Jump to content

Waseela ..Moved Topic from Wahabion kay Masail


Ya Mohammadah

تجویز کردہ جواب

achcha waqai to phir ye kya likha hai zara nazar sani farmayein....ye tafseer jo aapny paish ki us se to humary Aqeedy ko hi Taqwiyat mili hai hum bhi to yahi kehty hain ki waseela to sirf zariya hai fAil e Haqeeqi to Sirf or Sirf Allah ki Zaat hai........ (al)

 

post-393-1219211773.jpg

Or phir agar sirf taqwy ko waseela kehty hain to phir iska zikr alehda kyu kiya Allah (azw) ne....sirf taqullaha keh dena bhar kafi tha....bawajood isky Allah ne irshad farmaya Wabteghu Elyhil Waseela....KYU ??

 

Allah (azw) kehny sunny se zyada amal ki toufique ata farmaye....or usky habeeb (saw) ki sachi pakki Mohobbat ata farmaye...Ameen

 

Assalam o Alikum

 

Meray Bhai aap naraz na hon, main nay to tafseer k page upload kiya hain koi ghalat baat to naheen ki, lakin is tafseer k mutabiq to Allah (SWT) ka qurab hasil kernay k liya Taqway ko Waseela (rasta) bataya gaya hai aur mazeed jo tafseel bayan ki gai hai k waseela to Janat k Maqam k naam hai, aap poori tafseer walay pages perh ker to daikhain Insha Allah (SWT) sub kuch asani say samjh a jai ga. Allah hum sab k Aqeeday ko taqwiat pohanchay (Ameen).

 

Allah humain aap ki achi baton say nawazay, aur agar humari koi baat bur lagay to Allah ap ko us say mahfooz farmay.

 

Aap say darkhawast kerta hon k Allah k haan meri liya khas dua kijiya ga k Allah mujeh Rasool Allah (saw) k sahi rastay per lay aye.

 

Wassalam

Link to comment
Share on other sites

Tazaad (Conflict)

 

Assalam o Alikum

 

I have uploaded the Tafseer ibn Kaseer of Ayaat 35 - 37, is main jo tafseer di hai woh to Allah (SWT) hi ko Waseela keh rahain hain, kuch mazeed tafseer bhi perhiay.

 

Allah hum sub ko Nabi (saw) k deen-e-Khalis per chalnay ki taufeeq ata farmay.

 

Wassalam

 

Assalam o Alikum

 

Meray Bhai aap naraz na hon, main nay to tafseer k page upload kiya hain koi ghalat baat to naheen ki, lakin is tafseer k mutabiq to Allah (SWT) ka qurab hasil kernay k liya Taqway ko Waseela (rasta) bataya gaya hai aur mazeed jo tafseel bayan ki gai hai k waseela to Janat k Maqam k naam hai, aap poori tafseer walay pages perh ker to daikhain Insha Allah (SWT) sub kuch asani say samjh a jai ga. Allah hum sab k Aqeeday ko taqwiat pohanchay (Ameen).

 

Allah humain aap ki achi baton say nawazay, aur agar humari koi baat bur lagay to Allah ap ko us say mahfooz farmay.

 

Aap say darkhawast kerta hon k Allah k haan meri liya khas dua kijiya ga k Allah mujeh Rasool Allah (saw) k sahi rastay per lay aye.

 

Wassalam

 

Me kab Naraz hua abhi tak to nahin.. :rolleyes:(al)

Janab e aali kya keh rahy hain aap ?? kuch to yuksu rahein kabhi kuch kabhi kuch....or jo Masla ikhtelaafi nahin hai us par kyu pareshan hoty hain...? Ikhtelaaf ye nahin ki waseela Dua / Taqwa / Amaal / Naiki / Sachchai / Imaandari hai ya nahin...humy to ye sab tasleem hai is liye is par zor na lagayein.

 

Janab munkir aap hain kisi shakhsiyat ke Waseely hony ka or wo bhi uski hayat ke baad to kuch aisa paish karein apni taeed mein, Quran or Sunnat se jo aapky or humary beech ikhtelaafi hai.

Aap say darkhawast kerta hon k Allah k haan meri liya khas dua kijiya ga k Allah mujeh Rasool Allah (saw) k sahi rastay per lay aye.

(ia) Sahib e Tehqeeq bankar talash kareingy to Allah (azw) apny Pyare Habeeb (saw) ke Waseely se Hidayat ata kar hi dega....Ameen

Link to comment
Share on other sites

(bis)

janab peacful Sahab aapny jo pages post kiye unka is topic se kuch lena dena nahin...ya phir aap khud irshaad karein ki insy aap kya sabit karna chahty hain, kyuki aap sahib e tehqeeq hony ka dawa karty hain to neechy diye gaye waseely se related mukhtalif topics ko chk kaein or jahan aapko aitraaz ho wahan post karein insha Allah tasalli bakhsh jawab milega...

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...&hl=waseela

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

Janab Peacful Sahab aap ke liye kuch mazeed hadiye...

 

Aapny bary showk se Tafseer Ibn kaseer ke pages uplaod karky apna moqif sabit karna chaha ki waseela Huzur (saw) ke inteqaal farmany ke baad jayaz nahin or Tafseer ibn Kaseer (Sure Maidah) ka ye page upload kiya, zara tawajjo ka talabgaar hu aankhien khol kar parhy or apaky Najadi-Wahabis ki khayanat ka namoona dekhein ki jisko aap bator saboot paish kar rahy thy humary khilaaf usmy to khud humary aqeedy ko taqwiyat deti ek riwayat quote ki gayi hai Arabi wali jo Huzur (saw) ke rozy anwar par hazir hokar apni maghfirat ki dua karwai......aap daleel pakad rahy thy ki Ibn Kaseer ne iski nafi ki hai jabki wo to us mutarjim ka hashiya hai jismy usny jahalat ka saboot dete huey sahi sanad ko mozu qaraar diya hai jis ka saboot aap aagy ke pages me khud hi parh lengy insha Allah...

khayanat_mutarjim_ki.jpg

 

Mazeed Roshan Saboot

Waseely ka Saboot Ibn Kaseer baad Wafat

i__wasila_proof_frm_ibn_kaseer_bad_wisal.gif

Hazrat Adam Aleh Salam ki hadess par hujjat

ii__wasila_proof_frm_ibn_kaseer_bAD_wisal____hazrat_adam_aleh_salam_ki_hadess_par_hujjat.gif

Hadees ki Sehat ka meyar

iii__hadees_ki_sehat_ka_meyar_iii.gif

 

iv.gif

Sahih Hadees Baad Wisaal Ambiya (Huzur

(saw) se Saboot)

v___wasila_proof__arabi_baad_wisal___barish_.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Mohtaram Peaceful Sahib.. Aap (ma) Tehqeeq Kerna Chahtey Hain.. Mager Aap Ney Tafseer Ibn-e-Katheer Key Jis Hashye Ko Muntakhib Kiya Hai Woh Wahabi Molvi Ka Hai.. Aur Zahir Hai Jab Woh Hashya Likhey Ga Tu Apni Merzi Sey Un Sey Apna Maqsad Sabit Kerey Ga..

