Jump to content

Rozey ki halat mein kuli karna chahiey ya nahi?

Gulzar

تجویز کردہ جواب

1-) roze ki halat mein jab wazu karte hain to kuli karna zaroori hai kya,kyon ke kuli karne se zaban gilli ho jati hai aur wo pani ahista ahista andher chala jata hai, is roza nahi toota kya?

2-) roza ho to agar aap ne koi film ya drama dekha to us se roza toot jata hai kya?

3-) kin kin cheezon se roza toot jata hai?

4-) fajar ki azaan honey ke baad aur phele aap kitne nafal pard saktey hain? aur jab aap ne farz pard liey to phir kitne nafal padney ki ijaazat hai?

Edited by Gulzar
Link to comment
Share on other sites

(salam)

bhai ap apnay suwalat k jawabat k liye

Is Topic

ka mutala'a karen.

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

Petrol ya loook jo k constrution mein istimaal hoti hain, us ki smell se roza toot jata hai kya?

Bad'bu ya Khousbo say roaza nahee toat'ta hai. albatta kis petrol ya deegar gases, chemicals waghaira ka dhuwa'n ya fumes hain aur jan boojh kay songha tu roaza toat jaiay ga.

p28.GIF

p29.GIF

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah,

wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey?

kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey,

mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai,

ap baraye madina ye book poori parh lain ap ko rozon k baray men jis qader masail hongay sab ka ap ko jawab mil jaye ga

Faizan e Ramadhan

or apnay is suwal k jawab k liye ye read karen:"

p53.gif

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai..

Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada..

baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain..

aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai ..

fi-aman:

Subhan Allah, mashallah,

aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi?

Ugar aap pahlay jo parh chukay us ki waja say poch rahay hain tu sawab tu Allah azzawjal qubool farma kay ata farma daita hai

magar Isale sawab momin ka hadiya hai dosray sab Iman walo kay leay inshaAllah jab ham is dunya mai nahe hogain tu hamai bhe dosray musalman yad rakkhain gain ...

aur yei kay Isale sawab aap nay jo pahlay aaamal achay karay un sab ki niyyat kar kay abhee bhe kar saktay hain ...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...