han ab is ka jawab dena ulti sedhi mat hankan aap ki maherbani ho gi.

Link to comment
Share on other sites

mere deobundi aur tableeeghi logo se kuch sawal hain k wo in aqaaeed k bare main kia kehte hain Q1 kia ap nazar main Quran ko baghair wozoo parhna ya hath main lena ya us ko sirf 1 kitab ki misl samjhna kesa hai, q k ap k chnd logo ka kehna hai k ye sahi hai aur wo ye bat zakir naike se naqal karte hain jub k un k pass koi daleel nahi hai plz ap humain bataden k ye sahi ya ghalat agar sahi to plz refrence ka sath bataden Q2 Hazarat Muhammad (S.A.W) KO SIRF APNE BADE BHAI K TARAHA IZZAT DENA YA UNKO SIRF APNI TARAHAN SAMJHNA KIA YE SAHI HAI AP KI NAZAR MAIN Q K YE BHI AP K LOG KEHTE HAIN. Q3 YAZEED KO REHMAT ULLAH KEHNA SAHI HAI YA GHALAT AP KI NAZAR MAIN AP K LOG KEHTE HAIN K YE SAHI HAI. Q4 HUZOOR (S.A.W) KA ILM MAZA ALLAH KUCH BHI NAHI HAI WO TO JAHIL THE HAZRAT AMIR IBNE MAWAIA UN KI MADAD KARTE THEY. PLZ IN TAMAM SAWALO KA JAWAB ZAROOOR SEND KAREN QURAN AUR SAHI HADIS KI ROOO SE WARNA HUM SAMJHE GEN K AP LOGO K AQAEED AHLE HADEESO SE KUM BURE NAHI HAIN AUR AP LOGO KA GURU BHI UN HI KI 1 SHAKH HAI. MERA TALLUQ UNIT NO 10 LATIFABAD SE HAI AUR YAHAN JAMA MADINA MUSJID HAI WAHAN YE LOG ESA KEH RAHE HAIN AP HI JAMAT WALE AGAR YAQEEN AN HO TO MALOOM KAR SAKTE HAIN

:lol: addrese bol ker apa ne bralviuoon ki zakhem me nammek chirek diya me addrese doon to aap ki bahiuoon ki hath paoon phool jate hien.

khier mera bhi addrese lo ge jo me doon. kiuoon .

dosri bat dr.zakir naiek ko hum log iek fitna kehte hien. us se humara kiya lena dena.

dosri bat sare sawal aap ahlehadithons e kare. humra un se koye lena dena nahi. yazeed ke bare me kiya kahoon. han itna zorore he ke woh Ameer mavia (ra) ka beta tha. aab aap sawal karein aap hazret ameer mavia (ra) ke bare me kiya kaeedah rakhte hien aap[ne ahlhadithon ko deobandi se milaya is bar hum shiuoon ki bralvi se milaye to kesa lage ga. note it.

baki rahi quran wali bat. ki wazoo ki bghier quran utha lya jaye us me humara kiya akdedah he. dekho. masaiel me perho ge to is m kaye waja asakti hien. jan ke uthaya . koye majbori aye to uthaya jessy gher me aag lag jaye soye howy thy ki opper se quran gir jaye. qurani nukhse neche perhy dekhye . etc. to aab aap wazzoh karo ge ya pehley us ki hifazet yeh toemry zahen me aya na assel masal aru bhi ho sakte hien. yeh aap ki samjh me nahi aye gi aap jessy bande bus sirf sunni sunaye batton pe amel ker ke fasaad peda kerte hein aurkuch kame nahi.

aap ka iek sawal kahtem nahi htoa dosra hazir. topic kuch aru he reply kuch aur. bsu yahee kerte jaoo . arukuchna kerna.

next tiem aap ne ahlehadith ka jor deobandi semailaya to me yahan yeh kehne per majboor ho jaoon ga ke shiya ka aru bralvi me koye farek nahi to aind aehtiyat kijye aur akli baat kijye essy aap jessy meri jeeb me rehte hien

shukriya

Link to comment
Share on other sites

me ne apa ke reply ko igore kiya he . kiuon ke sawal kuch aur jawab kuch phely practice karo take pata chale baat kiya ho rahi he kabhi tum khete ho ke bhesnse halal he ya haram me ne kaha ke halala. ab tum maded per agaye. lagta he yaha koye itni ilme tehkeeq nahi rakhta yeh chotte motte log aker time barbad kerte hien. ager aap ne mery psots perhay hoon shroogh e to aap ko pata chale me ne kiya likha tha .