 

Misal Key Taur Per... Aap Ney Pehley Post#24 Mein Kuch Pages Tafsir Ibn-e-Katheer Key Post Kiye Us Mein Yazeed Key Oper REY HEY Yani Rehma Tullah Aleh Likha Hai.. Aub Maloom Nhin Is Sey Muraad Konsa Yazeed Hai? Yazeed Ibn e Muaviya Ya Koi Aur... Mager Mera Ghalib Guman Yahi Hai Key Is Sey Muraad Woh Yazeed Hai Jis Ney Imam-e-Aali Maqam (ra) Ko Shaheed Kerwaya...

 

Dosra Point Aap Note Kejiye.. Aap Ney Post # 29 Mein Jo Pages Post Kiye Hain.. Us Mein Aqeedah Hayat un Nabi (saw) Ki Nafi Ki Ja Rahi Hai... Jab Key Quran-e-Pak Ki Aayat Sey Shaheed Ka Zinda Hona Sabit Hai.. Aur Sahi Hadith Sey Sabit Key Allah (azw) Ney Anbiya (as) Key Jismoon Ko Matti Per Haram Ker Diya Hai.. Aur Anbiya (as) Apni Qaboor Mein Zinda Hain...

 

Yazeed aur Aqeedah Hayat un Nabi (saw) Yeh Dono Mukhtalif Topics Hain.. Maqsad Bataney ka Yeh Hai Key Aap Jinko Tafseer Ibn Katheer Samajh Ker Underline Ker Rahey Hain Woh Wahabi Molvi Ka Hashya Hai Tafseer Ibn-e-Katheer Key Asal Alfaaz Nhin Hain...

 

Aub Aap Aajayen Waseeley Ki Taraf.. Dekhein Waseela Ko Shirk Kaha Jata hai... Key Allah (azw) Sheh Rag Sey Zyada Qareeb Hai Phir Waseela Kiyon? Baat Yeh Hai Key Ager Aik Chez Zaid Per Sabit Kerney Sey Shirk Hai Tu Woh Bakar Per Sabit Kerney Sey bhi Lazaman Shirk Hogi.. Kiyon Key Allah (azw) Wahdahu La Shareek Hai...

 

Yani Yoon Samajh Lein Key Yeh Na Mumkin Hai Key Ager Aik Cheez Aap Zindah Key Liye Sabit Kerein Aur Kahain Key Yeh Shirk Nhin Phir Wohi Chez Murdah Key Liye Shirk Thera Dein.. Tu Aap Khud Sochein Kiya Yeh Aqeedah-e-Tauheed Hai???

 

Umeed Hai Aap Meri Bat Samajh Chukey Hongey.. Aub Aap Ko Aik Aayat Pesh Ki Wabteghu Alehil Waseela..

 

Ager Is Per Koi Taqwa Ya Ibadaat Ko Waseela Sabit Kerey.. Tab Bhi Yeh Hamarey Moa'qif Per Daleel Hai... Kiyon Key Aamaal Tu Makhlooq Hain.. Aur Insaan Bhi Makhlooq Hain .. Tu Ager Aik Chez Insan (Zinda ya Murdah) Key Wajah Sey Shirk Hai Tu Woh Aamaal Ki Wajah Sey BHi Shirk Hogi..

 

Kiya Koi Yeh Bata Sakta Hai Key Aamaal Khaliq Hain Ya Makhlooq?? Merey Khayal Mein Ager Aap Issi Cheez Per Ghour Kerein Tu Waseela Ka Masala Clear Ho Jaye Ga..

 

Aub Aap Aajayen.. Zinda wa Murdah Key Waseeley Per...

 

sunnistudent Bhayi Ney Pehley Aik Hadees Pesh Ki Hazrat Aadam (as) Ney Sarkar (saw) Key Waseeley Sey Dua Mangi Sarkar (saw) Ki Paidaish Sey Pehley.. Yeh Riwayat Sahi Hai.. Hawala Aap Check Ker Saktey hain... Mager Abhi Tak Is Hadees Ka Kafeel Sahib Ney Koi Jawab Nhin Diya..

 

Asif Bhayi Ney Abhi Pages Post Kiye Hain Apni Aakhri Post Mein.. Inko Tawajo Sey Perhye.. Umeed Hai Aapka Masala Solve Ho Jaye Ga...

 

Hazrat Umer (ra) Ney Sarkar (saw) Key Chacha Hazrat Abbas (ra) Key Waseeley Sey Dua Mangi.. Is Sey Zinda Ka Waseela Sabit Kiya Ja Raha Hai.. Suwal Yeh Hota Hai Key Yeh Kiyonker Mumkin Hai Key AIk chez Zinda Key Liye Jaiz Tu Wohi Chez Murdah Key Liye Shirk Ho Sakti Hai..

 

Dosri Bat Is Mein Asal Waseelah Sarkar (saw) Ka Hi Hai.. Yeh Bat SunniStudent Bhayi Ney Apni Post Mein Sabit Ki Hai.. Mager Kafeel Sahib Ney Koi Jawab Nhin Diya...

 

Teesri Bat.. Hazrat Umer (ra) Baad-e-Wisal Waseela Key Qail They..

 

Chunachey Dor-e-Farooq Mein Aik Shakhs (Sahabi ya Taba'ee) Ney Masjid-e-Nabvi (as) Mein Aaker Nabi (saw) Sey Arz Ki : استسق لامتک (Apni Umat Key Liye Barish Ki Dua Fermaye)

Hawala:

(Masnaf Ibn-e-Abi Sheba: 32538, Baab Zair-e-Fazail-e-Umer (ra) )

(Fatah Al-Bari, Sharah Bukhari, Baab Al-Istasqa, Zair-e-Hadees Tawasul Umer-Bil-Nabi (saw) wa Bil-Abbas (ra) )

(Al-Badaya wal Nihaya, Zair-e-Waqiyaat 18 Hijri)

(Ibn-e-Hajar Asqalani Aur Hafiz Ibn-e-Katheer Ney Is Riwayat Ko Sahi Kaha Hai)

 

Hazrat Umer (ra) Ney Us Shakhs Per Koi Nakeer Nhin Fermayi... Pas Sabit Howa Key Hazrat Umer (ra) Baad-e-Wisal Bhi Waseela Key Qail They.. Aur Is Riwayat Ko Hafiz Ibn-e-Katheer Ney Sahi Kaha Hai.. Jin Ki Taftheer Ka Wahabi Hashya Aap Post Ker Rahey Hain.. Aur Wahabi Molvi Ney Apni Marzi Sey Tafseer Ka Rang Badal Diya..

 

Aik Aur Sahi Riwayat Hai Nabeena Sahabi (ra) Wali.. Jinko Sarkar (saw) Ney Aik Dua Sikhayi Jis Mein Ya Muhammad (saw) Key Alfaaz Sey Tawasul Kiya Gaya.. (Mishqaat, Ibn-e-Maajah) Yehi Dua Dour-e-Usman Mein Bhi Perhi Gayi.. Aur Inhi Alfaaz Sey Tawasul Kiya Gaya.. Nez Nabi Kareem (saw) Ki Is Sikhayi Hoyi Is Dua Ko Muhadiseen-e-Karam Ney Ahle Hajat Key Liye Taleem Kiya..

