Gulzar Posted August 20, 2008 Report Share Posted August 20, 2008 kya koi bata sakta hai aissi koi link jis ke zariey online Khawabon ki Tabeer poochi ja sake? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar Posted August 29, 2008 Author Report Share Posted August 29, 2008 kya kissi ko pata hai ke, kaissey pata chaley k konsa khawab ki tabeer hoti hai? waissey to sab khawab allah hi ki taraf se hotey hain, lekin kabhi kabhi dravney khawab bhi atey hain, to kaissey pata chaley k konsa khawab shaitaani waswasa to nahi? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari Posted August 30, 2008 Report Share Posted August 30, 2008 Is topic par aik kitat Tabeer ur Rohia, Imam Ayaz Maliki ke ha wo aap parhay Inshahallah aap ke malomat main iezafa ho ga. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mushtaq_Attari26 Posted August 30, 2008 Report Share Posted August 30, 2008 Is topic par aik kitat Tabeer ur Rohia, Imam Ayaz Maliki ke ha wo aap parhay Inshahallah aap ke malomat main iezafa ho ga. kya ye book net per mil sakti hai aga ho to plz link send kare Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar Posted August 30, 2008 Author Report Share Posted August 30, 2008 Is topic par aik kitat Tabeer ur Rohia, Imam Ayaz Maliki ke ha wo aap parhay Inshahallah aap ke malomat main iezafa ho ga. yeh book net par kahan miley gi? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar Posted September 1, 2008 Author Report Share Posted September 1, 2008 kaissey pata chaley jo drawna khawab hum ne raat ko dekha tha wo koi allah ki taraf se signe tha ya koi shaitannai waswassa, Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman Posted September 2, 2008 Report Share Posted September 2, 2008 Momin ko Jab koi Acha Khwab dikhai day tu inshaAllah yei Allah azzawjal ki taraf say hai Buray khwab shaitan ki taraf say hotay hain jab koi bura khwab daikhain tu ultay kanday ki taraf 3 martaba ....Taa'uz parh kay Aaozubillah Min ash shaitanir rajeem parh kay ... tho thoo karain (sirf thoknay ki awaz) aur phir kalma sharif sora ikhlas aayat ul kursi waghair parhain aakhir mai sora Kafirron parh kay so jaiay.. Har aik ko khwab nahe batanay chaheay ..... buray khwab ko khususan koshish karain kisi say zikar na karain aur buhat zarori ho tu kisi aalim say rujoo karain aam loago ko nahee zikar karain. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted November 1, 2008 Report Share Posted November 1, 2008 yeh book net par kahan miley gi? Mufti Faiz Ahmed Owaisi Sahib Ki Aik Kitab Is Mozu Per Hay: Khuwabon Ki Tabeer Wassalam Ma'Al Ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah Posted November 8, 2008 Report Share Posted November 8, 2008 konse khawabon ki tabeer hoti hai, maslan kaissey pata chaley ke jo khawab hum ne dekha us ki koi tabeer bhi hai ya nahi? kyon ki maine kissi alim se sunna tha ke har khawab ki tabeer nahi hoti. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari Posted November 8, 2008 Report Share Posted November 8, 2008 konse khawabon ki tabeer hoti hai, maslan kaissey pata chaley ke jo khawab hum ne dekha us ki koi tabeer bhi hai ya nahi? kyon ki maine kissi alim se sunna tha ke har khawab ki tabeer nahi hoti.. Hadees ka mafhoom k Khuwab iss tarha k paranday ki chonch me koi cheez Jab banda kissi ko khuwab batadeta haii tu woh paranda apna Chonch khol deta haii yani Khuwab ki taber hojati haii Wallahu Aalam Wa Rassuluhu Aalam Azzawajal Wa Sallalahu Aaliehi Wassalam www.dawateislami.net Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah Posted November 8, 2008 Report Share Posted November 8, 2008 . Hadees ka mafhoom k Khuwab iss tarha k paranday ki chonch me koi cheez Jab banda kissi ko khuwab batadeta haii tu woh paranda apna Chonch khol deta haii yani Khuwab ki taber hojati haii Wallahu Aalam Wa Rassuluhu Aalam Azzawajal Wa Sallalahu Aaliehi Wassalam www.dawateislami.net maaf karna bhai kuch theek se samjh nahi aiee. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima Posted December 21, 2008 Report Share Posted December 21, 2008 i maine kissi alim se sunna tha ke har khawab ki tabeer nahi hoti. Khawaboon ki tabeer hoti hai.Aap ne parha ho ga Hazrat Yousaf Aalaihis Salaam ka wqiya k wo khawaboon ki tabeer bataya karte the.Quraan e Pak mein bhe is ka ziker hai. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