ke eik dunyawi maded dosri ghiebi maded. duniya me insan insan ke kame ata he, ghiebi maded woh ke banda jarahe he interview ke liya . to namaz perh ker ALLAh se dua mang ker jaye ga ke me kamiyab ho jaoonn. yeh hwi bat ghiebi maded ki. jo me biyan ker chuka tha. per akket itni moti ke samjh nahi lagi .

aur han ab is ka jawab dena ulti sedhi mat hankan aap ki maherbani ho gi.

mr peer ap mere sawal ka jawab to dete nahi ho tal matol karte ho bhai main keh raha hoon k Allah k alawa kisi ki madad mangna bhale wo ghaibi ho yani k ya Rasool Allah madad

ta Ghose Azam Madad kehna shirk hai is ko Quran aur sahi hadis se sabit kardo itni si bat hai ap ki samajh nahi aati hai ulti ulti batain karte rehte ho plz next time proove dena k ye sub kehna Quan aur sahi hadis ki roo se shirk hai warna apne molana se pooch kar batana samajh gaye aur hawala zaroor likhna agar ab bhi nahi samjho mera sawal to ap bhi wohi ho jo sirf hawaee fire karte hain mooon se aur kuch bhi nahi kar sakte ap log sirf logo ka iman bigharte ho

Link to comment
Share on other sites

:lol: addrese bol ker apa ne bralviuoon ki zakhem me nammek chirek diya me addrese doon to aap ki bahiuoon ki hath paoon phool jate hien.

khier mera bhi addrese lo ge jo me doon. kiuoon .

dosri bat dr.zakir naiek ko hum log iek fitna kehte hien. us se humara kiya lena dena.

dosri bat sare sawal aap ahlehadithons e kare. humra un se koye lena dena nahi. yazeed ke bare me kiya kahoon. han itna zorore he ke woh Ameer mavia (ra) ka beta tha. aab aap sawal karein aap hazret ameer mavia (ra) ke bare me kiya kaeedah rakhte hien aap[ne ahlhadithon ko deobandi se milaya is bar hum shiuoon ki bralvi se milaye to kesa lage ga. note it.

baki rahi quran wali bat. ki wazoo ki bghier quran utha lya jaye us me humara kiya akdedah he. dekho. masaiel me perho ge to is m kaye waja asakti hien. jan ke uthaya . koye majbori aye to uthaya jessy gher me aag lag jaye soye howy thy ki opper se quran gir jaye. qurani nukhse neche perhy dekhye . etc. to aab aap wazzoh karo ge ya pehley us ki hifazet yeh toemry zahen me aya na assel masal aru bhi ho sakte hien. yeh aap ki samjh me nahi aye gi aap jessy bande bus sirf sunni sunaye batton pe amel ker ke fasaad peda kerte hein aurkuch kame nahi.

aap ka iek sawal kahtem nahi htoa dosra hazir. topic kuch aru he reply kuch aur. bsu yahee kerte jaoo . arukuchna kerna.

next tiem aap ne ahlehadith ka jor deobandi semailaya to me yahan yeh kehne per majboor ho jaoon ga ke shiya ka aru bralvi me koye farek nahi to aind aehtiyat kijye aur akli baat kijye essy aap jessy meri jeeb me rehte hien

shukriya

mr peer mai ab tuk ap se tameez se bat ki aur ap ab batameezi par aarhae hain khair jesi ustado ne sikhya higa ap to wohi kahenge filhal main koi bucha nahi hoon ap hi k log jo chille par jate hain madin jama musjid main ja k namaz parhte hain ap ki noor masjid hyderabad main ijtama main jate hain agar realy ye loh ahlehadis hain to phir mere khayal main ap aur ahlehadis k aqaeed 1 hi hain ap log jawab q nahi dete ho sirf tal matol karte ho wo log tablleghi deo bundi hain aur un k ye aqaaeeed hain mera sawal hai k agar ap logo main koi shaks esa aqeeda rakhta hai to kia ap usko apni jamat bahar samajhte hain ya nahi simple reply yes or not.

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...