 

Chand Muhadiseen Key Naam Yeh Hain..

Imam Ahmad Bin Hanbal, Imam Bukhari, Imam Tarimzi, Imam Nisayi, Imam Ibn-e-Majah, Imam Ibn-e-Khuzema, Hakim, Zahbi, Manzari, Hathami, Jazri, Behaqi, Ibn-e-Asakir, Ibn-e-Katheer

 

Ager Aap Waqayi Haq Ki Talash Mein Hain Tu Umeed Hai Aapka Masala Solve ho Gaya Hoga.. In Mein Koi Hawala Darkar Ho Tu Bataye...

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

Mohtaram bhai

 

aap ki in sab koshishon ko allah apnay haan maqbool farmaya. main yahan aik baat yeh kerna chahta hon k agar koi bhi masla hum main darpaish hai to humain woh achi tareeqay say samjhana aur bayan kerna chahiye ta k aik doosray ko baat samjha sakay. meray khiyal say main nay aisi koi baat naheen likhi jis say aap ki dil azaari hoi ho aur agar kahin aisa huwa hai to aap sab logon say mazaratkhaw hon.

 

Sag-e-Attar bhai, jo ap nay aur Asif bhai nay reference diya hain kiya mujeh un reference k scan pages upload ker saktay hain, aur yeh books jin k ap nay reference diya hain kia yeh books kahin say main download ker sakta hon, ap k buhat mamnoon hon ga.

 

Aik eham baat, yeh jo tafseer meray paas hai us k baray main mujeh batain kia yeh theek naheen hai aur kiun theek naheen hai. Aur agar mujeh Tafseer ibn Kaseer chahiye to main kahan say download keron, mera yeh masla zaroor hal ker dijiya ga.

 

Mujeh Surah Zumur ki Ayat 30 aur Ale_Imran ki Ayat 144 ki tafseer bhi Tafseer ibn kaseer jo aap k pass hai post ker dain. Jazzak Allah

 

Allah mujeh aur aap ko Allah (SWT) aur Nabi (saw) k khalis deen per chalnay ki taufeeq ata farmay, aur humain nifaq say nijat day. (Ameen)

 

Aap ki post ka intezar keron ga (Insha Allah)

 

Duaon ka talabgar.

 

Wassalam

Link to comment
Share on other sites

ye wahabi aye din koi na koi jahilana baat kertay hain

 

aur haaan hinduuu to yehi kehtay hain ke bhagwaan rehta hai uppar asmaan per udhar se neechay utar ker ata hai aur wahabi kehtay hai ke allah bhi arsh

per rehta hai aur tmhara ibne tamia kehta hai ke allah arsh per rehta hai na arsh se bara hai na chotaaa....wahabi jis ne bhi reply kia hai is post ka kehta

hai ke hum to kehtay hain ke allah sharug se ziada qareeb hai lekin ye nahi tumhein pata ke nabi momin ki janooo se ziada qareeb

hain????????????????????????????????rahi baat hinduu wahabi hum aqeeda ki to hinduuu aur wahabi khuda ke baray mai aik jaisa aqeeda rakhtay hain

khuda ko arsh per fit ker detay hain us ke liye makaan sabit kertay hain .......allah to fermata hai quran mai allah makaan se paak hai to phir ye arsh per

rehnay ki baat kahan se a gai.....??????

 

 

rahi baat waseela ki to lagta hai wahabi waseela ke begair duniya mai paida hua hai ya is ko pata nahi kaisay kis kis ke waseelay se paida hua hai :lol:

allah talla quran mai fermata hai ke allah ki rah mai waseela talash kero ..

 

 

ab wahabi sahib pehlay to ye batao ke Hazrat umar farooq ko allah kab milla????

musalmano ko islam kaisay milla?????

musalmano ko namaz kaisay milli??????

musalmano ko allah ki pehchaan kisne kervai?????

 

 

agar nahi pata to yehi bata do ke tum is duniya mai kaisay aye????????????????kia direct gir gaye asmaaan se????? :lol:

Link to comment
Share on other sites

REply to: Allah keh raha hei k main har kisi k bech main mojood hoon ub bolo kon se waseelei k barei main bat kar rahei thei...........

 

 

Wahabi sahab abhi keh rahe thay ke allah sharug se ziada qareeb hai to waseelay ki kia zaroorat aur phir neechay tafseer ka hawala de dia ke naik amaal waseela hain??????????????????????????????

 

wahabi sahab aqal phir gai hai kia tumhari pehlay kehtay ho ke qareeb hai to kia zaroorat aur ab tafseer se keh rahe ho naik

amaaal???

 

kis ne inkaaar ki ke naik amaal waseela nahi???? aur ye kahan likha hai ke nabi ka waseela jaiz nahi hai qayamat tak koi ayat nahi dikha

saktay ya hadees jis mai saaaf ilfaaz mai kaha gaya ho ke nabi ka waseela ya naik logo ka waseeela haram hai najaiz hai shirk hai.....

 

to pesh kero koi aisa hawala in alfaaaz ke saaaath ????????

 

 

 

apni taraf se wo baat kehtay ho jo allah aur rasool ne nahi kahi tum log waqai makaar aur munafiq ho

 

 

chalo aik baat ka hi jawaab de do allah ko to arsh per bitha ker aye ho tum log fit ker aye ho us ka jawaab to kabhi de nahi sako ge

yehi bata do ke agar tum namaaz perho ge hi nahi to namaaz ka wajood kaisay ho ga jab tum namaaz perho ge to tabhi wajood ho ga na

agar namazi hi nahi to namaaz ka wajood nahi

namaaz agar waseela hai to kia namaaz perhnay wala nahi ??????

 

agar sach bolnay wala koi na ho to sach kaha millay ga aap ko???????

 

hosh kero aur baaaz a jao apni fitnabaazi se ......

Link to comment
Share on other sites

Assalam o Alikum

 

Salman bhia meray khiyal say to aisay nahen likhna chahiya kiun k iss say kissi ko convince nahen kiya ja sakta, aap yeh dekhain k Sag-e-Attar bhai nay kitnay achay tareeqay sa sari baat samjhanay ki koshish ki hai aur meray khiyal say yehi tareeqa durust hai, doosri soorat main to koi ap ki baat bhi nahin sunay ga.

 

agar kuch bura lagay to mazaarat chahta hon

 

Sag-e-Attar bhai meri iss say pehli post ka jawab zaroor dijiya ga, main intezar keron ga iss k ilawa main bhi mazeed tehqeeq keron ga aur phir aap say discuss bhi keron ga. baray meharbani aap yahan k senior member lagtay hain baqi sathion ko bhi kahain k woh achay tareeqay say apni baat bayan kerain ta k ikhtalaf k ansar khatam ho aur islah ho sakay. waisay bhi humaray piyaray Nabi (saw) k Ikhalaq to buhat buland thay humain bhi iss cheez ko apnana chahiya.

