ata_ho_ghame_madina 2 Posted August 22, 2008 Report Share Posted August 22, 2008 aslmolikum kia aik female fully perdha mein ( abya and chera bhi chupya hoo) aik male teacher key pas perh sektii hain jab key wahn kafii studnets hunn aur female assistance bhii hun 2. aik kapra os waqt kherda jab riyal ki qeemet PAKISTANI RS KEY MUQABLEYY MEIN KAM THII UB AGER WO KAPRA SAIL KERNA CHIYENN TU KIA purneyy hisab se sail kerinn gey ya new riyal ki qeemat key mutabiq? Quote Link to post Share on other sites
Umm-e-Anwaar Raza 21 Posted August 28, 2008 Report Share Posted August 28, 2008 pyari behan main ne ap k ye questions dar-ul-ifta send kerdiye hain ,jaisay hi wahan se jawab ayega main yahan share kerdoongi wassalam ma'al ikram Quote Link to post Share on other sites
ata_ho_ghame_madina 2 Posted August 28, 2008 Author Report Share Posted August 28, 2008 mujy chand swalat key jawab chiyee ksi key ilm mein hun tu jawab dejiee 1. nafli roza ya qaza roza key rekhnyy ki niyeat ker li raat ko lakin subha sehrii key waqt jag na aii tu kia ub is surt mein roza rekhna zrurii ho ga ya option hy key chorr sekyy hian? 2. aik kapra agerr pornayy riyal key rate key etbar sey kherda ub ki jo mijoda qeemat hy os per sail ker sektyy hain ? 3.masajid mein agerr koi TARAWEEH key lea jay aur kuch tarwee ho gaii hun. phleyy tu esha key farz perhnyy hunge tu kia jo baqii ki tarawee phleyy miss hoii hian wo khud sey perhna hungee??? 4.ahkam e sahriett mein muftii sab ney fermya tha key jo talib e ilm QABRASTTAN sey guzre tu 40 days taq alhy qabrastan per AZAB nahii hota swal yeh hay key kia jo baqida deenii adara seyy deeni aloom seekh rha hoo ya jo waseyy net sey ya media seyy bhii deen ka ilm seekhtyy hian jesyy PROGRAM AHKAM E SAHRIIT KOI regular dekhyy......... waslm Quote Link to post Share on other sites
Yasir Attari 18 Posted August 30, 2008 Report Share Posted August 30, 2008 1. nafli roza ya qaza roza key rekhnyy ki niyeat ker li raat ko lakin subha sehrii key waqt jag na aii tu kia ub is surt mein roza rekhna zrurii ho ga ya option hy key chorr sekyy hian? 1) NAfal Roza ka jo sawal Likha Aesa nahe k Raat ko Agar irada karlo Tu Subha Lazmi Rakhne parega ... Baaz Loogo ko Yaha Taswesh hogi k Nafal Roze ki Bhi Qaza hoti ji Nahe Nafal Roza agar Na RAkh piee tu iski koi Qaza nahe hoti magar agar Rakha aur Phir Woh Roza kissi shereye Uzzar ki waja se Toot Gaya tu ab iski Qazza karna Wajib haii Quote Link to post Share on other sites
Yasir Attari 18 Posted August 30, 2008 Report Share Posted August 30, 2008 mujy chand swalat key jawab chiyee ksi key ilm mein hun tu jawab dejiee 3.masajid mein agerr koi TARAWEEH key lea jay aur kuch tarwee ho gaii hun. phleyy tu esha key farz perhnyy hunge tu kia jo baqii ki tarawee phleyy miss hoii hian wo khud sey perhna hungee??? AGAR ISLAMI BHAI MASJID ME TARAWEH KI LIE JIE TU PEHLE FARZ NAMAZ ADDA KREEGE PHIR TARAWEH Ki Jammat me Shamil Hogi uske baad Jo TARAWEH KI BAQEYA REH GIE HAI WOH ADDA KAREGE AUR PHIR WITTAR ADDA KAREE GE ISLAMI BEHNO KO MASJID ME JANA MAMNOO HAI AUR JAMMAT K SATH NAMAZ ADDA KRNA MUKROO ISLAMI BEHNOO KI TARAVEH KI tafseel ki liee MERE PEYARe Ammer AhleSunnat ki Books "Islami Behno ki Namaz ka Mutalla FArmiee.. Quote Link to post Share on other sites
ata_ho_ghame_madina 2 Posted August 30, 2008 Author Report Share Posted August 30, 2008 thanx Quote Link to post Share on other sites
Abdul Mustafa 1 Posted August 31, 2008 Report Share Posted August 31, 2008 Subhanallah Azzawajal Great sharings. Quote Link to post Share on other sites