unknown Posted December 21, 2008 Report Share Posted December 21, 2008 Khawaboon ki tabeer hoti hai.Aap ne parha ho ga Hazrat Yousaf Aalaihis Salaam ka wqiya k wo khawaboon ki tabeer bataya karte the.Quraan e Pak mein bhe is ka ziker hai. han main janata hoon k khawabon ki tabeer hoti hai lekin sarey khawabon ki tabeer nahi hoti yeh bhi such hai. mera sawal hai keh kaisey pata chaley keh, raat ko dekhey gaey khawab ki tabeer hai ya nahi? kuch khawab chotey hotey hain aur kuch lambey, Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima Posted December 22, 2008 Report Share Posted December 22, 2008 waise mein ne suna hai k Azane Fazar se pehle jo khowaab dekhe jate hein wo sache hote hein,yani un ki tabeer hoti hai or jo fazar k baad khawaab dekhe jate hein un mein se zaroori nahi hai k her khowaab ki tabeer ho. Agar kisi ko pata hai to zaroor is per baat kare. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Imdad Hussain Alv Posted May 5, 2011 Report Share Posted May 5, 2011 (edited) خواب کی تعبیر پر جامع اردو ویب سائٹ Khwab ki tabeer www.taveel.com والسلام Edited May 5, 2011 by imdad Hussain Alv Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ata Posted October 3, 2011 Report Share Posted October 3, 2011 bhai jan aap is mail address pr apna khawb likh kr send kr do ap ko is ki tabeer mil jae gi insha Allah.. [email protected] more info k liye yeh watch kren Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ata Posted October 3, 2011 Report Share Posted October 3, 2011 bhai jan aap is mail address pr apna khawb likh kr send kr do ap ko is ki tabeer mil jae gi insha Allah.. [email protected] more info k liye yeh watch kren Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ata Posted October 3, 2011 Report Share Posted October 3, 2011 bhai jan aap is mail address pr apna khawb likh kr send kr do ap ko is ki tabeer mil jae gi insha Allah.. [email protected] more info k liye yeh watch kren Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sage Raza o Attar Posted October 6, 2011 Report Share Posted October 6, 2011 270 ya 271 dono me se 1 ha confirm Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
KamranRaza Posted June 26, 2012 Report Share Posted June 26, 2012 main khawab main aksar kachwa <tortise> daikhta hun kbai tadad main zaidah hoty hain aur sath mainun k andy <egg> b hoty hain mjy un sy darr nai lagta kachway kabi saf pain main hoty hain kabi gandy pani main 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat Posted June 27, 2012 Report Share Posted June 27, 2012 Allah azzwajal aur Us ka pyara Rasool alaihi Slam bahtar jantay hain Allah pak aap kay khwab ko aap kay haq mai bahtar karay aur buhat achi tabeer ata farmaiay aamin. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... Posted June 27, 2012 Report Share Posted June 27, 2012 main khawab main aksar kachwa <tortise> daikhta hun kbai tadad main zaidah hoty hain aur sath mainun k andy <egg> b hoty hain mjy un sy darr nai lagta kachway kabi saf pain main hoty hain kabi gandy pani main اس بک میں دیکھ لیں امید تعبیر ہوگی آپ کے خواب کی http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=71 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mubahsir Posted November 17, 2014 Report Share Posted November 17, 2014 Bohut acha topic hai please is ke bare main tafseel se batain. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
hinarabia Posted January 8, 2015 Report Share Posted January 8, 2015 5TH,,JAN,,2015,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,RASOOL ALLAH KHUWAB MAIN MILAY,,,,,,,,,,, RASOOL ALLAH KHUWAB MAIN MILAY AUR KAHA,,,HINA BETI,,,5 WAQT KI NAMAZ ADAA KIYA KARO,,,KHANA KHAYA KARO,,,,,RASOOL ALLAH NY MERAY SER PE HATH RAKHA,,,MATHAY PE BOSSA DIYA,,NECK KAATNY SE MANA KIYA,,AUR STEP BAAP SE DUUR REHNY KA KAHA,,AUR KABAA MAI KISI NAIK INSAAN SE NIKAH KRNY KA KAHA,,,AUR UMRAAH KRNY KA KAHA,,,TA K JIS SE MERA NIKAH HO WOH MUJHAY PESAY DY,,JO ISLAAM MAI HOTA HAI,,KHAWAND APNI BIWI KO PESAY DETA HAI,,,,RASOOL ALLAH NY KAHA MAI TAB MAROON GI,,,,JUB ALLAH KI MARZIII,,,,RAAT MUJHAY NEEND K DURAAN,,,,AIK DAYYNN DRATI HAI,,,,,AUR MAI APNI NECK KAAT DETI HUN,YA HATHH,,RASOOL ALLAH NY RAAT NEEND K DURAAN JUB DAYYNN MUJHAY DRATI HAI,,,LAST TIME DURING SLEEP JUB DAYYN NY MUJHAY DARAYA,,US TIME RASOOL ALLAH NY MERAY MATHAY PE BOSSA DIYA,,AUR KAHA KAABAA CHALI JAO,,,AUR YE KHUWAB KABA MAI BATANAY KA KAHA,,,,,TA K KOI TABEEER DE....JHOOT BOLAY BYGYR,,,,,,,RASOOL ALLAH NY KAHA RASOOL ALLAH JHOOT BOLNY WALAY,,,HELL MAI DAAL DETAY HAIN,,,,,, i SENT THIS KHUWAB,,, TO MANY PLACES,,,DID NOT GET ANSWER, KINDLY REPLY ,,,,WITH THE FEAR OF ALLAH,,,,,, **************@hotmail.com mod edit: email removed Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted April 18, 2015 Report Share Posted April 18, 2015 yeh book net par kahan miley gi? Book:Ta'beer-ur-Ro'ya by Imam Ibn-e-Seereen (رضی اللہ عنہ) ----- Free Download (31.19 MB) Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.