 

Wassalam

Link to comment
Share on other sites

hai ke hum to kehtay hain ke allah sharug se ziada qareeb hai lekin ye nahi tumhein pata ke nabi momin ki janooo se ziada qareeb

hain????????????????????????????????

 

 

(bis)

(saw)

Salamun Ala Manit'taba' al Huda

 

g........aap ny sahi farmaya.........

 

k

"NABI MOMINEEN SY UNKI JANOON SY B ZIADA QAREEEB HAIN......"

REF:

النبی اولیِ بالموءمنین من انفسھم

(الاحزاب)

 

bt point to b noted:

Nabi MOMINEEEEEEN SY Unki janun sy ziyadah qareeb hain.

 

so......its v clear...........

 

samjny waly samj gay hungy..... (azw)(ia)

 

 

wesy me Maulana Kokab Noorani SB Ki bat quote krun gi yahan:

"waseela esi cheez hy k IS K BEGHAIR TO HUM ROTI B NHE BANA SAKTY.................roti b banani hy to usko direct aag pr nhe rakhty.........tawwy k waseeely sy roti pakai jati hy"

 

jo log waseely ka inkar krty hain wo DIRECT AAG pr roti daala kren........."

 

 

samjhany k liye arz ki hy k waseeela kitni important aur basic cheez hy hum insanon k liye.......

 

 

ALLAH (azw) sbko Hidayat Dy..........

 

aameeeeeeeeen

Edited by madinah_madinah
Link to comment
Share on other sites

Sag-e-Attar bhai meri iss say pehli post ka jawab zaroor dijiya ga, main intezar keron ga iss k ilawa main bhi mazeed tehqeeq keron ga aur phir aap say discuss bhi keron ga.

 

(salam)

Mohataram Peaceful Sahib..

(azw)(ia) Jald Hi Aapko Fateh-ul-Bari Shahrah Sahi Bukhari Key Scanned Pages Post Ker Doun Ga.. Jin Mein Dour-e-Umer (ra) Mein Aik Shakhs (Sahabi ya Taba'ee) Ney Sarkar (saw) Ki Qabr-e-Anwar Per Hazir Ho Ker Arz Ki... استسق لامتک (Apni Umat Key Liye Barish Ki Dua Fermaye)

 

Dosra Hawala Jo Hai.. Nabeena Sahabi (ra) Wali Hadees Ki Dua Jis Mein Ya Muhammad (saw) Key Alfaaz Sey Tawasul Kiya Gaya.. Aur Is Dua Ko Muhadiseen Ney Ahle Hajat Key Liye Taleem Fermaya Hai... Iski Tafseel Buhut Zyada Hai... Main Aapko Sirf Hafiz Ibn-e-Katheer Ki Kitab Al-Badaya wal Nihaya Sey Scanned Pages Post Kerney Ki Koshish Keron Ga.. Jis Mein Ahle Hajat Ko Yeh Dua Taleem Ki Gayi Hai... Tu Aapka Yeh Masala Solve Ho Jaye Ga.. Kiyon Key Aap Tafseer-e-Ibn-e-Katheer Key Pages Post Ker Rahey Hain.. Jis Mein Wahabi Molvi Ney Apna Hashya Laga Ker Taftheer Ka Rang Badal Diya Hai...

 

Jabkey Khud Hafiz Ibn-e-Katheer Baad-e-Wisal Waseela Key Qail They... Jiska Aik Saboot Tu Asif Bhayi Ney Aapko Oper Image Under Line Ker Key Dey Diya... Dosra Saboot (ia) Hafiz Ibn-e-Katheer Ki Tasneef Al-Badaya wal Nihaya Sey Aajaye Ga...

 

Iskey Ilawah Aap Hadees-e-Aadam (as) Ko Perhein... Nez Aap Aik Aur Cheez Note Kerein..

 

Kisi Cheez Ki Nafi Us Waqt Hoti Hai Jab Us Key Mukhalif Daleel Mil Jaye... Daleel Ka Na Hona Kisi Cheez Ki Nafi Nhin Hai..

 

Maslan Hum Waseela Key Saboot Per Dalail Dey Rahey Hain.. Mager Abhi Tak Kafeel Sahib Ney Aik Aisi Aayat Ya Hadees Pesh Nhin Ki Jis Mein Sarkar (saw) Ya Auliya Karam Ka Waseela Istimal Kerney Sey Man'aa Kiya Gaya Hoo... Jab Key Waseela Key Haq Mein Quran-e-Kareem Sey Dalail Mojod Hain.. Aur Muhadiseen Sey Dalail Mojod Hain...

 

InshaAllah (azw) Main Jald Scanned Pages Post Keron Ga.. Aap Phir Check Ker Lejiye Ga..

 

Tafseer-e-Ibn-e-Katheer Jo Abhi Aapkey Pas Hai.. Usko Na Perhein.. Kiyon Key Aap Dekh Chukey Key Us Mein Wahabi Molvi Ney Aqeedah Hayat-un-Nabi (saw) ki Khuli Nafi Ki Hai.. Aur Yaqeenan Aap Hayat un Nabi (saw) Key Qail Hongey... Kiyon Key Allah (azw) Ney Lohey Ki Talwaar Sey Shaheed Honey Waley Mujahid Ko Zindah Kaha Hai.. Aur Fermaya Inhein Murdah Na Kahoo.. Yeh Zindah Hain.. Haan Tumhein Iski Khabar Nhin (Mafhoom) Tu Is Per Tu Kaseer Dalail Mojod Hain.. InshaAllah (azw) Is Topic Per Ager Aapko Dalail Ki Zarorat Ho Tu Bataye Ga.. Aap Tafseer-e-Ibn-e-Katheer Key Is Hashye Ko Delete Ker Dein..

 

Main Dekhon Ga.. Ager Sahi Tafseer-e-Ibn-e-Katheer Kaheen Sey Mili Tu Aapko Woh Send Keron Ga.. (azw)(ia)

 

Aap IslamiMehfil per Aatey Rahiye.. Aur Haq Ko Talash Kejiye.. (azw)(ia) Haq Aap Per Zahir Ho Jaye Ga... Apney Dil Mein Sarkar (saw) Ki Muhabbat Ki Shama Jalaye Rakhein.. Insha Allah (azw) Haq Aap Per Zahir Ho Jaye Ga...

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

Kisi Cheez Ki Nafi Us Waqt Hoti Hai Jab Us Key Mukhalif Daleel Mil Jaye... Daleel Ka Na Hona Kisi Cheez Ki Nafi Nhin Hai..

 

(salam)

Sag-e-Attar Bhai, ap ki post perh ker yaqeen kerain dil ko buhat khushi hoi hai khar ker iss baat k aap nay jawab buhat hi achay tareeqay say diya, iss liya k yeh bhi humaray piyaray nabi ki sunnat hai. Allah hum sub ko iss tareeqqy per chalnay ki taufeqq ata farmay. (Ameen)

 

aik cheez mujeh aur clear ker dijia ga k, kisi cheez ki daleel no hona us ki nafi to naheen lakin daleel k na honay say kia woh jaiz ho jata hai.

