Jump to content

Ghair Muqallid Kon?

Danish_Rizya

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Fiqah-e-Hanafi se kya murad hai?

Fiqah-hanafi ek majhab hai jo Imam Abu Hanifa k bataye hue raste par chalata hai..

Logo ka khud ka banaya hua aqeedah hai k Duniya me chaar(4) Imaam aaye-

1. Imam Abu Hanifa

2. Imam Shaafe

3. Imam ibn Humbal

4. Imam Mullick

Ye chaaron imam sahi hai. Agar jannat jaana hai to in chaaron me se kisi ek Imam ki taqleed karni hogi yaani maanna hoga aur bina jhijak unki baataye hue raste par chalna hoga. Aur Ye aqeedah rakhne waale ko Muqallid kaha jaata hai yaani Imaam Abu Hanifa ko maane waala Imam Abu Hanifa ka Muqallid aur Fiqah-e-Hanafi pe Iman rakhne waala aur jaisa uske imam kehte hai chahe wo Quran aur Hadees k khilaaf hi kyo na ho use tasleem karni hogi. Aur jo shaks kisi imam ko nahi maanta ya phir uski taqleed nahi karta to use GAIR-MUQALLID kaha jaata hai jiske Imam ka naam Kaaenath-E-Aazam Taajdar-E-Haram Mustafa Mohammad sallalhu Alaihe Wasallam hai jo Quran aur Hadees k siwa kuch nahi maante, Saare duniya ki baath ek taraf Rasool ki baath ek taraf agar maana jayege to sirf aur sirf rasool ki baath ko.

Brother mai aapko knowledge de raha hoon k Fiqah ko maane waala Mushrik aur kaafir hai Uske upar Jannat Haraam hai. Aur ye mai nahi keh raha hoon lekin ye Quran aur Hadees se saabith hai.I can prove it with loads of reference..Agar aap Islaam ko samajhna chate hai to Quran aur Hadees ko hi maana hoga. Mai aapko Haq ki Daawat deta hoon...Aapke reply ka intezaar rahege.....Asalam-walaikum

Link to comment
Share on other sites

(saw)

(salam)

APP ISLAH KARNAY IDHAR AAY HAIN MASHALLAH RIGHT......MAI APP SAY BAAT KARON GA INSHALLAH AOR APP APNA DAQA YAAD RAKHTAY HOWAY ZARA HAMRI ISLAH KAR DO MERAY BAHI MEHARBANI HOGE AGAIN BOLN GA KAY APNA DAWA YAAD RAKHNA QURAN AOR HADIS PER CHALNAY WALA, AOR AGAR YA NECHAY DIAY GAAY SAWAL HADIS PAK SAY SABIT NAHI HAIN TU PHIR MAI YA POCHTA HON KAY APP NAY YA MASLAY KIDHAR SAY LIAY? JUB KAY APP KA DAWA SIRF QURAN AOR HADIS PER CHALNAY WALA HAI. JIS MAI TAKLEED YA KIAS KE KOIE GUNGISH NAHI….)

APP KAY NAZDEEK TAKLEED KE TAREEF YA HAI KAY KISE BHI UMATI KE BAAT KO BAY DALIL MAAN LAYNA YA TAKLEED HAI AOR YA SHIRK HAI RIGHT? TU ZARA YA TAREEF JO APP KARTAY HAIN KISE SAHI HADIS MAI DIKHA DAIN…?

ACHA JANAB YA JO APP NAMAZ MAI SEENAY PER HAAT BANDH TAY HAIN YA BHI ZARA KISE SAHI, SARIH, MARFOO HADIS SAY DIKHA DAIN…?

KIA NABI PAK (saw) NAY NAMAZ WITER MAI BAAD AZ RAKO AAM DUA KE TERHAN HAAT UTHA KAY DUA MANGI HAI? YA APP (saw) NAY ISS KA HUKUM DIA HAI….?

KIA NABI KARIM (saw) NAMAZ JANAZA KE TAMAM TAKBEERAT MAI RAFA YADIN KARNAY KA HUKUM FARMATAY THAAY? YA APP (saw) NAY KHOD NAMAZ JANAZA KE TAMAM TAKBEERON MAI RAFA YADIN FARMAYA HAI? ZARA SAHIE, SARIH MARFOO HADIS PESH KARIN?

HAZOOR PAK (saw) NAY APNAY KIS SAHBI KE NAMAZ JANAZA GHAIBNA PARHIE THI?

SIRF EK SAHI, SARIH, MARFOO HADIS PESH KARIN KAY KAY NAMAZ JANAZA MAI IMAM DUAIN BULAND AWAZ SAY PARHAY AOR MUKTADI SIRF AAMIN AAMIN PUKARAIN?

EK SAHIE, SARIH, MARFOO HAIDS PESH KARIN KAY NAMAZ WITER MAI IMAM DUA-E-KANOOT BULAND AWAZ SAY PARHAY AOR MUKTADI SIRF AAMIN AAMIN BOLAIN?

EK SAHI, SARIH, MARFOO HADIS PESH KARIN KAY NABI PAK (saw) NAY WAFAT TAK RAFA YADIN INDIAL WA BADAL RUKO KIA HO?

EK SAHI HADIS PESH KARIN KAY KAPRA HOTAY HOWAY NANGAY SAR NAMAZ PARHNAY KA HUMKUM HADIS MAI HO? JUB KAY MAI NAY DEKHA HAI KHASI TADAD MAI GHAIR MUKALADIN NANGAY SAR NAMAZ PARTHAY HAIN. EK 10 RUPESS WALI TOPI NAHI LAYTAY AASA KIDHAR HUKUM HAI?

EK HADIS PESH KARIN KAY NAMAZ MAI IMAM TU TAKBEER-E-TEHREEMA TAIZ (ONCHI) AWAZ MAI BOLTA HAI AOR MUKTADI SLOW AWAZ MAI AKHIR KIOUN? KIDHAR HAI ISS KA HUKUM?

NAMAZ MAI IMAM SLOW AWAZ MAI SANA PARTA HAI AOR MUKTADI BHI SLOW AWAZ MAI PARTA HAI KIDHAR LIKHA HAI? KIS HADIS SAY SABIT HAI?

JASA KAY MAI PEHLAY EK IKRAR KAR CHUKA HON KAY MERAY FAZIL BHAI APP KA ILAM BARHAL MUJH SAY ZADHA HAI TU PLEASE MARI ISLAH KAR DAIN, MERAY BHAI MAI BAR BAR YA BAAT KARTA HOWA AARHA HON KAY AGAR YA MASLAY QURAN AOR SAHIE HADIS SAY SABIT NAHI HO SAKTAY TU PHIR APP KA WO DAWA KAY SIRF QURAN AOR HADIS PER AMAL KARTAY HAIN APP WO KIDHAR GAAYA? AOR PHIR YA MASLAY KAKNAN YA MASLAY APP NAY APNAY ULMA SAY LIAY HONGAY TU BAHAR HAL TAKLEED TU PHIR IDHAR BHI WAJIB HO JAATI HAI, Y APHIR KHOD BA ZARIA IJTIHAD SAY NIKLAY HONGAY KIOUN? APP KAY JAWAB KA MUTAZIR HON MAI.

(salam) ,

NAVAID KHAN.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...