Yasir Attari 18 Posted September 1, 2008 Report Share Posted September 1, 2008 Sheikh Tareqat Ammer AhleSunnat Told that use words (Dua) jazzak Allah instead of thanx , Kia ajab woh Qaboleyat ki gharii houn Aur Aapki Dua Qubol Hojiee Aur Aap jisko Jazzak Allah Keh rahe haii usko behtreen jaza miljiee Ya Ilahi Har Jaga Teri Atta Ka Sath jab pare Muskhil Shahe Mushkil Kusha ka sath houn Sheikh Tareqat Ammer AhleSunnat Told that use words (Dua) jazzak Allah instead of thanx , Kia ajab woh Qaboleyat ki gharii houn Aur Aapki Dua Qubol Hojiee Aur Aap jisko Jazzak Allah Keh rahe haii usko behtreen jaza miljiee Ya Ilahi Har Jaga Teri Atta Ka Sath jab pare Muskhil Shahe Mushkil Kusha ka sath houn Quote Link to post Share on other sites
ata_ho_ghame_madina 2 Posted September 7, 2008 Author Report Share Posted September 7, 2008 JAZAKALLAH BRO, admin bro, i was finding out my TOPIC NAMED " CONFUSION" but i could"nt find in forum and in my profile . so plz help me and if any body know rest of the answers of qusetion do share here plz Quote Link to post Share on other sites
ata_ho_ghame_madina 2 Posted September 8, 2008 Author Report Share Posted September 8, 2008 aslmolikum kia qaza namzun ko bhi ada kernyy key lea AZAN dena ho gey IMAM QUDRAVI ki kitab ul salat MIAIN derj hay part of our sallybus Quote Link to post Share on other sites
Barkaati 0 Posted September 8, 2008 Report Share Posted September 8, 2008 aslmolikum kia qaza namzun ko bhi ada kernyy key lea AZAN dena ho gey IMAM QUDRAVI ki kitab ul salat MIAIN derj hay part of our sallybus Quote Link to post Share on other sites
Raza ka ghulam 4 Posted September 8, 2008 Report Share Posted September 8, 2008 (edited) .................................. Edited February 21, 2011 by Usman Razawi Post edited bcz of WRONG ANSWER. Quote Link to post Share on other sites
ata_ho_ghame_madina 2 Posted September 12, 2008 Author Report Share Posted September 12, 2008 ager ksi ki dherr sarii qaza namzien hugee tu kia ub bhi aqamett khii jayee ge aur woo waqfe wqfee seyy in namazoon ko ada ker rha hoo ya rahii hoo jazakllha amenn Quote Link to post Share on other sites
Raza ka ghulam 4 Posted September 13, 2008 Report Share Posted September 13, 2008 (edited) ager ksi ki dherr sarii qaza namzien hugee tu kia ub bhi aqamett khii jayee ge aur woo waqfe wqfee seyy in namazoon ko ada ker rha hoo ya rahii hoo jazakllha amenn Edited February 21, 2011 by Usman Razawi Post edited bcz of WRONG ANSWER. Quote Link to post Share on other sites
ata_ho_ghame_madina 2 Posted September 13, 2008 Author Report Share Posted September 13, 2008 jab bhi qaza namazien ada ki jayegi chahe kitni bhi ho aur chahe kabhi bhi ada kare aqamat kahi jayegi. Agar aap ko kuch samaj na aaye ya aur kuch sawaal hai is ke mutaaliq tu phir sawaal kar sakti hain . okey TU KIA YEH HUKAM females n males donoo keyy leyy hay jazakallah amenn , actully mein ne esa suna nahii tha lakin jab teacherr ne perhyya tuu tu iss lea question zehn mein a rahyy hain agerr ksii ne aqamett keyy begire he namzeinn ada kerna shouro ker dii kai woo namezeinn ada ho gaii lutaii tuu nahii jaienn ge Quote Link to post Share on other sites
Eccedentesiast 392 Posted February 21, 2011 Report Share Posted February 21, 2011 On 8/22/2008 at 1:30 PM, ata_ho_ghame_madina said: aslmolikum kia aik female fully perdha mein ( abya and chera bhi chupya hoo) aik male teacher key pas perh sektii hain jab key wahn kafii studnets hunn aur female assistance bhii hun? و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ Taleem ki wzahat ki jaye aor deegar students jo sath hain wo mahram hain ya ghair mahram iski wzahat ki jaye , agar to co-education ka system hay to agarcheh parday k sath jati hain iski ijazat naheen k is main fitna bahut ziada hay. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29441 On 8/22/2008 at 1:30 PM, ata_ho_ghame_madina said: aslmolikum 2. aik kapra os waqt kherda jab riyal ki qeemet PAKISTANI RS KEY MUQABLEYY MEIN KAM THII UB AGER WO KAPRA SAIL KERNA CHIYENN TU KIA purneyy hisab se sail kerinn gey ya new riyal ki qeemat key mutabiq? و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ jo cheez aapnay khareedi hay uskay aap malik hain , jis qeemat main chahain sale kar saktay hain. jabkeh dhoka dahi ya jhoot waghera us main shamil na ho http://mufti.faizane...wer.php?Q=29442 http://mufti.faizane...wer.php?Q=29444 On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said: 1. nafli roza ya qaza roza key rekhnyy ki niyeat ker li raat ko lakin subha sehrii key waqt jag na aii tu kia ub is surt mein roza rekhna zrurii ho ga ya option hy key chorr sekyy hian? و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ Amooman yeh niyat hoti hay keh subah sahri kar kay roza rakhon ga lihaza subah uth kar sirf guzashta niyat ki wja say roza lazim naheen hoga. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29443 On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said: 2. aik kapra agerr pornayy riyal key rate key etbar sey kherda ub ki jo mijoda qeemat hy os per sail ker sektyy hain ? و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ jo cheez aapnay khareedi hay uskay aap malik hain , jis qeemat main chahain sale kar saktay hain. jabkeh dhoka dahi ya jhoot waghera us main shamil na ho http://mufti.faizane...wer.php?Q=29444 http://mufti.faizane...wer.php?Q=29442 On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said: 3.masajid mein agerr koi TARAWEEH key lea jay aur kuch tarwee ho gaii hun. phleyy tu esha key farz perhnyy hunge tu kia jo baqii ki tarawee phleyy miss hoii hian wo khud sey perhna hungee??? و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ Isha k farz parhnay k bad imam k sath taraweeh main shamil ho jayen , imam ki traweeh khatam ho janay k bad phir apni bqaya taraweeh ada krain. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29445 On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said: 4.ahkam e sahriett mein muftii sab ney fermya tha key jo talib e ilm QABRASTTAN sey guzre tu 40 days taq alhy qabrastan per AZAB nahii hota swal yeh hay key kia jo baqida deenii adara seyy deeni aloom seekh rha hoo ya jo waseyy net sey ya media seyy bhii deen ka ilm seekhtyy hian jesyy PROGRAM AHKAM E SAHRIIT KOI regular dekhyy......... و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ Aalim k baray main hay , ab aalim jo haqeeqi tor par aalim hay agarcheh kisi bhi tareeqay say usnay ilm hasil kia ho agar haqeeqi Aalim-e-Deen hay to us kay leay yehi hukum hay. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29446 On 9/8/2008 at 3:41 PM, ata_ho_ghame_madina said: aslmolikum kia qaza namzun ko bhi ada kernyy key lea AZAN dena ho gey IMAM QUDRAVI ki kitab ul salat MIAIN derj hay part of our sallybus و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ Poori Jammat ki agar nmaz qaza ho gayi hay to us kay leay jammat k sath parh rhay hain to us kay leay azan-o-iqamat di jaye gi , aor agar aesa naheen hay to is soorat main ilahida parh rhay hain to us k leay azan-o-iqamat ki hajat naheen. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29447 Quote Link to post Share on other sites
IjazAttari 1 Posted August 27, 2011 Report Share Posted August 27, 2011 Jazaka Allah khair Aap ka jawabat sa aor bohat sa logoon ka ilm main ezafa ho gia hay Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.