 

Allah ap ko aap ki in tamam koshishon ka ajar day aur hum sub ko rah-e-haq per lay aaye. (Ameen)

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam)

aik cheez mujeh aur clear ker dijia ga k, kisi cheez ki daleel no hona us ki nafi to naheen lakin daleel k na honay say kia woh jaiz ho jata hai.

 

وعلیکم السلام۔

اسلام ایک آسان، واضح اور قابل عمل نظام حیات ہے۔ یہ چونکہ انسانی فطرت کے عین مطابق ہے لہذا اسکے دامن میں کسی قسم کی کوئی تنگی ، جبر یا محدودیت نہیں ہے۔ یہ قیامت تک پیش آنے والے علمی و عملی،مذہبی و روحانی اور معاشی و معاشرتی تمام مسائل کا حل پیش کرتا ہےاگر کسی مسئلے کا حل براہ راست قر آن و سنت میں نا ہو تو اس کا یہ ہر گز مطلب نہیں کہ وہ بدعت گمراہی اور حرام و ناجائز ہے کیونکہ کہ کسی مسئلہ کا ترک زکر اسکی حرمت کی دلیل نہیں ہوا کرتا بلکہ یہ حلت و اباحت یعنی جائز ہونے کی دلیل ہے۔

 

کسی بھی نئے کام کی حلت و حرمت جاننے کا طریقہ یہ ہے کہ اسے قرآن و سنت پر پیش کیا جائے اگر اس کا شریعت کے ساتھ تعارض یعنی ٹکراؤ ہوجائے تو بلا شبہ بدعت سئیہ اور حرام و ناجائز کہلائے گا لیکن اگر اسکا قر آن و سنت کے کسی بھی حکم سے کسی قسم کا کوئی تعارض یا تصادم لازم نہ آئے تو محض عدم زکر یا ترک زکر کی وجہ سے اسے بدعت سئیہ اور ناجائز اور حرام قرار دینا قرار دینا ہرگز مناسب نہیں بلکہ یہ بذات خود دین میں ایک احداث اور بدعت سئیہ کی ایک شکل ہے اور یہ گمراہی ہے جو کہ تصور اسلام اور حکمت دین کے عین منافی اور اسلام کے اصول حلال و حرام سے انحراف برتنے اور حد سے تجاوز کرنے کے مترادف ہے۔

 

ایک بار جب اسی قسم کا سوال نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے ہوا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا۔۔۔

حلال وہ ہے جسے اللہ نے قرآن میں حلال ٹھرایا اور حرام وہ ہے جسے اللہ نے قرآن میں حرام ٹھرایا رہیں وہ اشیا ء کہ جن کے بارے میں کوئی حکم نہیں ملتا تو وہ تمہارے لیے معاف ہیں۔ جامع ترمزی جلد 1 ص 206

 

مذکورہ بالا حدیث میں وما سکت عنہ فھو مما عفا عنہ کے الفاظ بتا رہے ہیں کہ شارع نے جن کا زکر نہیں کیا وہ مباح اور جائز ہیں لہذا محض ترک زکر سے کسی چیز پر حرمت کا فتوٰی نہیں لگایا جاسکتا ۔

 

اللہ پاک نے قرآن مجید میں ایسے لوگوں کی مذمت بیان کی ہے جو اپنی طرف سے چیزوں پر حلت و حرمت کے فتوےصادر کرتے رہتے ہیں لہذا ارشاد باری تعالی ہے۔۔

اور وہ جھوٹ مت کہا جو تمہاری زبانیں بیان کرتیں ہیں کہ یہ حلال ہے اور یہ حرام اس طرح کے تم اللہ پر بہتان باندھو بے شک وہ لوگ جو اللہ پر بہتان باندھتے ہیں کبھی فلاح نہیں پاسکتے۔ النحل 116۔

 

مگر آج کتنے افسوس کی بات ہے کہ دین دینے والا لااکراہ فی الدین اور یریداللہ بکم الیسر فرما کر دین میں آسانی اور وسعت فرمائے اور دین لینے والا نبی صلی اللہ علیہ وسلم وما سکت عنہ فھو مما عنہ فرما کر ہمارے دائرہ عمل کو کشادگی دے مگر دین پر عمل کرنے والے اپنی کوتاہ فہمی اور کج فہمی کے باعث چھوٹے چھوٹے نزاعی معاملات پر بدعت و شرک کے فتوے صادر کرتے رہیں۔

 

بھائی اب آپ دیکھیں شریعت میں اشیاء کی اصل اباحت ہے۔ اور کوئی چیز حرام و ناجائز اُس وقت ہوتی ہے جب کے قرآن و حدیث اُسے ناجائز کہے۔ اور ہم ایک ایسی دلیل کا مطالبہ کر رہے ہیں۔

 

آج قرآن و حدیث کی صحیح تعلیم سے دوری نے معاشرے کو اس اسٹیج پر لا کھڑا کر دیا ہے کہ جس کو مدرسے جائے دو دن نہیں گزرتے وہ مسلمانوں پر شرک و بدعت کے فتوے لگا رہا ہوتا ہے۔ 

 

اور وسیلہ کے متعلق جیسا کہ آیت کریمہ گزری۔ اُس کے متعلق میں پہلے بھی کہہ چکا کہ اگر اُس آیت سے اعمال کا بھی کوئی استدلال کرے تو یہ بھی ہمارے حق میں دلیل ہے کیونکہ اعمال مخلوق ہے۔ تو یہ کیونکر ممکن ہے کہ ایک مخلوق سے وسیلہ مانگا جائے تو وہ شرک نہ ہو اور زندہ انسان کے وسیلے سے دعا مانگی جائے تو وہ شرک نہ ہو وہی بات بعد وفات شرک بن جائے۔ یہ بات تو سراسر عقیدہ توحید کے خلاف ہے۔ اللہ عزوجل تو وحدہُ لاشریک ہے۔

 

انشاء اللہ عزوجل میں کوشش کرتا ہوں جلد ہی اسکین پیجز آپ کو پوسٹ کر دوں۔ جزاک اللہ

 

والسلام مع الاکرام 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(ja) Sag e Attar bhai,

buht achy andaz me jawabat diye ap ny..........

 

"ALLAH KI RAH KI TARAF BULAO HIKMAT E AMALI AUR ACHI NASEEHAT K ZARIYE "

(Al Quran) {lijiye, yahan b waseela.......}

 

is aayat pr amal krny ki buht achi koshish.........

 

ALLAH (azw) hum sb ki NAQIS koshishoon ko qabool farmaey.........

 

aameeeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeen (saw)

Link to comment
Share on other sites

Sag-e-Attar bhai, jo ap nay reference diya hain kiya mujeh un reference k scan pages upload ker saktay hain, aur yeh books jin k ap nay reference diya hain kia yeh books kahin say main download ker sakta hon, ap k buhat mamnoon hon ga.

