sag-e-Raza 3 Posted September 26, 2008 Report Share Posted September 26, 2008 sood ki raqam ,,, bank waloo say lay kar aagar koi istamal kary,, jab kay masla maloom na tah,, abb masla maloom honay par nadim ho,, aur sood ki istamal ki hoee raqam say chutkara hasil karna chata hai, to kia karay,,plz jaldee jawab anayt farmayee jazak ALLAH Quote Link to post Share on other sites
Barkaati 0 Posted October 1, 2008 Report Share Posted October 1, 2008 sood ki raqam ,,, bank waloo say lay kar aagar koi istamal kary,, jab kay masla maloom na tah,, abb masla maloom honay par nadim ho,, aur sood ki istamal ki hoee raqam say chutkara hasil karna chata hai, to kia karay,,plz jaldee jawab anayt farmayee jazak ALLAH allah tala har ek ko hidayat de is liye ki inse tauba karna bhi fazle khudawadi hai jawab ye hai ke jab tauba kar liye nadim bhi hogaye phir uski taraf lautne ka irada bhi tark kardiye tu kafi hai agar allah tala taufeeq de tu jitna hosake sadqa wa khairaat kijiye inshallah allah tala uske azaab se bhi mahfooz rakhega Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.