Gulzar 6 Posted August 31, 2008 Report Share Posted August 31, 2008 (edited) 1-) roze ki halat mein jab wazu karte hain to kuli karna zaroori hai kya,kyon ke kuli karne se zaban gilli ho jati hai aur wo pani ahista ahista andher chala jata hai, is roza nahi toota kya? 2-) roza ho to agar aap ne koi film ya drama dekha to us se roza toot jata hai kya? 3-) kin kin cheezon se roza toot jata hai? 4-) fajar ki azaan honey ke baad aur phele aap kitne nafal pard saktey hain? aur jab aap ne farz pard liey to phir kitne nafal padney ki ijaazat hai? Edited August 31, 2008 by Gulzar Quote Link to post Share on other sites
Umm-e-Anwaar Raza 22 Posted August 31, 2008 Report Share Posted August 31, 2008 1-) roze ki halat mein jab wazu karte hain to kuli karna zaroori hai kya,kyon ke kuli karne se zaban gilli ho jati hai aur wo pani ahista ahista andher chala jata hai, is roza nahi toota kya? 2-) roza ho to agar aap ne koi film ya drama dekha to us se roza toot jata hai kya? 3-) kin kin cheezon se roza toot jata hai? 4-) fajar ki azaan honey ke baad aur phele aap kitne nafal pard saktey hain? aur jab aap ne farz pard liey to phir kitne nafal padney ki ijaazat hai? bhai ap apnay suwalat k jawabat k liye Is Topic ka mutala'a karen. wassalam ma'al ikram Quote Link to post Share on other sites
Gulzar 6 Posted September 3, 2008 Author Report Share Posted September 3, 2008 Petrol ya loook jo k constrution mein istimaal hoti hain, us ki smell se roza toot jata hai kya? Quote Link to post Share on other sites
Abdur Rehman 43 Posted September 4, 2008 Report Share Posted September 4, 2008 Petrol ya loook jo k constrution mein istimaal hoti hain, us ki smell se roza toot jata hai kya? Bad'bu ya Khousbo say roaza nahee toat'ta hai. albatta kis petrol ya deegar gases, chemicals waghaira ka dhuwa'n ya fumes hain aur jan boojh kay songha tu roaza toat jaiay ga. Quote Link to post Share on other sites
Madinah_Madinah 12 Posted September 4, 2008 Report Share Posted September 4, 2008 4 sharing masa'il.......... Quote Link to post Share on other sites
Mushtaq_Attari26 3 Posted September 4, 2008 Report Share Posted September 4, 2008 Quote Link to post Share on other sites
Gulzar 6 Posted September 5, 2008 Author Report Share Posted September 5, 2008 (edited) bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah, wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey? kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey, mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai, Edited September 5, 2008 by Gulzar Quote Link to post Share on other sites
Muhammah AhsanUllah Attari 0 Posted September 6, 2008 Report Share Posted September 6, 2008 JazakAllah Azzwajal Quote Link to post Share on other sites
Gulzar 6 Posted September 6, 2008 Author Report Share Posted September 6, 2008 bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah, wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey? kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey, mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai, Quote Link to post Share on other sites
Umm-e-Anwaar Raza 22 Posted September 7, 2008 Report Share Posted September 7, 2008 bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah,wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey? kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey, mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai, ap baraye madina ye book poori parh lain ap ko rozon k baray men jis qader masail hongay sab ka ap ko jawab mil jaye ga Faizan e Ramadhan or apnay is suwal k jawab k liye ye read karen:" wassalam ma'al ikram Quote Link to post Share on other sites
Gulzar 6 Posted September 7, 2008 Author Report Share Posted September 7, 2008 (edited) mujhe net pe yeh hadees mili hai lekin is ki koi sannat nahi hai, kya koi confirm kar sakta hai k yeh sahi hai ya nai? Edited September 7, 2008 by Gulzar Quote Link to post Share on other sites
Abdur Rehman 43 Posted September 7, 2008 Report Share Posted September 7, 2008 Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai.. Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada.. baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain.. aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai .. Quote Link to post Share on other sites
Gulzar 6 Posted September 7, 2008 Author Report Share Posted September 7, 2008 Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai.. Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada.. baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain.. aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai .. Subhan Allah, mashallah, aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi? Quote Link to post Share on other sites
Abdur Rehman 43 Posted September 7, 2008 Report Share Posted September 7, 2008 Subhan Allah, mashallah,aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi? Ugar aap pahlay jo parh chukay us ki waja say poch rahay hain tu sawab tu Allah azzawjal qubool farma kay ata farma daita hai magar Isale sawab momin ka hadiya hai dosray sab Iman walo kay leay inshaAllah jab ham is dunya mai nahe hogain tu hamai bhe dosray musalman yad rakkhain gain ... aur yei kay Isale sawab aap nay jo pahlay aaamal achay karay un sab ki niyyat kar kay abhee bhe kar saktay hain ... Quote Link to post Share on other sites
Gulzar 6 Posted September 7, 2008 Author Report Share Posted September 7, 2008 main to sirf yahi poochana chahta hoon k sehri k baad jab aap namaz k liey ghar se bahir nikaltey to rastey main issey 7 martaba pard lein to poora swab miley ga na? Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.