السلام علیکم۔

بھائی میں نے ایک حوالہ دیا اپنی پوسٹ میں فتح الباری کا۔ دور عمر رضی اللہ عنہ میں ایک شخص (صحابی یا تابعی) نے سرکار صلی اللہ علیہ وسلم کی قبر انور پر جاکر عرض کی استسق لاُمتک ۔ اُس کا اسکین پیج فتح الباری شرح صحیح بخاری سے ملاحظہ فرمائیں۔ فتح الباری مشہور محدث امام حافظ احمد بن علی حجر العسقلانی (متوفی ۸۵۳ ھ) کی تصنیف ہے۔

 

 

tawsal_fathulbari_1.jpg

fathulbari_waseelah_2.jpg

 

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم،

دوسرا حوالہ میں نے دیا کہ مشکو ۃ شریف کی حدیث جس میں نابینا صحابی رضی اللہ عنہ کو سرکار صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک دعا سکھائی۔ جس میں یا محمد (صلی اللہ علیہ وسلم) کے الفاظ سے توسل کیا گیا۔ اور محدثین نے اسے اہل حاجت کے لئے تعلیم فرمایا ہے۔ ُاس کا حوالہ حافظ اسماعیل ابن کثیر الدمشقی (متوفی ۷۷۴ ھ) کی کتاب البدایہ والنھایہ سے۔

 

albidaya_wan_nihaya_ya_muhamd_1.jpg

albidaya_wan_nihaya_ya_muhamd_2.jpg

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم۔

محترم پیس فل صاحب۔ آپ کو آیت پیش کی گئی۔ جاءوک فاستغفروا ۔۔ آپ نے اُس کی تفسیر پیش کی تفسیر ابن کثیر سے۔ حافظ اسماعیل ابن کثیر کا موءقف الحمد للہ اہلسنت والجماعت کے موءقف کے مطابق ہے۔ مگر اُس کے حاشیے میں وہابی مولوی نے دجل سے کام لیتے ہوئے ایک تو لکھا کہ یہ آیت صرف اُس وقت تک کے لئے تھی۔ اب کے لئے نہیں ہے۔ آپ خود سوچیں کیا قرآن پاک صرف صحابہ کرام کے زمانے تک کا تھا۔ کیا قرآن پاک کے احکامات صرف صحابہ کرام علیھم الرضوان کے زمانے تک محدود ہیں یا قیامت تک کے لئے ہیں۔ دوسرا اس کی تفسیر میں جو حافظ ابن کثیر نے لکھا اُس کے نیچے مترجم نے لکھا کہ اس کا کوئی حوالہ نہیں ہے۔ یعنی مترجم کو زیادہ پتا ہے اور جن مشہور مفسر کی تفسیر کا وہ ترجمہ کر رہا ہے اُن کو پتہ نہیں تھا۔ اب آپ اندازہ لگائیں کہ حق کو کس طرح چھپایا جا رہا ہے۔ میں اُس آیت کی تفسیر میں اصل عربی تفسیر ابن کثیر کے اسکین پیجز اور دیگر تفاسیر کے پیجز پوسٹ کر رہا ہوں ۔ انشاء اللہ عزوجل آپ کا مسئلہ کلیئر ہوجائے گا۔ انشاء اللہ عزوجل

 

waseelah_abne_kaseer_1.jpg

waseelah_bad_wfaat_tafseer_abn_e_kaseer_2.jpg

تفسیر قرطبی سے۔

 

waseelah_bad_wfaat_tafseer_qurtabi_1.jpg

waseelah_bad_wfaat_tafseer_qurtabi_2.jpg

الاذکار از امام شرف الدین النووی سے حوالہ۔

 

alazkar_1.jpg

alazkar_2.jpg

alazkar_3.jpg

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم۔

محترم پیس فل صاحب۔ آپ کو آیت پیش کی گئی۔ جاءوک فاستغفروا ۔۔ آپ نے اُس کی تفسیر پیش کی تفسیر ابن کثیر سے۔ حافظ اسماعیل ابن کثیر کا موءقف الحمد للہ اہلسنت والجماعت کے موءقف کے مطابق ہے۔ مگر اُس کے حاشیے میں وہابی مولوی نے دجل سے کام لیتے ہوئے ایک تو لکھا کہ یہ آیت صرف اُس وقت تک کے لئے تھی۔ اب کے لئے نہیں ہے۔ آپ خود سوچیں کیا قرآن پاک صرف صحابہ کرام کے زمانے تک کا تھا۔ کیا قرآن پاک کے احکامات صرف صحابہ کرام علیھم الرضوان کے زمانے تک محدود ہیں یا قیامت تک کے لئے ہیں۔ دوسرا اس کی تفسیر میں جو حافظ ابن کثیر نے لکھا اُس کے نیچے مترجم نے لکھا کہ اس کا کوئی حوالہ نہیں ہے۔ یعنی مترجم کو زیادہ پتا ہے اور جن مشہور مفسر کی تفسیر کا وہ ترجمہ کر رہا ہے اُن کو پتہ نہیں تھا۔ اب آپ اندازہ لگائیں کہ حق کو کس طرح چھپایا جا رہا ہے۔ میں اُس آیت کی تفسیر میں اصل عربی تفسیر ابن کثیر کے اسکین پیجز اور دیگر تفاسیر کے پیجز پوسٹ کر رہا ہوں ۔ انشاء اللہ عزوجل آپ کا مسئلہ کلیئر ہوجائے گا۔ انشاء اللہ عزوجل

 

 

(salam)

 

Sag-e-Attar Bhai aap ka buhat shukriya, aap nay jo pages scan kiya hain kia us k urdu main tarjma mil sakta hai kiun k mujeh arabi sahi tareeqay say samajh naheen aati, agar is tarah ho jai buhat acha ho ga, Allah ap ko aap ki tamam koshishon k ajar ata farmaya aur hum ko rah-e-hidayat ki taraf lay jai. (Ameen), Inshallah main jald agali post keron ga agar meray pass koi sawal huw to.

 

duaon main yaad rakhiya ga aur Insha Allah main mazeed maloomaat k liya is forum pay aata rahon ga.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Allah ne ye bhi kaha.....wabteguilyhil waseela... isy kyu Hazam Kar gaye.......jis ka jeeta jagta saboot Hazrat umar (ra) ka barish ke liye Allah (azw) ki baragh me Hazat abbas (ra) ko waseely ki tor par paish kiya jabki aap kehty hain......

 

aap ayat ka kia matlab nikal rahay hain zara ghor say dekhain, aur koshish kerain k poori ayat lain ta k sara mafhoom samjh aye.

post-2048-1219984271.jpg

 

Tafseer ibn Khatir mulahiza kerain

post-2048-1219985626.jpg

post-2048-1219985670.jpg

 

jis ka jeeta jagta saboot Hazrat umar (ra) ka barish ke liye Allah (azw) ki baragh me Hazat abbas (ra) ko waseely ki tor par paish kiya jabki aap kehty hain......

 

Yeh waqaya nabi (saw) k baad k zamany ka hai, unhon nay Hazarat Abbas (raa) say dua kerwai Nabi (saw) ko waseela kiun na banaya? baat samjhanay wali hai ghor kijia ga.

post-2048-1219986211.jpg

 

Allah (azw) Barahe rast bhi sunta... </FONT>Allah zyada jaldi sunta hai, waseela wo hai</SPAN></SPAN></SPAN>

Allah (azw) barahe rast bhi sunta hai aur hukam bhi daita hai.

post-2048-1219986977.jpg

</SPAN>Munkir aap hain waseely ke,

Hum nahin munkir mangny Ke.

Barahy rast mangna bhi jayaz or

waseely se bhi jayaz....</SPAN></SPAN></SPAN>

</SPAN></SPAN></SPAN>

fatway ka buhat shukriya, bilkul jis waseelay ki aap baat ker rahay hain shaid us k munkir hain, lakin Allah (azw) aur uske Rasool (saw) k jaiz waseelay (taqway) k kabhi munkir naheen ho saktay (Insha Allah)

last three pages chk karein hawaly hi hawaly hain.. aga Nazar, Urdu, Angrezi kamzor na hoto achchy se chk karein...saath hi Ibn e Timiya ka fatwa bhi....humary akabir ki na many to apny Dada Jaan ki hi sun lein...

 

theek hai main peechay hawaly check kerta hon. Kia baqi batain bhi in ki maan lein gay.

 

Regards

Link to comment
Share on other sites

Waseelay say murad hamari yei nahee kay Allah azzawajal khud nahe sunta balkay Allah azzawjal nay yei rasta bataya kay apni zaat , apni duao ko Allah azzawjaal ki bargah mai maqbool karwanay kay leay Us kay mahboob bando ki qurbat , un ki mohabbat aur Aaamale salah ka rasta mazbooti say pakra jaiay ..

 

Sora Maida Aayat Number 35 ki tafsir mai mufassireen kiram nay Waseela kay ziman mai Aamal , Mohabbat , Qurbat ilallah aur Murshid, Salaheen waghaira ka zikar kia Alhamdulillah Ahlesunnat wal jamat in sab waseelo kay qail hain

 

Aamal maqbool ho ya mardood koi zami nahee laiken Allah azzawajal kay Nabi aisay maqbool hai kay dosro ko maqbool karwanay walay hain, Mohabbat, Qurbat ilallah ka zariya bhee Qurbate Rasul he hai... aur yei bhe zikar kay Waseela Jannat ka aik muqam hai jo Nabi pak AlaihiSlam ko ata kia gaya Alhamdulillah dunya mai bhee waseela ka sab say buland muqam yani Allah azzawjaal ki bargah mai sab say maqbool Nabi pak AlaihisSlam ki zaat hai aur Aakhirat mai he Qurb o Quboliyat ka buland tareen muqam Nabi pak AlaihiSslam ko he ata kia jaaiy ga... (ia)

(تفسير جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ

{ يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ }

 

 

يعنـي جلّ ثناؤه بذلك: يا أيها الذين صدّقوا الله ورسوله فـيـما أخبرهم ووعدهم من الثواب، وأوعد من العقاب { اتَّقُوا اللّهَ } يقول: أجيبوا الله فـيـما أمركم ونهاكم بـالطاعة له فـي ذلك، وحققوا إيـمانكم وتصديقكم ربكم ونبـيكم بـالصالـح من أعمالكم. { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ } يقول: واطلبوا القربة إلـيه بـالعمل بـما يرضيه. والوسيـلة: هي الفعلـية من قول القائل: توسلت إلـى فلان بكذا، بـمعنى: تقرّبت إلـيه، ومنه قول عنترة:

إنَّ الرِّجالَ لهُمْ إلَـيْكِ وَسِيـلَةٌ أنْ يأْخُذُوكِ تَكَحَّلِـي وتَـخَضَّبِـي

يعنـي بـالوسيـلة: القُرْبة. ومنه قول الآخر: إذا غَفَلَ الوَاشُونَ عُدْنا لِوَصْلِنا وَعادَ التَّصَافِـي بَـيْنَنا وَالوَسائِلُ

وبنـحو الذي قلنا فـي ذلك قال أهل التأويـل. ذكر من قال ذلك:

 

حدثنا ابن بشار، قال: حدثنا أبو أحمد الزبـيري، قال: حدثنا سفـيان (ح)، وحدثنا ابن وكيع، قال: حدثنا زيد بن الـحبـاب، عن سفـيان، عن منصور، عن أبـي وائل: { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلةَ } قال: القربة فـي الأعمال.

 

حدثنا هناد، قال: حدثنا وكيع (ح)، وحدثنا سفـيان، قال: حدثنا أبـي، عن طلـحة، عن عطاء: { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ } قال: القُربة.

 

حدثنـي مـحمد بن عمرو، قال: حدثنا أحمد، قال:حدثنا أسبـاط، عن السديّ: { يا أيُّها الَّذِينَ آمَنُوا اتَّقُوا اللّهَ وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ } قال: هي الـمسألة والقربة.

 

حدثنا بشر، قال: ثنا يزيد، قال: حدثنا سعيد، عن قتادة قوله: { وَابْتَغُواإلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ }: أي تقرّبوا إلـيه بطاعته والعمل بـما يرضيه.

 

حدثنـي الـمثنى، قال: حدثنا أبو حذيفة، قال: حدثنا شبل، عن ابن أبـي نـجيح، عن مـجاهد: { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ }: القربة إلـى الله.

 

حدثنـي الـمثنى، قال: حدثنا إسحاق، قال: حدثنا عبد الرزاق، قال: أخبرنا معمر، عن الـحسن فـي قوله: { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ } قال: القربة.

 

حدثنا القاسم، قال: حدثنا الـحسين، قال: حدثنـي حجاج، عن ابن جريج، عن عبد الله بن كثـير، قوله: { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ } قال: القربة.

 

حدثنـي يونس، قال: أخبرنا ابن وهب، قال: قال ابن زيد فـي قوله: { وَابْتَغُوا إلَـيْهِ الوَسِيـلَةَ } قال: الـمـحبة، تـحببوا إلـى الله. وقرأ:

{ أولَئِكَ الَّذِينَ يَدْعُونَ يَبْتَغُونَ إلـى رَبِّهِمُ الوَسِيـلَةَ }

 

 

القول فـي تأويـل قوله تعالـى: { وَجاهِدُوا فِـي سَبِـيـلِهِ لَعَلكُمْ تُفْلِـحُونَ }.

 

يقول جلّ ثناؤه للـمؤمنـين به وبرسوله: وجاهدوا أيها الـمؤمنون أعدائي وأعداءكم فـي سبـيـلـي، يعنـي: فـي دينه وشريعته التـي شرعها لعبـاده، وهي الإسلام، يقول: أتعبوا أنفسكم فـي قتالهم وحملهم علـى الدخول فـي الـحنـيفـية الـمسلـمة { لَعَلَّكُمْ تُفْلِـحُونَ } يقول: كيـما تنـجحوا فتدركوا البقاء الدائم، والـخـلود فـي جنانه. وقد دللنا علـى معنى الفلاح فـيـما مضى بشواهده بـما أغنى عن إعادته فـي هذا الـموضع.

(تفسير روح البيان في تفسير القرآن/ اسماعيل حقي (ت 1127 هـ

 

{ يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ }

 

 

{ يا ايها الذين آمنوا اتقوا الله } اى اخشوا عذابه واحذروا معاصيه { وابتغوا } اى اطلبوا لانفسكم { اليه } اى الى ثوابه والزلفى منه { الوسيلة } اى القربة بالاعمال الصالحة قوله تعالى اليه متعلق بالوسيلة قدم عليها للاهتمام وليست بمصدر حتى يمتنع ان يتقدم معمولها عليها بل هى فعيلة بمعنى ما يتوسل به ويتقرب الى الله تعالى من وسل الى كذا تقرب اليه والجمع الوسائل.

 

وقال عطاء الوسيلة افضل درجات الجنة وفى الحديث " سلوا الله لى الوسيلة فانها درجة فى الجنة لا ينالها الا عبد واحد وأرجو من الله ان يكون هو انا ".

 

وفى الحديث " من قال حين يسمع النداء اللهم رب هذه الدعوة التامة والصلاة القائمة آت سيدنا محمدا الوسيلة والفضيلة وابعثه المقام المحمود الذى وعدته حلت له شفاعتى يوم القيامة ".

 

قال المولى الفنارى فى تفسير الفاتحة اما الوسيلة فهى اعلى درجة فى جنة عدن وهى لرسول الله صلى الله عليه وسلم حصلت له بدعاء امته فعل ذلك الحق سبحانه لحكمة اخفاها فانا بسببه نلنا السعادة من الله وبه كنا خير امة اخرجت للناس وبه ختم الله بنا الامم كما ختم به النبيين وهو صلى الله عليه وسلم مبشر كما امر ان يقول ولنا وجه خاص الى الله تعالى نناجيه منه ويناجينا وكذا كل مخلوق له وجه خاص الى ربه فامرنا عن امر الله ان ندعو له بالوسيلة حتى ينزل فيها بدعاء امته وهذا من باب الغيرة الالهية انتهى { وجاهدوا فى سبيله } بمحاربة الاعداء الظاهرة والباطنة { لعلكم تفلحون } بالوصول الى الله والفوز بكرامته.

 

والاشارة فى الآية ان الله تعالى جعل الفلاح الحقيقى فى اربعة اشياء. احدها الايمان وهو اصابة رشاشة النور فى بدء الخلقة وبه يخلص العبد من حجب ظلمة الكفر. وثانيها التقوى وهو منشأ الاخلاق المرضية ومنبع الاعمال الشرعية وبه يخلص العبد من ظلمة المعاصى. وثالثها ابتغاء الوسيلة وهو فناء الناسوتية فى بقاء اللاهوتية وبه يتخلص العبد من ظلمة اوصاف الوجود. ورابعها الجهاد فى سبيل الله وهو اضمحلال الانانية فى اثبات الهوية وبه يتخلص العبد من ظلمة الوجود ويظفر بنور الشهود فالمعنى الحقيقى { يا ايها الذين آمنوا } باصابة النور { اتقوا الله } بتبديل الاخلاق الذميمة { وابتغوا اليه الوسيلة } فى افناء الاوصاف { وجاهدوا فى سبيله } ببذل الوجود { لعلكم تفلحون } بنيل المقصود من المعبود كذا فى التأويلات النجمية.

 

واعلم ان الآية الكريمة صرحت بالامر بابتغاء الوسيلة ولا بد منها البتة فان الوصول الى الله تعالى لا يحصل الا بالوسيلة وهى علماء الحقيقة ومشايخ الطريقة:

قال الحافظ

قطع اين مرحله بى همرهىء خضر مكن ظلما تست بترس از خطر كمراهى

والعمل بالنفس يزيد فى وجودها واما العمل وفق اشارة المرشد ودلالة الانبياء والاولياء فيخلصها من الوجود ويرفع الحجاب ويوصل الطالب الى رب الارباب.

 

قال الشيخ ابو الحسن الشاذلى كنت انا وصاحب لى قد أوينا الى مغارة لطلب الدخول الى الله واقمنا فيها ونقول يفتح لنا غدا او بعد غد فدخل علينا يوما رجل ذو هيبة وعلمنا انه من اولياء الله فقلنا له كيف حالك فقال كيف يكون حال من يقول يفتح لنا غدا او بعد غد يا نفس لم لا تعبدين الله لله فتيقظنا وتبنا الى الله وبعد ذلك فتح علينا فلا بد من قطع التعلق من كل وجه لينكشف حقيقة الحال: قال الحافظفداى دوست نكرديم عمر مال دريغ كه كار عشق زما اين قدر نمى آيد

وفى صحبة الاخيار والصلحاء شرف عظيم وسعادة عظمى ـ وحكى ـ ان خادم الشيخ ابى يزيد البسطامى كان رجلا مغربيا فجرى الحديث عنده فى سؤال منكر ونكير فقال المغربى والله ان يسألانى لأقولن لهما فقالوا له ومن اين يعلم ذلك فقال اقعدوا على قبرى حتى تسمعونى فلما انتقل المغربى جلسوا على قبره فسمعوا المسألة وسمعوه يقول أتسألوننى وقد حملت فروة ابى يزيد على عنقى فمضوا وتركوه ولا تستبعد امثال هذا فان جواب المجيب المدقق يذهب معه من هنا فحصل مثل هذا الزاد وفى المثنوى

كنج زرى كه جو خسبى زيرريك باتو باشد آن نباشد مرد ريك

ييش بيش آن جنازت مىرود مونس كور وغريبى ميشود

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Yeh waqaya nabi k baad k zamany ka hai, unhon nay Hazarat Abbas say dua kerwai Nabi ko waseela kiun na banaya? baat samjhanay wali hai ghor kijia ga.

 

qabl isky kuch arz kiya jaye aapki di gai ibarat se ye iqraar aapny anjany me kar hi liya hai ki waseela sirf amaal hi nahin balki Allah (azw) ke kisi muqarrab bandy ki dua bhi ban satka hai jisky khilaaf aap or aapky wahabi hazraat bohot aiyrhi choti ka zor laga kar ummat e muslima ka kafir mushrik banany ka maqsad poora karty hain...saath hi ye bhi sabit hua ki Allah ka shahy rag se qareeb hoty huey bhi Allah (azw) ky swaleheen bando ki duaon ka waseela banana bhi jayaz hai bawajood isky ki Allah farmaata hai ki mujh se mango me ata karunga...iska inkar ab aap nahin kar sakty. (al):)

 

 

baqi raha ye aitraaaz ki kiska waseela istemaal hua kis ka nahin iska jawab already diya ja chuka hai plz chk links below ...

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?s=&...ost&p=27768

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?s=&...ost&p=27840

 

Allah hidayat de or ummat me inteshaar phelany or kafir hony se bachaye....

wrong_interpretaion_of_umar_RA_wasila.rm

Hazrat_Abbas_RA_ka_waseela.rm

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...